Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar
HomeShankar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge bhool naa jaana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbaad kiya hai tirchhi nazar ke teer chalaao naazon adaa ki bijli giraao tirchhi nazar ke teer chalaao naazon adaa ki bijli giraao uff naa karenge hum bhi to dekhen kitne sitam ijaad karoge humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge bhool naa jaana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbaad kiya hai tum chaaho to jaan bhi le lo qaafir ho imaan bhi le lo tum chaaho to jaan bhi le lo qaafir ho imaan bhi le lo dil waalon se paala pada hai tum bhi bhala kya yaad karoge humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge bhool naa jaana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbaad kiya hai hum bhi tumhen bechain karenge pyaar mein aisa rang bharenge hum bhi tumhen bechain karenge pyaar mein aisa rang bharenge neend naa hogi inn aankhon mein tadpoge fariyaad karoge humko to
humko to jaan se pyaari hai tumhaari aakhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se pyaari hai tumhaari aakhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se mast aankhen hain ke gaate huye maikhaane hain mast aankhen hain ke chhalke huye paimaane hain mast aankhen hain ke gaate huye maikhaane hain mast aankhen hain ke chhalke huye paimaane hain humne dekhi nahin aisi to kanwaari aankhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se nargisi phool hai hans hans ke khili jaati hain neend ke bojh se sharmaa ke jhuki jaati hain nargisi phool hai hans hans ke khili jaati hain neend ke bojh se sharmaa ke jhuki jaati hain aur qaatil hai sanam neend se bhaari aankhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se roshini chaand mein sooraj mein hai jab tak qaayam jyot roshan rahe aankhon mein tumhaari hardum roshini chaand mein sooraj mein hai jab tak qaayam jyot roshan rahe aankhon mein tumhaari hardum ye
humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi apne hi dil ke haathon barbaad ho gaye hum apne hi dil ke haathon barbaad ho gaye hum barbaad ho gaye hum kisse karen shikayat ab kiss ki de duhaayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi duniyaa banaane waale main tujhse poochhtaa hoon duniyaa banaane waale main tujhse poochhtaa hoon main tujhse poochhtaa hoon kya pyaar ka jahaan mein badla hai bewafaayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi humne jafa naa seekhi
humne jinke khaab sajaaye aaj wo mere saamne hain dil ki haalat haaye re haaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye duniya bhar ki khushiyaan aa gayin simat ke mere pehlu mein duniya bhar ki khushiyaan aa gayin simat ke mere pehlu mein kuchh hairaan aur kuchh sharmaaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye masti se makhboor nigaahein kaatil kaatil shokh ada masti se makhboor nigaahein kaatil kaatil shokh ada haaye ab to khuda hi dil ko bachaaye aaj wo mere saamne hain dil ki haalat haaye re haaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye do naina kuchh keh ke jhuke hain bhed bhari hain ye baatein do naina kuchh keh ke jhuke hain bhed bhari hain ye baatein kya samjhun main koi samjhaaye aaj wo mere saamne hain dil ki haalat haaye re haaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm oho oho oho haa haa haaa
neeniya nikre naa ayogya adu tapu naa unnenayi khaadlikre ne shikhre ne shikhre muttampudu humne ye soch kar pyaar kiya humne ye soch kar pyaar kiya pyaar se achchha koi kaam nahin aiyo amma pyaar se achchha koi kaam nahin aiyo amma humne ye soch kar pyaar kiya humne ye soch kar pyaar kiya thodi si yek din humne sharaab pee li aane laga jo mazaa to behisaab pee li thodi si yek din humne sharaab pee li aane laga jo mazaa to behisaab pee li toota khumaar jab aaya khayaal tab aankhon se yaar ne jo mujh ko peelaayi thi aisi sharaab koi aisa koi jaam nahin nahin nahin nahin nahin nahin nahin nahin nahin humne ye soch kar pyaar kiya haayeee humne ye soch kar pyaar kiya pyaar se achchha koi kaam nahin aiyo amma pyaar se achchha koi kaam nahin aiyo amma humne ye soch kar pyaar kiya yek deewane se ye humne sawaal kiya soorat bana li kaisi kaisa ye haal kiya paav aiyo paav yek deewane se ye humne sawaal kiya soorat bana li kaisi kaisa ye haal kiya bola fakeer hoon phir bhi
ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega nisdin bhadke bhawar jaisi kaali kaali ankhiyan jhilmil poochhe bhed jiya ka chanchal manchal sakhiyan dar dar jaaun laj ke maare bol na paaun batiyan rang rangila mausam laaya aaj pihhu ki batiyan wo humse chori chori aankh milaayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega jab jab dekhun darpan dil ka aaye nazar ek chhaila thumthum thumke chaal nashili laage din albela har dum mera dil dhadkaye mast milan ki bela palchhin dekhun mud mud dekhun preetam roop nashila wo aa ke soya soya bhaag jagayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki
Hamse Na Puchho
ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you come shake my hand and love each other lets drink happyness in this world togethar this is the only through remember my brother this is the only through remember my brother ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you
ibteda e ishq mein hum saari raat jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage dil mein tere ulfat ke bandhne lage dhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum kya kahoon kuchh kahaa nahin jaaye bin kahe bhi rahaa nahin jaaye kya kahoon kuchh kahaa nahin jaaye bin kahe bhi rahaa nahin jaaye raat bhar karwat main badlon dard dil ka sahaa nahin jaaye neend meri aankhon se door door bhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage dil mein tere ulfat ke bandhne lage dhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum dil mein jaagi preet ki jwaala jab se maine hosh sambhaala dil mein jaagi preet ki jwaala jab se maine hosh sambhaala main hoon tere pyaar ki seema tu mera raahi matwala mere mann ki beena mein tere raag jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum saari raat jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e
ichak daanaa beechak daanaa daane upar daanaa ichak daanaa chhaje upar ladki naache ladkaa hai deewaanaa ichak daanaa bolo kiyaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chhoti si chhokari laalbaai naam hai pahne wo ghaagharaa ek paisaa daam hai aa aa aa aa aa aa munh mein sab ke aag lagaaye aataa hai rulaanaa ichak daanaa bolo kyaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hari thi mann bhari thi laakh moti jadi thi raajaa ji ke baag mein dushaalaa odhe khadi thi aa aa aa aa aa aa kachche pakke baal hain uske mukhdaa hai suhaanaa ichak daanaa bolo kyaa bolo bolo buddhi aa aa aa aa aa aa aa aa aa ek jaanwar aisaa jiski dum par paisaa sar pe hai taaj bhi baadshaah ke jaisaa aa aa aa aa aa aa baadal dekhe chham chham naache albelaa mastaanaa ichak daana bolo kyaa bolo na chhaje upar ladki naache ladkaa hai deewaanaa ichak daanaa ichak daanaa beechak daanaa daane upar daanaa ichak daanaa ichak daanaa beechak daanaa daane upar daanaa ichak daanaa chaalen wo chalkar dil mein samaayaa khaa pi gayaa
ik buth banaaunga tera aur pooja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga roop ki chandi pyaar ka sona prem nagar se laake teri sundar chhabi banegi donon cheez milaake roop ki chandi pyaar ka sona prem nagar se laake teri sundar chhabi banegi donon cheez milaake rang wafa ka main teri murat mein bharunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga mann mandir mein tujh ko bitha ke roz karunga baatein shaam sabere har mausam mein hongi mulaakatein mann mandir mein tujh ko bitha ke roz karunga baatein shaam sabere har mausam mein hongi mulaakatein dil ka haal kahunga tujh se main na darunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga are mar jaaunga pyaar
ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil itt aur dhundhu chaahe utt aur dhundhu koi mehfil milna mushkil aa ke saraahne tere tujhko jo dekha har saans mera phir to khushboo se mehkaa jaisi mili hai mujhko aisi suhaani koi manzil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil resham se gesun tere raaten milan ki khaamosh lab kehte hain baaten milan ki dekhe hazaaron qaatil tujhsa haseen koi qaatil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil beech bhanwar mein dilbar chhod naa dena naazuk hai dil bechaara tod naa dena duniyaa ke toofanon mein aisa nazaara aur saahil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil
Ille Belle Aare
iss duniya mein apna kya hai iss duniya mein apna kya hai kehne ko sab kuchh apna hai iss duniya mein apna kya hai tere saath gayi woh raunak tere saath gayi woh raunak ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai iss nagri ke kuchh logon ne iss nagri ke kuchh logon ne dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai
Ishq Di Baajiyaan
iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko tum se na sharaarat kar baithe nadaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kashti ko sambhalo maujon se toofaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein main kaise khudaa haafiz keh doon mujhko to kisi ka yakeen nahin main kaise khudaa
itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar tere siwaa kisi ko naa laaya nighaah mein laakhon haseen aaye jawaani ki raah mein sadiyon se kar rahaa tha tumhaara hi intezaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar maine bhi tere vaaste kitne janam liye tab dil ke raaston pe jale pyaar ke diye ek din zaroor paaungi itna tha aitbaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar bekhud bana diya mujhe tere salaam ne jannat agar mile to naa loon tere saamne ye pyaar wo nasha hai ke jiska nahin utaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par
itne bade jahan mein ae dil tujhko tujhko akela chhodun kaise tujhko tu nadaan log begaane inn sang inn sang naata jodun kaise inn sang mat jaa re inn anjaani galiyon se hoo mat jaa re inn anjaani galiyon se bachiyo re dunniya waale chhaliyon se hmm tu ek jaan shikaari laakhon inn ka inn ka nishaana todun kaise inn ka matt lalchha gar kaaton mein phool bhi hai matt lalchha gar kaaton mein phool bhi hai puchh kisi se dil ka lagaana bhool bhi hai hmm dhal jaaye raat bikhar jaaye sapne phir se phir se innhen main jodun kaise phir se haaye na maana jaalim geir ka ho hi gaya ohhh haaye na maana jaalim geir ka ho hi gaya haar ke sab kuchh main hoon khadi dil kho hi gaya hmm jaata hai to jaa diwaane ab main ab main tera jee todun kaise ab main itne bade jahan mein ae dil tujhko tujhko akela chhodun kaise tujhko
uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon ye dil ye wo dil jisko paala tha humne bade naaz se ye dil ye wo dil jisko paala tha humne bade naaz se uueeee koi to bataao koi samjhaao dil iss ko doon yaa uss ko doon uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon hai yahaan aaj to ek dhoom parwaanon mein phans gayi jaan meri beshumaar deewaanon mein hai yahaan aaj to ek dhoom parwaanon mein phans gayi jaan meri beshumaar deewaanon mein mushkil to ye hai kiss ki sunun apna yahaan pe kiss ko chunun mushkil to ye hai kiss ki sunun apna yahaan pe kiss ko chunun uueeeeee tann ke ye ujle mann ke hain kaale dil iss ko doon yaa uss ko doon uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon jab mile ik nazar ik nazar pe bijli gire chal padun main jidhar mere saath duniyaa chale jab mile ik nazar ik nazar pe bijli gire chal padun main jidhar mere saath duniyaa
dil hai mera deewana kya kehta hai ab ghabraana kya taal pe jab jhoome badan hichkichana sharmaana kya khul ke jhoomon khul ke gaaon aao aao ye khul ke kaho its the time to disco kaun mile dekho kisko dil hai mera deewana kya kehta hai ab ghabraana kya taal pe jab jhoome badan hichkichana sharmaana kya khul ke jhoomon khul ke gaaon aao aao ye khul ke kaho its the time to disco its the time to disco kaun mile dekho kisko its the time to disco har adaa hai badan aisi jo taal hai saanson mein chalti hai aandhiyaan behkaata hai ye mann ab to ye haal hai masti mein khoye hain hum yahaan tum bhi kho ke mast hoke koi toke to khul ke kaho its the time to disco its the time to disco keh do milon jis jis ko its the time to disco josh mein naachati rangeen shaam hai bin piye jhoomta hai samaa hosh ka ab yahaan bolo kya kaam hai tej hai dhadkane dil jawaan yunhi rehna thik hai na aur hai kehna to khul ke kaho its the time to disco its the time to disco samjho zara tum issko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humko To Barbaad Kiya Hai Gunahon Ka Devta (1967) 04:41 13301
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:41   Song Number : 13301   

Humko To Jaan Se Pyari Naina (1973) 05:29 13826
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:29   Song Number : 13826   

Humne Jafa Naa Seekhi Zindagi (1964) 03:22 15688
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 15688   

Humne Jinke Khaab Sajaaye Film Hi Film (1983) 04:23 40719
 
Poster of Film Hi Film (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:23   Song Number : 40719   

Humne Ye Soch Kar Preetam (1971) 04:07 13979
 
Poster of Preetam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:07   Song Number : 13979   

Humre Gaon Koi Professor (1962) 04:45 13992
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Pratima Devi, Shammi Kapoor
Duration : 04:45   Song Number : 13992   

Humse Na Poochho Kali Ghata (1951) 03:27 38757
 
Poster of Kali Ghata (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Rai, Kishore Sahu
Duration : 03:27   Song Number : 38757   

I Love You Sangam (1964) 03:09 36792
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Vivian Lobo
On Screen Actors- 
Vyjayantimala, Raj Kapoor
Duration : 03:09   Song Number : 36792   

Ibteda E Ishq Mein Hum Hariyali Aur Rasta (1962) 04:36 20573
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:36   Song Number : 20573   

Ichak Dana Bichak Dana Shree 420 (1955) 04:36 20574
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Bilawal
Duration : 04:36   Song Number : 20574   

Ik Buth Banaaunga Tera Aur Pooja Karunga Asli-Naqli (1962) 04:48 31106
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sadhna, Dev Anand
Duration : 04:48   Song Number : 31106   

Ik Tera Sundar Mukhda Bhai Bhai (1970) 04:20 12904
 
Poster of Bhai Bhai (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 12904   

Ille Belle Aare Kali Ghata (1951) 03:28 12997
 
Poster of Kali Ghata (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:28   Song Number : 12997   

Is Duniya Mein Jagjit Singh 03:07 18957
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nasir Kazmi
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:07   Song Number : 18957   

Ishq Di Baajiyaan Soorma (2018) 04:52 40293
 
Poster of Soorma (2018)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2018
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
Diljit Dosanjh
On Screen Actors- 
Diljit Dosanjh
Duration : 04:52   Song Number : 40293   

Iss Rang Badalti Duniya Rajkumar (1964) 04:34 14027
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Kedar
Duration : 04:34   Song Number : 14027   

Itna Hai Tumse Pyaar Suraj (1966) 04:43 14304
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:43   Song Number : 14304   

Itne Bade Jahan Mein Kathputli (1957) 06:20 13533
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 06:20   Song Number : 13533   

Itni Badi Mehfil Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:48 13088
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:48   Song Number : 13088   

Its The Time To Disco Kal Ho Naa Ho (2003) 05:05 16837
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:05   Song Number : 16837   
Karaoke Songs of Shankar, Sad Songs of Shankar, Love Songs of Shankar, Dance Songs of Shankar, Hip-hop songs of Shankar, Best songs of Shankar, Super hit songs of Shankar, hit songs of Shankar, duet songs of Shankar, solo songs of Shankar, old songs of Shankar, famous songs of Shankar, Hindi Karaoke Songs of Shankar, Hindi Sad Songs of Shankar, Hindi Love Songs of Shankar, Hindi Dance Songs of Shankar, Hindi Hip-hop songs of Shankar, best Hindi songs of Shankar, super hit Hindi songs of Shankar, hit Hindi songs of Shankar, duet Hindi songs of Shankar, solo Hindi songs of Shankar, old Hindi songs of Shankar, famous Hindi songs of Shankar, Sing Along Songs of Shankar, Sing Along Sad Songs of Shankar, Sing Along Love Songs of Shankar, Sing Along Dance Songs of Shankar, Sing Along Hip-hop songs of Shankar, Sing Along Best songs of Shankar, Sing Along Super hit songs of Shankar, Sing Along hit songs of Shankar, Sing Along duet songs of Shankar, Sing Along solo songs of Shankar, Sing Along old songs of Shankar, Sing Along famous songs of Shankar