Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJeetendra
HomeJeetendra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zuuu hu hu raraa hey hey hooo hoo hey main wahaan hoon jahaan hain main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hey hey main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hey kar lo pyaar jawaani mein kar lo pyaar ho ho ho kar lo pyaar ho ho kar lo pyaar jawaani mein yeh kaam zaroori hai warna zindgaani ki tasveer adhoori hai hey kar lo pyaar jawaani mein yeh kaam zaroori hai warna zindgaani ki tasveer adhoori hai ye haseen mehfilen milengi phir kahaan hoo ho main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hai bhai maza jawaani ka yaaro na liya jawaani mein to socho aakhir humne kya kiya jawaani mein hey maza jawaani ka yaaro na liya jawaani mein to socho aakhir humne kya kiya jawaani mein pyaar bina kis tarah beetenge din jawaan ho ho main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan ho ho main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hey
mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala haan mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala o jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi kis tarah se bolo yeh aag dabegi do hriday milenge tabhi aag bujhegi haan mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala bolo kya mausam dil apna behlaayega na na na mausam toh tanha kar jaayega baadal se bolo dil pyaasa bhar jaayega na na na na baadal toh pyaasa tarsaayega ho baaba haay haay haay madhur milan hoga tabhi pyaas bujhegi aaaa aaa aaaa aaa aaa mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala o jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi kis tarah se bolo yeh aag dabegi do hriday milenge tabhi aag bujhegi hoo mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala mere tan par haay kyun kar na paani ruk paaya haan chikni hai itni ho gori teri kaaya gaata lehraata ye saawan kyun chhaaya tere baalon ke chumban ko saawan yeh aaya o baaba haay haay haay honth tere chhu ke boond bhaap banegi aaaa aaa aaaa
pom pom pom pom aye mama miya mama miya pyaar ki gaadi tej chalao accelator aur dabao prem gali mein mod bahot hain dekho dil ke tod bahot hain rasta mud jaane wala hai main road aane wala hai stop love mama miya pom pom ho mama miya pom pom surat se to achche ho tum dil bhi zara dekhne do yaari apni nibhegi kya humko zara sochne do sochogi kab tak raani are nikal na jaaye jawani apne dil ka horn bajaao beech mein tum naa break lagao stop love l o v e mama miya pom pom ho mama miya pom pom duniya mein hai jo kuchh sundar wo sab kuchh hai tere ander doob ke ye dil dekhna chaahe gehra hai kitna roop ka saagar har baat achchi tumhari manzoori tumko humari pyaar ki race jo tum jeetoge de dungi main jo maangoge starts love l o v e mama miya mama miya pyaar ki gaadi tej chalao accelator aur dabao safar bada hi pyara humdam laakhon armaan waqt bahot kam gaadi ko mat karna dheema pyaar ki hum dekhenge seema stop love mama miya pom pom mama miya hey pom pom
oo oo oo oooo oooo oooo ooo mausam hai baharon ka haye phoolon ko khilna hai ho chal jaldi chal gaddiye ni gaddiye jaldi chal gaddiye mainnu yaar se milna hai ye mast hawa oo ye mast hawa pee ka sandesa layi hai oye ki sandesa layi hai is rut mein juda hona oo juda hona is rut mein juda hona rut ki ruswayi hai oo ho haye dekha nahin gori ka mukh ek mahine se ho dekha nahin gori ka mukh ek mahine se ho mar jana behtar hai pardesh mein jeene se kyun dooor ho kyun door chale aaye kyun door chale aaye sawan ke jhulon se ho ye phool hain kaanton se wo kaante phoolon se ho mausam hai baharon ka haye phoolon ko khilna hai ho chal jaldi chal gaddiye ni gaddiye jaldi chal gaddiye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai mainnu yaar se milna hai
mausam ho oo mausam mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam pyaar ke zamane aa gaye lo mausam gun gun bhanwre kaliyon ka ghunghat uthane aa gaye mausam tauba koi dekhe in zulfon ka bikharna to bhule jeena marna chup se phoolon ki in galiyon se guzarna ye phool kahenge warna gulshan mein jane kahan se do deewane aa gaye mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam aaha chhede is rutt ne sawan ke geet raseele chhalke rang roop nasheele aaha kitne bhole the ye nain tere sharmeele ye honth tere rangeele ab inko kitni baaten kitne bahane aa gaye mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam parvat se uncha sajna ye pyaar hamara neeche sansaar ye sara sagar se gahra sajni ye pyaar humara kitna hai door kinara tum maajhi ye nayya paar lagane aa gaye mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam
aaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole bole reeeeeee bole payaliyaa meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole aaaaaaaa chhum chhanan bole jhanak jhan bole chhum chhanan bole jhanak jhan bole meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole pa ya li yaaa meethe bol bole meethe bol boleeee meethe bol bole dha dhinta dha dhinta dha dhinta tetekata gadigana dhan dhikit kata gadigana dha dha dha dha dhinta dha dhinta dha dhinta tetekata gadigana haaaaan pag pag naaaache reeeeee aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa pag pag naaaache re ghoongharoo ki daasi pag pag naache re ghoongharoo ki daasi ek pag raadha jaisi ek pag meera jaisi ek pag raadha jaisi ek pag meera jaisi saanware ki boli bole payaliyaa bole meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole aaaaaa aaaaaa aaaaaa chhum chhanan bole jhanak jhan bole chhum
aaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaa oooo oooo ooooo ooooo oooo ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re kahaan se tu aaya kahaan jaayega tu ke dil ki agan se pighal jaayega tu dhuwaan ban gayi hai khayaalon ki mehfil mere pyaar ki jaane kahaan hogi manzil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ooooo megha re megha re megha re megha re mere ghum ki tu dawaa re dawaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re barasne lagi hain boondennnn tarasne laga hai mann hooo oooo zara koi bijali chamkiiii larajne laga hai mann aur naa dara tu mujhko oo kaale kaale ghan mere tan ko chhoo rahi hai preet ki pehli pawan ooooo megha re megha re megha re megha re meri sun le tu sadaa re
mehmaan nazar ki ban jaa ik raat ke liye main janmon se tarsa hoon tere saath ke liye maang lo mujhko saari hayaat ke liye rukne waali nahin main ik raat ke liye mehmaan nazar ki ban jaa ik raat ke liye main janmon se tarsa hoon tere saath ke liye maang lo mujhko saari hayaat ke liye rukne waali nahin main ik raat ke liye mehmaan nazar ki ban jaa ik raat ke liye tana ri ri tana ri ri kaho piya tana ri ri tana ri ri kaho piya tum aaj chaahte ho jitna kal bhi chaahoge kya itna bolo toooo o piyaaaa tana ri ri tana ri ri sun priye tana ri ri tana ri ri sun priye jab tak sooraj mein hai jyoti jab tak saagar mein hai moti chaahengeeee hum tujheeee mehmaan nazar ki ban jaa ik raat ke liye main janmon se tarsa hoon tere saath ke liye maang lo mujhko saari hayaat ke liye rukne waali nahin main ik raat ke liye mehmaan nazar ki ban jaa ik raat ke liye main janmon se tarsa hoon tere saath ke liye tana ri ri tana ri ri sun priya tana ri ri tana ri ri sun priya tune pyaar mera
mere yaar tu chhod ghum chhod de ye udaasi muskuraate huye kaat de zindagi ki ghadi ye zara si mere yaar tu chhod ghum chhod de ye udaasi muskuraate huye kaat de zindagi ki ghadi ye zara si mere yaar tu kyun daba baitha hai aakhir dard ke tu bojh se zindagi to hai wahi jo beet jaaye mauj se kyun daba baitha hai aakhir dard ke tu bojh se zindagi to hai wahi jo beet jaaye mauj se baat kehta hoon pate ki dekh le tu soch ke mere yaar tu chhod ghum chhod de ye udaasi muskuraate huye kaat de zindagi ki gadi ye zara si mere yaar tu kyun shikaayat hai bhala tujhko teri taqdeer se maangta hai pyaar tu patthar bani tasveer se kyun shikaayat hai bhala tujhko teri taqdeer se maangta hai pyaar tu patthar bani tasveer se baat suljhani hai to suljha zara tadbeer se mere yaar tu chhod ghum chhod de ye udaasi muskuraate huye kaat de zindagi ki gadi ye zara si mere yaar tu ek tu hi to nahin hai jisko ranjo ghum mile ye to sadiyon se yahaan par chal rahe hain silsile ek tu hi to
Meri Bibi Maike Chali Gayi
aa aa aa aa umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai shuru ye silsila to usi din se hua tha shuru ye silsila to usi din se hua tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha lehar jaagi jo us pal tan badan mein wo mann ko aaj bhi behakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehka rahi hai bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke ye dil ki baat sun le meri baahon mein aa ke jagaa kar anokhi pyaas mann mein ye mithi aag jo dehka rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye aankhein bolti hain jo hum na
la la lala la lalal la la la lala la lalal la mil gaye dil mil gaye phool ban ke khil gaye rang chhane lage mil gaye dil mil gaye phool ban ke khil gaye rang chhane lage phir se hum pyaar ke geet gaane lage la lala la la la lala la la la la la la la la la la la mil gaye dil mil gaye phool ban ke khil gaye rang chhane lage masti bhari is shaam mein hosh se kaam lo mere sanam baahein meri tum zara thaam lo masti bhari is shaam mein hosh se kaam lo mere sanam baahein meri tum zara thaam lo bin piye ye kadam hooo dagmagane lage he la la lala la lalal la la la lala la lalal la mil gaye dil mil gaye phool ban ke khil gaye rang chhane lage uff ye nazar uff ye ada ye mohabbat hai kya ae ji suno ye to kaho ye shararat hai kya uff ye nazar uff ye ada ye mohabbat hai kya ae ji suno ye to kaho ye shararat hai kya ho aapko aap se hum churane lage la la la la lala la lala la la lala la la lala la la mil gaye dil mil gaye phool ban ke khil gaye rang chhane lage maine kiya tumne
mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi se khelna phir chhod dena kisi se khelna phir chhod dena khiloono ki tarha dil tod dena haseenon haseenon ki ye aadat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kabhi tha naam iska bewafaai kabhi tha naam iska bewafaai magar ab aajkal ye behayaaii sharifon ki sharaafat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi mandir ki murat thi kabhi ye kisi mandir ki murat thi kabhi ye badi hi khoobsurat thi kabhi ye magar kyaaa magar kya iski surat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai
mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaana jhootha hai ye khayaal aa aa aa ye pyaar ki kadar tum jaanoge nahin na ja o bekhabar pehchanoge nahin pehchaanta hoon main hoti hai bewafa tu hi zara bata kiska hua bhala sun jaane jigar ek baar to dil mila mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaanaa jhootha hai ye khayaal matlab ki dosti matlab ka pyaar hai ye laalchi jahaan paise ka yaar hai anmol pyaar ki keemat na tu laga bikti nahin kabhi beshaq dua dawa sun shokh e haseen jhoote na jalwe dikha mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal aa mere dilruba tu chaahti hai kya tu jaan hai
mohe laagi re mohe laagi re laagi re laagi julmi umariya saawariya saawariya main gir gir jaaun saawariya main gir gir jaaun mohe roko re mohe roko re roko re roko ho gayi baawariya saawariya saawariya main gir gir jaaun saawariya main gir gir jaaun laagi jab se ye nain gaya jeeyra ka chain haye tab se ye naina na laage laagi jab se ye nain gaya jeeyra ka chain haye tab se ye naina na laage behke behki hai chaal hai ye abhi se ye haal jaane kya hoga kya hoga aage jaane kya hoga kya hoga aage mo pe daaro na mo pe daaro na daaro na daaro aisi nazariya saawariya saawariya main gir gir jaaun saawariya main gir gir jaaun dekho aayi bahaar uspe tera ye pyaar kaise apne jiya ko sambhalun dekho aayi bahaar uspe tera ye pyaar kaise apne jiya ko sambhalun maana laakhon mein ek par tu aise na dekh thehron aanchal mein naina chhupa loon thehron aanchal mein naina chhupa loon haaye dekhe re haaye dekhe re dekhe re dekhe saari nagariya saawariya saawariya main gir gir jaaun
muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne ho gaya jab dil ka sauda phir ye kaisi dooriyaan phir ye kaisi dooriyaan ab talak na ishq samjha husn ki majbooriyaan husn ki majbooriyaan dil jalaane ka bahaana phir banaaya aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne dard badhta ja raha hai kuchh dawa to deejiye kuchh dawa to deejiye dil pe apne haath rakh ke naam mera leejiye naam mera leejiye dard e dil ko khoob samjha khoob jaana aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne
naa jaane kaise pal mein badal jaate hain naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey kyaa jaane kaise rangon mein dhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye ye phool bankar hain khilte kahin kahin dil mein kaante chubhaate hain ye jaane kahaan kis mod pe deke daga dil ko chhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin magar haar kar kyon dukhon se koi zehar ghol de zindagi mein kahin sab khel hai taqdeer kaa taqdeer se hi badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey rishtey kabhi toote kahaan jo
nahin nahin aaaaaa kya are nahin nahin are baba kyaa nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen hooo iss ka hai matlab dekhen hain tumne laakhon haseen are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen hooo iss ka hai matlab dekhen hain tumne laakhon haseen are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen yun hi thodi der ko main to shayar ban gayaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa haaa haaa haaa haaa yun hi thodi der ko main to shayar ban gaya maine to dekha nahin jalwa koi husn ka tum mein hai jo baat kisi mein hoooo tum mein hai jo baat kisi mein dekhi naa wo baat kahin hmmm hmmm achchhaa ji are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen aaaa aaaa haaa haaa aaaa haaaa haaaa aaaa haaaa haaaa haaaa main ye kaise maan loon tum itne anjaan ho aaaa haa haa haa haa haa haa o hoo hoo hoo hoo main ye kaise maan loon
hehe he hehehehe ho ho ho hohohoho hehe he hehehehe hehe he hehehehe ho ho ho ho hohohoho ho ho ho ho hoho ho hehe hehe eheh heheh he heh hehe hehe are naye purane saal mein ek raat to baaki hai naye purane saal mein ek raat to baaki hai baaki baatein ho chuki ek baat baaki hai are naye purane saal mein ek raat to baaki hai naye purane saal mein ek raat baaki hai baaki baatein ho chuki ek baat baaki hai naye purane saal mein ek raat baaki hai kahin hai koi apna kahin koi begana kaise apni baat kahen aakhir dil deewana are kahin hai koi apna kahin koi begana kaise apni baat kahen aakhir dil deewana jaldi kya hai pehle na mulakaat baaki hai naye puraane saal mein ek raat baaki hai are baaki baatein ho chuki ek baat baaki hai naye puraane saal mein ek raat baaki hai raat bani hai dulhan khush hain chaand sitaare mehfil mein aa baithe dushman dost hamaare hoo raat bani hai dulhan khush hain chaand sitaare mehfil mein aa baithe dushman dost hamaare are aane waale dulha
o maajhi re o maajhi re apna kinara nadiya ki dhaara hai o maajhi re saahilon pe behne wale kabhi suna to hoga kahin oooo hooo kaagazon ki kashtiyon ka kahin kinara hota nahin o maajhi re maajhi re koi kinaara jo kinare se mille wo apna kinara hai o maajhi re paaniyon mein beh rahen hain kayi kinare toote huye oooo hooo raaston mein mil gaye hain sabhi sahaare toote huye koi sahaara majh dhaare mein mille jo apna sahaara hai o maajhi re apna kinaara nadiya ki dhaara hai o maajhi re
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Wahan Hoon Pyaasa Sawan (1981) 04:28 18666
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:28   Song Number : 18666   

Maine Tujhe Chhua Justice Chaudhury (1983) 05:05 39640
 
Poster of Justice Chaudhury (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 05:05   Song Number : 39640   

Mama Miya Pom Pom Justice Chaudhury (1983) 04:08 18062
 
Poster of Justice Chaudhury (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 04:08   Song Number : 18062   

Mausam Hai Baharon Mere Humsafar (1970) 05:13 38400
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kamal Rajasthani
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jeetendra
Duration : 05:13   Song Number : 38400   

Mausam Ye Mausam Judaai (1980) 05:47 36376
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:47   Song Number : 36376   

Meethe Bol Bole Kinara (1977) 07:35 13550
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jeetendra, Others
Raag- 
Bhairavi
Duration : 07:35   Song Number : 13550   

Megha Re Megha Pyaasa Sawan (1981) 06:41 14004
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:41   Song Number : 14004   

Mehmaan Nazar Ki Ban Jaa Pataal Bhairavi (1985) 06:36 16289
 
Poster of Pataal Bhairavi (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Jaya Prada
Duration : 06:36   Song Number : 16289   

Mere Yaar Tu Chhod Ghum Chhod Love In Canada (1979) 05:42 17653
 
Poster of Love In Canada (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Vinod Mehra
Duration : 05:42   Song Number : 17653   

Meri Bibi Maike Chali Gayi Akalmand (1984) 05:25 38370
 
Poster of Akalmand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:25   Song Number : 38370   

Meri Saanson Ko Jo Badalte Rishtey (1978) 06:09 12793
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:09   Song Number : 12793   

Mil Gaye Dil Mil Gaye Raksha (1981) 05:15 37459
 
Poster of Raksha (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Jeetendra
Duration : 05:15   Song Number : 37459   

Mohabbat Ab Tijaarat Ban Gayi Arpan (1983) 05:10 20970
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Anwar Hussain
Duration : 05:10   Song Number : 20970   

Mohabbat Huyi Mere Saiyaan Shakka (1981) 04:43 38640
 
Poster of Shakka (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Simple Kapadia
Duration : 04:43   Song Number : 38640   

Mohe Laagi Re Laagi Suhaag Raat (1968) 04:47 16325
 
Poster of Suhaag Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Jeetendra, Sulochana Latkar
Duration : 04:47   Song Number : 16325   

Muskura Ke Humko Loota Aapne Vishwas (1969) 04:17 39007
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aparna Sen
Duration : 04:17   Song Number : 39007   

Naa Jaane Kaise Pal Mein Badal Jaate Hain Badalte Rishtey (1978) 05:31 21001
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 21001   

Nahin Nahin Koi Tumsa Haseen Swarg Narak (1978) 05:52 18375
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:52   Song Number : 18375   

Naye Purane Saal Mein Raksha (1981) 06:01 37458
 
Poster of Raksha (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Parveen Babi
Duration : 06:01   Song Number : 37458   

O Maajhi Re Apna Kinara Khushboo (1975) 03:31 21051
 
Poster of Khushboo (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Hema Malini, Farida Jalal
Duration : 03:31   Song Number : 21051   
Karaoke Songs of Jeetendra, Sad Songs of Jeetendra, Love Songs of Jeetendra, Dance Songs of Jeetendra, Hip-hop songs of Jeetendra, Best songs of Jeetendra, Super hit songs of Jeetendra, hit songs of Jeetendra, duet songs of Jeetendra, solo songs of Jeetendra, old songs of Jeetendra, famous songs of Jeetendra, Hindi Karaoke Songs of Jeetendra, Hindi Sad Songs of Jeetendra, Hindi Love Songs of Jeetendra, Hindi Dance Songs of Jeetendra, Hindi Hip-hop songs of Jeetendra, best Hindi songs of Jeetendra, super hit Hindi songs of Jeetendra, hit Hindi songs of Jeetendra, duet Hindi songs of Jeetendra, solo Hindi songs of Jeetendra, old Hindi songs of Jeetendra, famous Hindi songs of Jeetendra, Sing Along Songs of Jeetendra, Sing Along Sad Songs of Jeetendra, Sing Along Love Songs of Jeetendra, Sing Along Dance Songs of Jeetendra, Sing Along Hip-hop songs of Jeetendra, Sing Along Best songs of Jeetendra, Sing Along Super hit songs of Jeetendra, Sing Along hit songs of Jeetendra, Sing Along duet songs of Jeetendra, Sing Along solo songs of Jeetendra, Sing Along old songs of Jeetendra, Sing Along famous songs of Jeetendra