Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePritam
HomePritam
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


janam janam janam saath chalna yunhi kasam tumhe kasam aake milna yahin ek jaan hai bhale do badan hon juda meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida meri subah ho tumhi aur tumhi shaam ho tum dard ho tum hi aaraam ho meri duaaon se aati hai bas ye sada meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida aha aha ha aa ooho o hoo oo oooo meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida teri baahon mein hai mere dono jahan tu rahe jidhar meri jannat wahin jal rahi agan hai jo ye do tarfa na bujhe kabhi meri mannat yahi tu meri aarzu main teri aashiqui tu meri shayari main teri mausiqi talab talab talab bas teri hai mujhe nason mein tu nasha banke ghulna yunhi meri mohabbat ka karna tu haq ye ada meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida meri subah ho tumhi aur tumhi shaam ho tum dard ho tum hi aaraam ho meri duaaon se aati hai bas ye sada meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida aa alvida ooo oo na na na na na na na na na na na ree ee o oo hoho
zara sa zara sa woh oh ho oh lage tu khafa sa woh oh ho oh zara sa zara sa woh oh ho oh gilaah bewajaah sa woh oh ho oh tere hi liye tujhse hoon judaa jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh oo woh oh ho oh woh oh ho oh oo woh oh zara sa zara sa woh oh ho oh mujhe hai gumaan sa woh oh ho oh zara sa zara sa woh oh ho oh abhi hai nasha sa woh oh ho oh tere hi liye tujhse hoon judaa jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh oo woh oh ho oh woh oh ho oh oo woh oh ab ik dhuaan sa dikhta hai jo bhi likhun main mitata hai do pal mein hi woh baatein woh raatein woh yaadein kisi ki chhootati hi jaa rahi hai tootati hi jaa rahi hai woh har kadi inn saason ko aahon ko mere gunaaho ki mil rahi hai koi saza jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho
im kinda gal who likes little fun and likes game wana play i think naught as nice n shivers n spices i listen to one n say kisi na ka dar na koi fikar to aajaa baby get down bas charo aur ho yehi shor i'll tell what all this abt ae paaji comeon comeon lets get down get down get do it yeh paaji have a little fun its really really nuthing to it ye paaji why force to go get move on boy n u see ye paaji on ur mark be steady r u ready to play with me all my ladies goin crazy with rythm let them music spining hiting up them tonite lifes a party to jee lee tu khul ke jee lee kal kya hoga jo hona hai ho jayeeee jee karda bai jee karda tennu kor bithama jee karda jee karda bai jee karda tennu kor bithama jee karda jee karda bai jee karda tennu kor bithama jee karda jee karda bai jee karda tennu kor bithama jee karda ek vari ek vari ek vari ek vari tu seene naaaaaal tu seene naal lag soniye o balle balle tu seene naal lag soniye oye shawa shawa tu seene naal lag soniye
chaar dinon ka pyaar o rabba lambi judaai lambi judaai chaar dinon ka pyaar o rabba lambi judaai lambi judaai tere bin dil mera laage kahin naa tere bin jaan meri jaaye kahin naa kitne jamaane baad o rabba yaad tu aaya yaad tu aaya khoya raha main saazon mein apne aahat bhi teri bhool gaya hoon itna jiyaa hoon tanhaa rahaa hoon ishq tera bhool gaya hoon khoya raha main saazon mein apne aahat bhi teri bhool gaya hoon itna jiyaa hoon tanhaa rahaa hoon ishq tera bhool gaya hoon uljha raha main iss zindagi mein dil ki duhaai dil ki duhaai tere bin dil mera laage kahin naa tere bin jaan meri jaaye kahin naa kitne jamaane baad o rabba yaad tu aaya yaad tu aaya har bebasi ne iss zindagi ne tujhko hi chaaha tujhko hi maanga jin raaston se guzraa ye dil tha manzil mili naa pyaar naa paaya har bebasi ne iss zindagi ne tujhko hi chaaha tujhko hi maanga jin raaston se guzraa ye dil tha manzil mili naa pyaar naa paaya khud ko chhupa ke raahon se guzre dil ko sambhaale dil ko
mujhko itna bataaye koi kaise tujhse dil na lagaaye koi rabba ne tujhko banaane mein kar di hai husn ki khaali tijoriyaan kaajal ki siyaahi se likhi hai tune jaane kitnon ki love storiyaan kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rain saari teri khair manaaun kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rain saari teri khair manaaunnn heyy hmmm heyyyy patjhad ke mausam mein bhi rangeen chanaaro jaisi jhanke sannaaton mein tu veena ke taaron jaisi hmm sadiyon se bhi lambi ye mann ki amawasein hain aur tu phuljhadiyon waale tyohaaron jaisi chanda bhi deewaana hai tera jalti hain tujhse saari chakoriyaan kaajal ki siyaahi se likhi hai tune jaane kitnon ki love storiyaan kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri fikr mein rain saari teri khair manaaun kesariya tera ishq hai piya rang jaaun jo main haath lagaaun din beete saara teri
teri aankhen garam masala teri baatein garam masala roop tera garam masala uff yeh nakhra garam masala mere dil pe dhadkanon pe tune jadoo kar dala kiss me baby kiss me baby honth tere mai ka pyala kiss me baby kiss me baby tu hai mera garam masala kiss me baby kiss me baby honth tere mai ka pyala kiss me baby kiss me baby tu hai mera garam masala oh mushkil hai kitna mushkil mann pe kaabu kar paana dekhe jo tujhko dekhe ho jaye wo deewana teri rangat garam masala rang tera garam masala teri chahat garam masala ang tera garam masala mere dil pe dhadkanon pe tune jadoo kar dala kiss me baby kiss me baby honth tere mai ka pyala kiss me baby kiss me baby tu hai mera garam masala dance with me come on shake your body baby groove with me from the left to the right yeah groove with me that''s the way i like it yeahi yeahi yea haaa dance with me come on shake your body baby groove with me from the left to the right yeah groove with me that''s the way i like it yeahi yeahi
kya sunaun main kya bataun main kya woh keh gayi thi ishaaron se kuchh nigaahon se kuchh adaayon se kuchh churaya lab ke kinaron se usse jo chhua tha nasha saa hua tha dil yeh mera karne laga dhak dhak when she hugged me thamne lagi jamne lagi rag rag when she loved me haan dil yeh mera karne laga dhak dhak when she hugged me thamne lagi jamne lagi rag rag when she loved me kya kya kya kya kya kya kya kya mujhse milne ko woh to aayi thi reshmi se libaas mein main door baitha tha aake baithi woh yaar mere hi paas mein ussne baatein ki usski baaton mein aate aate main ho gaya main usski raahon mein usski baahon mein jaane kaise chala gaya dhuan sa utha tha nasson mein ghula tha dil yeh mera karne laga dhak dhak when she hugged me thamne lagi jamne lagi rag rag when she loved me dil yeh mera karne laga dhak dhak when she hugged me thamne lagi jamne lagi rag rag when she loved me kya kya kya kya kya kya kya kya kitne saalon se ussne apna yeh dil tha rakha sambhaal ke
kyon na hum tum chalein tedhe medhe se raston pe nange paanv re chal bhatak le na baawre kyon na hum tum phire jaake almast pehchani rahon ke pare chal bhatak le na baawre inn timtimati nigaahon mein inn chamchamati adaaon mein luke huye chhupe huye hai kya khayal baawre kyon na hum tum chale zindagi ke nashe mein hi dhut sarphire chal bhatak le na baawre kyon na hum tum talashein bageechon mein phursat bhari chhanv mein chal bhatak le na baawre inn gungunati fizaaon mein inn sarsarati hawaaon mein tukar tukar yun dekhe kya kya tera haal baawre na lafz kharch karna tum na lafz kharch hum karenge nazar ke kankadon se khamoshiyon ki khidkiyan yun todenge mila ke mast baat phir karenge na harf kharch karna tum na harf kharch hum karenge nazar ki syahi se likhenge tujhe hazar chitthiyaan khamoshi jhidkiyaan tere pate pe bhej denge sunn khankhanati hai zindagi le humein bulati hai zindagi jo karna hai wo aaj kar na isko taal baawre ye aha ha kyon na hum tum chalein
chaar dinon ka pyaar o rabba lambi judai lambi judai rabbaaa chaar dinon ka pyaar o rabba lambi judai lambi judai tere bin dil mera lage kahin na tere bin jaan meri jaye kahin na kitne zamane baad o rabba yaad tu aaya yaad tu aaya aaa aaaa aaaa aaa khoyi rahi main sazon mein apne aahat bhi teri bhool gayi main sadiyon se kitni tanha rahi hoon ishq tera bhool gayi hoon aaaa khoyi rahi main sazon mein apne aahat bhi teri bhool gayi main sadiyon se kitni tanha rahi hoon ishq tera bhool gayi hoon uljhi rahi main is zindagi mein doon kya duhai doon kya duhai o rabba rabba aaa aaaa aaaa aaa aaaa kitthe main jaawaan haal sunawaan ve dass rabba aaaeeee har bebasi mein is zindagi mein tujhko hi chaha tujhko hi manga jin raaston se guzra yeh dil tha manzil mili na pyaar na paaya aaaa aaaa har bebasi mein is zindagi mein tujhko hi chaha tujhko hi manga jin raaston se guzra yeh dil tha manzil mili na pyaar na paaya khud ko chhupa ke rahon se guzri dil ko sambhale dil ko
lamha lamha doori yun pighalti hai jaane kis aag mein ye shabnam jalti hai ho lamha lamha doori yun pighalti hai jaane kis aag mein ye shabnam jalti hai khwaahishon ki shaam dhalti hai khwaahishon ki shaam dhalti hai jaane kis aag mein ye shabnam jalti hai lala lala laa la la la la lala la la lala lala laa la la la la lala la la lala lala laa la la la la lala la la lala lala laa la la la la lala la la teri aankhen dikhaati hain humein sapne sitaaron ke ho ho ho tere hothon pe likha hai jo tum bole ishaaron mein ho ho ho ho khwaabon ke carwaan mein raat chalti hai jaane kis aag mein ye shabnam jalti hai lala lala laa la la la la lala la la lala lala laa la la la la lala la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la behakti shaam aayi hai tujhe lekar ke baahon mein ho ho ho tujhe chhu loon ke rakhun main chhupa kar ke nigaahon mein ho ho ho ho sharmaati ithlaati hai machalti hai
oooo yeehhhh yehhhh oooo yeehhhh yehhhh oooo yeehhhh yehhhh oo oo oooo yeehhhh yehhhh oooo yeehhhh yehhhh oooo yeehhhh yehhhh oo oo oo some where out there i know there is a some one who is waiting just for me maahiya he''s gonna set me free maahiya jiski aankhon mein meri hi nami ho koi to hai woh yaar maahiya karun main intezaar maahiya jiske jeene mein meri hi kami ho rahe jo beqaraar maahiya ho mujhpe nisaar maahiya jiski har baat mujhse judi ho chaahe jo beshumaar maahiya wafa se wafadar maahiya how long my eyes keep dreaming at fantasy why can it be a part of my reality usko le zindagi ke khawaab main bunoon chamkile rang saare unmein bharoon jisko aksar khayaalon mein socha kahin to hai woh yaar maahiya wo mera dildaar maahiya some where out there i know there is a some one who is waiting just for me maahiya he''s gonna set me free maahiya oooo yeehhhh yehhhh oooo yeehhhh yehhhh oooo yeehhhh yehhhh oo oo oooo yeehhhh yehhhh oooo yeehhhh yehhhh oooo yeehhhh
main agar sitaaron se chura ke laun roshni hawaaon se chura ke laun raagini na poori ho sakegi unse magar teri kami main agar nazaaron se chura ke laun rangatein mazaaron se chura ke laun barkatein na poori ho sakegi unse magar teri kami ye duniya parayi hai bas ek apna hai tu jo sach ho mera wo savere ka sapna hai tu dekhunga tera raasta ho kuchh tujhe bas khuda na khaasta ho hoooo ho tere bina umar ke safar mein bada hi tanha hoon main raftaar jo waqt ki pakad na sake woh lamha hoon main falgun ke mahine tere bina hain pheeke jo tu nahin toh saare saawan mere sookhe main agar kitaabon se chura ke laun kaayde hisabon se chura ke laun faayde na poori ho sakegi unse magar teri kami main agar sitaron se chura ke laun roshni hawaaon se chura ke laun ragini na poori ho sakegi unse magar teri kami ye duniya parayi hai bas ek apna hai tu jo sach ho mera woh savere ka sapna hai tu dekhunga tera raasta ho kuchh tujhe bas khuda na khaasta khaasta khuda na khaasta khuda na
khaabon ki dehlizen kadmon ko ab mere hai chumti haaaa haaaa haaa pehle tha main peechhe ye duniyaa ab peechhe hai ghumti haaaa haaaa haaa main kya hoon main kya ye batlaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun main khud se hi waade nibhaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun ab saari raahen khole baahen peechhe aaye mere manzilen ab jaaun jahaan lage wahaan mere hone se hain mehfilen hooooo ab saari raahen khole baahen peechhe aaye mere manzilen ab jaaun jahaan lage wahaan mere hone se hain mehfilen main jeene ka andaaz jaanun main khushiyon ka har raaz jaanun main jaanun jahaan ko batlaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun main khud se hi waade nibhaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun ab jaana maine jeena kya hai kya hai poora hona khaab ka ab dekhun naa wo sochun naa wo jo bhi yahaan naa ho khaab sa hoooooo ab jaana maine jeena kya hai kya hai poora hona khaab ka ab dekhun naa wo sochun naa wo jo bhi yahaan naa ho khaab sa hai shaamon mein ab to savere hai haathon
dil ye mera bas mein nahin pehle kabhi aisa hota tha nahin hmmm dil ye mera bas mein nahin pehle kabhi aisa hota tha nahin tu hi bata iss dil ka main ab kya karoon kehne pe chalta nahin kuchh dino se meri bhi sunta nahin tu hi bataa iss dil ka main uff ab main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon iss dil ka kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon karta aawargi iss pe to dhun chadi hai pyaar ki jane gum hai kahan baton mein hai pada bekar ki karta hai aawargi ispe to dhun chadi hai pyaar ki naa jaane gum hai kahaan baaton mein hai pada bekaar ki ulti ye baat hai aise halaat hain galti karen ye main bharun uff dil ka kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon iss dil ka kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya
goriya re chhoriya re goriya re chhoriya re tera jalwa dekha toh dil hua milkha badi tez bhaage re manma emotion jaage re manma emotion jaage manma emotion jaage re manma emotion jaage dil jagah se hil gaya re dil jagah se hil gaya re tukdon mein nikla re dil ka chhilka tune phenka khaa ke re manma emotion jaage re manma emotion jaage manma emotion jaage re manma emotion jaage saiyaan mera desi typical saiyan peepal ki thandi chhaiyan mein naache ta ta thaiya thaiya daiya daiya mera desi typical saiyan peepal ki thandi chhaiyan mein naache ta ta thaiya thaiya saiyan o mere saiyaan saiyaan saiyaan saiyaan saiyaan dil ki phansi hai naiyaa majdhaar mein sun le vistaar mein ho lut gaya pyaar mein ye toh bata de mere jazbaat ka itna kam rate kyun hai tere bazaar mein karke waada kyun na aayi karke waada kyun na aayi hua dil ka jagrata halka phulka sa dhokha kha ke re ee manma emotion jaage re manma emotion jaage manma emotion jaage re manma emotion jaage tu jo mila
mat aazma re phir se bula re apna bana le hoon beqaraar tujhko hi chaha dil hai ye karta aa betahasha tujhse hi pyaar hasratein baar baar baar baar yaar ki karo khwaishein baar baar baar baar yaar ki karo chahatein baar baar baar baar yaar ki karo mannatein baar baar baar baar yaar ki karo hum zaar zaar rote hain khud se khafa bhi hote hain hum ye pehle kyun na samjhe tum fakat mere dil ka qaraar khote hain kahaan chain se bhi sote hain humne dil mein kyun bichhaaye shaq ye gehre hasratein baar baar baar baar yaar ki karo khwaishein baar baar baar baar yaar ki karo chahatein baar baar baar baar yaar ki karo mannatein baar baar baar baar yaar ki karo oo oo oo ooooo oooooo oooooo oo tere hi khwaab dekhna teri hi raah taakna tere hi vaaste hai meri har wafa teri hi baat sochna teri hi yaad odhna tere hi vaaste hai meri har duaa tera hi saath maangna teri hi baah thaamna mujhe jaana nahin kahin tere bina tu mujhse phir na roothna kabhi kahin na chhootna mera koi nahi
chaahiye kisi saaye mein jagah chaaha bahut baar hai na kahin kabhi mera dil lagaa kaisa samajhdaar hai main na pahunchun kyun wahaan pe jaana chaahun main jahaan main kahaan kho gaya aisa kya ho gaya o mehrama kya mila yun juda hoke bata o mehrama kya mila yun juda hoke bata na khabar apni rahi na khabar apni rahi na raha tera pata o mehrama kya mila yun juda hoke bata jo shor ka hissa huyi woh aawaaz hoon logon mein hoon par tanha hoon main haan tanha hoon main duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe bolo magar na baatein karun ye kya hoon main sab hai lekin main nahin hoon woh jo thoda tha kami woh hawa ho gaya kyun khafa ho gaya o mehrama kya mila yun juda hoke bata o mehrama kya mila yun juda hoke bata na khabar apni rahi na khabar apni rahi na raha tera pata o mehrama kya mila yun juda hoke bata
mere bina main rehne laga hoon teri hawaa mein behne laga hoon jaane mein kaise tera hua hoon mujhe to lagta hai main shaayad tere dil ki duwan hoon haaan tujhko jo paaya aahaa to jeena aayaa ab ye lamha thehar jaaye tham jaayen bus jaayen hum dono ki darmiyaan tujhko jo paaya aahaa to jeena aaya ab ye lamha thehar jaaye tham jaayen bus jaayen hum dono ki darmiyaaan pehle se zaayda main jee raha hoon jab se mein tere dil se juda hoon raahon pe teri mein to chala hoon tu meri manzil hai tere kadmo pe bus rookne laga hoon tujhko jo paaya haan to jeena aayaa aahaa ab ye lamha thehar jaaye tham jaayen bus jaayen hum dono ki darmiyaan tujhko jo paaya aahaa to jeena aaya ab ye lamha thehar jaaye tham jaayen bus jaayen hum dono ki darmiyaaan teri nazar mein nayi si adaa hai naya saa nasha bhi ghula hai kayi dino se bandha thaa baadal jo tere hi baalon mein khula hai teri haddon mein meri basar hai ab tujhe bhi jana kidhar hai jaha rehe tu main wo jaha hoon jise jiye tu
mit jaaye jaaye jaaye mit jaayeeeeee ye zameen tham jaayeeeee aasmaan mit jaayeeeeee ye zameen tham jaayeeeee aasmaan sun le jo agar kahin ye meri daastaan chheena mujhe tumne khushiyon ke aanchal se har zakhm lipta hai ashkon ke daaman se chheena mujhe tumne khushiyon ke aanchal se har zakhm lipta hai ashkon ke daaman se ghum ke andhere hain ujade savere hain aankhon mein kirchon se kyun khaab mere hain mit jaayeeeeee ye zameen tham jaayeeeee aasmaan sone ki sadkon pe chalta raha tann ke kaanten bichhe ab hain saaya tera ban ke sone ki sadkon pe chalta raha tann ke kaanten bichhe ab hain saaya tera ban ke ghum ke andhere hain ujade savere hain peechhe salaakhon ke kyun khaab mere hain mit jaayeeeeee ye zameen tham jaayeeeee aasmaan sun le jo agar kahin ye meri daastaan
mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jaane do mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jaane do main hoon parwaana mujhe shamma pe mitt jaane do mujhe mat roko uss ko paana hi meri zindagi ka maksad hai uss ko paana hi meri zindagi ka maksad hai gar wo milta hai mujhe marr ke to marr jaane do gar wo milta hai mujhe marr ke to marr jaane do mujhe mat roko dil ki aankhon ne meri apna sanam dekh liya dil ki aankhon ne meri apna sanam dekh liya ab isi dar pe mere dam ko nikal jaane do ab isi dar pe mere dam ko nikal jaane do mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jaane do main hoon parwaana mujhe shamma pe mitt jaane do mujhe mat roko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Janam Janam Dilwale (2015) 03:58 37327
 
Poster of Dilwale (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 03:58   Song Number : 37327   

Jannatein Kahan Jannat 2 (2012) 03:47 17062
 
Poster of Jannat 2 (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Kk, Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 03:47   Song Number : 17062   

Jee Karda Singh Is Kinng (2008) 04:54 17590
 
Poster of Singh Is Kinng (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Anupam Gulwadi
On Screen Actors- 
Akshansh Kumar, Katrina Kaif
Duration : 04:54   Song Number : 17590   

Judaai Jannat (2008) 05:04 16961
 
Poster of Jannat (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Kamran Ahmed
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:04   Song Number : 16961   

Kesariya Brahmastra Part One Shiva (2022) 04:28 13830
 
Poster of Brahmastra Part One Shiva (2022)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2022
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Ranbir Kapoor, Alia Bhatt
Duration : 04:28   Song Number : 13830   

Kiss Me Baby Garam Masala (2005) 03:38 19119
 
Poster of Garam Masala (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Adnan Sami
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, John Abraham
Duration : 03:38   Song Number : 19119   

Kya Crook (2010) 03:52 35940
 
Poster of Crook (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumar
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Neeraj Shridhar
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Neha Sharma
Duration : 03:52   Song Number : 35940   

Kyon Barfi! (2012) 04:23 17073
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 17073   

Lambi Judai Jannat (2008) 04:48 37483
 
Poster of Jannat (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Sonal Chauhan
Duration : 04:48   Song Number : 37483   

Lamha Lamha Gangster (A Love Story) (2006) 05:22 20824
 
Poster of Gangster (A Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:22   Song Number : 20824   

Maahiya Awarapan (2007) 04:27 20844
 
Poster of Awarapan (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Suzzane
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Mrinalini, Shreya Saran
Duration : 04:27   Song Number : 20844   

Main Agar Tubelight (2017) 04:39 38611
 
Poster of Tubelight (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Atif Aslam
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 04:39   Song Number : 38611   

Main Kya Hoon Love Aaj Kal (2009) 05:48 11174
 
Poster of Love Aaj Kal (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan
Duration : 05:48   Song Number : 11174   

Main Kya Karoon Barfi! (2012) 04:28 17074
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Ashish Pandit
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 04:28   Song Number : 17074   

Manma Emotion Jaage Dilwale (2015) 03:29 37328
 
Poster of Dilwale (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Varun Dhawan, Kriti Sanon
Duration : 03:29   Song Number : 37328   

Mat Aazma Re Murder 3 (2013) 04:10 32221
 
Poster of Murder 3 (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam, Anupam Amod, Roxen
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Randeep Hudda, Aditi Rao Hydari
Duration : 04:10   Song Number : 32221   

Mehrama Love Aaj Kal (2020) 04:08 12099
 
Poster of Love Aaj Kal (2020)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2020
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Kartik Aaryan, Sara Ali Khan
Duration : 04:08   Song Number : 12099   

Mere Bina Crook (2010) 04:52 17046
 
Poster of Crook (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumar
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Nikhil D'Souza
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:52   Song Number : 17046   

Mit Jaaye Kidnap (2008) 04:03 16976
 
Poster of Kidnap (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sandeep Vyas
Music Director- 
Pritam, Sandip
Singer- 
Sandeep Vyas
On Screen Actors- 
Imran Khan
Duration : 04:03   Song Number : 16976   

Mujhe Mat Roko Gangster (A Love Story) (2006) 04:15 15001
 
Poster of Gangster (A Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Kavita Seth
On Screen Actors- 
Kangana Ranaut
Duration : 04:15   Song Number : 15001   
Karaoke Songs of Pritam, Sad Songs of Pritam, Love Songs of Pritam, Dance Songs of Pritam, Hip-hop songs of Pritam, Best songs of Pritam, Super hit songs of Pritam, hit songs of Pritam, duet songs of Pritam, solo songs of Pritam, old songs of Pritam, famous songs of Pritam, Hindi Karaoke Songs of Pritam, Hindi Sad Songs of Pritam, Hindi Love Songs of Pritam, Hindi Dance Songs of Pritam, Hindi Hip-hop songs of Pritam, best Hindi songs of Pritam, super hit Hindi songs of Pritam, hit Hindi songs of Pritam, duet Hindi songs of Pritam, solo Hindi songs of Pritam, old Hindi songs of Pritam, famous Hindi songs of Pritam, Sing Along Songs of Pritam, Sing Along Sad Songs of Pritam, Sing Along Love Songs of Pritam, Sing Along Dance Songs of Pritam, Sing Along Hip-hop songs of Pritam, Sing Along Best songs of Pritam, Sing Along Super hit songs of Pritam, Sing Along hit songs of Pritam, Sing Along duet songs of Pritam, Sing Along solo songs of Pritam, Sing Along old songs of Pritam, Sing Along famous songs of Pritam