Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZahira
HomeZahira
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena veeran safar mein jeevan ke kab tak yun akele chalte piya veeran safar mein jeevan ke kab tak yun akele chalte piya le kar hum ye aakhir tere bina haaye aastha bhujhta sa diya humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena dete hain duwaa phir bhi tumko khushiyon ki umr lag jaaye tumhen dete hain duwaa phir bhi tumko khushiyon ki umr lag jaaye tumhen jo bhi tumko ghum ho saare badle mein yahaan mil jaaye humen humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar
hey maa hey maa hey maa hey maa hey maa maa hey maa hey maa maat ang chola saaje har ek rang chola saaje maat ang chola saaje har ek rang chola saaje maat ki mahima dekho jyot din raina jaage jaage maat ang chola saaje har ek rang chola saaje hey maa hey maa hey maa tu odhe laal chunariyaa gehenon se kare shingaar sheron par kare sawaari tu shakti ka avtaar tere tej bhare do naina tere adhron par muskaan tere dwaare sheesh jhukaein kya nirbal kya balwaan hey maa sheron waaliye paudan waaliye hey maa hey maa tere hi naam ka maata jagat mein danka baaje baaje maat ang chola saaje har ek rang chola saaje maat ki mahima dekho jyot din raina jaage maat ang chola saaje har ek rang chola saaje hey maa hey maa hey maa uncha hai mandir tera uncha tera asthaan daani kya koi dooja maa hoga tere samaan jo aaye shraddha le ke wo le jaaye wardaan hey maata tu bhagton ke sukh dukh ka rakhe dhayaan hey maa lattan waaliye sheran waliye paudan waaliye maa hey maa tere charnon mein
hmm hmm hmm hmm hmm hmm rururururu lalalalaa lala lala lalalalaa pyaas thi pyaas thi phir bhi taqaaza na kiya phir bhi taqaaza na kiya pyaas thi phir bhi taqaaza na kiya jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya badh ke haathon pe utha lena tha tujhko seene se laga lena tha tere honthon se tere honthon se tere gaalon se mujhko har rang chura lena tha jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya haath aanchal se jo takra jaata haath aanchal se jo takra jaata ek rangeen nasha chha jaata tere seene pe tere seene pe khuli zulfon ko choom leta to qaraar aa jaata jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya pyaas thi phir bhi taqaaza na kiya jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya dil haseen aag mein dhal sakta tha mera armaan nikal sakta tha tera marmal se tera marmal se taraasha ye badan garm haathon mein pighal sakta tha jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya pyaas thi phir bhi taqaaza na kiya jaane kya soch ke aisa na
ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao duniya se bahut aage uss raah pe hum honge ye soch lo pehle se har mod pe ghum honge hai khauf ghumon se to ruk jao thehar jao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao main tooti huyi kashti khud paar laga lungi toofaan ke mojon ko patwaar bana lungi majdhaar ka darr ho to saahil pe thehar jaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukrao dil aur kahin de kar tum raah badal daalo behtar to yahi hoga ye raah badal daalo do chaar kadam chal kar mumkin hai behak jaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao
zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai hans kar har muskil apna duniyaa ka yahi usool khil kar jab tak kali hanse na tab tak bane na phool hanste chehre ke sab saathi rone ko saath na koi hasne waala bane sitaara roye to paaun ki dhool kyunki zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai ek din maut aayegi sab ko aaj nahin to kal hai kisi ki khatir mar jaana ye baat badi mushkil hai sadiyon tak wo rahega amar jo auron pe hua nichhawar mar kar bhi zinda rehta hai wohi to zinda dil hai kyunki zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humen Yaad Kabhi Anokha Daan (1972) 04:32 12704
 
Poster of Anokha Daan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Zahira
Duration : 04:32   Song Number : 12704   

Maat Ang Chola Saaje Alingan (1974) 07:00 31107
 
Poster of Alingan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Romesh Sharma, Zahira
Duration : 07:00   Song Number : 31107   

Pyaas Thi Phir Bhi Alingan (1974) 05:31 37722
 
Poster of Alingan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Zahira, Romesh Sharma
Duration : 05:31   Song Number : 37722   

Ulfat Mein Zamaane Ki Call Girl (1974) 06:27 37500
 
Poster of Call Girl (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapna, Jagmohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vikram, Zahira
Duration : 06:27   Song Number : 37500   

Zindagi Zinda Dili Ka Zinda Dil (1975) 03:27 14453
 
Poster of Zinda Dil (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zahira
Duration : 03:27   Song Number : 14453   
Karaoke Songs of zahira, Sad Songs of zahira, Love Songs of zahira, Dance Songs of zahira, Hip-hop songs of zahira, Best songs of zahira, Super hit songs of zahira, hit songs of zahira, duet songs of zahira, solo songs of zahira, old songs of zahira, famous songs of zahira, Hindi Karaoke Songs of zahira, Hindi Sad Songs of zahira, Hindi Love Songs of zahira, Hindi Dance Songs of zahira, Hindi Hip-hop songs of zahira, best Hindi songs of zahira, super hit Hindi songs of zahira, hit Hindi songs of zahira, duet Hindi songs of zahira, solo Hindi songs of zahira, old Hindi songs of zahira, famous Hindi songs of zahira, Sing Along Songs of zahira, Sing Along Sad Songs of zahira, Sing Along Love Songs of zahira, Sing Along Dance Songs of zahira, Sing Along Hip-hop songs of zahira, Sing Along Best songs of zahira, Sing Along Super hit songs of zahira, Sing Along hit songs of zahira, Sing Along duet songs of zahira, Sing Along solo songs of zahira, Sing Along old songs of zahira, Sing Along famous songs of zahira