Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSuraiya
HomeSuraiya
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se dekha hai tujhe maine mohabbat ki nazar se arre mohabbat ki nazar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se jitne bhi mile rang wo sab bhar diye tujh mein haaye bhar diye tujh mein ik rang e wafa aur hai laaun wo kidhar se are laaun wo kidhar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se saawan teri zulfon se ghata maang ke laya haaye mang ke laya bijali ne churayi hai tadap teri nazar se are tadap teri nazar se main dil mein bulakar tujhe rukhsat na karoonga haaye rukhsat na karoonga mushkil hai tera laut ke jaana mere ghar se are jaana mere ghar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se
tera khayal dil se bhulaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega tera khayal dil se bhulaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega majbooriyon ne chheen li mujhse agar zabaan mujhse agar zabaan majbooriyon ne chheen li mujhse agar zabaan mujhse agar zabaan aansoon kahengeeeee aansoon kahenge dil ke ujdne ki daastaan ujdne ki daastaan aansoon kahenge dil ke ujdne ki daastaan ujdne ki daastaan aankhon se haal dil ka chhupaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega tera khayal dil se bhulaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega looto naa duniyaa walo mere dil ki tum khushi mere dil ki tum khushi looto naa duniyaa walo mere dil ki tum khushi mere dil ki tum khushi achchhi nahin hai haaye achchhi nahin hai haaye gareebon se dillagi gareebon se dillagi achchhi nahin hai haaye gareebon se dillagi gareebon se dillagi ye ghar ujad gaya to basaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega tera khayal dil se
tera khilona toota baalak tera khilona toota tera khilona toota baalak tera khilona toota hai kismat ne loota tujhko hai kismat ne loota tera khilona toota gagan pe baitha khel niraale khele khelan haar dekho logo katputli ka naatak hai sansaar hum tum sab hain khel khilone meethe kadve aur salone khelo bachchon le lo bachchon do kaudi mein bikta hai insaan le lo bhola saa bhagwaan le lo bhukha hindustaan le lo ye made in japan ye hain lallu ye hain gyaan ye hain kallu ye hain praan tu kyun rota chandarbhaan maane beta meri jaan naa ho ro ro ke halkaan tu hai bhaarat ki santaan le le tu ye teer kamaan mere pyaare pehlwaan bacha le apne ghar ki shaan pee le bidi khaa le paan mere khilone do do aane khelo bachchon le lo bachchon laaya hoon main kaagaz kaa gulbuta tera khilona toota tera khilona toota baalak tera khilona toota hai kismat ne loota tujhko hai kismat ne loota tera khilona toota gagan pe baitha khel niraale khele khelan haar dekho logo katputli ka naatak
tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein pehli mulaqat mein haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna baandh ke naa todna haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya
teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa teri kahaani teri kahaani teri kahaani teri kahaani main kahun meri kahaani tu hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa aa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa nikhari huyi ho chaandani ee ee ee ee ee ee ee chhaayi huyi bahaar nikhari huyi ho chaandani ee ee ee ee ee ee ee chhaayi huyi bahaar tujhse juda na main rahoon tujhse juda na main rahoon aur mujhse juda na tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jalwe tere jalwe tere nazar mein hon dil mein ho teri aarzuu jalwe tere jalwe tere nazar mein hon dil mein ho teri aarzuu mujhko yahi ho justazuuu mujhko yahi ho justazuuu ke lab pe mere ho tu aa aa aa aa aa
tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka
tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao ab hum na mil sakenge ab hum na mil sakenge daali se phool toote daali se phool toote ab kaise khil sakenge ab kaise khil sakenge tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao ik roz to chakori dekhegi chaand pyaara ik roz to melega har lehar ko kinaara hum dekhte rahenge hum dekhte rahenge ro ro ke ye kahenge ab hum na mil sakenge ab hum na mil sakenge tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao shehnaaiyaan bajengi aur dulhanen sajengi haathon mein mal ke mehndi saajan ke ghar chalengi hum dekhte rahenge hum dekhte rahenge ro ro ke ye kahenge ab hum na mil sakenge ab hum na mil sakenge tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao ab hum na mil sakenge ab hum na mil sakenge tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao
udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun door door se karun ishaare aur tujhko tarsaaun chanda ki khidki se jhankun jhankun aur chhip jaaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun hooooo oooooo ooo oooo oo aaye aaye aur guzarti jaaye lambi unchi neechi raahen galiyaan aur baazaar haan haan haan haan galiyaan aur baazaar mera pahiyaa mera pahiyaa aise bhaage jaise motor car bhaage sab sansaar bhaage sab sansaar sooraj bhaage chanda bhaage andhiyaara ujiyaara bhaage dharti daude peechhe ko main aage bhadti jaaun tera haath pakad ke tujhko door kahin le jaaun main phir bhi haath naa aaun phir bhi haath naa aaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun
wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain chhoti si baat mohabbat ki chhoti si baat mohabbat ki aur wo bhi kahi nahin jaati kuch wo sharmaaye rehte hain kuch hum sharmaaye rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain milne ki ghadiyan choti hain milne ki ghadiyan choti hain aur raat judaai ki lambi jab saari duniya soti hai hum taare ginte rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain
ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai ye dil ka dhadkna ye nazron ka jhukna jigar mein jalan si ye saanson ka rukna khuda jaane kya daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai bhujaa do bhujaa do bhujaa do sitaaron ki shamme bhujaa do chhupaa do chhupaa do chhupaa do hasin chaand ko bhi chhupaa do yahaan roshni mehmaan ho gayi hai aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai ilaahi ye toofan hai kiss bala kaa ke haathon se chhutaa hai daaman hayaa kaa khudaa ki kasam aaj dil keh rahaa hai khudaa ki kasam aaj dil keh rahaa hai ke loot jaaun main naam lekar wafaa kaa tamanna tadap kar jawaan ho gayi hai aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate
ye chaand sitaare kya jaane iss dil ke sahaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane taqdeer ki zaalim maujon ne afsos ko yaa jaa ke kaha taqdeer ki zaalim maujon ne afsos ko yaa jaa ke kaha saahil si lagi jyun hi kashti maujon se kinaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane ulfat kaa chaman sunsaan hua ulfat kaa chaman sunsaan hua viraan mera armaan hua barbaad huyi dil ki duniyaa sab saaz humaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane iss dil ke sahaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tasveer Banata Hoon Teri Khoon Deewana (1952) 03:10 31000
 
Poster of Deewana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Suresh, Madan Puri
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:10   Song Number : 31000   

Tera Khayal Dil Se Dillagi (1949) 03:19 13120
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:19   Song Number : 13120   

Tera Khilona Toota Anmol Ghadi (1946) 02:24 12697
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Surendra
Duration : 02:24   Song Number : 12697   

Tere Nainon Ne Chori Pyar Ki Jeet (1948) 02:46 11933
 
Poster of Pyar Ki Jeet (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Dev Anand
Duration : 02:46   Song Number : 11933   

Teri Nazar Mein Main Rahoon 1857 (1947) 05:20 32488
 
Poster of 1857 (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Suraiya, Surendra
On Screen Actors- 
Surendra, Suraiya
Duration : 05:20   Song Number : 32488   

Tu Mera Chaand Dillagi (1949) 03:52 21333
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya, Shyam Kumar
On Screen Actors- 
Suraiya, Shyam
Duration : 03:52   Song Number : 21333   

Tum Mujhko Bhool Jaao Bari Behen (1949) 03:02 15111
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Ulhas
Duration : 03:02   Song Number : 15111   

Uran Khatole Pe Anmol Ghadi (1946) 03:03 12698
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Suraiya, Surendra
Duration : 03:03   Song Number : 12698   

Wo Paas Rahein Ya Bari Behen (1949) 02:41 21413
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Rehman, Geeta Bali
Duration : 02:41   Song Number : 21413   

Ye Kaisi Ajab Dastaan Rustam Sohrab (1963) 03:24 14088
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:24   Song Number : 14088   

Yeh Chand Sitare Kya Jane Khubsoorat (1952) 03:02 15613
 
Poster of Khubsoorat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shums Azimabadi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:02   Song Number : 15613   
Karaoke Songs of Suraiya, Sad Songs of Suraiya, Love Songs of Suraiya, Dance Songs of Suraiya, Hip-hop songs of Suraiya, Best songs of Suraiya, Super hit songs of Suraiya, hit songs of Suraiya, duet songs of Suraiya, solo songs of Suraiya, old songs of Suraiya, famous songs of Suraiya, Hindi Karaoke Songs of Suraiya, Hindi Sad Songs of Suraiya, Hindi Love Songs of Suraiya, Hindi Dance Songs of Suraiya, Hindi Hip-hop songs of Suraiya, best Hindi songs of Suraiya, super hit Hindi songs of Suraiya, hit Hindi songs of Suraiya, duet Hindi songs of Suraiya, solo Hindi songs of Suraiya, old Hindi songs of Suraiya, famous Hindi songs of Suraiya, Sing Along Songs of Suraiya, Sing Along Sad Songs of Suraiya, Sing Along Love Songs of Suraiya, Sing Along Dance Songs of Suraiya, Sing Along Hip-hop songs of Suraiya, Sing Along Best songs of Suraiya, Sing Along Super hit songs of Suraiya, Sing Along hit songs of Suraiya, Sing Along duet songs of Suraiya, Sing Along solo songs of Suraiya, Sing Along old songs of Suraiya, Sing Along famous songs of Suraiya