Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj
HomeRaj
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chala hai kahaan chala hai kahaan duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja chala hai kahaan aa aa aa duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja chala hai kahaan ankhiyaan meri sapne tere ho ho dekh zara ho saathi mere ho o dil deewaana tujhe pukaare kare ishaare na ja chala hai kahaan duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja chala hai kahaan aa aa aa aa ha aa haa aaa haa aaa aaaaa saawan bhi aane waala hai ho ho rang naya laane waala hai ho ho rut albeli mujhe akeli dekh hasengi na ja chala hai kahaan aa aa aa aaa duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja aa aa chala hai kahaan phool bani hai kali abhi to ho ho basi hai dil ki gali abhi to ho oo abhi abhi to paayal meri baaji chham chham na ja aa chala hai kahaan duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja aa aa chala hai kahaan
chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi meri kasam tumhen mere hi hoke rehna meri kasam tumhen mere hi hoke rehna dilon ki ye baat kisi aur se nahin kehna dilon ki ye baat kisi aur se nahin kehna bairi duniyaa se bairi duniyaa se rakhna chhupaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi nanhi si jaan meri kaho naa jalaaoge nanhi si jaan meri kaho naa jalaaoge chhod ke mujhe kahin chale to naa jaaoge chhod ke mujhe kahin chale to naa jaaoge bhool jaana nahin bhool jaana nahin dil mein basaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi
oye chali chali kaisi hawa ye chali oye chali chali kaisi hawa ye chali ke bhanwre pe marne lagi hai kali ke bhanwre pe marne lagi hai kali oye jali jali kaliyon ki kismat jali oye jali jali kaliyon ki kismat jali ke lagti hai bhanwaron ki soorat bhali ke lagti hai bhanwaron ki soorat bhali muh se inkaar jo ye karte hain saaf zaahir hai hum pe marte hain muh se inkaar jo ye karte hain saaf zaahir hai hum pe marte hain raaz chhupta nahin chhupane se aur machlega dil dabaane se aa aa aa aa agar machlega ye dil to humein samjhana aata hai agar machlega ye dil to humein samjhana aata hai ke is bhule huye ko raah par bhi laana aata hai oye chali chali kaisi hawa ye chali oye chali chali kaisi hawa ye chali ke bhanwre pe marne lagi hai kali ke bhanwre pe marne lagi hai kali oye jali jali kaliyon ki kismat jali oye jali jali kaliyon ki kismat jali ke lagti hai bhanwaron ki surat bhali ke lagti hai bhanwaron ki surat bhali dil lagaane ko khel kehte ho kis jahaan mein huzur
chali chali re patang meri chali re chali chali re patang meri chali re chali baadlon ke paar ho ke dor pe sawaar saari duniya ye dekh dekh jali re chali chali re patang meri chali re yun mast hawa mein laharaaye jaise udan khatola uda jaaye aa aa aa yun mast hawa mein laharaaye jaise udan khatola uda jaaye le ke man mein lagan jaise koi dulhan chali jaaye re saawariyan ki gali re chali chali re patang meri chali re chali chali re patang meri chali re chali baadlon ke paar ho ke dor pe sawaar saari duniya ye dekh dekh jali re chali chali re patang meri chali re aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa o ho ho ho ho ho ho rang meri patang ka dhaani hai ye neel gagan ki raani hoooo rang meri patang ka dhaani hai ye neel gagan ki raani baanki baanki hai uthaan hai umar bhi jawaan laage patli kamar badi bhali re chali chali re patang meri chali re chali chali re patang meri chali re chali baadlon ke paar ho ke dor pe sawaar saari duniya ye dekh dekh jali re chali
Chalo Chale Re Sajan Dheere Dheere
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm chanda chhode chaandni chanda chhode chaandni chaahe sooraj chhode roshni par hum tum hum tum saari zindagi saath na chhodenge chanda chanda chhode chaandni chaahe sooraj chhode roshni chalte chalte mil jaati hai aasmaan se dharti jaise aasmaan se dharti dheere dheere bas jaati hai do dilon ki basti aise do dilon ki basti tere mere ek hain sapne tere mere ek hain sapne saath na chhodenge chanda chanda chhode chaandni chaahe sooraj chhode roshni baithe baithe aa jaati hai yaad kabhi jo puraani yaad kabhi jo puraani tere siva ye saari duniyan lagti hai begaani haaye lagti hai begaani yaad karo wo waade apne yaad karo wo waade apne saath na chhodenge chanda chanda chhode chaandni chaahe sooraj chhode roshni
chanda loriyaan sunaaye hawaa jhoolna jhulaaye raani nindiya sulaaye mere laal ko o raani nindiya sulaaye mere laal ko chanda loriyaan sunaaye hawaa jhoolna jhulaaye raani nindiya sulaaye mere laal ko raani nindiya sulaaye mere laal ko barson shaam savere maa ne roya dil ka dukhda barson shaam savere maa ne roya dil ka dukhda tab jaa ke bhagwaan ne baksha ek chanda sa mukhda chanda loriyaan sunaaye hawaa jhoolna jhulaaye raani nindiya sulaaye mere laal ko raani nindiya sulaaye mere laal ko khelega jab mere angna khel ye pyaare pyaare khelega jab mere angna khel ye pyaare pyaare khelan ko tab laayegi maa neel gagan ke taare chanda loriyaan sunaaye hawaa jhoolna jhulaaye raani nindiya sulaaye mere laal ko raani nindiya sulaaye mere laal ko baandh ke sehra banega jis din dulha mera raaja baandh ke sehra banega jis din dulha mera raaja khushiyon ki baaraat sajegi armaanon ka baaja chanda loriyaan sunaaye hawaa jhoolna jhulaaye raani nindiya sulaaye mere laal ko raani
chanda se hoga wo pyaara phoolon se hoga wo nyaara naachega aangan mein chham chham nanha sa munna humara chanda se hoga wo pyaara phoolon se hoga wo nyaara naachega aangan mein chham chham nanha sa munna humara aaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa khilti ho jaise kali si hogi zabaan totli si khilti ho jaise kali si hogi zabaan totli si papa o mama o baba paklenge hum chaand taala chanda se hoga wo pyaara phoolon se hoga wo nyaara naachega aangan mein chham chham nanha sa munna humara aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa ab tak chhupa hai wo aise seepi mein moti ho jaise ab tak chhupa hai wo aise seepi mein moti ho jaise pariyon ki nagri se chal kar aata hi hoga dulaara chanda se hoga wo pyaara phoolon se hoga wo nyaara naachega aangan mein chham chham nanha sa munna humara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein ye khaamoshi ye tanhaai kisi bhi kaam naa aayi ye khaamoshi ye tanhaai kisi bhi kaam naa aayi suni kuchh baat naa meri naa apni baat samjhaayi naa apni baat samjhaayi chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein zara si raat badhne de zara sa chaand ghatne de zara si raat badhne de zara sa chaand ghatne de abhi jo haath hai dil par use dam bhar to hatne de use dam bhar to hatne de chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein tera aa kar chale jaana humen kar dega deewana tera aa kar chale jaana humen kar dega deewana khudara yun to naa todo labon tak laa ke paimaana labon tak laa ke
chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali tann ki gori chanchal chhori gende ki ek daali hoooooo oooooo roop ki chadhti dhoop sunehra rang aaj barsaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara kya jaane kis aasmaan se toota hai ye taara hoooooo oooooo shola ban ke phool kamal ka jal mein behta jaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho
haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali tu jo hai to kitni hasin hai zindagi sanam tu jo hai to kitni hasin hai zindagi sanam dil se dil mil gaya to kya kami sanam gup chup mile to hone laga charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali khubsurat chahiye tha ek humsafar khubsurat chahiye tha ek humsafar phool raahon mein khila de jis ki nazar saathi mila to hone laga charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali aarzu kya aur karte pyaar ke siwa aarzu kya aur karte pyaar ke siwa pyaar se tumne mere daaman ko bhar diya daaman bhara to hone laga charcha
haaye huyi na paida ab tak apne liye koi shehzaadi warna apni bhi ho jaati chat mangni pat shaadi ho chat mangni pat shaadi ho chat mangni pat shaadi ho chat mangni pat shaadi arre huyi na paida ab tak apne liye koi shehzaadi warna apni bhi ho jaati chat mangni pat shaadi roz baraaten dekh dekh kar pak gayin ankhiyaan ik gudiya ke intzaar mein thak gayi ankhiyaan roz baraaten dekh dekh kar pak gayin ankhiyaan ho ik gudiya ke intzaar mein thak gayi ankhiyaan arre hum bhi dulha bante aur shaan se ghodi chhadte hum bhi dulha bante aur shaan se ghodi chhadte akad ke chalta bapu aur khush hote daada daadi hey huyi na paida ab tak apne liye koi shehzaadi warna apni bhi ho jaati chat mangni pat shaadi jiske sar par sehra saaje usse mubaarak jiske angna kangnaa baaje usse mubaarak ho jiske sar par sehra saaje usse mubaarak ho jiske angna kangnaa baaje usse mubaarak aa ha chance to de koi humko arre phans bhi le koi humko chance to de koi humko arre phans bhi le koi humko
chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar paat paat neeee li angdaayi jhoom rahi hai daar daar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar mehak rahi ploolwaari nikhri kyaari kyaari mehak rahi ploolwaari nikhri kyaari kyaari phool phool par joban aaya kali kali ne kiya singaar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar mann matwaara dole jaane kya kya bole mann matwaara dole jaane kya kya bole nayi naweli aasha jaagi jhoomat manvaa baar baar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar paat paat neeee li angdaayi jhoom rahi hai daar daar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar
chhod bhi de majhdhaar mein naav lekar uska naam paar utaare ya wo duboye jaane apne kaam aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne ho ho aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya wo kaanton ke sej de ya phoolon ki jhukne ke siwa tera kaam hai kya jhukne ke siwa tera kaam hai kya aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par wo nadi ho ya naav ya aandhi ho sabhi chalte hain uske ishaare par sabhi chalte hain uske ishaare par aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi
chhod kar tere pyaar ka daaman chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen mil gaye aaj kaafile dil ke hum khade hain kareeb manzil ke muskuraa kar jo tumne dekh liya mit gaye hans ke sab gile dil ke kitni pyaari hai ye haseen ghadiyaan inn se keh do yahin thehar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen tere kadmon pe zindagi rakh doon apni aankhon ki roshni rakh doon tu agar khush ho main tere dil mein apne dil ki har ek khushi rakh doon mere humdam meri khushi ye hai tu nazar aaye hum jidhar jaayen chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen
chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar haaye daiya daudo ji daudo ji daudo ji haaye dekhe hai maiya humaar oho chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar natkhat hathile chhaile chhabile pakdo humari na baiyaan natkhat hathile chhaile chhabile pakdo humari na baiyaan laaj ki maari tumse main haari ae ji laaj ki maari tumse main haari lo ji padoon tore paiyaan jao ji jao ji jao ji aye ji lo na balaiyaan humaar ho chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar achchhi nahin ye batiyaan chhichhori kaahe karo jora jori achchhi nahin ye batiyaan chhichhori kaahe karo jora jori chhoti nanandiya devegi taana aye ji chhoti nanandiya devegi taana khencho chunariya na mori todo na todo na todo ji aye ji patli kalaiyaan humaar ho o chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar chalti dagariya beech bajariya chhedo na chhedo na chhedo saanwariya chalti dagariya beech bajariya chhedo na chhedo na chhedo saanwariya maano na maano
chhoti si zindagi mein chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye poori naa ho kahaani poori naa ho kahaani aankhon ko neend aaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye chalta raha musaafir manzil magar naa aayi chalta raha musaafir manzil magar naa aayi hum kho gaye kuchh aise apni khabar naa aayi hum kho gaye kuchh aise apni khabar naa aayi phoolon ki aarzu mein phoolon ki aarzu mein kaante gale lagaaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye aansu baha ke dekha rone se faayda kya aansu baha ke dekha rone se faayda kya ro ro ke daag dil ke dhone se faayda kya ro ro ke daag dil ke dhone se faayda kya khushiyon ki hasraton mein khushiyon ki hasraton mein kya kya fareb khaaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye
chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan pyaar bhi khoya maine sab kuchh haar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re haan yahi to mere din the singaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke
chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye tumhari iss ada par bhi humare dil ko pyaar aaye tumhari ye shikaayat bhi muhabbat se nahin hai kam chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen dikha do dil humen apna kahaan se dil ko hum laayen ke de rakha hai wo tumko dikha sakte hain kaise hum chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam diya tha kisliye bolo amaanat hi tumhaari thi diya tha kisliye bolo
chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa neeli peeli rang birangi pyaar ki ye saugaat na na na na aise nahin dheere dheere chupke chupke daalo in mein haath kaanch hai kachaa lekin inse ho sachaa singaar sonaa nahin chandi nahin heeraa nahin moti nahin keemat inki pyaar phoolon si naazuk hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa mera pyaar hai chudi jaisa iska ore na chhor yahaan nahin wahaan nahin dekho kabhi toote nahin jeevan ki ye dor inki khan khan dil ki dhadkan hai mera sangeet suno zara socho zara nagma ye pyaar bhara o mere manmeet lajavaab haan bemisaal dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa aa haa haa aa haa haa teri chaahat teri ulfat hai meri manzil gherein mujhe baahein teri bandein tujhe chahein meri dil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chala Hai Kahaan Sanjog (1961) 03:57 19233
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Duration : 03:57   Song Number : 19233   

Chale Jaana Nahin Bari Behen (1949) 02:33 20260
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:33   Song Number : 20260   

Chali Chali Kaisi Hawa Bluff Master (1963) 05:44 32960
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Saira Banu
Duration : 05:44   Song Number : 32960   

Chali Chali Re Patang Bhabhi (1957) 03:33 20263
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nanda, Jag Deep
Duration : 03:33   Song Number : 20263   

Chalo Chalen Re Sajan Dheere Dheere Payal (1957) 03:08 40225
 
Poster of Payal (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Padmini
Duration : 03:08   Song Number : 40225   

Chanda Chhode Chaandni Khel Kismat Ka (1977) 03:23 40579
 
Poster of Khel Kismat Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 40579   

Chanda Loriyaan Sunaaye Naya Sansar (1959) 03:26 38626
 
Poster of Naya Sansar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:26   Song Number : 38626   

Chanda Se Hoga Woh Pyaara Main Bhi Ladki Hoon (1964) 03:33 16269
 
Poster of Main Bhi Ladki Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dharmendra
Duration : 03:33   Song Number : 16269   

Chandani Raat Mein Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 04:21 13236
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 13236   

Chandaniya Nadiya Beech Nahaye Anjaan (1956) 03:10 38920
 
Poster of Anjaan (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:10   Song Number : 38920   

Charche Gali Gali Preetam (1971) 04:28 17677
 
Poster of Preetam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar, Shammi Kapoor
Duration : 04:28   Song Number : 17677   

Chat Mangni Pat Shaadi Badi Didi (1969) 04:34 17459
 
Poster of Badi Didi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Duration : 04:34   Song Number : 17459   

Chham Chham Naachat Aayi Bahaar Chhaya (1961) 04:23 12979
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bahar
Duration : 04:23   Song Number : 12979   

Chhod Bhi De Manjhdhar Naav Barkha (1959) 03:53 19238
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jagdeep
Duration : 03:53   Song Number : 19238   

Chhod Kar Tere Pyaar Ka Woh Kaun Thi (1964) 03:16 12063
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Helen
Duration : 03:16   Song Number : 12063   

Chhodo Ji Kalaiyan Humaar Bahar (1951) 03:36 11840
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:36   Song Number : 11840   

Chhoti Si Zindagi Mein Kavi (1954) 03:23 39723
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 39723   

Chhup Gaya Koi Re Champa kali (1957) 03:25 12958
 
Poster of Champa kali (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 12958   

Chhupa Kar Meri Bhabhi (1957) 04:22 12896
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Shyama, Javahar Kaul
Duration : 04:22   Song Number : 12896   

Chudi Nahin Ye Meraa Dil Gambler (1971) 04:18 18127
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zahida
Duration : 04:18   Song Number : 18127   
Karaoke Songs of Raj, Sad Songs of Raj, Love Songs of Raj, Dance Songs of Raj, Hip-hop songs of Raj, Best songs of Raj, Super hit songs of Raj, hit songs of Raj, duet songs of Raj, solo songs of Raj, old songs of Raj, famous songs of Raj, Hindi Karaoke Songs of Raj, Hindi Sad Songs of Raj, Hindi Love Songs of Raj, Hindi Dance Songs of Raj, Hindi Hip-hop songs of Raj, best Hindi songs of Raj, super hit Hindi songs of Raj, hit Hindi songs of Raj, duet Hindi songs of Raj, solo Hindi songs of Raj, old Hindi songs of Raj, famous Hindi songs of Raj, Sing Along Songs of Raj, Sing Along Sad Songs of Raj, Sing Along Love Songs of Raj, Sing Along Dance Songs of Raj, Sing Along Hip-hop songs of Raj, Sing Along Best songs of Raj, Sing Along Super hit songs of Raj, Sing Along hit songs of Raj, Sing Along duet songs of Raj, Sing Along solo songs of Raj, Sing Along old songs of Raj, Sing Along famous songs of Raj