Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum se mile tum sajan tumse mile hum barsaat mein hum se mile tum sajan tumse mile hum barsaat mein preet ne shringar kiya main bani dulhan main bani dulhan sapnon ki rimjhim mein naach utha mann mera naach utha mann aaj main tumhari huyi tum mere sanam aaj main tumhari huyi tum mere sanam tum mere sanam barsaat mein hum se mile tum sajan tumse mile hum barsaat mein ye samaan hai ja rahe ho kaise manaaun kaise manaaun ye samaan hai ja rahe ho kaise manaaun kaise manaaun main tumhari raah mein ye nain bichhaun nain bichhaun yun na aao tumko meri jaan ki kasam jaan ki kasam barsaat mein barsaat mein hum se mile tum sajan tumse mile hum barsaat mein der na karna kahin ye aas toot jaye saath chhoot jaye der na karna kahin ye aas toot jaye saath chhoot jaye tum na aao dil ki lagi mujhko hi jalaye khaak mein milaaye aag ki lapton mein pukare ye mera mann mil na sake haye mil na sake hum aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa haaye barsaat
na re na re na re na re nan nan na re na re na re na re nan na re nan na re nan na re na na re nan na re nan na re nan na re na na re barso re megha megha barso re megha megha barso re megha barso barso re megha megha barso re megha megha barso re megha barso meetha hai kosa hai baarish ka bosa hai kosa hai kosa hai baarish ka bosa hai meetha hai kosa hai baarish ka bosa hai kosa hai kosa hai baarish ka bosa hai jal jal jal jal jal jal thal jal thal chal chal chal chal chal chal chal chal behta chal nan na re nan na re nan na re na na re nan na re nan na re nan na re na na re nan na re nan na re nan na re na na re nan na re nan na re nan na re na na re barso re barso re megha barso re megha megha barso re megha barso gili gili gili haaan haaa aaa aaa haaa haaa aaaa aaa aaaa gili gili maati gili maati ke chal gharaonde banaayenge hari bhari ambi ambi ki daali milke jhule jhulaaenge re dhan baiju gajni hal jote sabne bailon ki ghanti baji aur taale lage bharne re
aur to koi nahin sahaara tu hi haath badha de ganga yamuna ban ke baadal ghum ki aag bhujha de o barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re haaye bairi badarwaa barso re aaj kisi ke preet nagar mein lag na jaaye aag barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re duniyaan waale preet ke dushman dil tadpaane waale koi nahin bhujhane waala sab hai lagaane waale barso re haaye bairi badarwaa barso re aaj kisi ke preet nagar mein lag na jaaye aag barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re angaaron ki doli laaya janam janam ka saathi maut ka ghunghat le kar main bhi piya milan ko jaati barso re haaye bairi badarwaa barso re aaj kisi ke preet nagar mein lag na jaaye aag barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re
dushman na kare dost ne wo kaam kar diya ke dosti ke naam ko badnaam kar diya barson puraana ye yaarana ek pal mein kyun toota ek pal mein kyun toota yaar mereeeee yaar mereeeee yaar mere tu aise rutha jaise mera rabb ruthaa jaise mera rabb ruthaa hoo barson puraana ye yaarana ek pal mein kyun toota ek pal mein kyun toota tera jahaan bhi gira paseena maine khoon bahaaya tera jahaan bhi gira paseena maine khoon bahaaya tera lahoo bana kyun paani ye kaisa din aaya wo teri dosti wo teri dosti thi meri zindagi ban ke pujaari pyaar mein tune yaar ka mandir loota jaise mera rabb ruthaa hoo barson puraana ye yaarana ek pal mein kyun toota ek pal mein kyun toota lehron par jo mite lakeeren tooti kasmen saari lehron par jo mite lakeeren tooti kasmen saari ret ki ek deewar thi mere yaar ki jhoothi yaari ye sitam kya hua ye sitam kya hua kya lagi baddwaa jism se jaise jaan juda ho saath tera yun chhutaa jaise mera rabb ruthaa hoo barson puraana ye yaarana ek pal mein kyun
bas ek chup si lagi hai nahin udaas nahin kahin pe saans ruki hai nahin udaas nahin bas ek chup si lagi hai koi anokhi nahin aisi zindagi lekin khoob na hoooo koi anokhi nahin aisi zindagi lekin khoob na hooo mili jo khoob mili hai nahin udaas nahin bas ek chup si lagi hai sehar bhi ye raat bhi dopahar bhi mili lekin sehar bhi ye raat bhi dopahar bhi mili lekin hamin ne shaam chuni hamin ne shaam chuni hai nahin udaas nahin bas ek chup si lagi hai wo dastaan jo hum ne kahi bhi hum ne likhi wo dastaan jo hum ne kahi bhi hum ne likhi aaj woooooo khud se suni hai nahin udaas nahin bas ek chup si lagi hai
bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein i love you keh de tu mujhe aaj iss mehfil mein bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein i love you keh de tu mujhe aaj iss mehfil mein bas ek tamanna hai meri muhabbat mein hoga asar to main tujhe jeet lunga dard e judaai ki bebasi ab main kabhi na sahunga meri muhabbat mein hoga asar to main tujhe jeet lunga dard e judaai ki bebasi ab main kabhi na sahunga teri muhabbat mein jaan e wafa main jaan bhi apni dunga milne ki khaayi hai maine kasam ab door main na rahunga bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein i love you keh de tu mujhe aaj iss mehfil mein bas ek tamanna hai tere mere darmiyaan dilruba ye kaisi deewaar aayi mil ke bhi tujhse main sahata raha kitne dinon tak judaai tere mere darmiyaan dilruba ye kaisi deewaar aayi mil ke bhi tujhse main sahata raha kitne dinon tak judaai chalti nahin hai kisi ki yahaan rasmen muhabbat ke aage haara zamaana meri jaan e man dil ki bagaavat ke
bas meri jaan bas maan le meri baat bas meri jaan bas maan le meri baat aaj teri dor hai hamare haath bas meri jaan bas maan le meri baat aaj teri dor hai hamare haath hoo matwale dar to yahi hai tujhse kahin doori chhoot na jaaye matwale dar to yahi hai tujhse kahin doori chhoot na jaaye are aisa bhi kya tera mera hai zindagi ka saath bas meri jaan bas maan le meri baat dekh aise na chal hamare saath bas meri jaan bas maan le meri baat dekh aise na chal hamare saath deewaana main bhi hoon aisa sang tera na chhodun chaahe jeeya jaaye deewaana main bhi hoon aisa sang tera na chhodun chaahe jeeya jaaye ab laut ja o re piya jodun main tere haath bas meri jaan bas kaahe jode haath dar tujhe kis ka are main hoon tere saath bas meri jaan bas aaaa kaahe jode haath dar tujhe kis ka aaaa are main hoon tere saath hoo maan bhi ja o more saiyyan dhadke jiya koi aa hi na jaaye maan bhi ja o more saiyyan dhadke jiya koi aa hi na jaaye are aaye koi main to yun hi chahun tujhe din
hoooo bas qayaamat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi ik haseen naazneen se mohabbat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi neend apni kho gayi dillagi mein dil gaya neend apni kho gayi dillagi mein dil gaya aur deewaana humein naam yaaro mil gaya husn ki ishq pe ek inaayat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi hum khayaalon mein mile yun mulaakaaten huyin hum khayaalon mein mile yun mulaakaaten huyin hothon pe na aayengi unse jo baatein huyin bas yahi jaan lo duniya jannat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi ho gaye khamosh hum bezubaanon ki tarah ho gaye khamosh hum bezubaanon ki tarah baat logon mein chali ye fasaanon ki tarah har zubaan har nazar ko shikayat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi ik haseen naazneen se mohabbat ho gayi hoooo bas qayaamat ho gayi
bas yahi apraadh main har baar karta hoon bas yahi apraadh main har baar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon bas yahi apraadh main har baar karta hoon bas yahi apraadh main har baar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon luru lu luru lu luru lu luru lu luru lu luru luru luru lu luru lu luru lu luru lu luru lu luru luru ek khilona ban gaya duniyaan ke mele mein koi khele bheed mein koi akele mein ek khilona ban gaya duniyaan ke mele mein koi khele bheed mein koi akele mein muskuraa kar bhent har swikaar karta hoon muskuraa kar bhent har swikaar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon hoon bahut naadan karta hoon ye naadani bech kar khushiyan kharidoon aankh ka paani hoon bahut naadan karta hoon ye naadani bech kar khushiyan kharidoon aankh ka paani haath khaali hain magar vayaapar karta hoon haath khaali hain magar vayaapar
basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara pal do pal ka saath humara pal do pal ki yaari aaj ruke to kal karni hai chalne ki taiyaari basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara kadam kadam par honi baithi apna jaal bichhaaye kadam kadam par honi baithi apna jaal bichhaaye iss jeevan ki raah mein jaane kaun kahaan reh jaaye kaun kahaan reh jaaye basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara dhan daulat ke pichhe kyun hai ye duniyaa diwani yahaan ki daulat yahaan rahegi saath nahin ye jaani basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara
basti ke logo mein huye badnaam lage ilzaam chaahat buri yaaron chaahat buri dil kar diya ek sitamgar ke naam lage ilzaam chaahat buri yaaron chaahat buri basti ke logo mein huye badnaam kaise kahun kiss liye badgumaan hai mujhse khafaa hai magar meri jaan hai kaise kahun kiss liye badgumaan hai mujhse khafaa hai magar meri jaan hai zaalim ne kar di hain neenden haraam lage ilzaam chaahat buri yaaron chaahat buri basti ke logo mein huye badnaam sapnon ki dulhan mere dil ki raani chanchal si natkhat si alhad deewani sapnon ki dulhan mere dil ki raani chanchal si natkhat si alhad deewani mujhse ulajhti rahe subah shaam lage ilzaam chaahat buri yaaron chaahat buri basti ke logo mein huye badnaam zulfon mein khushboo hai aankhon mein masti gore badan se hai madira chhalakti zulfon mein khushboo hai aankhon mein masti gore badan se hai madira chhalakti phir bhi hai pyaasa mere dil ka jaam lage ilzaam chaahat buri yaaron chaahat buri basti ke logo mein huye badnaam lage
bata do koi kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam jhutha dheeraj aas dila kar achak achanak baanh chhuda kar jhutha dheeraj aas dila kar achak achanak baanh chhuda kar woh toh gaye haay woh toh gaye reh gaye yahaan hum haay kaleja thaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam woh chhaliya nikle harjaayee jin sang humne preet nibhayee woh chhaliya nikle harjaayee jin sang humne preet nibhayee rovat aaye bhor humaari rovat jaaye shaam rovat jaaye shaam bata do koi kaun gali gaye shyaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam aise bhag humaare phoote aaj tere sapne bhi roothe aise bhag humaare phoote aaj tere sapne bhi roothe bedardi tera kya bigda meri preet phire badnaam preet phire badnaam bata do koi kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam
bata doon kya laana tum laut ke aa jaana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge bata doon kya laana tum laut ke aa jaana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge ooooo ooooo sajte hain jo tan pe hamare sajte hain jo tan pe hamare wo hai piya nain tumhare hai latt jo maathe pe aayi si choodi hai meri kalaai ki palat ke jab aana ye latt ye nazar laana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge aaa aaaa aaaa aaaa chahat se yeh maang bharungi chahat se yeh maang bharungi bindiya ka main kaha karungi maathe pe laage suhaani si honthon ke tere nishaani si balamwa jab aana bindiya tumhi ban jana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge aankhon mein chaand ban ke ubharna aankhon mein chaand ban ke ubharna dekho balam der na karna rehta hai dil mein tumhara dil darta hai phir bhi hamara dil bahut na tarsana tum
maalik main puchhata hoon mujhe tu jawaab de behte hain kyun gareeb ke aansu jawaab de bata mujhe o jahan ke maalik ye kya nazaare dikha raha hai tere samundar mein kya kami thi ke aadmi ko rula raha hai kabhi hansaaye kabhi rula de ye khel kaisa hai tu bata de kabhi hansaaye kabhi rula de ye khel kaisa hai tu bata de jise banaya tha apne hathon ussi ko ab kyun mita raha hai tere samundar mein kya kami thi ke aadmi ko rula raha hai wo khud hi ghum se bujha bujha hai tera phir iss mein kamaal kya hai wo khud hi ghum se bujha bujha hai tera phir iss mein kamaal kya hai ki ek deepak ki raah mein tu hazaron toofan utha raha hai bata mujhe o jahan ke maalik ye kya nazaare dikha raha hai tere samundar mein kya kami thi ke aadmi ko rula raha hai
ye aankhon se aankhon ka milna hai kya bina bole honthon ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaayie khayaalon mein phoolon ka khilna hai kya na yun chup raho mujhko aawaaz do mujhe ghut ke marne ki aadat nahin bataao tumhi batao tumhen pyaar kaise karoon batao tumhen pyaar kaise karoon mujhe pyaar karne ki aadat nahin main jaisa bhi hoon haan jaisa bhi hoon saamne hoon khada mujhe kuchh chhupaane ki aadat nahin batao tumhen pyaar kaise karoon mujhe pyaar karne ki aadat nahin ye aankhon se aankhon ka milna hai kya ye aankhon se aankhon ka milna hai kya bina bole honthon ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaayie khayaalon mein phoolon ka khilna hai kya na yun chup raho mujhko aawaaz do na yun chup raho mujhko aawaaz do mujhe ghut ke marne ki aadat nahin mujhe itni fursat mili hai kahaan mujhe itni fursat mili hai kahan jo padhta tumhare nayan ki ghazal mujhe aaj lagta hai sach maan lo ye chehra nahin hai gulaabi kanwal ye dil kaise chori kiya jaayega ye
hey you meri saans saans tere paas paas yunhi baar baar huyi aag aag kyun bata hey you tere saath saath puri raat raat karun pyaar pyaar karun baat baat tauba bebo main bebo dil mera le lo dil dene aayi le lo ji le lo bebo main bebo dil mera le lo dil dene aayi le lo ji le lo sehmi sehmi si main roko toko na ji jaan tumse bandhi hai door jao na ji doori thi ik bahaana haule haule se jaana humko bhi kya khabar thi ishq hai apni tu tu main main bebo main bebo dil mera le lo dil dene aayi le lo ji le lo bebo main bebo dil mera le lo dil dene aayi le lo ji le lo chupke chupke mujhe mudke dekhe kyun ji saari saari hi main teri teri hoon ji dore daale zamaana mera dil nahin mana teri ik hi nazar mein dil ka huwa hai yeh yeh woh woh bebo main bebo dil mera le lo dil dene aayi le lo ji le lo hey you meri saans saans tere paas paas yunhi baar baar huyi aag aag kyun bata hey you tere saath saath puri raat raat karun pyaar pyaar karun baat baat tauba bebo main bebo dil mera
bechain dil khoyi si nazar tanhaaiyon mein shaam o sahar tum yaad aate ho ooo ooo ooo oo bechain dil khoyi si nazar tanhaaiyon mein shaam o sahar tum yaad aate ho dil nahi pehlu mein reh gayi do aankhen dil nahin pehlu mein reh gayi do aankhen oooo jaane kya kya hamse keh gayi do aankhen jaane kya kya hamse keh gayi do aankhen jaane kya kya hamse keh gayi do aankhen sunsaan raaton mein aksar jab chaand pe jaati hai nazar tum yaad aate ho oo ooo ooo bechain dil khoyi si nazar tanhaaiyon mein shaam o sahar tum yaad aate ho dil to deewana tha hum bhi kya kar baithe dil to deewana tha hum bhi kya kar baithe oo oo marz jaane kya tha kya dawa kar baithe marz jaane kya tha kya dawa kar baithe marz jaane kya tha kya dawa kar baithe ik aah thandi si bhar kar unse koi keh de jaa kar tum yaad aate ho oo ooo ooo bechain dil khoyi si nazar tanhaaiyon mein shaam o sahar tum yaad aate ho hum to ye samjhe the khatm hai afsana hum to ye samjhe the khatm hai afsana oooo uth chuki
yahi dua hai ke tujhko mile sitam ki sazaa jo mere dil ka hai wo haal ho tere dil ka bechain karne waale bechain karne waale tu bhi na chain paaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale tu bhi tadap tadap kar furqat ki raat kaate tu bhi tadap tadap kar furqat ki raat kaate guzra hua zamana tujhko bhi yaad aaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale tadpe teri muhabbat roye teri jawaani har aah tere lab par fariyaad ban ke aaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale toote tere sahaare koi bhi ho na tera toote tere sahaare koi bhi ho na tera meri tarah se tu bhi apne pe reham khaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale
bechain nazar betaab jigar bechain nazar betaab jigar ye dil hai kisi ka deewana haaye deewana kab shaam ho aur wo shamma jale kab udd kar pahunche parwaana haaye parwaana hai dil ka chaman khilne ke liye aayega koi milne ke liye phoolon se kaho taaron se kaho phoolon se kaho taaron se kaho chupke se sajja den veerana haaye veerana jab raat zara shabnam se dhule lehraayi huyi wo zulf khule nazron se nazar ek bhed kahe nazron se nazar ek bhed kahe dil dil se kahe ek afsaana haaye afsaana rangeen fiza chhaaaye to zara waade pe koi aaye to zara aye josh e wafaa dil cheez hai kya aye josh e wafaa dil cheez hai kya hum jaan bhi de den nazraana haaye nazraana bechain nazar betaab jigar ye dil hai kisi ka deewana haaye deewana
bechaara dil kya kare are bechaara dil kya kare saawan jale bhaado jale saawan jale bhaado jale do pal ki raah nahin ho do pal ki raah nahin ik pal ruke ik pal chale ik pal ruke ik pal chale gaanv gaanv mein ghumen re jogi rogi change kare meri hi mann ka taap naa jaane haath naa dhare aaaaa haaaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm bechaara dil kya kare are bechaara dil kya kare saawan jale bhaado jale saawan jale bhaado jale tere vaaste laakhon raaste tu jahaan bhi chale mere liye hai teri hi raahen tu jo saath de aaaaa haaaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm bechaara dil kya kare are bechaara dil kya kare saawan jale bhaado jale saawan jale bhaado jale do pal ki raah nahin ho do pal ki raah nahin ik pal ruke ik pal chale ik pal ruke ik pal chale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Barsaat Mein Hum Se Mile Tum Barsaat (1949) 02:49 20203
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal, Hinch
Duration : 02:49   Song Number : 20203   

Barso Re Guru (2007) 05:32 16924
 
Poster of Guru (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
Raag- 
Megh Malhar
Duration : 05:32   Song Number : 16924   

Barso Re Haaye Bairi Phagun (1958) 03:18 13950
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Duration : 03:18   Song Number : 13950   

Barson Puraana Ye Yaarana Hera Pheri (1976) 04:50 18149
 
Poster of Hera Pheri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Vinod Khanna
Duration : 04:50   Song Number : 18149   

Bas Ek Chup Si Lagi Hai Sannata (1966) 03:30 14143
 
Poster of Sannata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Raj Mehra
Duration : 03:30   Song Number : 14143   

Bas Ek Tamanna Hai Salaami (1994) 07:51 32423
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Kabeer Bedi, Others
Duration : 07:51   Song Number : 32423   

Bas Meri Jaan Bas Aanchal (1980) 04:23 36338
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Rekha
Duration : 04:23   Song Number : 36338   

Bas Qayamat Ho Gayi Haye Mera Dil (1968) 03:39 10577
 
Poster of Haye Mera Dil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 10577   

Bas Yahi Apraadh Main Pehchan (1970) 05:09 20242
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:09   Song Number : 20242   

Basti Basti Parbat Parbat Railway Platform (1955) 03:00 15655
 
Poster of Railway Platform (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Man Mohan Krishna
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:00   Song Number : 15655   

Basti Ke Logo Khandaan (1979) 03:47 18446
 
Poster of Khandaan (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Sulakshana Pandit
Duration : 03:47   Song Number : 18446   

Bata Do Koi Kaun Gali Gaye Shyam Madhu (1959) 03:28 40029
 
Poster of Madhu (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:28   Song Number : 40029   

Bata Doon Kya Laana Patthar Ke Sanam (1967) 04:40 13936
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:40   Song Number : 13936   

Bata Mujhe O Jahan Ke Maalik Ye Kya Ek Shola (1956) 03:23 36332
 
Poster of Ek Shola (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:23   Song Number : 36332   

Batao Tumhen Pyaar Santosh (1989) 06:12 36600
 
Poster of Santosh (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 06:12   Song Number : 36600   

Bebo Kambakkht Ishq (2009) 04:22 37258
 
Poster of Kambakkht Ishq (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Anvita Dutt Guptan
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alisha Chinai
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor
Duration : 04:22   Song Number : 37258   

Bechain Dil Khoyi Si Nazar Yahudi (1958) 04:33 36479
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Helen, Dilip Kumar
Duration : 04:33   Song Number : 36479   

Bechain Karne Waale Yasmin (1955) 03:51 37766
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:51   Song Number : 37766   

Bechain Nazar Betaab Jigar Yasmin (1955) 03:47 15687
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Duration : 03:47   Song Number : 15687   

Bechara Dil Kya Kare Khushboo (1975) 03:08 20205
 
Poster of Khushboo (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini, Farida Jalal
Duration : 03:08   Song Number : 20205