Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukesh
HomeMukesh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho to matlab saaf zaahir hai kisi se pyaar karte ho kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho ye behaki chaal kehti hai nazar takra gayi hogi ye behaki chaal kehti hai nazar takra gayi hogi mohabbat ki ghata lehra ke dil pe chha gayi hogi nigaahen jhuk gayi hongi qayaamat aa gayi hogi kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho ye aankhen keh rahi hain jaagne ki inko aadat hai ye aankhen keh rahi hain jaagne ki inko aadat hai kaho wo kaun hai jiske tassavur se mohhabat hai kabhi to humse khul jaao humen tumse mohabbat hai kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho dhadkte dil ki dhadkan ko bhala kab tak chhupaoge ye shola aur bhadkega isse jitna dabaaoge muhabbat ek tufaan hai isse tum kya jhukaaoge kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho to matlab saaf zaahir hai kisi se pyaar karte ho kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigahen me ri amaanat hain ke ye badan ye nigahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chaanv hai meri khatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chhaon hai meri khaatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu
kidhar main jaaun samajh na paaun bulaa rahin hain do raahen idhar hai mamta aur udhar hain bheegi huyi nigaahen kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare haay is tarah bhaag kisi se roothe naa haay is tarah bhaag kisi se roothe naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali hote hote saath kisi kaa chhoote naa hote hote saath kisi kaa chhoote naa bante bante
kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kabhi bharte hain aahein aur kabhi fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai ari duniyaa kiyaa wo zulm jo sayyad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain tumhi aabaad ho dil mein tumhi ko yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte wafaa badnaam hoti hai agar fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain judaa duniyaa ne humko kar diyaa fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do
kahan tak jafa husn walon ki sahte kahan tak jafa husn walon ki sahte jawaani jo rehti to phir hum na rehte jawaani jo rehti to phir hum na rehte nashemann na jalta nishani to rehti nashemann na jalta nishani to rehti humara tha kya theek rehte na rehte humara tha kya theek rehte na rehte koi naqsh aur koi deewar samjha koi naqsh aur koi deewar samjha zamana hua humko chup rehte rehte zamana hua humko chup rehte rehte zamana bade shauk se sun raha tha aaaa aaa aaa aaaa aaa aa hum so gaye daastan kehte kehte hum so gaye daastan kehte kehte hum so gaye
insaan hanse ya roye jo hona hai so hoye insaan hanse ya roye jo hona hai so hoye kya hona hai kab hona hai likhne waala jane kahanii kahani kismat ki man hi man nadaan zamana samjhe ke tadbeer badi hai ye na soche kadam kadam par raste mein taqdeer khadi hai haar hai kiski jeet hai kiski likhne waala jane kahanii kahani kismat ki kabhi arsh hai kabhi farsh hai duniya ki ye reet purani kahin pe saragam kahin pe matam har ik shai hai aani jani kyun sukh dukh ke mausam badle likhne waala jane kahanii kahani kismat ki jeewan ke jitne din honge usmein ik din kam na hoga usmein ik din kam na hoga jisne raaz ye jaan liya hai phir usko koi ghum naa hoga phir usko koi ghum naa hoga kab tak laga rahe yeh mela likhne waala jane kahanii kahani kismat ki ooooo hote hote bhi anhoni baat koi aisi ho jaye manzil par raahi jab pahunche dekhe to manzil kho jaye abhi haqikat abhi hai sapna likhne waala jane kahanii kahani kismat ki hoo kahani kismat ki
kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye mere khayaalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaye deep jalaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi machal ke pyaar se chalke chhuye koi mujhe par nazar na aaye nazar na aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate hai meethi uljhan bairee apna man apna hi ho ke sahe dard paraye dard paraye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye dil jaane mere saare bhed ye gehre kho gaye kaise mere sapne
kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar door zulfon ki chhaanv se kehta hoon ye hawaaon se usi boot ki addaon ke afsaane hazaar wo jo baahon mein machal jaati hasrat hi nikal jaati meri duniyaa badal jaati mil jaata qaraar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar aa aa aa aa aa aa hai armaan hai koi paas aaye in haathon mein wo haath aaye phir khaabon ki ghata chhaye barsaayen khumaar phir unhi din raaton pe matwaali mulaqaaton pe ulfat bhari baaton pe hum hote nisaar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirti hoon beqaraar
hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aankhon mein khushi naache honthon pe hansi gaaye keh do ghum e duniya se chup ke se guzar jaaye suno dil ki pukaar kahe dil baar baar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ohhh aaaa chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ek shokh nazar teri sau bhed bataati hai tumhi mera karaar tumhi mera nikhar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aaaaa kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hayyyy bedard zamaane ko hum pyaar sikha denge dil kho hi chuke pehle ab jaan bhi ganwa denge ye hai aisa khumaar nahin jiska utaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hoooooo
kai sadiyon se kai janmon se kai sadiyon se kai janmon se tere pyaar ko tarse mera mann aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya kuchh der mera mann lehraaya hoo ooo phir doob gayi aasha ki kiran aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sunsaan hai jeevan ki baghiyaa hoo oooo suna hai bahaaron ka aangan aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se
kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re teri yaad tera ghum aur tere sapne kab tak phiren liye liye re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re do naina tere neel kamal se ab tak sapnon mein aaye do naina tere neel kamal se ab tak sapnon mein aaye beete dinon ki yaad dila kar aur mujhe woh tadpaye tu hi bata is toote huye dil ko yaadon se kab tak siyen re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re teri yaad tera ghum aur tere sapne kab tak phiren liye liye re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re socha tha tere aanchal ki chanw mein hanske umar beet jaayegi socha tha tere aanchal ki chanw mein hanske umar beet jaayegi tere mere pyaar ki mahakti phulwari mein virah ki aandhi nahin aayegi reh gayi kaanton mein ulajh kar zindagi kab tak zehar ab piyen re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re teri yaad tera ghum aur tere sapne kab tak phiren liye liye re kaise jiyen re saathi tere bina
kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin kaise manaun piawa kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin aayi milan ki belaaaaa ghabraun mann maahi kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin kaise manaun piawaa saajan mere aaye dhadkan badhti jaaye naina jhukte jaayen ghunghat dhalta jaaye khud se kyun sharmaaye aaj teri parchhain kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin kaise manaun piawaa main anjaan paraayi dwaar tihaare aayi tumne mujhe apnaaya preet ki reet nibhayi haaye re mann ki kaliyaan phir bhi chunn naa paayin kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin kaise manaun piawaa
kar le dil ki baat kar le dil ki baat aaj mauka hai aaj mauka hai are kar le dil ki baat kar le dil ki baat aaj mauka hai aaj mauka hai are chal duniya ke saath chal duniya ke saath aaj mauka hai aaj mauka hai are chal duniya ke saath chal duniya ke saath aaj mauka hai aaj mauka hai pyaar tera dhadkan mein rakh loon meetha dard banaake apne ghunghat ki badli mein le jaun tujhe chhupa ke apne maathe pe likh loon tujhko takdeer banake teri duniya mein kho jaaun apna aap bhula ke naachun tere saath naachun tere saath aaj mauka hai aaj mauka hai are kar le dil ki baat kar le dil ki baat aaj mauka hai aaj mauka hai patli patli kamar hai teri lachak gayi bal khake lut gaya ek pardesi gori teri gali mein aake jitne bhi armaan hain mere sab ke geet bana de sab rang feeke pad jayen tu aisa rang jama de are karde sabko maat kar de sab ko maat aaj mauka hai aaj mauka hai are karle dil ki baat kar le dil ki baat aaj mauka hai aaj mauka hai jhuk jhuk lambe ho gaye teri palkon
karm kaho kismat kahoooo chahe kaho taqdeer pehle bana praarabdhooo paachhe bana shareer karm ki ghathari laadh ke jag mein phire insaan jaisa kare waisa bhare vidhi ka yahi vidhaan aaaaaa aa aa aa hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmm karam kare kismat bane jeevan ka ye marham praani tere haath mein hi tera apna karammm
kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki chaal kyun dagmagaane lagi hai dil mein chupke chupke chupke se kisne chhede ye rangin taraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka wo nashili nazar jaag uthi hai idhar wo nashili nazar jaag uthi hai idhar chha gaya kyun sama bekhudi ka kuchh sanwar ke aa aaaaa kuchh bikhar ke aa jaane zulfen kahe sab fasaane aannn kaun jaane hnnnnn har ba haannnnnnn kyun mere dil laga muskuraane hnnnnnn kaun jaane aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti hain sabhi meri baatein aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti
kayi baar yun bhi dekha hai ye jo mann ki seema rekha hai mann todne lagta hai anjani pyaas ke peechhe anjani aas ke peechhe mann daudne lagta hai raahon mein raahon mein jeevan ki raahon mein jo khile hain phool phool muskura ke kaun sa phool chura ke rakh loon mann mein saja ke kayi baar yun bhi dekha hai ye jo mann ki seema rekha hai mann todne lagta hai anjani pyaas ke peechhe anjani aas ke peechhe mann daudne lagta hai jaanun na jaanun na uljhan ye jaanun na suljhaaun kaise kuchh samajh na paaun kis ko meet banaun kis ki preet bhulaun kayi baar yun bhi dekha hai ye jo mann ki seema rekha hai mann todne lagta hai anjani pyaas ke peechhe anjani aas ke peechhe mann daudne lagta hai
kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana chashma utaaro phir dekho yaaro duniya nayee hai chehra purana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana kehta hai joker apne pe hans kar jug ko hasaaya ban ke tamasha mele mein aaya apne pe hans kar jug ko hasaaya ban ke tamasha mele mein aaya mele mein aaya hindu na muslim poorab na pahchim hindu na muslim poorab na pahchim mazhob hai apna hasna hasaana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana kehta hai joker dhakke pe dhakka rele pe rela hai bheed itni par dil akela dhakke pe dhakka rele pe rela hai bheed itni par dil akela par dil akela ghum jab sataaye seeti bajaana ghum jab sataaye seeti bajaana par maskare se dil na lagaana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana chashma utaaro phir dekho yaaro duniya nayee hai chehra purana kehta hai joker
khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin ujde fizaa ke chaman se ye keh do ke rangeen bahaar ab door nahin khaabon ki duniyaa har taraf hon veeraniyaa gher chuki hon aandhiyaan har taraf hon veeraniyaa gher chuki hon aandhiyaan tadapte armaan ke iss jahaan ko kabhi to sukoon bhi aayega khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin khaabon ki duniyaa kaali ghatayen jab jaayengi sunheri kirne aayengi kaali ghatayen jab jaayengi sunheri kirne aayengi phir inn baaton ko yaad kar aayegi khud ko bhi hansi khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin ujde fizaa ke chaman se ye keh do ke rangeen bahaar ab door nahin khaabon ki duniyaa
khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte dilon ko raund kar dil apna behlaaya nahin karte jo thukraaye gayen hon unn ko thukraaya nahin karte dilon ko raund kar hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai mili ho chaand si soorat to itraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte muhabbat karne waale ghum se ghabraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se ye jaa kar jalne waalon se muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kabhi Inkaar Karte Ho Kabhi Iqraar Modern Girl (1961) 03:31 19198
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nalini Chhonkar
Duration : 03:31   Song Number : 19198   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Kabhi Kabhie (1976) 05:02 20706
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:02   Song Number : 20706   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein (Male) Kabhi Kabhie (1976) 04:51 41008
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:51   Song Number : 41008   

Kabhi Kisi Ki Khushiyaan Koi Loote Naa Zindagi Aur Khwab (1961) 04:17 36222
 
Poster of Zindagi Aur Khwab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:17   Song Number : 36222   

Kahaan Ho Tum Malhar (1951) 04:32 13670
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 04:32   Song Number : 13670   

Kahan Tak Jafa Husn Walon Ki Tohfa (1947) 03:21 19112
 
Poster of Tohfa (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Saqib Lakhnavi
Music Director- 
M A Raoof
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rahman
Duration : 03:21   Song Number : 19112   

Kahani Kismat Ki Kahani Kismat Ki (1973) 05:27 36633
 
Poster of Kahani Kismat Ki (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rekha, Dharmendra
Duration : 05:27   Song Number : 36633   

Kahin Door Jab Din Anand (1970) 05:49 20720
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:49   Song Number : 20720   

Kahin Karti Hogi Woh Phir Kab Milogi (1974) 03:14 20719
 
Poster of Phir Kab Milogi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 03:14   Song Number : 20719   

Kaho Aake Bahar 40 Days (1959) 03:42 15030
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shakila, Prem Nath
Duration : 03:42   Song Number : 15030   

Kai Sadiyon Se Milap (1972) 03:34 13743
 
Poster of Milap (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Brij Bhushan Sahni
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:34   Song Number : 13743   

Kaise Jiyen Re Saathi Tere Bina Pujarin (1969) 04:21 38371
 
Poster of Pujarin (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Madan
Music Director- 
Narayan Dutt
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:21   Song Number : 38371   

Kaise Manaun Piawa Char Diwari (1961) 03:35 12964
 
Poster of Char Diwari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:35   Song Number : 12964   

Karle Dil Ki Baat Pehchan (1970) 05:55 39162
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 05:55   Song Number : 39162   

Karm Kaho Kismat Kaho Karm (1977) 02:51 13522
 
Poster of Karm (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Om Shivpuri
Duration : 02:51   Song Number : 13522   

Kaun Jaane Har Bahaane Do Bhai (1961) 04:06 39020
 
Poster of Do Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Anil Kumar, Shakila
Duration : 04:06   Song Number : 39020   

Kayi Baar Yun Bhi Dekha Hai Rajnigandha (1974) 03:26 14051
 
Poster of Rajnigandha (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 03:26   Song Number : 14051   

Kehta Hai Joker Mera Naam Joker (1970) 03:53 20755
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 20755   

Khaabon Ki Duniyaa Ramu To Diwana Hai (1980) 03:38 16467
 
Poster of Ramu To Diwana Hai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Chandru
Music Director- 
Chandru
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
I S Johar, Deepa Rani, Chandru
Duration : 03:38   Song Number : 16467   

Khayalon Mein Kisi Ke Bawre Nain (1950) 05:08 12863
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vijaya Laxmi
Duration : 05:08   Song Number : 12863   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh