Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNimmi
HomeNimmi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


more saiyaan ji more saiyaan ji utrenge paar hoo nadiyaa dheere baho more saiyaan ji more saiyaan ji utrenge paar hoo nadiyaa dheere baho chanchal dhaara behta paani behta paani jal thal nadiyaa ho jal thal nadiyaa naav puraani sar pe khada majdhaar hooo sar pe khada majdhaar hooo nadiyaa dheere baho more saiyaan ji more saiyaan ji utrenge paar hoo nadiyaa dheere baho thaal talaiyyaa duniyaa maani duniyaa maani mann kaa saagar kohu naa jaani kohu naa jaani main jaanun yaa mora yaar ho main jaanun yaa mora yaar ho nadiyaa dheere baho more saiyaan ji more saiyaan ji utrenge paar hoo nadiyaa dheere baho
ho tamnna loot gayi phir bhi tere dum se muhabbat hai mubaraq gair ko khushiyaan mujhe ghum se muhabbat hai na milta ghum to barbaadi ke afsaane kahaan jaate na milta ghum to barbaadi ke afsaane kahaan jaate agar duniyaan chaman hoti to veerane kahaan jaate chalo achha hua apnon mein koi gair to nikla ji koi gair to nikla agar hote sabhi apne to begaane kahaan jaate to begaane kahaan jaate duwaayein do muhabbat humne mitt kar tumko sikhlaa di duwaayein do muhabbat humne mitt kar tumko sikhlaa di muhabbat tumko sikhlaa di na jalati shamma mehfil mein to parwaane kahaan jaate to parwaane kahaan jaate agar duniyaan chaman hoti to veerane kahaan jaate tumhin ne ghum ki daulat di bada ehsaan farmaaya bada ehsaan farmaaya zamaane bhar ke aage haath failaane kahaan jaate na milta ghum to barbaadi ke afsaane kahaan jaate
naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain kahin aansun bahaane se tamannaye nikalti hain naa ro aye dil naa ro aye dil natizaa mil gaya humko kisi se dil lagaane kaa natizaa mil gaya humko kisi se dil lagaane kaa sitam dekha naseebon ka karam dekha zamaane ka sitam dekha naseebon ka karam dekha zamaane ka muhabbat aah bharti hai wafaayen haath malti hain naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain liye jaate the aye dil hum teri naiyaa kinaare par liye jaate the aye dil hum teri naiyaa kinaare par muhabbat ke bharose par ummeedon ke sahaare par muhabbat ke bharose par ummeedon ke sahaare par khabar kya thi ke zaalim aandhiyaa bhi saath chalti hain naa ro aye dil kahin rone se taqdeeren badalti hain naa ro aye dil naa ro aye dil
nain mille chaen kahaan dil hai wahin tu hai jahaan ye kyaa kiya sainyyaa saanware ho tune ye kyaa kiya sainyyaa saanware nain mille chaen kahaan dil hai wahin tu hai jahaan ye kyaa kiya sainyyaa saanware ho tune ye kyaa kiya sainyyaa saanware chup chup reh ke lootaya dil tujh pe ik sukh paayaa maine sau dukh seh ke ik sukh paayaa maine sau dukh seh ke chup chup reh ke door door gali gali ab to baat phail chali ye kyaa kiya sainyyaa saanware ho tune ye kyaa kiya sainyyaa saanware kaun se gagan ke talle dil ye mera le ke challe do naina tere baanware ho gori do naina tere baanware aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa natkhat naina na maane meraa kehna natkhat naina na maane meraa kehna hardam chaahein teri galiyon mein rehna hardam chaahein teri galiyon mein rehna natkhat naina has ke mohe loot gaye kuchh kahaa to roothh gaye do naina tere baanware ho gori do naina tere baanware nain mille chaen kahaan dil hai wahin tu hai jahaan ye kyaa kiya sainyyaa saanware ho tune ye
naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere tujhi ko teri kahaaaniiiiiiiii tujhi ko teri kahani sunaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon jo naghmen soye huyeeeeeeee hain tere khayaalon mein hain tere khayaalon mein jo naghmen soye huye hain tere khayaalon mein unhi ko aaj main gaa karrrrrrr unhi ko aaj main gaa kar jagaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon oooooooo bahaa bhi de meri haalat pe aaj do aansoon aaj do aansoon baha bhi de meri haalat pe aaj do aansoon main apne dil ke lagi koooooo main apne dil ke lagi ko bhujhaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon hooooo oooooo oooo oooo agar wo saamne hote to unse yeee kehtaaaaaaaaa agar wo saamne hote to unse ye kehta tere huzoor mein bigadiiiii tere huzoor mein bigadi baanane aayaa hoon naseeb darr pe tere
chale aaj tum jahan se huyi zindagi parayi tumhen mil gaya thikana humen maut bhi na aayi o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele tune wo de diya ghum bemaut mar gaye hum dil uth gaya jahaan se le chal humen yahan se le chal humen yahan se kiss kaam ki ye duniyaa jo zindagi se khele re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele sooni hain dil ki raahen khaamosh hain nighahen naaqam hasraton ka uthne ko hai janaaza uthne ko hai janaaza chaaron taraf lage hain barbadiyon ke mele re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le hum reh gaye akele
oooo hooooo lad gayi lad gayi lad gayi lad gayi lad gayi panghat pe nazariyaa lad gayi re panghat pe nazariyaa lad gayi reeeeee maine sakhi ri ek sapna dekha chaunk padi kal raat ko dilbar mera nadi kinaare aaya mulaaqat ko dil dhadka mera main darr gayi re main marr gayi laakh bane hoshiyaar jawaani phir bhi thokar khaaye re sab ke dil par teer chalaaye khud ghayal ho jaaye re haaye re badnaam jawaani kar gayi re main marr gayi yaar mera naadan sakhi ri kachchi tode beriyaan dil maange wo humse khila ke meethi do ganderiya bedard ke paale pad gayi re main marr gayi reeeeeeee
preet ye kaisi bol ri duniyaa preet ye kaisi bol duniyaan bol ri duniyaa bol dhool mein mann ka heera rove koi naa poochhe mol duniyaa bol ri duniyaa bol dekhoon main ek sundar sapna dhundhoon taaron mein ghar apna dhundhoon taaron mein ghar apna dekhoon main ek sundar sapna dhundhoon taaron mein ghar apna dhundhoon taaron mein ghar apna andhi kismat tod rahi hai ye sapne anmol duniyaa preet ye kaisi bol preet ye kaisi bol ri duniyaa preet ye kaisi bol duniyaan bol ri duniyaa bol doob gaya din shaam ho gayi jaise umar tamaam ho gayi jaise umar tamaam ho gayi meri maut khadi hai dekho apna ghunghat khol re preet ye kaisi bol preet ye kaisi bol ri duniyaa preet ye kaisi bol duniyaan bol ri duniyaa bol mere sukh se bol ai daata kya jaata teri duniyaa ka kya jaata teri duniyaa ka mere sukh se bol ai daata kya jaata teri duniyaa ka kya jaata teri duniyaa ka pyaar ka amrit de ke tune zehar diya kyun ghol duniyaa preet ye kaisi bol preet ye kaisi bol ri duniyaa preet ye
oooo oooo ooooooo radha ke pyaare krishna kanhayi teri duhaai teri duhaai hum bhi hain tere kuchh to daya kar laakhon ki toone bigdi banaai radha ke pyaare tu unka hai koi na jinka hoo jag saagar hai main tinka tu kaun se aaj bachaale ooo mere kaahan kaale fariyaad main lekar tere dwaar aayi krishna kanhayi more krishna kanhayi hum bhi hain tere kuchh to daya kar laakhon ki toone bigdi banaai sansaar ka tu hai raja hoo nirdhan ke kaam bhi aaja preetam ka saath na chhoote bekas ki aas na toote main asha ki kaliyaan charnon mein layi krishna kanhayi more krishna kanhayi hum bhi hain tere kuchh to daya kar laakhon ki toone bigdi banaai radha ke pyaare
ooooooooooooooooooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa hmm hmmmmm aaaaa aaaaa aaaa tana na na na ritu aaye ritu aaye ritu jaaye sakhee ri man ke meet na aaye ritu aaye ritu jaaye sakhee ri man ke meet na aaye ritu aaye jeth mahina jiya ghabraye pal pal suraj aag lagaye jeth mahina aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jeth mahina jiya ghabraye pal pal suraj aag lagaye doje birhaah agan jalaaye karun main kaun upaaye karun main kaun upaaye ritu aaye ritu jaaye sakhee ri man ke meet na aaye ritu aaye barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar jaise sasu nanadiya barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar pee darsan ko jiyara tarse ankhiyan se nit saawan barse pee darsan ko jiyara tarse rovat hai kajra nainan ka rovat hai kajra nainan ka bindiyaa kare pukaa barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar pee bin soona ri eeeeeee patjhad jaisa jeevan mera pee bin soona ri patjhad jaisa jeevan mera
rote rote guzar gayi rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi neend bhi meri naa meri ho saki ro ke shabnam bhi naa ye ghum dho saki thi main teri par naa teri ho saki rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi khaab ki duniyaa ujad kar reh gayi chheen li sooraj ne ghar ki roshni chaand se hoti hai door ab chaandani rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi pyaar ki ghadiyaan bahot yaad aayengi yaad aa kar raat din tadpaayengi tum ko ye tanhaaiyaan das jaayengi rote rote guzar gayi rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi
shikaayat kyaa karun donon taraf ghum kaa fasaanaa hai mere aage mohabbat hai tere aage zamaanaa hai shikaayat kyaa karun donon taraf ghum kaa fasaanaa hai hooo oo oo oo oo pukaaraa hai tujhe manzil ne lekin main kahaan jaaun pukaaraa hai tujhe manzil ne lekin main kahaan jaaun bichhad kar teri duniyaa se kahaan mera thikaana hai shikaayat kyaa karun donon taraf ghum kaa fasaanaa hai ohhoho ho ho ho ho mubaarak ho tujhe jaane wafaa majbooriyaan teri mubaarak ho tujhe jaane wafaa majbooriyaan teri mujhe to zindagi bhar pyaar kaa waada nibhaanaa hai shikaayat kyaa karun donon taraf ghum kaa fasaanaa hai mere aage mohabbat hai tere aage zamaanaa hai shikaayat kyaa karun donon taraf ghum kaa fasaanaa hai
aayi thi raat josh e tamanna liye huye jaati hai ab luti huyiii duniyaa liye huye sitaaron ki mehfil saji tum naa aaye sitaaron ki mehfil saji tum naa aaye saji tum naa aaye jeevan ne aawaaz di sajnaaaaaaaa jeevan ne aaawaaz di tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye ooooo ooooo ooooo ooooo bichhadne ko ye raat kaa caarwan hai haaye caarwan hai hua chaand benoor chup aasmaan hai chup aasmaan hai chali rooth kar chaandani tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye ooooo ooooo ooooo ooooo abhi jaagte hain umeedon ke taare umeedon ke taare chale aao pyaare mohabbat pukaare mohabbat pukaare bahaaron ko neend aa gayi tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye
tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gayi mujhe sahal ho gayin manzilen mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya badi cheez hai tujhe kya pata badi cheez hai tujhe kya pata teri ik ada teri ik sada teri ik ada teri ik sada jo tadap rahe the bahal gaye jo tadap rahe the bahal gaye jo gire the gir ke sambhal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa jise sun saka tha naa aaj tak jise sun saka tha naa aaj tak wohi raaz jaise ke sun liya wohi raaz jaise ke sun liya wohi geet jo mere dil mein the wohi geet jo mere dil mein the wo labon pe aake machal gaye mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gaye tera haath haath mein aa gaya
aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin hoooo tu jo bhada de haath zara duniyaa ke sahaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin maan liya dilkash hai bahot ye raat hansin ye chaand jawaan baat jo dekhi hai tujh mein nazaaron mein wo baat kahan saamne mere tu ho agar duniyaa ke nazaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa saath hai mere tu jab tak roshan hai jeevan ki raahen saath hai mere tu jab tak roshan hai jeevan ki raahen kyun ho mujhe manzil ka ghum patwar hai jab teri baahen maajhi hai gar tu naiyya ka toofan ke dhaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin baandh liya bandhan mein tumhen bas mein kar liya bahaaron ko hai ye wo bandhan jo kar de aazaad ghumon ke maaron
tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye maut bhi aati nahin aas bhi jaati nahin dil ko ye kya ho gaya koi sheh bhaati nahin loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye ek jaan aur laakh ghum ghut ke reh jaaye naa dam aao tumko dekh len doobti nazron se hum loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye
akele akele kahaan jaa rahe ho mujhe saath le lo jahaan jaa rahe ho tumhare sang main bhi chalungi tumhare sang tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa jaane naa doongi tumhen saiyaan akele bhool bhulaiyaa piya duniyaa ke mele bhool bhulaiyaa piya duniyaa ke mele dil ko tumhare kahin koi naa le le dil ko tumhare kahin koi naa le le yahaan laakhon hain chor chale dil par naa zor ho yahaan laakhon hain chor chale dil par naa zor tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor jaate ho jaao magar itna kahungi dil mein tumhare piya har dam rahungi dekhegi duniyaa aisi ulfat karungi aisi ulfat karungi dekhegi duniyaa aisi ulfat karungi aisi ulfat karungi haan haannnnn jaise chanda chakor jaise saawan mein mor hooo jaise chanda chakor jaise saawan
aaj phurkat ka khwaab toot gaya mil gaye tum hijaab toot gaya tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe kho gaye husn ki bahaaron mein keh diya raaz e dil ishaaron mein kaam hum bemisal kar baithe kaam hum bemisal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe kitne majboor ho gaye dil se soche samjhe bagair kaatil se soche samjhe bagair kaatil se zindagi ka sawaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe ye adayein ye shokhiyan tauba bas khuda hi khuda hai us dil ka jo tumhaara khayaal kar baithe jo tumhaara khayaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe
umangon ko sakhi pee ki nagariya kaise le jaaun kamar lachke mori haaye kamar lachke mori bhaari gagariya kaise le jaaun dagar mein roop ke lobhi nagar mein mann ke maile hain yahan paapi nazariyon ke hazaron jaal faile hain bhare bazaar mein baali umariya kaise le jaaun kamar lachke mori mohe duniyan se darr laage yahan laakhon hain matwaale na jaane koi albela mohe kiss rang mein rang daale rangeelon mein bhala kori chunariya kaise le jaaun kamar lachke mori laga ke haath mein mehndi racha ke nainon mein ratiya dulhniya ban ke nikli hoon milenge aaj man basiya sajan ke dwaar se pyaasi nazariya kaise le jaaun kamar lachke mori
laaa lala laa laaa lala laa laaa lala laa laaa lala laa ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re maine dil se kahaa kya baat hai kahaa dil ne milan ki raat hai maine dil se kahaa kya baat hai kahaa dil ne milan ki raat hai kaahe ghoonghat mein mukhda chhupaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re mera manvaa manaaye rang raliyaa paas aa gayin hain saajan ki galiyaan mera manvaa manaaye rang raliyaa paas aa gayin hain saajan ki galiyaan meri chunari hawaa mein lehraaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re o dekho dekho baji shehnaaiyaan mohe aane lagi angdaaiyaan dekho dekho baji shehnaaiyaan mohe aane lagi angdaaiyaan meri patli kamar bal khaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

More Saiyaan Ji Utrenge Paar Uran Khatola (1955) 03:28 15173
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:28   Song Number : 15173   

Na Milta Ghum To Amar (1954) 04:13 12643
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 04:13   Song Number : 12643   

Naa Ro Aye Dil Uran Khatola (1955) 03:21 14367
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:21   Song Number : 14367   

Nain Mille Chaen Kahaan Basant Bahar (1956) 02:37 21024
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nimmi, Bharat Bhushan
Raag- 
Bhairavi
Duration : 02:37   Song Number : 21024   

Naseeb Darr Pe Tere Aazmaane Aaya Hoon Deedar (1951) 03:34 13037
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi, Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 13037   

O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le Le Re Uran Khatola (1955) 03:53 14369
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 14369   

Panghat Pe Nazariyaa Sohni Mahiwal (1958) 03:37 12503
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nimmi
Duration : 03:37   Song Number : 12503   

Preet Ye Kaisi Bol Ri Daag (1952) 03:24 12320
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:24   Song Number : 12320   

Radha Ke Pyare Krishna Amar (1954) 03:51 32058
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Nimmi
Duration : 03:51   Song Number : 32058   

Ritu Aaye Ritu Jaaye Sakhee Ri Hamdard (1953) 05:50 36958
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Nimmi, Shekhar, Smriti Biswas
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Tintal
Duration : 05:50   Song Number : 36958   

Rote Rote Guzar Gayi Buzdil (1951) 02:43 12292
 
Poster of Buzdil (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 02:43   Song Number : 12292   

Shikaayat Kya Karun Kundan (1955) 02:45 12206
 
Poster of Kundan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 02:45   Song Number : 12206   

Sitaron Ki Mehfil Saji Uran Khatola (1955) 03:36 12523
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:36   Song Number : 12523   

Tera Haath Haath Mein Aa Gaya Hamdard (1953) 03:14 40823
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:14   Song Number : 40823   

Teri Chamakti Aankhon Ke Chhote Babu (1957) 03:27 15713
 
Poster of Chhote Babu (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shekhar, Nimmi
Duration : 03:27   Song Number : 15713   

Tum Naa Jaane Kis Jahaan Sazaa (1951) 03:13 21364
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:13   Song Number : 21364   

Tumhare Sang Main Sohni Mahiwal (1958) 03:38 14263
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:38   Song Number : 14263   

Tumse Izhaar E Haal Mere Mehboob (1963) 03:25 13735
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 13735   

Umangon Ko Sakhi Amar (1954) 03:34 12645
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:34   Song Number : 12645   

Ye Baat Koi Samjhaaye Sazaa (1951) 03:00 14182
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:00   Song Number : 14182   
Karaoke Songs of Nimmi, Sad Songs of Nimmi, Love Songs of Nimmi, Dance Songs of Nimmi, Hip-hop songs of Nimmi, Best songs of Nimmi, Super hit songs of Nimmi, hit songs of Nimmi, duet songs of Nimmi, solo songs of Nimmi, old songs of Nimmi, famous songs of Nimmi, Hindi Karaoke Songs of Nimmi, Hindi Sad Songs of Nimmi, Hindi Love Songs of Nimmi, Hindi Dance Songs of Nimmi, Hindi Hip-hop songs of Nimmi, best Hindi songs of Nimmi, super hit Hindi songs of Nimmi, hit Hindi songs of Nimmi, duet Hindi songs of Nimmi, solo Hindi songs of Nimmi, old Hindi songs of Nimmi, famous Hindi songs of Nimmi, Sing Along Songs of Nimmi, Sing Along Sad Songs of Nimmi, Sing Along Love Songs of Nimmi, Sing Along Dance Songs of Nimmi, Sing Along Hip-hop songs of Nimmi, Sing Along Best songs of Nimmi, Sing Along Super hit songs of Nimmi, Sing Along hit songs of Nimmi, Sing Along duet songs of Nimmi, Sing Along solo songs of Nimmi, Sing Along old songs of Nimmi, Sing Along famous songs of Nimmi