Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePankaj
HomePankaj
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai rakh diya sitaaron ka husn tere aanchal mein bhar diya ghataaon ka rang tere kaajal mein mauj teri chudi hai lehar teri jhaanjhar hai chaand tere maathe ka jagmagaata jhumar hai chaandani jameen par hai yaa tumhara saya ha aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai shaakh se lachak le kar di tumhari baahon ko ras gulaab se le kar di mithas honthon ko baadlon ko gutha hai kaale kaale baalon mein iss zameen ka sab sona rakh diya hai gaalon mein rab ne kiss muhabbat se aapko banaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis
aaaa haaaa aayi bahaar aaj aayi bahaar bahaar aaj aayi bahaar gulshan mein gulshan mein liye phoolon ke haar bahaar aaj aayi bahaar aayi bahaar aaj aayi bahaar haaa haaa mere dil mein bhi taaza umenge bahi mere dil mein bhi taaza umenge bahi aarzoo ye badhi aur kehte badhe liye phoolon ke haar bahaar aaj aayi bahaar bahaar aaj aayi bahaar haaaa haaaa haaaa masti se daali jo yun jhoom uthi kismat se inki aankhen ladi masti se daali jo yun jhoom uthi kismat se inki aankhen ladi aaj har phool par aaj har phool par hai nayi taazgi rang chukha anukha hai khushboo nayi andeli be pukari yunhi ye suna liye phoolon ke haar bahaar aaj aayi bahaar bahaar aaj aayi bahaar haaaa haaaa haaaa aaj phoolon ka bulbul se bayaah hone ko hai aaj phoolon ka bulbul se bayaah hone ko hai aaj thaalon mein sandal aane ko hai aaj pyaalon mein ubtan aane ko hai aaj thaalon mein sandal aane ko hai aaj pyaalon mein ubtan aane ko hai aao tarane chhede naye aao miljul ke gaane gaaye naye aao
bhaee bhor jaago bhaee bhor jaise chhaye arunayi dhul ratiyaan ka ghanghor dhul ratiyaan ka ghanghor bhaee bhor jaago bhaee bhor sapan chadariyaa mann ki hata karam ghathariyaa baandh utha sapan chadariyaa mann ki hata karam ghathariyaa baandh utha nayi dis ka kar le tu thaa jaage das disha ki boli jeevan naiya ki doli bad jaaye path pe le hilor bhaee bhor jaago bhaee bhor bhaee bhor palna pallav halnaaye sarita kali mal har jaaye ghanti ghan anhad jaise gaaye udtaa jaaye paakhi nayi chhor bhaee bhor bhaee bhor bhaee bhor jaag re batohiya jagat hai pihaana thaam dor jaago bhaee bhor
chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal jis raste se tu guzre wo phoolon se bhar jaaye jis raste se tu guzre wo phoolon se bhar jaaye tere pair ki komal aahat sote bhaag jagaaye jo pathar chhoo le gori tu wo heera ban jaaye tu jisko mil jaaye wo tu jisko mil jaaye wo ho jaaye maala maal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal jo berang ho uss par kya kya rang jamaate log jo berang ho uss par kya kya rang jamaate log tu naadaan naa jaane kaise roop churaate log nazren bhar bhar dekhen tujhko aate jaate log chhail chhabili raani thoda chhail chhabili raani thoda ghunghat aur nikaal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan
chale pawan ki chaal jag mein chale pawan ki chaal chale pawan ki chaal jag mein chale pawan ki chaal yehi yehi chalat hai jag se hansa yehi jeevan ko dukhaat jag mein chale pawan ki chaal chale pawan ki chaal jag mein chale pawan ki chaal iss nagri ki dagar dagar mein laakhon hain janjaal iss nagri ki dagar dagar mein laakhon hain janjaal tapti narmi kar di garmi ik saanche mein dhal jag mein chale pawan ki chaal chale pawan ki chaal jag mein chale pawan ki chaal dukh ka no ho to sukh ka paalan dono phool sambhaal chubhte kaante bichh bichh jaanve bhor na ho paanva bhor na ho paanva kat na sake ye lamba rasta kat na sake ye lamba rasta kate hazaaron saal yahan pahuchane par dum chhote hai wahi kalakaar jag mein chale pawan ki chaal chale pawan ki chaal jag mein chale pawan ki chaal
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai bade dinon ke baad hum bewatnon ko yaad bade dinon ke baad hum bewatnon ko yaad watan ki mitti aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai upar mera naam likha hai ander ye paigaam likha hai o pardes ko jaane waale laut ke phir naa aane waale saat samander paar gaya tu humko zinda maar gaya tu khoon ke rishte tod gaya tu aankh mein aansoo chhod gaya tu kam khaate hain kam sote hain bahot jiyaada hum rote hain chitthi aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai sooni ho gayi shehar ki galiyaan kaante ban gayin baagh ki kaliyaan kehte hain saawan ke jhule bhool gaya tu hum nahin bhoole tere bin jab aayi deewali deep nahin
Deewaron Se Mil Kar Rona, Acchha Lagta Hai
guzar gaya wo zamana kaisa kaisa guzar gaya wo zamana kaisa kaisa hansi khushi ki bahaar thi jismen guzar gaya wo zamanaa kaisa kaisa guzar gaya phool tammanaon ke jisme kadam kadam par khilte thei ab wohi rasta ujda bann hai jis pe hai aana jaanaaa kaisa kaisa guzar gaya wo zamanaa hansta hua hansta hua charag thei jisse kona kona roshan tha aisa bujha ke aisa bujha ke dubara isko mumkin nahin jalaana kaisa kaisa guzar gaya gaya zamanaaaa gaya zamana phir aayega jaanne wale jaanenge humko na pehchaanega jo koi hum bhi hum bhi hum bhi kyun pehchanenge aa jaa aa jaaaaa
ho gaya dil aur aankh mien jhagda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil aur aankh mien jhagda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil aankhen bole pagal dil hai jiske jhakhmon par manzil hai dil kahta hum lute magar kuchh nahin aankh ka bigda dil kahta hum lute magar kuchh nahin aankh ka bigda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil dil ne apna bhed chhupayaaa aankhon ne jag ko batlayaaa dil ne apna bhed chhupayaaa aankhon ne jag ko batlayaa duniyan hansiiiiii duniyan hansi dekh premi ka rona rona mukhda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil donon karne lage ghulami kaisi meethi ye badnaami iss jhagde mein ansu ban kar dil aankhon se bichhda dil aankhon se bichhda iss jhagde mein ansu ban kar dil aankhon se bichhda dil aankhon se bichhda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil aur aankh mien jhagda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda
kab tak dil ki khair manaayein kab tak raah dikhaoge kab tak dil ki khair manaayein kab tak raah dikhaoge kab tak chain ki mohlat doge kab tak yaad naa aaoge kab tak dil ki khair manaayein kab tak raah dikhaoge beeta deed ummeed ka mausam khaak udti hai aankhon mein kab bhejoge dard ka baadal kab barkha barsaaoge kab tak chain ki mohlat doge kab tak yaad naa aaoge ehd e wafa yaa tark e mohabbat jo chaaho so aap karo apne bas ki baat hi kya hai humse kya manwaaoge kab tak chain ki mohlat doge kab tak yaad naa aaoge kab tak dil ki khair manaayein kab tak raah dikhaoge kab tak dil ki
halki halki aahein bharna takiye mein sar de ke dheeme dheeme sargoshi mein baatein karna pagalpan hai aise tumpe marna ubla ubla kyun lagta hai ye badan ye jalan to khamakha nahin khamakha nahin ye khalish jo hai wo khamakha nahin haan tapish toh hai par khamakha nahin ye khalish jo hai wo khamakha nahin haan tapish toh hai par khamakha nahin jo nahin kiya kar ke dekhna saans rok ke mar ke dekhna ye bewajah besabab khamkha nahin ye khamakha nahin ye khamakha nahin ye khamakha nahin saari saari raat ka jagna khidki pe sar rakh ke rote rehna ummeedon ka jalna bujhna paagalpan hai aise tumpe marna khali khali do aankhon mein ye namak ye chamak to khamakha nahin khamakha nahin fikr rehti hai jo khamakha nahin rikr rehta hai jo khamakha nahin ashq aankhon mein bhar ke dekhna aaina kabhi darr ke dekhna ye bewajah besabab khamakha nahin deewangi sahi ye khaamakha nahin haa junoon to hai par khamakha nahin sada bhawani tahi jai ho pyara gauri putra ganesh paanch dev
ye aarzoo thi ke hans kar koi mila hota kahin to hum se kisi ka dil aashna hota kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe sabaa bhi laayi naa koi paiyaam apnon ka sabaa bhi laayi naa koi paiyaam apnon ka suna rahi hai fasaane idhar udhar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe muaaf kije jo main ajnabee hoon mehfil mein muaaf kije jo main ajnabee hoon mehfil mein ke raaste nahin maloom iss nagar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe wo dard hai ke jise seh sakun naa keh paaun wo dard hai ke jise seh sakun naa keh paaun milega chain to ab jaan se guzar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na
haaa mahak rahi phulwaari humariiiiiiiii mahak rahi phulwaari jhoom rahi hai daari daari daari daari mahak rahi phulwaari humari mahak rahi phulwaari kaisi kaisi chaliiii kaisi kaisi chali hawayein phool phal bikhraye kaisi kaisi chali hawayein phool phal bikhraye mann aasha ka ped sukhayaaaaaa dukh par dukh pahunchayee mera banta kaam na bigda maut bhi thak ke haariiii mahak rahi phulwaari humari mahak rahi phulwaari sukh ke badal sukh ke badal phir ghir aaye bigda kaam banaaya jeevan jal ne baras baras kei gaya samaa paltaya phir se mehaki phir se lehaki phir se mehaki phir se lehaki sukhi hui har kyari mahak rahi phulwaari humari mahak rahi phulwaari humari mahak rahi phulwaari
main rota hooooon main rota hooooon mat mana karoo tum mere aansoon gina karoooo main rota hooooon mat mana karoo rone mein meri duniya hai aansoon mein meri basti hai main dukh ka kaala badal hoon boondo mein aag barasti hai tum mera rona suna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main ro kar jeena seekh gaya seekh gaya phir hans kar ke kya karna hai bus yaad tumhari aankh mein le kar ke paar utarna hai tum dukh ka tana buna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main patjhad mein hoon bada sukhi bada sukhi mat phool se sakhi bahaar banao o o o o o phool se sakhi bahaar bano main toota phoota ghar achha tum mat iski deewaar bano tum dil par tum dil par patthar chuna karo o o o o o main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo
maine maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala amrit ko bhi jo sharma de amrit ko bhi jo sharma de aag laga kar aag bujha de aiseeeee aise mad ke ek ghoont se bujha chuka main dil ka jwaala piya ke aaya honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala rag rag mein rag rag mein rag rag mein rag rag mein jisne duada dii ek bijli ki lehar ghoomti duniyan meri nazar mein pal bhar gayi thehar maine dil ko bante dekha befikar matwaala maine dil ko bante dekha befikar matwaala main yaad karunga jab bhi iss shaam ke neele pal ko honthon mein jalan si hogi aur pyaas lagegi mann ko tab aankhon meinnn tab aankhon mein chhaa jaayega iss din ka prem ujala piya ke aaya honthon ka pyaalaaa honthon ka pyaala
mere hatheele shaam mere hatheele shaam main bhi hath pe adaa hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega zakhmin hoon zakhmin hoon zakhmin hoon tera teer ki nokon se lada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga tu sabse bada tu sabse bada tu sabse bada aur main tujhse bhi bada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai aye dariya dil tu dekh aye dariya dil tu dekh main lehron pe khada hoon
nazar aati nahin manzil tadapne se bhi kya haasil taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manzil majboori ne jisko maara uska kaun sahaaraaaaa maajhi to mil jaate hain lekin milta nahin kinaraa taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manzil nainon se yun chheen gayi jyoti seep se jaise motiiiii ek jaan aur sau dushman hai kaash ye jaan naa hoti taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manzil tadapne se bhi kya haasil taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manziiiil
ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku are heyyy hey hey kukudi ku ku ku kuk re neeli aasmaani chhattri ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku heyyy hey hey re neeli aasmaani chhattri chhattri ka udan khatola dole to laage hindola chhattri ka udan khatola dole to laage hindola udde kabhi bhaage kabhi bhaage kabhi daude kabhi samjhe na maage chhattri ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku ku ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku ku ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku ku ambar ka tukda toda lakdi ka hathaa joda haath mein apna aasmaan hai re chhattri le ke chalti hoon memon jaisi lagti hoon goron ka dil beimaan hai re khoonti kabhi laathi kabhi laathi kabhi chhadi kabhi khoonti kabhi laathi kabhi laathi kabhi chhadi kabhi baarish hai daali chhattri ku kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk kukudi ku ku ku kuk
nazar mein tu hi tu hai mazar mein tu hi tu hai nazar mein tu hi tu ra tu hitu ra tu hi tu hai tu meri timbuktu hai oye boy oye boy oye boy oye boy charlie tune dil ki baazi maar li oye boy oye boy charlie tune dil ki baazi maar li mere ird gird na ghuma kar mera haath vaath na chooma kar tere scent vent ki khushboo mein main khoyi khoyi si rehti hoon mujhe sab log chhedte rehte hain main soyi soyi si rehti hoon oye my baby oye my baby baby tera chakkar chala jalebi tere curve bahut hain mod bahut har mod pe daud ke dekhta hoon main dor tu patang udti ja kahin atak vatak na jaana tu main dheel toh deta rehta hoon kahin bhatak vatak naa jaana tu oye boy oye boy charlie tune dil ki baazi maar li o my baby baby tera chakkar chala jalebi aadhi raat bulata hai full moon pe aja oo are warna ghanti sun ke telephone pe aa ja oo hmm hum prem karte hain tumhe hum yaad karte hain haan ji fariyaad karte hain oooo o my dolly o my dolly dolly meri vitamin ki goli o my dolly
ae bikaneri chhokri santre ki tokri ghar toh chhudwaya ab kya chhudayegi naukri romeo romeo gali ke romeo bholi shakal waale saare ke saare farebiyon aye romeo romeo bhade ke premiyon kaahe gale pade ho bin bulaye baraatiyon le toh gayi kaleja sang mein humein bhi leja yeh toh chori pe hai seena zori kabhi lage monalisa kabhi kabhi lage lolita aur kabhi jaise kadambri haaye meri param param param param sundari haaye meri param param param param param sundari sar se pair talak betahasha husn se bhari haaye meri param param param param param sundari pairon mein paayal ki bedi se bandh ke main na rehne waali main alhad purvah ke jaisi hoon pardeson tak behne waali mujhe gehnon se badh ke sapnon ki chaahat hai jin sapnon ko sach ho jaane ki aadat hai katti hai meri mardon se yaari filmon ke pardon se le toh gayi kaleja sang mein humein bhi leja yeh toh chori pe hai seena zori kabhi lage monalisa kabhi kabhi lage lolita aur kabhi jaise kadambri haaye meri param param
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Maine Pankaj Udhas 06:10 18089
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:10   Song Number : 18089   

Aayi Bahaar Aaj Doctor (1941) 03:01 13150
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mallik
Duration : 03:01   Song Number : 13150   

Bhaee Bhor Dharm (2007) 04:21 17575
 
Poster of Dharm (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Varun Gautam
Music Director- 
Debajyoti Mishra
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Pankaj Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 17575   

Chaandi Jaisa Rang Pankaj Udhas 06:49 17993
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:49   Song Number : 17993   

Chale Pawan Ki Chaal Doctor (1941) 03:07 13151
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:07   Song Number : 13151   

Chitthi Aayee Hai Naam (1986) 07:30 13809
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas, Chorus
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:30   Song Number : 13809   

Deewaron Se Mil Kar Rona Pankaj Udhas 05:52 17995
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:52   Song Number : 17995   

Guzar Gaya Wo Zamana Doctor (1941) 03:14 13153
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mallik
Duration : 03:14   Song Number : 13153   

Ho Gaya Dil Aur Aankh Mein (Geet) Pankaj Mullick 02:52 15039
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mallik
Duration : 02:52   Song Number : 15039   

Kab Tak Dil Ki Khair Manaye Pankaj Udhas 02:56 37432
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 02:56   Song Number : 37432   

Khamakha Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013) 05:50 32756
 
Poster of Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Duration : 05:50   Song Number : 32756   

Kisi Ne Bhi To Na Dekha Dil Aashna Hai (1992) 06:09 20783
 
Poster of Dil Aashna Hai (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:09   Song Number : 20783   

Mahak Rahi Phulwaari Doctor (1941) 03:24 13152
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mallik
Duration : 03:24   Song Number : 13152   

Main Rota Hoon (Geet) Pankaj Mullick 03:33 15040
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:33   Song Number : 15040   

Maine Aaj Piya (Geet) Pankaj Mullick 03:25 15041
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:25   Song Number : 15041   

Mere Hatheele Shaam Pankaj Mullick 03:16 15042
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:16   Song Number : 15042   

Nazar Aati Nahin Manzil Kaanch Aur Heera (1972) 03:15 16260
 
Poster of Kaanch Aur Heera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pankaj
Duration : 03:15   Song Number : 16260   

Neeli Aasmaani Chhattri The Blue Umbrella (2007) 03:58 17579
 
Poster of The Blue Umbrella (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Upagna Pandya
On Screen Actors- 
Pankaj Kapoor, Shreya Sharma
Duration : 03:58   Song Number : 17579   

Oye Boy Charlie Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013) 05:56 32220
 
Poster of Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Duration : 05:56   Song Number : 32220   

Param Sundari Mimi (2021) 03:21 12561
 
Poster of Mimi (2021)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2021
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Kriti Sanon, Pankaj Tripathi
Duration : 03:21   Song Number : 12561   
Karaoke Songs of Pankaj, Sad Songs of Pankaj, Love Songs of Pankaj, Dance Songs of Pankaj, Hip-hop songs of Pankaj, Best songs of Pankaj, Super hit songs of Pankaj, hit songs of Pankaj, duet songs of Pankaj, solo songs of Pankaj, old songs of Pankaj, famous songs of Pankaj, Hindi Karaoke Songs of Pankaj, Hindi Sad Songs of Pankaj, Hindi Love Songs of Pankaj, Hindi Dance Songs of Pankaj, Hindi Hip-hop songs of Pankaj, best Hindi songs of Pankaj, super hit Hindi songs of Pankaj, hit Hindi songs of Pankaj, duet Hindi songs of Pankaj, solo Hindi songs of Pankaj, old Hindi songs of Pankaj, famous Hindi songs of Pankaj, Sing Along Songs of Pankaj, Sing Along Sad Songs of Pankaj, Sing Along Love Songs of Pankaj, Sing Along Dance Songs of Pankaj, Sing Along Hip-hop songs of Pankaj, Sing Along Best songs of Pankaj, Sing Along Super hit songs of Pankaj, Sing Along hit songs of Pankaj, Sing Along duet songs of Pankaj, Sing Along solo songs of Pankaj, Sing Along old songs of Pankaj, Sing Along famous songs of Pankaj