Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYaman-Kalyan
HomeYaman-Kalyan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa aaa aaa aaa aaaaa suni jo unke aane ki aahat gareeb khanaa sajayaa hamne qadam mubarak hamaare dar pe naseeb apnaa jagayaa hamne huyi hai aamad khushamadidam ye kehnaa dil ko sikhayaa hamne khile hain aashaa ke phool mann mein ye raaz unse chhupayaa hamne wo apne neta hum unki jantaa hameshaa naata nibhayaa hamne ye teri rehmat ae mere maalik gumaan nahin tha wo payaa hamne unhen jo dekhaa jhukaa li aankhe adab se ehsaan uthayaa hamne suni jo unke aane ki aahat gareeb khaanaa sajayaa hamne
tere husn kiii kya taarif karun kuchh kehte huyeeeeee bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon tere husn ki kya taarif karun tere husn ki tere husn ki kya taarif karun kuchh kehte huye bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon mere dil mein kasak si hoti hai mere dil mein mere dil mein kasak si hoti hai teri raah se jab main guzarti hoon iss baat se ye naa samjh lena ke main tujh se muhabbat karti hoon teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam koi dekh le tujhko ek nazar koi dekh le tujhko ek nazar mar jaaye teri aankhon ki kasam main bhi hoon ajab ik deewana marta hoon naa aahen bhartaa hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere saamne jab tu aata hai jee dhak se mera ho jaata hai mere saamne jab tu aata hai jee
tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se saawan ke din aaye beeti yaadein laaye kaun jhukaakar aankhein mujhko paas bithhaaye kaisa tha pyaara roop tumhaara poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se prem ka saagar haai chaaron taraf lehaeraaye jitna aage jaaun gehra hota jaaye gham ke bhanwar mein kya kya dooba poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se jaise jugnu ban mein tu chamke ansuwan mein ban kar phool khili ho jaane kis bagiyan mein main apni kismat pe roya poochho mere dil se haai poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se haai poochho mere dil se poochho mere dil se poochho mere dil se
tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum pralay ke devtaa ho tum pralay ke devtaa ho main samarpit phool hoon tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum sudhaa main pyaas hoon tum mahaasagar ki seemaa main kinaare ki lehar tum mahaasangeet ke swar main adhoori saaz per tum ho kayaa main hoon chhaaya tum shamaa main bhool hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum ushha ki laalima ho bhor ka sindoor ho mere praanon ki ho goonjan mere mann ki mayur ho tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum gagan ke chandrama
namaami brahm namaami vishnu namaami maheshwra tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse bheege ghunghat bheege aanchal bheege naina bheege kaajal pran pran tarsee tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse ga re sa ni ni re ma ga pa ma ma re dha pa ga ma pa ma re ga sa ga re ni dha pa ni re pa ma ma re pa ma dha pa ni dha ma re sa ude gandh swar disha disha mein bhed rahe na usha nisha mein bhuwan bhuwan sar se tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse ghungroo thirke aangan aangan ran ran ni ne nupur dhun gun gun swar mridang garje aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa swar mridang garje tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse
wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota apna bhi koi hota kyun khud ko mohabbat ka haqdaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar khole to jabaan kyun kar darten hai ke jaane kya sansaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe
wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye aahtein jaag uthin raaste hans diye thaamkar dil uthe hum kissi ke liye kai baar aisa bhi dhoka hua hai chale aa rahe hain wo nazaarein jhukaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye dil sulagne lagaa aaskh behene lage jaane kya kya humein log kehne lage magar rote rote hasin aa gayi hai khayalon mein aaake wo jab muskuraaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo juda kya hue zindagi kho gayi shamma jalti rahi roshni kho gayi bahot koshishein ki magar dil na behla kayi saaz chede kayi geet gaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye
ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye daulat ke bhookhe ravaajon ki duniyaa ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai har ek jism ghaayal har ek ruh pyaasi nigaahon mein uljhan dilon mein udaasi ye duniyaa hai yaa aalam e badhawaasi ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jahaan ek khilauna hai insaan ki hasti ye basti hai murda paraston ki basti yahaan par to jeevan se hai maut sasti ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jawaani bhatakti hai badkaar bankar jawaan jism sajte hai baazaar bankar jahaan pyaar hotaa hai vyaapaar bankar ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa jahaan aadami kuchh nahin hai wafaa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai ye duniyaa
zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan musaafir se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haai jis raat mere dil ne dhadkana seekha shokh jazbaat ne seene mein bhadkana seekha meri taqadeer se nikli wahi meri taqadeer se nikli wahi sadmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dil ne jab pyaar ke rangeen fasaane chhede aankhon aankhon ne wafaaon ke taraane chhede sog mein doob gai aaj wo sog mein doob gai aaj wo naghmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi roothnewali roothnewali meri baat se maayus na ho behke behke se khayalaat se maayus na ho khatm hogi na kabhi tere mere khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi
hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani dil mein toofaan uthaate huye dil mein toofaan uthaate huye jazbaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dar ke bijli se achanak wo lipatnaa uska aur phir sharm se bal khaa ke simatna uska kabhi dekhi naa suni aisi ho kabhi dekhi naa suni aisi tilismaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne dil pe jaltaa hua ik teer sa chhoda uss ne aag paani mein lagaate huye aag paani mein lagaate huye haalat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi mere naghmon mein jo basti hai wo tasveer thi wo naujawaani ke haseen khawaab ki taabeer thi wo aasmaanon se utar aayi hooo aasmaanon se utar aayi thi jo raat ki raat zindagi bhar nahin
zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin hai ye kaisi dagar chalte hain sab magar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ko bahut pyaar humne diya aa aa maut se bhi muhabbat nibhaayenge hum rote rote zamaane mein aaye magar hanste hanste zamaane se jaayenge hum jaayenge par kidhar hai kise ye khabar koi samjha nahin koi jaana nahin aise jeevan bhi hai jo jiye hi nahin jinko jeene se pehle hi maut aa gayi phool aise bhi hain jo khile hi nahin jinko khilne se pehle khizaa kha gayi hai pareshaan nazar thak gaye chaar agar koi samjha nahin koi jaana nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Suni Jo Unke Aane Ki Satyam Shivam Sundaram (1978) 03:22 32550
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Shashi Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 32550   

Tere Husn Ki Kya Taarif Leader (1964) 04:44 13607
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:44   Song Number : 13607   

Tum Bin Jeevan Kaise Anita (1967) 04:31 11907
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sadhna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:31   Song Number : 11907   

Tum Gagan Ke Chandrama Sati Savitri (1964) 03:25 11905
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Anjali Devi
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:25   Song Number : 11905   

Tum Naacho Ras Barse Sati Naari (1965) 03:27 32342
 
Poster of Sati Naari (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Pt Shiv Ram
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Aneeta Guha, Various
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:27   Song Number : 32342   

Wo Hans Ke Mile Hum Se Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:16 11908
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Tanuja, Dharmendra
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 11908   

Wo Jab Yaad Aaye Bahot Yaad Aaye Parasmani (1963) 04:30 21410
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:30   Song Number : 21410   

Ye Duniyaa Agar Mil Bhi Pyaasa (1957) 05:05 21465
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:05   Song Number : 21465   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet) Barsaat Ki Raat (1960) 03:25 36009
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 36009   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male) Barsaat Ki Raat (1960) 04:28 12073
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12073   

Zindagi Ka Safar Safar (1970) 04:08 21503
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:08   Song Number : 21503