Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDarbari-Kanada
HomeDarbari-Kanada
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare kyaa mann uss ke main kyaa jaanu chhaliyaa ko main kyaa pehachaanu jaane kyun meraa naam pukaare jaane kyun meraa naam pukaare aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare jab se gayaa hai bholaa bachpan naina chanchal natkhat hai mann ab nahi kuchh bhi bas mein humaare ab nahi kuchh bhi bas mein humaare ooooooo koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare raat raat bhar nind na aaye bin chaahe wo yaad aa jaaye kaatoon ratiyaan gin gin taare kaatoon ratiyaan gin gin taare aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere
main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein chhaa rahi thi teri mehki hui zulfon ki ghata teri aankhon ne teri aankhon ne pilaadi to main peeta hi gaya tauba tauba tauba tauba tauba tauba wo nasha hai ke bataaoon kaise main nigaahein shokh nazren ye sharaarat se na baaz aayengi kabhi ruthengi kabhi ruthengi kabhi milke palat jaayengi tujh se nibh jaayegi nibh jaayegi tujh se nibh jaayegi main inse nibhaaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein
taj tere liye ek mazhar e ulfat hi sahi tujhko iss waadiye rangeen se akeegat hi sahi meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai kaun kehta hai ke sadiq na the zazbe unke lekin unke liye tashheer ka samaan nahin kyuke wo log bhi apni hi tarah muflis the meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye mulakash dar o deewar ye mehraaw ye taak ik shehnshaah ne daulat ka sahara le kar hum gareebon ki mohabbat ka udaya hai mazaak meri mehboob meri mehboooob meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob
aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa mere mehboooooooob naa jaaaaaaaaaa naaaaaaaaaaa jaaaaa naaaaaaa jaaaaa mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa hone waali hai sehar thodi der aur thehar mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa hone waali hai sehar thodi der aur thehar mere mehboob na jaa dekh kitnaa haseen mausam hai har taraf ik ajeeb aalam hai zarre iss tarah aaj nikhre hain jaise taare zameen pe bikhren hain jaise taare zameen pe bikhren hain mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa maine kaate hain intezaar ke din tab kahin aayen hain bahaar ke din yun naa jaa dil ki shamma gul kar ke abhi dekha nahin hai jee bhar ke abhi dekha nahin hai jee bhar ke mere mehboob na jaa jab se zulfon ki chaanv paayi hai beqaraari ko neend aayi hai iss qayaamat ko yunhi sone de raat dhalne de subah hone de raat dhalne de subah hone de mere mehboob naa jaa aaj ki raat naa jaa mere mehboob naa jaa aaj ki raat naa jaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa
mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse main kitne paas hoon phir bhi main kitne paas hoon phir bhi woh kitne door hain mujhse mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse mere mehboob shayad aaj woh mehfil mein toh aaye hain magar chupchaap baithe hain woh mehfil mein toh aaye hain magar chupchaap baithe hain jo aashiq the mere kal tak na karte baat ab mujhse mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse mere mehboob shayad aaj mujhe dar hai ye unki berukhi kahin jaan na le le mujhe dar hai ye unki berukhi kahin jaan na le le karun kya ghum judaayi ka saha jata nahin mujhse mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse mere mehboob shayad aaj kabhi mehsoos hota hai khushi ke din bhi aayenge kabhi mehsoos hota hai khushi ke din bhi aayenge haveli jagmagaayegi mere dilbar ke aane se mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse main kitne paas hoon phir bhi main kitne paas hoon phir bhi woh kitne
mere pyaar mein tujhe kya mila tere dil ka phool na khil saka mere pyaar mein tujhe kya mila tera rang roop ujad gaya ke haseen chehra utar gaya na bahaar hai na singaar hai na koi khushi na qaraar hai mujhe apne aap se hai gila mere pyaar mein tujhe kya mila rahin dil ke dil hi mein hasrten bani zeher pyaar ki raahten tujhe khaa gayin ye khamoshiyan bani chudiyaan teri bediyaan ke ghumon pe kuchh bhi naa bas chala mere pyaar mein tujhe kya mila mere dil yahan se tu chal kahin mujhe koi jeene ka haq nahin main karunga tera hi khatma tere saath apna bhi khatma mera aaj hai yahi faislaa yahi faisla yahi faisla yahi faislaaa aaaaaaaa
aaaaaaaaaaaaaaaaaaa tanuuuuuuuuuuuuuuuuuuu meeteeeeeeeeeeeeeeeee beete naaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa daaaaaaaaaaa mitwa laut aaye ri mitwa laut aaye ri aaj mero jiyaraa kyun naa gaaye shubh din darshan paaye mitwa laut aaye ri naina jo the neer bhare naina jo the neer bhare piya ko dekh phir se muskaaye aaye ri aaye ri aaye mitwa laut aaye ri divlaa de bhujhaaye koi divlaa de bhujhaaye koi jaagu preet ki jyot jagaaye divlaa de bhujhaaye koi jaagu preet ki jyot jagaaye aaye ri aaye ri aaye mitwa laut aaye ri aaj mero jiyaraa kyun naa gaaye shubh din darshan paaye mitwa laut aaye ri mitwa laut aa mitwa laut aaye ri aaj mero jiyaraa kyun naa gaaye kyun naa gaaye shubh din darshan paaye mitwa laut aaye mitwa laut aaye mitwa laut aaaaaaaaye
muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye na socha na samjha na dekha na bhaala teri aarzoo ne humein maar daala tere pyar ki meharbani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye khabar kya thi honthon ko seena padega muhobbat chhupaa kar bhi jeena padega jiye to magar zindagani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye
nain heen kooo raah dikha prabhu nain heen ko raah dikha prabhu pag pag thokar khaaun main nain heen ko raah dikha prabhu pag pag thokar khaaun main nain heen ko tumhari nagariya ki kathin dagariyaa tumhari nagariya ki kathin dagariyaa chalat chalat gir jaaun main prabhu nain heen ko raah dikha prabhu pag pag thokar khaaun main nain heen ko raah dikha prabhu chahun aur mere ghor andhera bhool naa jaaun dwaar tera chahun aur mere ghor andhera bhool naa jaaun dwaar tera ek baar prabhu haath pakad lo ek baar prabhu haath pakad lo ek baar prabhu haath pakad lo mann ka deep jalaaun main prabhu nain heen ko raah dikha prabhu pag pag thokar khaaun main nain heen ko
bhagwaan bhagwaaaaaaan bhagwaan o duniyaa ke rakhwaale sun dard bhare mere naale sun dard bhare mere naale o duniyaa ke rakhwaale sun dard bhare mere naale sun dard bhare mere naale aash niraash ke do rango se duniyaa tune sajaayi naiyya sang tufaan banaaya milan ke saath judaayi jaa dekh liya harjaai ooooo lut gayi mere pyaar ki nagri ab to neer baha leeeeee ab to neer baha leeeeeeee hooooo oooo oooo oooooo ab to neer baha le o duniyaa ke rakhwaale sun dard bhare mere naale sun dard bhare mere naale aag bani saawan ki barkha phool bane angaare naagan ban gayi raat suhaani pathar ban gaye taare sab toot chuke hai sahaare ooooo ooooo jeevan apna waapas le leeeeee jeevan dene waale o duniyaa ke rakhwaale chaand ko dhundhe paagal suraj shaam ko dhundhe savera main bhi dhundhu uss preetam ko ho naa saka jo mera bhagwaan bhala ho tera ooooo ooooo kismat phuti aas naa tootiiiiii paanv mein pad gaye chhale o duniyaa ke rakhwaale aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa
hmm hey hey hey hey bujurgon ne bujurgon ne farmaaya ke pairon pe apne khade ho ke dikhlaao phir ye zamaana tumhaara hai zamaane ke sur taal ke saath chalte chale jaao phir har taraana tumhaara fasaana tumhaara hai are to lo bhaiya hum apne pairon ke oopar khade ho gaye aur mila li hai taal dabaa lega daanton tale ungaliyaan liyaan ye jahaan dekha kar dekh kar apni chaal hmmmm ke pag ghunghroo ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi aur hum naache bin ghunghroo ke ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi wo teer bhala kis kaam ka hai jo teer nishaane se chooke chooke chooke re ke pag ghunghroo pag ghunghroo baandh miraa naachi thi pag ghunghroo baandh miraa naachi thi naachi thi naachi thi naachi thi haan ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi aap andar se kuchh aur bahaar se kuchh aur nazar aate hain baakhuda shakl se to chor nazar aate hain umr guzari hai saari chori mein saare sukh chain band jurm ki tijoori mein aap
duniyaa banaane waale sun le meri kahaani roye meri muhabbat tadpe tadpe meri jawaani niiiiii niiiiii pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah main to rota phirun baadlon ki tarah areeeee mainn toooo rotaaaaaaa phirun unnnn unnnn main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun rulaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya baat jab main karun munh se nikle dhuwaan jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan are jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun sataati hai duniyaa
oooo oooo ooooooo radha ke pyaare krishna kanhayi teri duhaai teri duhaai hum bhi hain tere kuchh to daya kar laakhon ki toone bigdi banaai radha ke pyaare tu unka hai koi na jinka hoo jag saagar hai main tinka tu kaun se aaj bachaale ooo mere kaahan kaale fariyaad main lekar tere dwaar aayi krishna kanhayi more krishna kanhayi hum bhi hain tere kuchh to daya kar laakhon ki toone bigdi banaai sansaar ka tu hai raja hoo nirdhan ke kaam bhi aaja preetam ka saath na chhoote bekas ki aas na toote main asha ki kaliyaan charnon mein layi krishna kanhayi more krishna kanhayi hum bhi hain tere kuchh to daya kar laakhon ki toone bigdi banaai radha ke pyaare
raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara kabhi dagmagayi kashti kabhi kho gaya kinara raha gardishon mein hardam koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton ki baazi koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton ki baazi wo kadam kadam pe jeete main kadam kadam pe haara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara raha gardishon mein hardam ye humari badnasibee jo nahin to aur kya hai ye humari badnasibee jo nahin to aur kya hai ye humari badnasibee jo nahin to aur kya hai ke usi ke ho gaye hum jo na ho saka humara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara raha gardishon mein hardam pade jab ghumon se paale rahe mit ke mitne wale pade jab ghumon se paale rahe mit ke mitne wale jise maut ne na poochha usse zindagi ne maara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara kabhi dagmagayi kashti kabhi kho gaya kinara raha gardishon mein hardam
karta nahin kyun dusraa kuchh baat cheet dekhta hoon main jise wo chup teri mehfil mein hai wo chup teri mehfil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai waqt aane par bata denge tujhe o aasmaan waqt aane par bata denge tujhe o aasmaan hum abhi se kya bataayen kya humare dil mein hai kya humare dil mein hai kench kar laayi hai sab ko qatal hone ki ummeed kench kar laayi hai sab ko qatal hone ki ummeed aashiquon ka aaj jamghat koonchaa e qaatil mein hai koonchaa e qaatil mein hai
ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai jaago uth kar dekho jeevan jyot ujaagar hai satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram aa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram sundaram aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram raama avadh mein raama avadh mein kaashi mein shiv kanhaa vrindaavan mein dayaa karo prabhu dekhoon inko dayaa karo prabhu dekhoon inko har ghar ke aangan mein radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa aa aa aa aa aa ek soorya hai ek soorya hai ek gagan hai ek hi dharti mata dayaa karo prabhu ek banne sab dayaa karo prabhu ek banne sab sab ka ek senaata radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram aa
aayi thi raat josh e tamanna liye huye jaati hai ab luti huyiii duniyaa liye huye sitaaron ki mehfil saji tum naa aaye sitaaron ki mehfil saji tum naa aaye saji tum naa aaye jeevan ne aawaaz di sajnaaaaaaaa jeevan ne aaawaaz di tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye ooooo ooooo ooooo ooooo bichhadne ko ye raat kaa caarwan hai haaye caarwan hai hua chaand benoor chup aasmaan hai chup aasmaan hai chali rooth kar chaandani tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye ooooo ooooo ooooo ooooo abhi jaagte hain umeedon ke taare umeedon ke taare chale aao pyaare mohabbat pukaare mohabbat pukaare bahaaron ko neend aa gayi tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye
suhani chandani raaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the kahin phoolon ke mausam mein kabhi hum tum bhi milte the purani wo mulaaqaaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se badal len raasta apana ghatayen meharbaani se ke yaadon ki ye barasaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti
teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya jalaaya aashiyaan sayyaad ne par noch daale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe le kashtee aap kar dee maine toofaan ke hawaale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin
toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne hum dhoondte hain unko jo milke nahin milte roothe hain na jaane kyun mehmaan wo mere dil ke mehmaan wo mere dil ke kya apni tamanna thi kya samane aaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne laut aayi sada meri takara ke sitaron se ujadi huyi duniya ke sunsaan kinaron se sunsaan kinaron se par ab ye tadapna bhi kuch kaam na aaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Koi Matwaala Aaya Mere Love In Tokyo (1966) 04:57 13623
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:57   Song Number : 13623   

Main Nigaahein Tere Chehre Se Aap Ki Parchhaiyan (1964) 03:18 20861
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:18   Song Number : 20861   

Mere Mehboob Kahin Aur Gazal (1964) 03:53 16241
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:53   Song Number : 16241   

Mere Mehboob Na Jaa Noor Mahal (1965) 05:51 20926
 
Poster of Noor Mahal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Saba Afghani
Music Director- 
Jani Babu
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Chitra
Duration : 05:51   Song Number : 20926   

Mere Mehboob Shayad Kitne Paas Kitne Door (1976) 05:11 36344
 
Poster of Kitne Paas Kitne Door (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
D S Sultania
Music Director- 
Chand Pardesi
On Screen Actors- 
Heena Kausar, Utpal Dutt, Anoop Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:11   Song Number : 36344   

Mere Pyaar Mein Tujhe Suhagan (1964) 03:29 14291
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 03:29   Song Number : 14291   

Mitwa Laut Aaye Ri Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:36 15662
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:36   Song Number : 15662   

Muhobbat Ki Jhooti Kahani Pe Roye Mughal-E-Azam (1960) 03:31 13791
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13791   

Nain Heen Ko Raah Dikha Bhakta Surdas (1942) 03:06 11231
 
Poster of Bhakta Surdas (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Gyan Dutt
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:06   Song Number : 11231   

O Duniyaa Ke Rakhwaale Baiju Bawra (1952) 06:14 12813
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:14   Song Number : 12813   

Pag Ghunghroo Baandh Namak Halaal (1982) 06:29 12408
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:29   Song Number : 12408   

Pyaar Ki Aag Mein Tan Ziddi (1964) 04:32 12532
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:32   Song Number : 12532   

Radha Ke Pyare Krishna Amar (1954) 03:51 32058
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Nimmi
Duration : 03:51   Song Number : 32058   

Raha Gardishon Mein Hardam Do Badan (1966) 04:18 12225
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:18   Song Number : 12225   

Sarfaroshi Ki Tamanna Shaheed (1965) 03:43 15192
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Prem Chopra, Pran
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:43   Song Number : 15192   

Satyam Shivam Sundarm Satyam Shivam Sundaram (1978) 06:11 21224
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Padmini Kolhapure
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:11   Song Number : 21224   

Sitaron Ki Mehfil Saji Uran Khatola (1955) 03:36 12523
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:36   Song Number : 12523   

Suhani Chandani Raaten Mukti (1977) 04:39 12404
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 12404   

Teri Duniyaan Mein Dil Bawre Nain (1950) 03:23 12864
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 12864   

Toote Hue Khaabon Madhumati (1958) 03:19 13645
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 13645