Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVijay Arora
HomeVijay Arora
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai ta ra ra ra ra aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai ta ra ra ra ra aapke kamre mein koi rehta hai hum aaj udhar se nikle to bade intzaam se gira raha tha koi parda haaye sare shaam se udhar aap ki photo se saji deewaar pe padaa hua tha ik saaya bade aaraam se aapke kamre mein koi rehta hai lala la la la la lala lala la la la la lala la la lala lala la lal lal la la la magar jo ik din main guzri gali mein sarkaar ki tabhi se chalti hai dil pe haaye talwaar si dabi dabi halki halki hansi ki tanaav mein machal rahi thi chudi bhi haaye chhankaar thi yeh na samjho koi gafil rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai la la la la la aapke na na aapke na na na aapke kamre mein koi rehta hai agar main kahu jo dekha nahin tha woh koi khawaab padaa tha table pe chashma woh kiska janaab gore gale
achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se kyo ro rahe ho chhedaa tha hamne tum ko to pyaar se khel hi khel mein jaayegi ek jaan kyo ro rahe ho chhedaa tha hamne tum ko to pyaar se achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se pyaar ke khel mein kaisa dil kya jaan achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se kahte ho tum to yun hi sahi ki ae mere haseen aa haa haa haa saari khataa jawaani ki hai kusoor aap ka nahin kahte ho tum to yun hi sahi ki ae mere haseen saari khataa jawaani ki hai kusoor aap ka nahin kar jaate ho shararat jab milte ho pyaar se kyo ro rahe ho chhedaa tha hamne tum ko to pyaar se achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se pyaar ke khel mein kaisa dil kya jaan achchhi nahin sanam dillagi dil e beqaraar se chhedun agar to shikavaa karo na chhedun to gila lagta hai yun ki tum aaj se deewaane huye piya chhedun agar to shikavaa karo na chhedun to gila arre lagta hai yun ki tum aaj se deewaane huye piya hone lage zaraa mein jo be ikhtiyaar se
chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na na to jaagti na to soyi si badi door ho kahin khoyi si zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na yun to saath ho sabke par juda juda si ho is haseen mehfil se kuchh khafa khafa si ho saans ki khushboo aankh ka jaadu is mehfil mein gholo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo bolo dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na in haseen aankhon mein berukhi nahin sajti phool jaise honthon pe khamoshi nahin sajti naaz ye kya hai raaz ye kya hai chup na raho dil kholo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na na to jaagti na to soyi si badi door ho kahin khoyi si zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na
chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana sanam badal ke meri tum zindagaani kahin badal na jaana sanam hooo le liya dil haai mera dil haai dil lekar mujhko na behlaana chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana sanam badal ke meri tum zindagaani kahin badal na jaana sanam bahaar banke aaun kabhi tumhaari duniya mein guzar na jaayen yeh din kahin isi tamanna mein bahaar banke aaun kabhi tumhaari duniya mein guzar na jaayen yeh din kahin isi tamanna mein tum mere ho ho tum mere ho aaj tum itna vaada karte jaana chura liya chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana sanam badal ke meri tum zindagaani kahin badal na jaana sanam hoo sajaaoonga lutt kar bhi tere badan ki daali ko lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko sajaaoonga lutt kar bhi tere badan ki daali ko lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko hai wafa kya iss jahaan ko ek din dikhla doonga main deewana chura liya chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana
hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb kaun jatan karun kaun upaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb tak tak sookhe parbat aankhen taras gayiiin baadal to naa barse aankhen baras gayin tak tak sookhe parbat aankhen taras gayiiin baadal to naa barse aankhen baras gayin baras baras dukh badhta jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb pyaasi banjar dharti kiska pet bhare bhookhe pyaase bachche kheti kaun kare are pyaasi banjar dharti kiska pet bhare bhookhe pyaase bachche kheti kaun kare maa ki mamtaaa neer bahaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb pyaar naa sikhaa nafrat karna sikh liyaaaaaa sab logon ne ladna marana sikh liya are pyaar naa sikhaa nafrat karna sikh liyaaaaaa sab logon ne ladna marana sikh liya inko jeena kaun sikhaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb ek ritu
guzar jaayen din din din ke har pal gin gin gin guzar jaayen din din din ke har pal gin gin gin kisi ki haaye yaadon mein kisi ki haaye baaton mein kisi se mulaaqaton mein ke ye silsile jab se chale khwaab mere ho gaye rangeen guzar jaayen din din din ke har pal gin gin gin kisi ki haaye yaadon mein kisi ki haaye baaton mein kisi se mulaaqaton mein ke ye silsile jab se chale khwaab mere ho gaye rangeen guzar jaayen din din din rehe na dil bas mein ye na maane koi rasmein ye rehe na dil bas mein ye na maane koi rasmein ye ke khaaun main to kasmen ye unhe hai pataaaaa ke jag chaahe ruthe ye ke jag chaahe chhute ye ke jag chaahe ruthe ye ke jag chaahe chhute ye naata nahin toote ye haaye aah guzar jaayen din din din ke har pal gin gin gin kisi ki haaye yaadon mein kisi ki haaye baaton mein kisi se mulaaqaton mein ke ye silsile jab se chale khwaab mere ho gaye rangeen guzar jaayen din din din kabhi ye mera mann chaahe phoolon ke jahaan hon saaye kabhi ye mera mann
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai mehfil mein hai shehnaayi phir bhi dil mein hai tanhaayi hai saanson mein jaise kayi toofan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan milta nahin kya yahaan mere dil phir kyun na milegi tujhe manzil chalte jaana yun hi raahon mein bhar hi lega koi baahon mein humesha rahega naa dil viraan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi
ho meri soni meri tamanna jhoot nahin hai mera pyaar deewane se ho gayi galti jaane do yaar i love you i love you o meri soni meri tamanna jhoot nahin hai mera pyaar deewane se ho gayi galti jaane do yaar i love you i love you aake meri aankhon mein tum dekho inn mein har ek ada tumhari hai kehne ko yeh dil hai mera lekin dhadkan mein sadaa tumhari hai tumse hai chain mera tumse hai mera qaraar la la lala i love you i love you mere sona meri tamanna jhoot nahin hai mera pyaar deewani se ho gayi galti jaane do yaar i love you i love you tadap ke yun bahut na tadpaao accha baba chalo hum hi haare tumne agar dil se mujhe chaaha tum bhi to ho sanam mujhe pyaare mere kareeb aao zara soon bhi lo dil ki pukaar la la lala i love you i love you meri soni meri tamanna jhoot nahin hai mera pyaar deewane se ho gayi galti jaane do yaar la la lala i love you la la lala i love you la la lala i love you
kya kar raho ho kya kab maane ho dil ke mastaane ho kab maane ho dil ke mastaane samjhaane ko aaye chaahe aallah miyaa bhi kab maane ho dil ke mastaane o paise nahin deke dil maine iqraar kiya hai o samajh ke saiyaan ji maine pyaar kiya hai o o ho paise nahin deke dil maine iqraar kiya hai samajh ke saiyaan ji maine pyaar kiya hai jo hum ek duje ke hain deewaane to kaahe koi aaye humein sikhlaane rahe khoye khoye hum chaahe jahaan bhi kab maane ho dil ke mastaane samjhaane ko aaye chaahe aallah miyaa bhi kab maane ho dil ke mastaane ho khul ke tadap nahin sakun aise bandhe teri zulfen ho ye mere kaleje mein chubhi jaayen teri palken ho khul ke tadap nahin sakun aise bandhe teri zulfen ye mere kaleje mein chubhi jaayen teri palken machal ke lagi main jo ang tumhaare ajab rang laaye nayan kaare kaare dekho mera tan hua jaaye gulaabi kab maane ho dil ke mastaane ho kab maane ho dil ke mastaane arre samjhaane ko aaye chaahe aallah miyaa bhi kab maane ho dil ke mastaane
maujon ki doli chali re chali pardes chali bagiyaa se baabul ki tod ke piyaa le chala prem kali re maujon ki doli chali re chali pardes chali bagiyaa se baabul ki tod ke piyaa le chala prem kali re maujon ki doli chali re panghat tak aayin sakhiyaan saheliyaan panghat tak aayin sakhiyaan saheliyaan reh gayin peepal ki chaanv mein sab paheliyaan chhut gayi wo gali re maujon ki doli chali re chali pardes chali bagiyaa se baabul ki tod ke piyaa le chala prem kali re maujon ki doli chali re nadiyaa dheere baho dulhan sharmaaye nadiyaa dheere baho dulhan sharmaaye mann hichkole khaaye ghunghat naa khul jaaye pawan badi manchali re maujon ki doli chali re chali pardes chali bagiyaa se baabul ki tod ke piyaa le chala prem kali re maujon ki doli chali re hooooooooo hoooooo oooo bindiyaa aisi lagi jaise koi jaadoo jagaa bindiyaa aisi lagi jaise koi jaadoo jagaa gora mukh thoda sa dekha to bas aisa laga bhor bhayi rain dhali re maujon ki doli chali re chali pardes chali
pyar kabhi kam naa karna sanam har kami ganwara kar leeenge pyar kabhi kam naa karna sanam har kami ganwara kar leeenge seene se tum jo laga ke rakho kaanton pe guzaraa kar leeenge seene se tum jo laga ke rakho kaanton pe guzaraa kar leeenge pyar kabhi kam naa karna sanam dil hai to armaan machelenge dil hai to armaan hoo oooo oooo oooo dil hai to armaan machelenge saagar mein toofan machlenge saagar mein toofan machlenge saath agar jo humare raho toofaan ko kinaara kar leeenge saath agar jo humare raho toofaan ko kinaara kar leeenge pyar kabhi kam naa karna sanam jab se pyaar dil mein jaaga humne to bas tumko maanga jab se pyaar dil mein jaaga humne to bas tumko maanga humne to bas tumko maanga tumne agar jo kinaara kiya duniyaa se kinaara kar leeenge tumne agar jo kinaara kiya
sagar nahin hai to kya hai sagar nahin hai to kya hai teri aankh ka nasha to hai badal nahin hai to kya hai badal nahin hai to kya hai teri zulf ki ghata to hai sagar nahin hai to kya hai meri tamanna ki mehfil se tum yun uth ke jaane lage ho aisi bhi kya berukhi rooth kar hamse aankhe churaane lage ho churaane lage ho mausam nahin hai to kya hai mauka yeh pyaar ka to hai sagar nahin hai to kya hai hmmm hmmm hmmm hmmmm teri ghani zulf ke saaye mein chaar pal saath tere jiyenge sagar se roz peete hain aaj teri nazar se piyenge nazar se piyenge saaki nahin hai to kya hai ik shokh dilruba to hai sagar nahin hai to kya hai shayad yahi hai qayaamat ki raat maan lene ko ji chaahta hai teri kasam aaj dil hi nahin jaan dene ko jee chaahta hai jee chaahta hai qaatil nahin hai to kya hai qaafir teri ada to hai sagar nahin hai to kya hai haaye badal nahin hai to kya hai hmm hmmm hmmm hmmm sagar nahin hai to kya hai
yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete dinon ko pukare dil ke dwaare ho o o chhedo tarane milan ke pyaare pyaare sang hamare yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete dinon ko pukare dil ke dwaare badle na apna yeh aalam kabhi jeevan mein bichadenge naa hum kabhi badle na la la la la la la la apna yeh la la lala la aalam kabhi la la la la lala la jeevan mein la la la la la la bichadenge la la lala la naa hum kabhi yunhi jaoge aakhir kahan ho ke hamare yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare aage bhi hoga jo uska karam yeh din to manayenge har saal hum apne aangan naache gaayenge chanda sitaare yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare lala la lala la lala la lala la la la lala la la lala la la lala la la lala la la
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapke Kamre Mein Yaadon Ki Baaraat (1973) 08:50 14415
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vijay Arora, Zeenat Aman, Tariq
Duration : 08:50   Song Number : 14415   

Achchhi Nahin Sanam Dillagi Rakhi Aur Hathkadi (1972) 03:53 14056
 
Poster of Rakhi Aur Hathkadi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Asha Parekh
Duration : 03:53   Song Number : 14056   

Chup Ho Aaj Kaho Kya Hai Baat 36 Ghante (1974) 03:22 12018
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Parveen Babi
Duration : 03:22   Song Number : 12018   

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Yaadon Ki Baaraat (1973) 04:50 20306
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Zeenat Aman
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:50   Song Number : 20306   

Ek Ritu Aaye Gautam Govinda (1979) 05:34 13261
 
Poster of Gautam Govinda (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Raag- 
Bhatiyar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:34   Song Number : 13261   

Guzar Jaayen Din Annadata (1972) 04:36 12700
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Vijay Arora
Duration : 04:36   Song Number : 12700   

Har Koi Chaahta Hai Ek Mutthi Aasmaan (1973) 06:30 11964
 
Poster of Ek Mutthi Aasmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora
Duration : 06:30   Song Number : 11964   

Ho Meri Soni Meri Yaadon Ki Baaraat (1973) 04:24 20954
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman, Vijay Arora, Tariq
Duration : 04:24   Song Number : 20954   

Kab Maane Ho Dil Ke Mastaane Phagun (1973) 04:06 12248
 
Poster of Phagun (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Vijay Arora
Duration : 04:06   Song Number : 12248   

Maujon Ki Doli Chali Jeevan Jyoti (1976) 05:21 13441
 
Poster of Jeevan Jyoti (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Bindiya Goswami
Duration : 05:21   Song Number : 13441   

Pyar Kabhi Kam Ek Mutthi Aasmaan (1973) 03:10 21120
 
Poster of Ek Mutthi Aasmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Yogeeta Bali
Duration : 03:10   Song Number : 21120   

Sagar Nahin Hai To Kya Hai Natak (1975) 04:56 37735
 
Poster of Natak (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Maushmi
Duration : 04:56   Song Number : 37735   

Yaadon Ki Baraat (Female) Yaadon Ki Baaraat (1973) 03:12 14417
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 03:12   Song Number : 14417   
Karaoke Songs of vijay arora, Sad Songs of vijay arora, Love Songs of vijay arora, Dance Songs of vijay arora, Hip-hop songs of vijay arora, Best songs of vijay arora, Super hit songs of vijay arora, hit songs of vijay arora, duet songs of vijay arora, solo songs of vijay arora, old songs of vijay arora, famous songs of vijay arora, Hindi Karaoke Songs of vijay arora, Hindi Sad Songs of vijay arora, Hindi Love Songs of vijay arora, Hindi Dance Songs of vijay arora, Hindi Hip-hop songs of vijay arora, best Hindi songs of vijay arora, super hit Hindi songs of vijay arora, hit Hindi songs of vijay arora, duet Hindi songs of vijay arora, solo Hindi songs of vijay arora, old Hindi songs of vijay arora, famous Hindi songs of vijay arora, Sing Along Songs of vijay arora, Sing Along Sad Songs of vijay arora, Sing Along Love Songs of vijay arora, Sing Along Dance Songs of vijay arora, Sing Along Hip-hop songs of vijay arora, Sing Along Best songs of vijay arora, Sing Along Super hit songs of vijay arora, Sing Along hit songs of vijay arora, Sing Along duet songs of vijay arora, Sing Along solo songs of vijay arora, Sing Along old songs of vijay arora, Sing Along famous songs of vijay arora