Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhairav
HomeBhairav
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo
na gila hoga na shikwa na shikayat hogi araz hai chhoti si sun lo to inaayat hogi tu pyaar kare yaa thukaraye hum to hain tere deewanon mein chaahe tu humen apna na bana lekin na samjh beganon mein marne se humen inkaar nahin jeete hain magar iss hasrat mein marne se humen inkaar nahin jeete hain magar iss hasrat mein bhoole se humara naam kabhi aa jaaye tere afsaanon mein tu pyaar kare yaa thukaraye hum to hain tere deewanon mein mitte hain magar haule haule jalte hain magar ek baar nahin mitte hain magar haule haule jalte hain magar ek baar nahin hum shamma ka seena rakhte hain rehte hain magar parwanon mein hum shamma ka seena rakhte hain rehte hain magar parwanon mein tu pyaar kare yaa thukaraye hum to hain tere deewanon mein
tum hi ho mata pita tum hi ho tum hi ho bandhu sakha tum hi ho tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho naiyya tum hi khiwaiyya tum hi ho bandhu sakha tum hi ho jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain daya ki drishti sada hi rakhna tum hi ho bandhu sakha tum hi ho
tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye muraaden hon poori sajje har tamanna muhabbat ki duniyaa ke tum chaand bananna bahaaron ki manzil pe hansna hasaana khushi mein humari bhi aawaaz sunnana kabhi zindagi mein koi ghum naa aaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye mujhe jo khushi hai tumhen kya bataaun bhala dil ki dhadkan ko kaise chhipaaun kahin ho naa jaaun khushi se main pagal tumhen dekh kar aur bhi muskuraaun khuda dil jalon ki nazar se bachaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye
akele akele kahaan jaa rahe ho mujhe saath le lo jahaan jaa rahe ho tumhare sang main bhi chalungi tumhare sang tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa jaane naa doongi tumhen saiyaan akele bhool bhulaiyaa piya duniyaa ke mele bhool bhulaiyaa piya duniyaa ke mele dil ko tumhare kahin koi naa le le dil ko tumhare kahin koi naa le le yahaan laakhon hain chor chale dil par naa zor ho yahaan laakhon hain chor chale dil par naa zor tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor jaate ho jaao magar itna kahungi dil mein tumhare piya har dam rahungi dekhegi duniyaa aisi ulfat karungi aisi ulfat karungi dekhegi duniyaa aisi ulfat karungi aisi ulfat karungi haan haannnnn jaise chanda chakor jaise saawan mein mor hooo jaise chanda chakor jaise saawan
waqt karta jo wafaaaa waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai aur kuchh aap ki fitrat mein wafa bhi kam hai warna jeeti huyi baazi to na haare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake saamne jaam tha aur jaam utha bhi na sake kaash hum gairet e mehfil ke na maare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain tumse kya hum to zindagi se bhi sharminda hain marr hi jaate na jo yaadon ke sahaare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa
kal jahaan basti thi khushiyaan aaj hai maatam wahaan waqt laaya tha bahaare waqt laaya hai khizaa waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki thokar mein hai kya huqumat kya samaaj kya huqumat kya samaaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt hai phoolon ki sej waqt hai kaanton ka taaj waqt hai kaanton ka taaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe kaun jaane kis ghadi waqt ka badle mijaaz waqt ka badle mijaaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har
yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa lalalaa lalaa lalaa lalalaa lalaa lalaa janam janam se andhera thaa meri raahon mein ye baat kab thi bhalaa madabhari fizaaon mein sabaa bahaar ke dole mein tumko laayi hai ke aaj saari khudaai hai meri baanhon mein chalaa gayaa ghum ka wo andheraa milan hua pyaar ka sunehraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa tumhin chhupe the meri zindagi ke darpan mein tumhaara pyaar sametaa hai apne daaman mein jale hain pyaar ke deepak bana dhuan kaajal khile hain phool tamanna ke dil ke aangan mein mila mujhe saath sang tera chamak uthaa ab naseeb
bade vasook seeeee duniyaa fareb deti haiiii bade vasook seeeee duniyaa fareb deti hai bade khuloos se hum aitbaar karte hain hmmm hmmm aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaaa aaaa aaaa hmmm hmmm hmmmm hmmm ye dil ye paagal dil mera ye dil ye ye dil ye ye dil ye ye dil ye ye dil ye paagal dil mera kyun bhujh gaya aawargi ye dil ye paagal dil mera kyun bhujh gaya aawargi iss dasht mein ik shehar tha iss dasht mein ik shehar tha wo kya hua aaawargiii ye dil ye paagal dil mera kyun bhujh gaya aawargi iss dasht mein ik shehar tha iss dasht mein ik shehar tha wo kya hua aaawargii ye dil ye paagal dil meraa kal shab mujhe beshaqal ki aawaaz ne chaunka diya kal shab mujhe beshaqal ki aawaaz ne chaunka diya maine kaha tu kaun hai maine kaha tu kaun hai ussne kaha aawargi ye dil ye paagal dil mera kyun bhujh gaya aawargi iss dasht mein ik shehar tha iss dasht mein ik shehar tha wo kya hua aaawargiii ye dil ye paagal dil meraa ik tu ke sadiyon se
ye duniyaa hai ye duniyaa hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil mein samaana kiss ko aata hai mitaane waale laakhon hain mitaane waale laakhon hain banaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai nighaahen pher li tumne to hum kiss ki taraf dekhen kiss ki taraf dekhen tumhin keh do muhabbat ka fasaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai wafaa ka yun to dam bharte hain iss duniyaa mein sab lekinnnn duniyaa mein sab lekin wafaa ke naam par mitt kar dikhaana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai ye duniyaa hai
ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta phula phala hai preet ka angana gaati hoon tere pyaar ki rachna dil ki ye baatein dil mein na rakhna dil ki ye baatein dil mein na rakhna kah do jo kahna hai o more sajna ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta tum rahte ho mere man mein jaise ujala chand ke tan mein jaise khushboo phool badan mein jaise khushboo phool badan mein jaise ye thandak hai mast pawan mein ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta aag ulfat ki dil mein lagi hai dheere dheere badti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai jal jal ke tujhse ye kehti rahi hai ye hariyali aur ye
ye kaisa ghum sajna pyaasa din pyaasi shaam ye kaisa ghum sajna pyaasa din pyaasi shaam aa tere honthon se lag jaaun ban ke jaam ye kaisa ghum sajna haaye mere hote ruh teri pyaasi ponchh doon aanchal ban ke aa mukhde ki udaasi haaye mere hote ruh teri pyaasi ponchh doon aanchal ban ke aa mukhde ki udaasi saiyaaan sukh mein dukh mein mujhko tujh se kaam ye kaisa ghum sajna pyaasa din pyaasi shaam ye kaisa ghum sajna main jalne naa doongi tujhko ye ghum le ke paas tere aayi hoon main pyaar ki shabnam le ke main jalne naa doongi tujhko ye ghum le ke paas tere aayi hoon main pyaar ki shabnam le ke saiyaaaaan rabb ne bhejaa mujhko tere naam ye kaisa ghum sajna pyaasa din pyaasi shaam ye kaisa ghum sajna
yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kya duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kyaaaaaa paani mein mil ke paani anjaam ye ke paani paani mein mil ke paani anjaam ye ke paaniiiiii dambhar ko saans le le dambhar ko saans le le yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaare hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaareeeeee bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegi bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegiiiiii honge yahi jhamele honge yahi jhamele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele
zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade saiyaan tore balma tore dwaare o sajnaa tore dwaare khade birha ki raina birha ki rain teri galiyon ke phere teri galiyon ke phere jogi ka roop liya pritam ne tere jogi ka roop liya pritam ne tere gori sunle balam ke bol saiyaan tore dwaare khade haan saiyaan tore balma tore dwaare o sajnaa tore dwaare khade hooooo oooo oooo ooooo milna hai aaj tohe apne piya se hoooo ooooo ooooo milna hai aaj tohe apne piya se jaane na bhed koiiii tere jiya ke jaane na bhed koi tere jiya ke mann mann mein sajaniyaa dol saiyaan tore dwaare khade hooo hooo hooo saiyaan tore dwaare o balma tore dwaare khade bigde naa baat kahin dheeraj naa khona bigde naa baat kahin dheeraj naa khona jaage hai bhaag ab kaahe ka rona jaage hai bhaag ab kaahe ka rona tera jeevan bada anmol saiyaan tore dwaare khade o zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade o saiyaan tore dwaare o balma
main zindagi mein hardam rota hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon rota hi raha hoon tadapta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon ummeed ke diye bhujhe dil mein hain andhera ummeed ke diye bhujhe dil mein hain andhera jeevan ka to saathi na bana koi bhi mera jeevan ka to saathi na bana koi bhi mera phir kis ke liye phir kis ke liye aaj main jeeta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon rota hi raha hoon tadapta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon reh reh ke hansa hai meri haalat pe zamaana reh reh ke hansa hai meri haalat pe zamaana kya dukh hai mujhe ye to kisi ne bhi naa jaana kya dukh hai mujhe ye to kisi ne bhi naa jaana khaamoooosh khaamosh muhabbat liye phirta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon rota hi raha hoon tadapta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon aayi
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade mera naseeb ke mere kadam jahan bhi pade ye badnaseebi meri bhi wahaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai na humsafar hai koi aur na koi manzil hai ye zindagi mujhe lekar kahan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Tu Pyaar Kare Ya Dekh Kabira Roya (1957) 03:16 13046
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shubha Khote
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:16   Song Number : 13046   

Tum Hi Ho Mata Pita Main Chup Rahungi (1962) 02:55 13649
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bablu
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:55   Song Number : 13649   

Tum Ko Humari Umar Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:24 12762
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:24   Song Number : 12762   

Tumhare Sang Main Sohni Mahiwal (1958) 03:38 14263
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:38   Song Number : 14263   

Waqt Karta Jo Wafa Dil Ne Pukara (1967) 04:55 11985
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Rajshree
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11985   

Waqt Se Din Aur Raat Waqt (1965) 04:19 14406
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:19   Song Number : 14406   

Yahi Hai Wo Saanjh Aur Savera Sanjh Aur Savera (1964) 04:01 16472
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:01   Song Number : 16472   

Ye Dil Ye Paagal Dil Mera Ghulam Ali 14:05 17981
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 14:05   Song Number : 17981   

Ye Duniya Hai Shair (1949) 02:59 14216
 
Poster of Shair (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Dev Anand
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 14216   

Ye Hariyali Aur Ye Hariyali Aur Rasta (1962) 05:11 32968
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:11   Song Number : 32968   

Ye Kaisa Ghum Sajna Pyasi Sham (1969) 03:29 12091
 
Poster of Pyasi Sham (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Bhairav
Duration : 03:29   Song Number : 12091   

Yeh Zindagi Ke Mele Mela (1948) 02:19 13710
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:19   Song Number : 13710   

Zara Mann Ki Kewadiya Kohinoor (1960) 03:28 13561
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari, Others
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:28   Song Number : 13561   

Zindagi Mein Hardam Barsaat (1949) 03:04 12845
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:04   Song Number : 12845   

Zubaan Pe Dard Bhari Dastan Maryada (1971) 04:26 12126
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bhairav
Duration : 04:26   Song Number : 12126