Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTilak-Kamod
HomeTilak-Kamod
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
hiya jarat rehat din rain hoo raama jarat rehat din rain hiya jarat rehat din rain hoo raama jarat rehat din rain ambwaa ki daali pe koyal bole ambwaa ki daali pe koyal bole tanik naa aawat chain hoo raama jarat rehat din rain baswaari mein madhur sur baaje baswaari mein madhur sur baaje birahi papihara bolan laage madhur madhur madhu bain hoo raama jarat rehat din rain aas adhuri pyaasi umariyaa aas adhuri pyaasi umariyaa chhaaye andhera sooni dagriyaa darat jiyaa bechain darat jiyaa bechain hoo raama jarat rehat din rain hiya jarat rehat din rain hoo raama jarat rehat din rain
humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa aankh churaayi thes lagayi dil bhi toone toda laakh chhudaya toone daaman humne saath na chhoda tere karam ko tere sitam ko tere karam ko tere sitam ko sehte rahe hum jitnaa kaun sahega itnaa kaun sahega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa tu hi tu hai inn aankhon mein aur nahin koi duja tujhko chaaha tujhko sarahaa aur tujhe hi pooja tere dar ko maan ke mandir tere dar ko maan ke mandir jhukte rahe hum jitnaa kaun jhukega itnaa kaun jhukega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa
humne tujhko pyaar kiya humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna roye bhi to dil hi dil mein mehfil mein muskaaye tujh se hi hum tera ye ghum barson rahe chhupaaye pyaar mein tere chup ke chup ke pyaar mein tere chup ke chup ke jalte rahen hum jitna kaun jalega itna kaun jalega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna pyaar pe mere naaz tumhen tha yaad karo woh nazara haath pe apne likh lete the jab tum naam hamara teri ada ke bholepan pe teri ada ke bholepan pe mitte rahe hum jitna kaun mitega itna kaun mitega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna
mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai nazar se nazar ka bada faasla tha magar aaj dil ke kareeb ho gaye ho tujhe maine dekha dil ki nazar se meri bhi nazar mein haseen ho gaye ho haseen ho gaye ho mujhe mil gayi hai mere haath mein yun tera haath aaya ke gulshan mein jaise bahaar aa gayi ho magar haath se yun khincha haath tera main samjha kali koi sharma gayi ho sharma gayi ho mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai
naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai salaamat rahe tu ye meri dua hai naa shikwaa hai koi bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen zara bach ke chalna zamaana bura hai naa shikwaa hai koi hoooo oooo oooo oooo ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera kahin hai andhera muqaddar se raahon ke badle huye hain muqaddar se raahon ke badle huye hain koi bujh raha hai koi jal raha hai naa shikwaa hai koi hooooo ooooo oooo oooo mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna koi ghum naa karna ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare naa meri khataa hai naa teri khataa hai naa shikwaa hai koi
tere pyaar ka aasra chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon hasinon se ehde wafaa chaahte ho hasinon se ehde wafaa chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho tere narm baalon mein taare sajaa ke tere shokh kadmon mein kaliyaan bichhaa ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke tujhe raat din tujhe raat din poojna chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka zara soch lo dil lagaane se pehle ke khona bhi padta hai paane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ki tum husn ko ki tum husn ko poojna chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho kahaan tak jiyen teri ulfat ke maare guzarti nahin zindagi bin sahaare bahot ho chuke door reh kar ishaare bahot ho chuke door reh kar ishaare tujhe paas se tujhe paas se dekhna
teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon teri yaad dil se ghataaon tumhen saath dena padega ghataaon tumhen saath dena padega main phir aaj aansoon bahaane chala hoon bahaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se kabhi jiss jagah khaab dekhe the maine kabhi jiss jagah khaab dekhe the maine wahin khaak apni udaane chala hoon udaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se ghum e ishq le phoonk de mera daaman ghum e ishq le phoonk de mera daaman main apni lagi yun bhujhaane chala hoon bhujhaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se
hmmmmm hmmmm ye neer kahan se barse hai ye badri kahan se aayi hai ye neer kahan se barse hai ye badri kahan se aayi hai ye badri kahan se aayi hai gehre gehre naale gehra gehra pani re gehre gehre naale gehra pani re gehre man ki chah anjani re jag ki bhool bhulaiya mein jag ki bhool bhulaiya mein kunj koi kaurahi hai ye badri kahan se aayi hai cheedon ke sang aahein bhar li cheedon ke sang aahein bhar li aag chanaar ki mang mein dhar li bujh na paye re bujh na paye re bujh na paye re raakh mein bhi jo aisi agan lagayi hai ye badri kahaan se aayi hai panchhi pagle kahan ghar tera re panchhi pagle kahan ghar tera re bhool na jaiyo apna basera re koyal bhool gayi jo ghar koyal bhool gayi jo ghar wo laut ke phir kab aayi hai wo laut ke phir kab aayi hai ye neer kahan se barse hai ye badri kahan se aayi hai hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm hmm hmmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 03:43 11929
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Suraiya
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 03:43   Song Number : 11929   

Hiya Jarat Rehat Din Godaan (1963) 04:30 13284
 
Poster of Godaan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:30   Song Number : 13284   

Humne Tujhko (Female) Dulha Dulhan (1964) 03:42 13190
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:42   Song Number : 13190   

Humne Tujhko (Male) Dulha Dulhan (1964) 03:19 20566
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 20566   

Mujhe Mil Gayi Hai First Love (1961) 03:21 36208
 
Poster of First Love (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Naaz
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 36208   

Na Shikwa Hai Koi Amar (1954) 04:24 12648
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:24   Song Number : 12648   

Tere Pyaar Ka Aasra Dhool Ka Phool (1959) 07:11 13081
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 07:11   Song Number : 13081   

Teri Yaad Dil Se Hariyali Aur Rasta (1962) 04:25 21311
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 21311   

Ye Neer Kahan Se Barse Prem Parbat (1973) 04:59 37025
 
Poster of Prem Parbat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:59   Song Number : 37025