Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNida
HomeNida
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai jisko jise milna hai har haal mein milta hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai ye shamma havaaon mein bujhti nahin jalti hai kismat ki a ha ha baazi ka a ha ha faisla to o ho ho ho gaya hai a ha ha faasla bhi a ha ha kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kudrat hi banaati hai har rishta mohabbat ka yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein kismat jise kehte hain aa jaati hai baahon mein kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai har roz nahin banti tasveer mohabbat ki jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai wo pyaar javaani mein ik baar hi hota hai aaa kismat ki a ha
kuchh aisa jahaan hum banaayen jahaan pehla ho har wo nazaara kuchh aisa jahaan hum banaayen jahaan pehla ho har wo nazaaraaaaa pehla saawan ka badal pehla lehraata aanchal pehla bhanwara wo paagal jahaan pehla pyaar ho kuchh aisa jahaan hum banaayen jahaan pehla ho har wo nazaara kuchh aisa jahaan hum banaayen jahaan pehla ho har wo nazaaraaaaa pehla saawan ka badal pehla lehraata aanchal pehla bhanwara wo paagal jahaan pehla pyaar ho hmmmmmm pehli kali ne pehli ghata se kya kaha hai sun zara baarish ki pehli boonden tum sooraj ki pehli kirne tum aur mera pehla pehla pyaar tum na na nana la la lalaaa lala la lala laa lala la laaaaa kuchh aisa jahaan hum banaayen jahaan pehla ho har wo nazaaraa kuchh aisa jahaan hum banaayen jahaan pehla ho har wo nazaaraaaaa pehla saawan ka badal pehla lehraata aanchal pehla bhanwara wo paagal jahaan pehla pyaar ho hey hey heyyyyyyy hmmmmm pehli tamanna pehli wo khawaaish tu hi tu hai jaan meri pyaar ka pehla waada tum aankhon ka
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tera noor sitaaron mein tera rang bahaaron mein ho tera noor sitaaron mein tera rang bahaaron mein tu hai sab mein sab tujh mein tu hai ek hazaaron mein tera husn hai jahaan mera ishq hai wahaan har aalam hai tarshari o har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam o har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam ho ho ho oo oo ho har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam pal do pal ki hasti hai phir bhi kaisi masti hai pal do pal ki hasti hai phir bhi kaisi masti hai har sarhad se begaana dil waalon ki basti hai tu hi
meri aankhen hain aap ki aankhen meri aankhen hain aap ki aankhen jab bhi chaahe inhen rula dije mera dil aap ki amanat hai mera dil aap ki amanat hai apna har ghum yahaan chhupa dije meri aankhen hain aap ki aankhen aap chup hain to har khushi gum hai khoya khoya sa kyun tabasum hai aap chup hain to har khushi gum hai khoya khoya sa kyun tabasum hai mere honthon se muskuraa dije meri aankhen hain aap ki aankhen kya hua jo andheri raahen hain aap ke saath meri baahen hain kya hua jo andheri raahen hain aap ke saath meri baahen hain main diya hoon mujhe jala dije meri aankhen hain aap ki aankhen aap tanhaa nahin zamaane mein main bhi shaamil hoon iss fasaane mein aap tanhaa nahin zamaane mein main bhi shaamil hoon iss fasaane mein apna ghum mera ghum bana dije meri aankhen hain aap ki aankhen jab bhi chaahe inhen rula dije mera dil aap ki amanat hai apna har ghum yahaan chhupa dije meri aankhen hain aap ki aankhen
tasavvur raat ki mehfil saja raha hoon main wo kaun hai jise apna bana raha hoon main ek inkalaab sa zer e naqaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai jhuki jhuki si do aankhen haseen kanwal jaisi jhuki jhuki si do aankhen haseen kanwal jaisi chhupa chhupa sa tabassum koi ghazal jaisi nazar nazar hai chaman wo shabaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai ulajh rahi thi jawaani kayi sawaalon mein ulajh rahi thi jawaani kayi sawaalon mein mile jo wo to huyi roshani kayaalon mein har ek sawaal ka apne jawaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai meri nigaah ne hmm hmm hmm
moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise ho chaand nahin phool nahin koi nahin unsa haseen chaand nahin phool nahin koi nahin unsa haseen kaun hai wo kya naam hai unka yahaan bataaun kaise moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise ho khoya hua hai har samaa yaar bina soona hai jahaan khoya hua hai har samaa yaar bina soona hai jahaan neel gagan ke chaand ko baahon mein le aaun kaise moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise ho chaahe jinhen meri nazar haaye nahin unko khabar chaahe jinhen meri nazar haaye nahin unko khabar band hai mandir ka darwaaza phool chadhaaun kaise moti ho to
na wo inkaar karti hai na wo iqraar karti hai na wo inkaar karti hai na wo iqraar karti hai humein phir bhi yakin hai wo hamin se pyaar karti hai na wo inkaar karti hai na wo iqraar karti hai na wo inkaar karta hai na wo iqraar karta hai na wo inkaar karta hai na wo iqraar karta hai humein phir bhi yakin hai wo hamin se pyaar karta hai na wo inkaar karta hai na wo iqraar karta hai ajab ladki wo jab milti yun reh jaati hai sharma ke ajab ladki wo jab milti yun reh jaati hai sharma ke kabhi baalon ke peechhe munh chhupa leti hai ghabra ke ajab ladka hai raste se guzar jaata hai takra ke maza aata hai usko yun hi mere dil ko tadpa ke jalaane ko mujhe auron se ankhein chaar karta hai na wo inkaar karta hai na wo iqraar karta hai humein phir bhi yakin hai wo hamin se pyaar karta hai na wo inkaar karti hai na wo iqraar karti hai jo dekho toh badi maasoom bilkul ajnabi hai wo jo dekho toh badi maasoom bilkul ajnabi hai wo magar jab main nahin hota toh mujhko sochti hai wo
nazar se phool chunti hai nazar nazar se phool chunti hai nazar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai hasin lagne lagi har rehguzar hasin lagne lagi har rehguzar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista bahot achchhe ho tum bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain mazaa jab hai ke tai ho ye safar mazaa jab hai ke tai ho ye safar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista
paas rehta hai door rehta hai paas rehta hai door rehta hai koi dil mein zaroor rehta hai haan paas rehta hai door rehta hai koi dil mein zaroor rehta hai kis ki aankhein hain meri aankhon mein aaaa aaaaaaa aaaa kis ki aankhein hain meri aankhon mein wohi soorat hai saari chehron mein hosh mein bhi aaaaaaaaa hosh mein bhi suroor rehta hai koi dil mein zaroor rehta hai haan paas rehta hai door rehta hai koi dil mein zaroor rehta hai jab jawaani nashe mein dhalti hai aaa aaaa aaaaaa jab jawaani nashe mein dhalti hai roshni saath saath chalti hai har andhere mein aaaaaaaa har andhere mein noor rehta hai koi dil mein zaroor rehta hai haan paas rehta hai door rehta hai koi dil mein zaroor rehta hai aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa pyaar jis ko naseeb hota hai aaa aaaaa aaaaaa pyaar jis ko naseeb hota hai wo bhi kya khushnaseeb hota hai zindagi bhar aaaaaaaa zindagi bhar guroor rehta hai koi dil mein zaroor rehta hai haan paas rehta hai door rehta hai paas rehta hai door rehta
are paise ka khel nirala o paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye sathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata are paise bina ghume nahin jogi ki maala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala hooo oooo ooooo oooo oooo oooooo la la la la lalalalala daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai hoo ooo daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai
sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa mohan ki raadha hai majnu ki hai laila har yug mein lagta hai dil waalon ka mela mohan ki raadha hai majnu ki hai laila har yug mein lagta hai dil waalon ka mela ek se do huye pyaar ho gaya are sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa pathar ki masjid ho yaa chaandi ki murat duniyaa mein pyaar bina koi nahin tirath pathar ki masjid ho yaa chaandi ki murat duniyaa mein pyaar bina koi nahin tirath dil se dil jab mile pyaar ho gaya sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa saagar ki or chale nadiyaa ghunghat khole bhanwaraa bhi kaliyon ke aage peechhe dole
raat bhar deeda e nam naak mein lehraate rahe saans ki tarah se aap aate rahe jaate rahe shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi khush the hum apni tamannaaon kaa khaab aayega khush the hum apni tamannaaon kaa khaab aayega nazren neechi kiye sharmaaye huye aayega kaa kule chehre pe bikhraaye huye aayega kaa kule chehre pe bikhraaye huye aayega pattiyaan khadki to hum samjhe ke aap aa hi gaye haaye sajde masjood ke maamood ko hum paa hi gaye shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi subah ne sej se uthte huye li angdaayi subah ne sej se uthte huye li angdaayi aye subah tu bhi jab aayi to akeli aayi meri mehboob mere hosh udaane waali meri masjood meri rooh pe chhaane waali aa bhi jaa taaki mere sajdon ka armaan nikle haaye aa bhi jaa taaki tere kadmon pe meri jaan nikle
tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna
tu dil ki khushi dil ki pyaas tu mere tan mein meri saans tu kami thi jo mujh mein wohi to mohabbat hai tu zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu dil ki khushi dil ki pyaas tu mere tan mein meri saans tu kami thi jo mujh mein wohi to mohabbat hai tu zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu uuu phir se nayi duniya bani mehke zameen tere kaaran pehle kahaan aisi thi main main hoon haseen tere kaaran nananana na na yeh sab jhoot hai main to hoon sada se ek paagal mera nahin kaam yeh tum khuda ki ho roshni zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu dil ki khushi dil ki pyaas tu mere tan mein meri saans tu kami thi jo mujh mein wohi to mohabbat hai tu zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu haa haa haa haa yun to wohi har rang hai har pal ka hai wohi mausam apna magar lagta hai ab teri tarha saara aalam na na na na pehle bhi aisa hi tha tu to tha hamesha mujh mein shaamil sadiyon se khoye the hum humko ab mile zindagi zindagi mein meri aasmaan ki inaayat
hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm lala la la laa laa lala la la laa laa lala la la laa laa lala la la laa laa tumhaari palkon ki chilmanon mein ye kya chhupa hai sitaare jaisa haseen hai ye humare jaisa shareer hai ye tumhare jaisa tumare khaabon ke aaine mein ye kya chhupa hai humare jaisa jawaan hai ye humare jaisa haseen hai ye tumhare jaisa tumhari baahon mein chhup ke humne tumhin ko tum se chura liya hai tumhari baahon mein chhup ke humne tumhin ko tum se chura liya hai churaane wale ke haath humne jo kho diya tha wo paa liya hai tumhare hontho ki khamoshi mein ye kya chhupaa hai ishaare jaisa tumhare hontho ki khamoshi mein ye kya chhupaa hai ishaare jaisa haseen hai ye humare jaisa shareer hai ye tumhare jaisa naye musafir ke kaun hain hum naye musafir ko ye bata do naye musafir ke kaun hain hum naye musafir ko ye bata do wo tum se khud hi karega baaten kareeb aa ke isse jagaa do tumhari sharmeeli
tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi lala lala lala lala la lalaa honthon se waade likhe aankhon se aankhen padhen honthon se waade likhe aankhon se aankhen padhen toote na ye chaahton ka silsila tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi ho dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi lala lala lala lala la lalaa lala laaa lala lala laaa baagon mein mausam khule khaabon ke chehre dhule baagon mein mausam khule khaabon ke chehre dhule tumse pehle har khushi thi bewajah tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi tumse mil ke zindagi ko yun laga lala lala lala lala la lala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kismat Ki Baazi Ka Aap To Aise Na The (1980) 06:16 14693
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Nida Fazli
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 06:16   Song Number : 14693   

Kuchh Aisa Jahaan Bas Itna Sa Khwaab Hai (2001) 04:32 18342
 
Poster of Bas Itna Sa Khwaab Hai (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Aadesh Shrivastava
Singer- 
Alka Yagnik, Shaan
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Rani Mukherjee
Duration : 04:32   Song Number : 18342   

Mee Raksam Mee Raksam (Duet) Harjaee (1981) 06:39 40553
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 06:39   Song Number : 40553   

Meri Aankhen Hain Vijay (1988) 04:43 14398
 
Poster of Vijay (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Nida
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri, Anil Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 14398   

Meri Nigaah Ne Ye Kaisa Khawab Dekha Lubna (1982) 06:59 37187
 
Poster of Lubna (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Music Director- 
Manas Mukharji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raza Murad
Duration : 06:59   Song Number : 37187   

Moti Ho To Baandh Ke Rakh Doon Daulat (1981) 05:07 16219
 
Poster of Daulat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:07   Song Number : 16219   

Na Wo Inkaar Karti Hai Himalay Putra (1997) 06:44 39141
 
Poster of Himalay Putra (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Akshay Khanna, Anjala Zaveri
Duration : 06:44   Song Number : 39141   

Nazar Se Phool Chunti Hai Ahista Ahista (1981) 05:46 18410
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Suresh Chatwal
Duration : 05:46   Song Number : 18410   

Paas Rehta Hai Ameer Aadmi Gareeb Aadmi (1985) 05:33 18300
 
Poster of Ameer Aadmi Gareeb Aadmi (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 05:33   Song Number : 18300   

Paise Ka Khel Nirala Biwi O Biwi (1981) 06:00 37881
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Yogita Bali
Duration : 06:00   Song Number : 37881   

Sadiyon Se Duniyaa Mein Biwi O Biwi (1981) 04:42 21204
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:42   Song Number : 21204   

Shab Ke Jaage Huye Tamanna (1996) 06:45 15678
 
Poster of Tamanna (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Paresh Rawal
Duration : 06:45   Song Number : 15678   

Tere Liye Palkon Ki Harjaee (1981) 05:33 15145
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:33   Song Number : 15145   

Tu Dil Ki Khushi Sur (The Melody Of Life) (2002) 06:38 14006
 
Poster of Sur (The Melody Of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazli
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Lucky Ali, Gauri Karnik
Duration : 06:38   Song Number : 14006   

Tumhaari Palkon Ki Chilmanon Mein Nakhuda (1981) 04:44 15639
 
Poster of Nakhuda (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Swaroop Sampat, Raj Kiran
Duration : 04:44   Song Number : 15639   

Tumse Mil Ke Chor Police (1983) 03:53 16216
 
Poster of Chor Police (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Shatrughan Sinha
Duration : 03:53   Song Number : 16216   
Karaoke Songs of Nida, Sad Songs of Nida, Love Songs of Nida, Dance Songs of Nida, Hip-hop songs of Nida, Best songs of Nida, Super hit songs of Nida, hit songs of Nida, duet songs of Nida, solo songs of Nida, old songs of Nida, famous songs of Nida, Hindi Karaoke Songs of Nida, Hindi Sad Songs of Nida, Hindi Love Songs of Nida, Hindi Dance Songs of Nida, Hindi Hip-hop songs of Nida, best Hindi songs of Nida, super hit Hindi songs of Nida, hit Hindi songs of Nida, duet Hindi songs of Nida, solo Hindi songs of Nida, old Hindi songs of Nida, famous Hindi songs of Nida, Sing Along Songs of Nida, Sing Along Sad Songs of Nida, Sing Along Love Songs of Nida, Sing Along Dance Songs of Nida, Sing Along Hip-hop songs of Nida, Sing Along Best songs of Nida, Sing Along Super hit songs of Nida, Sing Along hit songs of Nida, Sing Along duet songs of Nida, Sing Along solo songs of Nida, Sing Along old songs of Nida, Sing Along famous songs of Nida