Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAbhijeet
HomeAbhijeet
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho meri in saanson se kehte ho kehte ho baahon mein aa jaao sapnon mein kho jaao tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm deewanon sa haal hua humko unse pyaar hua deewanon sa haal hua humko to unse pyaar hua dheere se wo paas aaye chupke se izhaar hua ab naa kisi se darna hai sang jeena marna hai ab naa kisi se darna hai sang jeena marna hai baahon mein aa jaao sapnon mein kho jaao tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho hey hey hey hey aha ha ha ha ha ha hey ae hey hey aha ha ha duniyaa ne thukraaya hai bas tumne apnaya hai duniyaa ne thukraaya hai bas tumne apnaya hai dil ko kitna chaen milaa sabne itna sataaya hai apna hai ik sapna ik tu hi ho apna apna hai ik sapna ik tu hi ho apna aa ha ha aa ha ha sapnon mein kho jaao tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho rehte ho rehte ho aaa a haa
tumhe kaise main bataun tumhe kaise main kahun mere bas mein agar ho to main bas itna hi karun tumhen din bhar tumhen har pal dekhta hi main rahun tumhen dekhun tumhe chahoon tumhen poojun har pal tumhen sochun tumhen samjhun tumhen maangun har pal tumhen main gungunaun tumhen gaaun har pal main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mera marna bhi tumhin ho mera jeena bhi ho tum meri madira bhi tumhin ho mera peena bhi ho tum meri chandi bhi tumhin ho mera sona bhi ho tum mera hasna bhi tumhin ho mera rona bhi ho tum meri saari saanson mein tum jaise ho ghuli meri aankhen tumhen dekhen chaahe band ho ya khuli main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mere dil mein hai yeh armaan tumhe ek din paun is amber se bhi aage tumhen lekar jaun jahan raahon mein ho bikhare sab chaand aur taare jahan geeton ke behte hon meethe dhaare jahan khawaabon ki duniya kabhi soyi nahin ho jahan tum ho jahan main hoon aur koi nahin ho main tumhara hoon aisa deewana meri jaan
uparwaale ye kya hua mere sivaa tu sab ka hua uparwaale ye kya hua mere sivaa tu sab ka hua socha bhala na kabhi mera socha bhala na kabhi mera aisa kya bigaada maine tera uparwaale ye kya hua mere sivaa tu sab ka hua mujhko diye chun chun ke ghum aur sab ko de di khushiyaan hey main bhi to hoon ek musaafir tera mujhko bhi manzil pe jaana hai mushkil rahein tujhpe nigaahein dekh le tu zara jab bhi chala main kadam do kadam hota hai mujhpe nayaa ek sitam banda anaari tu khilaadi khel hai sab tera kya maanga tha kya diya aakhir tune wohi kiya kya maanga tha kya diya aakhir tune wohi kiya socha bhala na kabhi mera socha bhala na kabhi mera aisa kya bigaada maine tera uparwaale ye kya hua mere sivaa tu sab ka hua he la la la la la la la la la la la la he he he he he he he he he he he he marzi hai kya teri yeh to bataa aisi bhi mujhse huyi kya khata kya mere baare mein socha hai tune aaj mujhko bataa vaise hi ek toh akela hoon main uspe teri bhi inaayat nahin jaisa bhi
aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa aaaa aaaa haaa haaa haaa haaa haaa waada raha sanam honge juda naa hum chaahe na chaahe zamaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana waada raha sanam honge juda naa hum chaahe na chaahe zamaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana inn waadiyon mein yunhi milte rahenge dil mein wafaa ke diye jalte rahenge inn waadiyon mein yunhi milte rahenge dil mein wafaa ke diye jalte rahenge ye maanga hai duwaaon mein kami naa ho wafaaon mein rahen teri nighahon mein likho naa ye fizaaon mein o saajana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana kaisi udaasi tere chehre pe chhayi kya baat hai jo teri aankh bhar aayi kaisi udaasi tere chehre pe chhayi kya baat hai jo teri aankh bhar aayi dekho to kya nazaaren hai tumhaari tarah pyaare hai hanso naa mere liye tum sabhi to ye tumhaare hain o
oo waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano pyase dilon ki yeh beqraari pyase dilon ki yeh beqraari kya rang laayi deewanon aha waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil lalalalala lalalalala dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil dil se dil milne ka raaz yeh tum kya jaanon haan waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano deewanon hey hey kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye lalalalala lalalalala kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye sadiyon se tum ho mere maano ya na maano haan yadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano hey yaadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano
wo aane waali hai wo aane waali hai aane waali hai wo mere dil pe dhadkanon pe wo chhaane waali hai betaabiyon kaa mausam woh laane waali hai jaane do mujhe jaane do yaar ab naa roko socho mere baare mein yaar kuchh to socho wo aane waali hai aane waali hai wo aane waali hai aane waali hai eee heey aankhon mein nasha zulfon mein ghata wo ladki hai badi chulbuli baaton mein ada uspe main fida palkon mein rahe wo masoom kali khushbu kaa jhonka ban ke lehraane waali hai mujhe saanson mein basa ke mehkaane waali hai wo aane waali hai aane waali hai wo aane waali hai aane waali hai masti chaal mein shokhi gaal mein wo hai aasmaan ki pari kamsin hai umar qaatil hai nazar uski to nighaahen hain jaadu bhari mere khwaabon mein wo aake muskaane waali hai mujhe baazuon mein bharke tarsaane waali hai jaane do mujhe jaane do yaar ab naa roko socho mere baare mein yaar kuchh to socho wo aane waali hai wo aane waali hai wo aane waali hai wo aane waali hai wo aane waali haeeee
kahin zulf ka baadal oooo hooo kahin rangeen aanchal aaaa haaa kahin honth gulaabi oooo hooo kahin chaal sharaabi aaaa haaa kahin aankh mein jaadoo oooo hooo kahin jism ki khushboo aaaa haaa kahin narm nighaahen oooo hooo kahin gori baahen aaaa haaa haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil ka taufaa dene use aaye hain wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil ka taufaa dene use aaye hain wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai kitne hi jalwen hain aankhon mein ghulti hai jinse chandni kitni hi hooo baaten hain kaanon mein ghulti hai jinse raagni ye chale jaise zara bal kha ke wo chale jaise zara ithlaa ke ye mile jaise zara sharmaa ke wo mile jaise zara itraa ke haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil
yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa tum laher ho hawa ho keh do saare jahan se ke hum chal pade rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok lo yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa deewaarein kitaabein sikhaayegi hum ko kya humne to seekhi hai dhadkanon se adaa hum to panchhi aasmaan ke rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok lo yaaron sun lo dil ki gungunaao na hey signal hai jeene ka muskuraao naa heh hey hey hey hey hey hey hey hey yeh rat na phir ugalna yeh padhaai hai ek saza yeh saazish hai yaaron hum ko sab hai pata apni thokar mein hai manzil rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok lo yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa tum laher ho hawa ho keh do saare jahan se ke hum chal
yeh jo mohabbat hai yeh unka hain kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam hahahaha rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar toote agar saagar naya saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele tute agar saagar naya saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele dil toot jaaye to kya ho anjaam yeh jo mohabbat hai yeh unka hain kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar aankhen kisi se naa ulajh jaayen main darta hoon yaaro hasino ki gali se main guzarta hoon hey aankhen kisi se naa ulajh jaayen main darta hoon yaaro hasino ki gali se main guzarta hoon bas door hi se kar ke salaam yeh jo mohabbat hai yeh unka hai kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam
zamaane ko ab tak nahin hai pataa agar ho gayi hamse koi khataa zamaane ko ab tak nahin hai pataa agar ho gayi hamse koi khataa kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga kya hoga kya hoga kyaa hoga zamaane ko ab tak nahin hai pataa agar ho gayi hamse koi khataa kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga kya hoga kya hoga kyaa hoga dekh na aisi nazaron se bechain dil ghabraataa hai dekh na aisi nazaron se bechain dil ghabraataa hai bin tujhe dekhe dilbar ab chain kahin na aataa hai chhodo sharaarat karnaa aise mohabbat kar naa thodaa behak jaane do nazdeek to aane do deewaane zaraa mujhko itnaa bataa agar ho gayi hamse koi khataa kahin shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga kya hoga kya hoga kyaa hoga zamaane ko ab tak nahi hai pataa agar ho gayi hamse koi khataa kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga kya hoga kya hoga kyaa hoga kyun karen na pyaar hum maukaa bhi hai tanhaai bhi hey kyun karen na pyaar hum maukaa bhi hai tanhaai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm lala lala lalaaaa lara lala lalaaaaa aaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa mausam ye beimaan masti kaa ye samaan roko o logon zameen pe girne lagaa aasmaan thumak thumak ke jhoolungi main udd ke gagan ko chhoo lungi main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa thandi thandi pawan jalta hai ye badan jee chaahtaa hai banaa loon tujhko apna sajan huaa nahin ye pehle kabhi meri chaal badal gayi abhi abhi main chaliiiii ban ke
zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria itna maska na to maaro humein aisi baaton se darr lagta humein tum pyaar kaise bolo karega darta hai kyun maria aila saala humpe marta hai ye lagta hai love humko karta hai ye kyun na karega hum to kahega tumsa nahin maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria o sahibaan tum bhulaana nahin dil mein aake door jaana nahin dil jo liya hai dil bhi diya hai bewafa hum nahin dil jo torega hum kuchh kar jayega lagta hai hum to marr jayega tum se mohabbat humko hai kitna kaise kahein maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria
zindagi se jab mile ajnabi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi har cheez paas aati huyi har cheez paas aati huyi door hi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra kabhi dosti lagi to hoo kabhi dosti lagi to kabhi dushmani lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi aaa aaaaa dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain khamosh saahilon par toofan khade huye hain honthon ki hansi hooooo honthon ki hansi aadmi ki bebasi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi naari ki zindagi to majboor ek nadi hai naari ki zindagi to majboor ek nadi hai paida huyi kahaan par jaa kar kahaan mili hai sach baat sunke sab ko oooo oooo ooo ooo sach baat sunke sab ko aksar buri lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi is zindagi ke silsile kitne ajeeb hain jo the nazar se door wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Dil Ki Dhadkan Mein Dhadkan (2000) 05:38 18686
 
Poster of Dhadkan (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Shilpa Shetty
Raag- 
Yaman
Duration : 05:38   Song Number : 18686   

Tumhen Kaise (Happy) Dastak (1996) 05:20 32073
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 32073   

Uparwale Ye Kya Hua Woh (2004) 04:35 39705
 
Poster of Woh (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anand Raj Anand
Duration : 04:35   Song Number : 39705   

Waada Raha Sanam Khiladi (1992) 06:03 18730
 
Poster of Khiladi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anwar Sagar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Ayesha Julka
Duration : 06:03   Song Number : 18730   

Waadon Ki Shaam Aayi Anand Aur Anand (1984) 04:54 37863
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 37863   

Wo Aane Waali Mera Dil Leke Dekho (2006) 03:52 38983
 
Poster of Mera Dil Leke Dekho (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sammer
Music Director- 
Jatin pandit, Lailit Pandit
Singer- 
Abhijeet
Duration : 03:52   Song Number : 38983   

Wo Ladki Jo Baadshah (1999) 07:07 18721
 
Poster of Baadshah (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Chorus
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Twinkle Khanna
Duration : 07:07   Song Number : 18721   

Yaaron Sun Lo Rok Sako To Rok Lo (2004) 05:11 14461
 
Poster of Rok Sako To Rok Lo (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Yash Pandit, Manjari Fadnis
Duration : 05:11   Song Number : 14461   

Yeh Jo Mohabbat Hai Dil Vil Pyar Vyar (2002) 05:16 36508
 
Poster of Dil Vil Pyar Vyar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bablu Chakraborty
Duration : 05:16   Song Number : 36508   

Zamaane Ko Ab Tak Zamaana Deewana (1995) 06:02 33042
 
Poster of Zamaana Deewana (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Raveena Tandon
Duration : 06:02   Song Number : 33042   

Zara Sa Jhoom Loon Main Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:53 21493
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:53   Song Number : 21493   

Zinda Hai Hum To Josh (2000) 04:46 18135
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 04:46   Song Number : 18135   

Zindagi Se Jab Mile Asmaan Se Ooncha (1989) 04:39 40854
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Raj Babbar, Govinda, Anita Raj, Sonam
Duration : 04:39   Song Number : 40854   
Karaoke Songs of Abhijeet, Sad Songs of Abhijeet, Love Songs of Abhijeet, Dance Songs of Abhijeet, Hip-hop songs of Abhijeet, Best songs of Abhijeet, Super hit songs of Abhijeet, hit songs of Abhijeet, duet songs of Abhijeet, solo songs of Abhijeet, old songs of Abhijeet, famous songs of Abhijeet, Hindi Karaoke Songs of Abhijeet, Hindi Sad Songs of Abhijeet, Hindi Love Songs of Abhijeet, Hindi Dance Songs of Abhijeet, Hindi Hip-hop songs of Abhijeet, best Hindi songs of Abhijeet, super hit Hindi songs of Abhijeet, hit Hindi songs of Abhijeet, duet Hindi songs of Abhijeet, solo Hindi songs of Abhijeet, old Hindi songs of Abhijeet, famous Hindi songs of Abhijeet, Sing Along Songs of Abhijeet, Sing Along Sad Songs of Abhijeet, Sing Along Love Songs of Abhijeet, Sing Along Dance Songs of Abhijeet, Sing Along Hip-hop songs of Abhijeet, Sing Along Best songs of Abhijeet, Sing Along Super hit songs of Abhijeet, Sing Along hit songs of Abhijeet, Sing Along duet songs of Abhijeet, Sing Along solo songs of Abhijeet, Sing Along old songs of Abhijeet, Sing Along famous songs of Abhijeet