Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saari saari raat teri yaad sataaye saari saari raat teri yaad sataaye preet jagaaye humen neend naa aaye re neend naa aaye saari saari raat teri yaad sataaye ik to balam teri yaad jalaaye dujje chanda aag lagaaye ik to balam teri yaad jalaaye dujje chanda aag lagaaye aag lagaaye teri preet jagaaye re neend naa aaye saari saari raat teri yaad sataaye teri lagan bani rog saanwariyaa kaise beete baali umariyaa baali umar mori bada tadpaaye re baali umar mori bada tadpaaye re neend naa aaye saari saari raat teri yaad sataaye preet lagaa ke huye tum to paraaye pyaas jiyaa ki kaun bhujhaaye preet lagaa ke huye tum to paraaye pyaas jiyaa ki kaun bhujhaaye kaun bhujhaaye koi ye samjhaaye re neend naa aaye saari saari raat teri yaad sataaye
saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar o saathi ho ho ho mitwaa ho ho saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar itne dinon ke baad ye soorat dekhi hai ik bhagwaan ki tooti moorat dekhi hai itne dinon ke baad ye soorat dekhi hai ik bhagwaan ki tooti moorat dekhi hai pooja ke ye phool na bikharein pyaar ki maala toote na saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar o ho ho ho o o o o o ho ho ho umm hmm hmm hmm kaash tujhe main apni umar ye de paati maut agar yun aati mar kar de jaati kaash tujhe main apni umar ye de paati maut agar yun aati mar kar de jaati chhote duniyaan par haathon se haath tera ye chhote na saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar o saathi ho ho ho mitwaa ho ho saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar
sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya ghunghat tum mardon ne utaara aurat ko badnaam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya ghunghat tum mardon ne utaara aurat ko badnaam kiya sabke aage tum zindagi mein aage ho kitne saare jahaan ko dikha to diya main thi puraane khayaalon ki ab tak tumne sharaabi bana to diya waah re mere jeewan saathi tumne kitna naam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya damyanti ko jungle mein chhoda aur dropadi ko kaurwon ke paas nal bhi tumhin the pandaw bhi tum the sun sun ke hote ho kyun udaas har yug mein tum mardon ne hum pe julm hi karke naam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya shankar ke sar pe ganga chadhi hai aurat nahin to wo kaun hai krishna ko jiski thokar padi hai aurat nahin to wo kaun hai humse puchho aurat ne kaise mardon ka kaam tamaam kiya ghunghat tum mardon ne utaara aurat ko badnaam kiya sabke aage laaj ko ghar ki hotel mein
sunhari gothe mein rupahri gothe mein saj rahi are haan haaan saj rahi reeee saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri amma sunhari gothe mein sunhari gothe mein rupahri gothe mein sunhari gothe mein rupahri gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein amma tere munne ki gazab hai baat hooo amma tere munne ki haan haan haaye hoo chanda jaisa mukhda kiran jaise haath chanda jaisa mukhda kiran jaise haath saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein haaye aam se humko matlab guthali se kya lena mil jaaye huq apna putli se kya lena phir bachche ko uthaaya gale se yun lagaaya aage kya bolun yaara main paapi dil se haara beta tere kisse pe dil mera roye jeeye tera munna bhai hoye ho ho ooooo jeeye tera munna naseebon waala hoye saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi
aaa aaa aaa aaaaaaa sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole mann uljhe tan dole ab chain pade tab hi jab unse milan hole sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole laakh jatan karun dhyaan bate naa ye rasvanti rain kate na laakh jatan karun dhyaan bate naa ye rasvanti rain kate na pawan agan si ghole ab chain pade tab hi jab unse milan hole sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole saans bhi loon to aanch si aaye kanchan kaayaa pighli jaaye saans bhi loon to aanch si aaye kanchan kaayaa pighli jaaye adhron mein trishnaa bole ab chain pade tab hi jab unse milan hole sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole alken bikhare aanchal dhalke ang ang se madira chhalke alken bikhare aanchal dhalke ang ang se madira chhalke yauvan baahen khole ab chain pade tab hi jab unse milan hole sakhi ri mera mann uljhe tan dole sakhi ri mera mann uljhe tan dole
salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo udaas nazrein tadap tadap kar tumhaare jalwan ko dhoondti hai jo khaab ki taraha kho gaye un haseen lamhon ko dhoondhati hai haseen lamhon ko dhoondhati hai agar na ho na gawaar tum ko to ye shikaayat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhin nigaahon ki justzu ho tumhin khayaalon ka mudda ho tumhin mere waaste sanam ho tumhin mere waaste khuda ho tumhin mere waaste khuda ho meri prakhtish ki laaj rakh lo meri ibaadat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhaari chubhati nazar se jab tak na koi paigaam mil sakega na ruh takseen pa sakegi na dil ko aaraam mil sakega na dil ko aaraam mil sakega ghum judaai hai jaanlewa ye ik haqeekat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo
aa aa aaaa aa aa aa hmm hmm hmmm hmm hmm aa aa aaaa sancha naam tera hoooo sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera tu shaam mera sagra jagat hai jhoota saathi toote deepak boojh jaaye baati har rang mein tu sang mein hai chaahe saanjh ho chaahe savera sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera main tujh mein khoyi re dooja na koi re aaaa jaagi ya soyi re tu ek apna jeevan sapna sagra jagat hai jhoota saathi toote deepak boojh jaaye baati maine bigaada har kaam apna tune sanwaara har kaam mera sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera dukh sukh ki dhaara tu hai kinaara hmmm man mohan pyaara sab ka khiwaiya krishn kanhaiyaa sagra jagat hai jhoota saathi toote deepak boojh jaaye baati tod ke ye mann mandir banaa loon ho mann ke mandir mein dhaam tera sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera tu shaam mera sancha naam tera
sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge iss lok ko bhi apna na sake uss lok mein bhi pachhtaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain reeton par dharm ki mohren hain har yug mein badalte dharmon ko kaise aadarsh banaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano tum tyaag ke maare kya jaano apmaan rachetaa kaa hoga rachnaa ko agar thukraaoge sansaar se bhaage phirte ho hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum janam bita kar jaayenge tum janam gawaa kar jaaoge sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge sansaar se bhaage phirte ho
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la hmm hm hm hm hmm mmm sapnon ke ghar ki chhat pe hain taare taufiyon ki deewaaron pe latke wo gubaare ghar ke ujiyaare so jaa re ghar ke ujiyaare so jaa re daddy tere jaage tu so jaa re ghar ke ujiyaare so jaa re daddy tere jaage tu so jaa re hmm hmm hmm hmm la la la la aa haa haa haa ho ho ho ho ho ho sapnon ke ghar ki chhat pe hain taare sapnon ke ghar ki chhat pe hain taare taufiyon ki deewaaron pe latke wo gubaare haathi ghode bhaaloo sher cheete saare baadlon ne kaise kaise roop dhaare hmm hmm hmm hmm la la la la hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho ho ho dhoondhane se khushiyon ki raahein nahin milti dhoondhane se khushiyon ki raahein nahin milti jaagne se mann ki muraadein nahin khilti mile jo na tujhe des mein humaare de jaayenge nindiyaa ke andhiyaare ghar ke ujiyaare so ja re daddy tere jaage tu so jaa re hmm hmm hmm hmm la la la la aa haa haa haa ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm
Sapnon Mein Aana
sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge diye hain tune aise ghum kabhi jo kam nahin honge sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai kami kya hogi duniyaa mein agar ek hum nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko yehi duniyaa humen dhundhegi hum jiss dam nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge
sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam suhaani suhaani ye koyal ki kooke uthaati hai seene mein reh reh ke hooke chhalakti hai masti ghane baadlon se ulajhti hai nazren hasin aanchalon se ye poornoor manzar ye poornoor manzar ye rangeen aalam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam gulaabi gulaabi ye phoolon ke chehre ye rimjhim ke moti ye boondon ke sehre kuchh aisi bahaar aa gayi hai chaman mein ke dil kho gaya hai kisi anjuman mein ye mehki nasheeli ye mehki nasheeli hawaaon kaa parcham khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam ye masum salona ajab gul khilaaye umange utha de umeeden jagaaye wo betaabiyaan dil se takraa rahin hain ke raaton ki neenden udi jaa rahi hain ye sehar e jawaani ye sehar e jawaani ye
sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani jab reit chamakti hai to lagti hai door se paani ye phool hai sab kaagaz ke lekin wo smajh naa paayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona kuchh log hai jo peetal ke kehte hai wo khud ko sona ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi
soti hai ye raat sone do neend mein jahaan ko khone do geet mere tum to suno tum kahin so mat jaana soti hai ye raat sone do neend mein jahaan ko khone do geet mere tum to suno tum kahin so mat jaana soti hai ye raat sone do neend mein jahaan ko khone do geet mere tum to suno tum kahin so mat jaana o chanda maama zameen pe laaye sitaaron waali rail dekho dekho o aayi abhi to hoga naya tamaasha shuru karenge khel chalo chalo shabaas rail chalegi chhuk chhuk chhuk hum bolenge ruk ruk ruk phir gaadi ruk jaayegi hum sabko baithayegi ud kar uppar jaayegi mud kar neeche aayegi taaron waali rail hamein aakaash ki sair karayegi soti hai ye raat sone do neend mein jahaan ko khone do geet mere tum to suno tum kahin so mat jaana paas to aao tumhen sunaaun ek maze ki baat laut rahe the picknic se hum raste mein ho gayi raat kahin achanak shor utha mude jo hum to kya dekha humne dekha dekha ki bhoot phir chintu ne ki chaturaayi jaadu ki bansari bajaayi jhoom ke aisi taan
suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha prem singhasan piya biraaje pankha jhalun main haule mohit mugdh unhin ko taakun ban mayur mann dole suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha hooooo hooooooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm aaaaa aaaaa aaaaaaa pratibimb meri aashaon ka tum santosh ho mera aalingan sunder sapnon ka khushiyon ka kosh ho mera suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye
sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin tujhse ishq nahin nahin nahin nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin yun main tera kaayal hoon naaz o adaa par maayal hoon jalwon ka dam jalwon ka dam bharta hoon chhup chhup dekha karta hoon par aye parda nashin mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin tu wo dilkash hasti hai jo khwabon mein basti hai tu keh de to oooooo tu keh de to jaan de doon jaan to kya imaan de doon par aye haath lagi mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin
sun bairi balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairi balam sach bol re ib kyaa hoga main khoyi tu khone laga haan mere dil mein yun yun hone laga haan main khoyi tu khone laga haan mere dil mein yun yun hone laga haan main rone lagi tu rone lagaa re ib kyaa hogaa sun bairi balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga baithe baithe aah bharne lage he hum ik dooje par marne lage he baithe baithe aah bharne lage he hum ik dooje par marne lage he hum ye kyaa nakhre karne lage re ib kyaa hogaa sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga ab din ko sapne aane lage he taaron se aankh churaane lage he ab din ko sapne aane lage he taaron se aankh churaane lage he hum apne se sharmaane lage re ib kyaa hogaa sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga
Sun Giniyaa Nahi Karunga Ab Galti, Jo Tu Na Ruthe Re Kabhi, Mail Ho To Chhut Gaye Aadat Na Chhute Re Kabhi
sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan laa apni aankhon ke jaam barson ka pyaasa hai dil bharke milan ka nasha tumko bulaata hai dil laa apni aankhon ke jaam barson ka pyaasa hai dil bharke milan ka nasha tumko bulaata hai dil sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan kho jaayen aao kahin hum chalke phoolon tale phir na juda hon kabhi aise milen hum gale kho jaayen aao kahin hum chalke phoolon tale phir na juda hon kabhi aise milen hum gale sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan ek tere kaajal se aaj kitni hai kaali ghata chhaayi huyi hai tamaam kya pyaar waali ghata ek tere kaajal se aaj kitni hai kaali ghata chhaayi huyi hai tamaam
suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye kahiye na suniye kahte sunte baaton baaton mein pyaar ho jaayega suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye kahiye na suniye kahte sunte baaton baaton mein pyaar ho jaayega pyaar ho jaayega ye pehli nazar ka uff kya asar hai tumhaari kasam dagmagaaye se hum hain lala la lara la lala la lara la nahin jispe kaaboo ye hai kaisa jaadoo mere liye to sach bhi bharam hai suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye kahiye na suniye kahte sunte baaton baaton mein pyaar ho jaayega pyaar ho jaayega ghata chaand bijli barkha pawan mein shamil ho tum meri har kalpna mein taareef meri itni karo na udne lagoon main kahin aasmaan mein suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye haan haan suniye kahte sunte baaton baaton mein pyaar ho jaayega pyaar ho jaayega tumhaari ada hai wo sabse juda hai chaha hai tum ko isi waaste hum bekhbar hain tum besabar ho uspe hai dekho naye raaste suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye kahiye suniye kahte sunte
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saari Saari Raat Aji Bas Shukriya (1958) 03:29 21192
 
Poster of Aji Bas Shukriya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:29   Song Number : 21192   

Saathi Tera Pyaar Insaniyat (1994) 04:41 18592
 
Poster of Insaniyat (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Duration : 04:41   Song Number : 18592   

Sabke Aage Humko Nachaya Shriman Shrimati (1982) 04:41 39216
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:41   Song Number : 39216   

Saj Rahi Gali Meri Maa Kunwara Baap (1974) 06:44 12368
 
Poster of Kunwara Baap (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mahamood, Mumtaj Ali
Raag- 
Bhairav
Duration : 06:44   Song Number : 12368   

Sakhi Ri Mera Mann Chitralekha (1964) 04:11 32069
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 32069   

Salam E Hasrat Kabool Baabar (1960) 03:19 12281
 
Poster of Baabar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Sulochana Chatterji
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 12281   

Sancha Naam Tera Julie (1975) 04:24 18247
 
Poster of Julie (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:24   Song Number : 18247   

Sansaar Se Bhaage Phirte Chitralekha (1964) 04:02 12316
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 12316   

Sapnon Ke Ghar Ki Daddy (1991) 06:09 18677
 
Poster of Daddy (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Suraj Saneem
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Anupam Kher
Duration : 06:09   Song Number : 18677   

Sapnon Mein Aana Shisham (1952) 03:11 40399
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:11   Song Number : 40399   

Satayega Kise Tu Shisham (1952) 02:47 12496
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:47   Song Number : 12496   

Sharaabi Sharaabi Ye Noor Jehan (1967) 04:14 12416
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Jhaptal
Duration : 04:14   Song Number : 12416   

Sheeshe Se Dastak (1996) 05:49 12321
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:49   Song Number : 12321   

Soti Hai Ye Raat Do Aur Do Paanch (1980) 09:24 37600
 
Poster of Do Aur Do Paanch (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 09:24   Song Number : 37600   

Suman Sudha Man Pasand (1980) 03:19 12378
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 03:19   Song Number : 12378   

Sun Aye Maahzabin Dooj Ka Chaand (1964) 03:17 40736
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:17   Song Number : 40736   

Sun Bairi Balam Sach Bawre Nain (1950) 03:01 40709
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Rajkumari
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:01   Song Number : 40709   

Sun Giniya Ginny Aur Johnny (1976) 03:39 33011
 
Poster of Ginny Aur Johnny (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mehmood, Baby
Duration : 03:39   Song Number : 33011   

Sun Jaane Jaan Sannata (1981) 04:33 41024
 
Poster of Sannata (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:33   Song Number : 41024   

Suniye Kahiye Kahiye Baton Baton Mein (1979) 05:07 21264
 
Poster of Baton Baton Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Tina Munim
Duration : 05:07   Song Number : 21264   
Karaoke Songs of Roshan, Sad Songs of Roshan, Love Songs of Roshan, Dance Songs of Roshan, Hip-hop songs of Roshan, Best songs of Roshan, Super hit songs of Roshan, hit songs of Roshan, duet songs of Roshan, solo songs of Roshan, old songs of Roshan, famous songs of Roshan, Hindi Karaoke Songs of Roshan, Hindi Sad Songs of Roshan, Hindi Love Songs of Roshan, Hindi Dance Songs of Roshan, Hindi Hip-hop songs of Roshan, best Hindi songs of Roshan, super hit Hindi songs of Roshan, hit Hindi songs of Roshan, duet Hindi songs of Roshan, solo Hindi songs of Roshan, old Hindi songs of Roshan, famous Hindi songs of Roshan, Sing Along Songs of Roshan, Sing Along Sad Songs of Roshan, Sing Along Love Songs of Roshan, Sing Along Dance Songs of Roshan, Sing Along Hip-hop songs of Roshan, Sing Along Best songs of Roshan, Sing Along Super hit songs of Roshan, Sing Along hit songs of Roshan, Sing Along duet songs of Roshan, Sing Along solo songs of Roshan, Sing Along old songs of Roshan, Sing Along famous songs of Roshan