Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSuraiya
HomeSuraiya
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak aashique sabar talab aur tamanna betaab aashique sabar talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak humne maana ke tagaphul na karoge lekin humne maana ke tagaphul na karoge lekin khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak umr asar hone tak umr asar hone tak
aap se pyaar hua jaata hai khel dushwar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai dil jo har qaid se ghabrata thaaaaaa ghabrataa tha dil jo har qaid se ghabrata thaaaaaa khud giraftaar hua jaata hai khud giraftaar hua hoooo ooooo khud giraftaar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai tumne kyun pyaar se dekha mujhko tumne kyun pyaar se dekha mujhko dard bezaar hua jaata hai dard bezaar hua hoooo ooooo dard bezaar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai iss tamanna mein ke tum doge sazaa aaaaaa tum doge sazaa iss tamanna mein ke tum doge sazaaaaaa dil gunahgaar hua jaata hai dil gunahgaar hua hoooo ooooo dil gunahgaar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai khel dushwar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai
bahe na kabhi nain se neer uthi ho chahe dil mein peer baavre yahi preet ki reet baavre yahi preet ki reet bahe na kabhi nain se neer uthi ho chahe dil mein peer baavre yahi preet ki reet baavre yahi preet ki reet aashayein mit jaayen to mit jaayen dil ki aanhe kabhi na baahar aayen aashayein mit jaayen to mit jaayen dil ki aanhe kabhi na baahar aayen kabhi na baahar aayen bhari ho honton par muskaan na koi le dil ko pehchan isi mein hai re teri jeet baavre yahi preet ki reet deepak jale bhawan mein rahe patanga van mein preet kheench kar laayi usse jalaaya chhan mein deepak jale bhawan mein rahe patanga van mein preet kheench kar laayi usse jalaaya chhan mein jalan ka usse kahan tha hosh pyaar ka chada hua tha josh ga rahi duniya jiske geet baavre yahi preet ki reet bahe na kabhi nain se neer uthi ho chahe dil mein peer baavre yahi preet ki reet baavre yahi preet ki reet
beech bhanwar mein beech bhanwar mein aan phansa hai dil ka safina shah e madina beech bhanwar mein beech bhanwar mein aan phansa hai dil ka safina shah e madina beech bhanwar mein bigdi huyi taqdeer bana do bigdi huyi taqdeer bana do doobti naiya paar laga do doobti naiya paar laga do ek nazar mujh par bhi khudara ek nazar mujh par bhi khudara mushkil hai ab jeena shah e madina beech bhanwar mein bekas ke ghum khaar tumhi hoooo bekas ke ghum khaar tumhi ho jo kuchh ho sarkaar tumhi ho jo kuchh ho sarkaar tumhi ho dil ka sukun jeene ka sahaara dil ka sukun jeene ka sahaara duniya ne sab chheenaa shah e madina beech bhanwar mein beech bhanwar mein aan phansa hai dil ka safina shah e madina beech bhanwar mein
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ae kisi ki zindagi aaa aaa ishq hai ghumkhaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dasti hain naagan si furqat ki raatein dasti hain naagan si furqat ki raatein jhuti hain bin tere jeene ki baatein jeene ki baatein haaye kyun ye bebasi aaa aaa main hoon talabgaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon honthon pe nagmon ki kaliyaan khila doon kaliyaan khila doon ro rahi hai beqasi aaa aaa husn hai bimaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hansna hai bas mein na rona hai bas mein hansna hai bas mein na rona hai bas mein mehlon mein rehkar wo qaid e kapas mein qaid e kapas mein manzilon mein pyaar ki aaa aaa tod ke deewaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
betaab hai dil betaab hai dil dard e mohabbat ke asar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil soyi huyi qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya mein zara laut ke aaja soyi huyi qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya mein zara laut ke aaja aankhon ko hai ummeed aankhon ko hai ummeed teri raah guzar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ye kaun mere dil meri aankhon mein samaaya ye kiski nigaahon ne mujhe apna banaaya ye kaun mere dil meri aankhon mein samaaya ye kiski nigaahon ne mujhe apna banaaya begaana huyi begaana huyi jaati hoon duniya ki khabar se takra gayi ye kiski nazar meri nazar se betaab hai dil dum bhar ko teri yaad se gaafil nahin rehti jo dil pe guzarti hai zubaan se nahin kehti dum bhar ko teri yaad se gaafil nahin rehti jo dil pe guzarti hai zubaan se nahin kehti fariyaad bhi fariyaad bhi hoti nahin rusvaayi ke dar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ik mauj hai ik
chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai kya khabar thi unka daaman haath se chhut jaayega ghum ke haathon zindagi ka caravan lut jaayega dil lagaa kar ghum uthaayen kyaa anokhi baat hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai mit rahi hai meri duniya aur main dekha karoon haay ye mushqil ke din kaise bitaaun kya karoon dil ke maalik laaj meri ab tumhaare haath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai
dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho jo dil ki raah se guzri hai wo bahaar ho tum guzri hai wo bahaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat wo ghum haseen hai jiss ghum ke zimmedaar ho tum ghum ke zimmedaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein meri wafaaon ki ulfat ki yaadgaar ho tum ulfat ki yaadgaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum
dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko is ghar mein hum ek chaand ko is ghar mein hum ek chaand ko chamkaaye huye hain dil ko haaye dil ko ab kaun si daulat hai jo ab kaun si daulat hai jo takdeer se maangen ulfat hi badi cheez thi ulfat hi badi cheez thi jo paaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko jab tu hai khayalon mein jab tu hai khayalon mein to duniyaan se humen kya duniyaan se humen kya duniyaan ko teri yaad mein duniyaan ko teri yaad mein thukraaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko mitt kar bhi na daaman tera mitt kar bhi na daaman tera haathon se chhutega haathon se chhutega hum teri muhabbat ki hum teri muhabbat ki kasam khaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko
door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi mera mann hai udaas jiya mand mand hai mera mann hai udaas jiya mand mand hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadal aaye par barasaat baaki reh gayi baadal aaye par barasaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole ban mein chameli phooli hum bahaar mein bhoole hum bahaar mein bhoole par deni thi jo saugaat baaki reh gayi par deni thi jo saugaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa
duniya kya jaane mera afsana kyun gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jaane mera afsana kyun gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jaane ho oo neend na aaye dil bas men nahin tu hai kahin to piya main hoon kahin neend na aaye dil bas men nahin tu hai kahin to piya main hoon kahin o sajanawa re o balamwa re chandani raaten aur ye saman rut bhi anokhi dil bhi jawan hoo oooo main bhi deewani tu bhi deewana phir kaise beete mausam suhana ho oo raat kate na bin tere piya aaja akele nahin laage jiya raat kate na bin tere piya aaja akele nahin laage jiya o sajanawa re o balamwa re jhilmil tare mast hawa chhed de murali aa ke zara ho oo tere sang gaun main aisa gana sun sun ke jis ko nache zamana duniya kya jaane mera afsana kyun gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jaane
koi laakh kahe aisa waisa koi laakh kahe aisa waisa is duniya ka ab dar kaisa jab teri meri teri meri meri teri ek marzi jab teri meri meri teri ek marzi jab teri meri teri meri meri teri ek marzi baste hain sajan aakaash tale kuchh log bure kuchh log bhale aa hans ke aa mil jaayen gale jalta hai koi sau baar jale jab teri meri teri meri meri teri ek marzi jab teri meri teri meri meri teri ek marzi meri aankhon ka hi noor hai tu mere mathe ka sindoor hai tu kyun paas bhi rah kar door hai tu kis baat se ab majboor hai tu jab teri meri teri meri meri teri ek marzi jab teri meri teri meri meri teri ek marzi bechain mohabbat kaisi hai nazron mein shikayat kaisi hai kyun dil ki haalat kaisi hai sarkaar tabiyat kaisi hai jab teri meri teri meri meri teri ek marzi jab teri meri teri meri meri teri ek marzi koi laakh kahe aisa waisa is duniya ka ab dar kaisa jab teri meri teri meri meri teri ek marzi jab teri meri meri teri ek marzi
jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai jaate huye kyu tumko is dil ka khayaal aata jaate huye kyu tumko is dil ka khayaal aata tadpa ke chale jaana ek reet puraani hai tadpa ke chale jaana ek reet puraani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai parwaane ke jalne pe hasna na tamaashaayi parwaane ke jalne pe hasna na tamaashaayi hansti huyi shama bhi ek raat ki raani hai hansti huyi shama bhi ek raat ki raani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai
rahiye ab aisi jagah chal kar jahaan koi naa ho humsukhan koi naa ho aur humzabaan koi naa ho rahiye ab aisi jagah bedaron deewar saa ik ghar banaaya chaahiye bedaron deewar saa ik ghar banaaya chaahiye koi humsaaya naa ho aur paasbaan koi naa ho rahiye ab aisi jagah padiye gar beemar to koi naa ho teemaardar padiye gar beemar to koi naa ho teemaardar aur agar mar jaaiye to mohafa koi naa ho rahiye ab aisi jagah
kaale kaale aaye badarwa aao sajan more aao jab saawan ki rutt aaye sajanwa jiyaa pe laage more thes aise mein tum more sajanwa kaahe gaye pardes jab panghat pe sakhiyan ke sang main paniyan bharan ko jaun chhalak pade nainan ki gagri ro ro neer bahaun are hare hare ye khet sajanwa kate to phir ugg aaye gayi jawaani beet to sajna nahin laut ke aaye kaale kaale aaye badarwa aao sajan more aao kaale kaale aaye badarwa aao sajan more aao kaale kaale aaye badarwa aao sajan more aao kaale kaale aaye badarwa aao sajan more aao
kabhi na bigde kisi ki moter raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein khade raho bas bebas hokar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein kapde hon maile munh kaala kaala ho wo suraiya umm ummm ya madhubaala aa ho ho wo suraiya ya madhubaala bade bade bhi ban jaaya karte hain joker raste mein bade bade bhi ban jaaya karte hain joker raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein baar baar handle ko ghumaaya dhakke de de sar chakraaya dhakke de de sar chakraaya nikal gaya hai apna to haaye re kachumar raste mein nikal gaya hai apna to haaye re kachumar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein tel pilaaya daala paani par zaalim ne ek na maani par zaalim ne ek na maani yaad aati hai humko naani ab ro ro kar raste mein yaad aati hai humko naani ab ro ro kar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein sach kehti hai duniyaa saari chalti ka hi naam hai gaadi chalti ka hi naam hai gaadi moter bhi chhakda hai jab ho jaaye panchar
koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke piya kehne lage gori humen tarsaao naa piya kehne lage gori humen tarsaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke
haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya ab bas mein phool ke hain bulbul ki zindagaani laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya apni nazar ka jaadu apni nazar ka jaadu kya puchhte ho humse dekho jo muskuraa ke ho jaaye aag paani laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya tum neend ban ke jab se aankhon mein aankhon mein ghul gaye ho neend ban ke jab se aankhon mein ghul gaye ho sapnon mein naachti hai sapnon mein naachti hai hans hans ke zindagaani laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya deepak ki roshni par jalte hain kyun patange jalte hain kyun patange ek aap kaa hai kissa ek hai meri kahaani laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya
Leke Dil Chupke Se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aah Ko Chahiye Ik Umr Mirza Ghalib (1954) 03:24 20014
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:24   Song Number : 20014   

Aap Se Pyaar Hua Shama (1961) 02:56 14224
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:56   Song Number : 14224   

Bahe Na Kabhi Nain Se Neer Vidya (1948) 03:09 16336
 
Poster of Vidya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Y N Joshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mukesh, Suraiya
On Screen Actors- 
Dev Anand, Suraiya
Duration : 03:09   Song Number : 16336   

Beech Bhanwar Mein Dard (1947) 03:21 38744
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:21   Song Number : 38744   

Beqaraar Hai Koi Shama Parwana (1954) 03:58 39933
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Suraiya
Duration : 03:58   Song Number : 39933   

Betaab Hai Dil Dard (1947) 03:59 14432
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:59   Song Number : 14432   

Char Din Ki Chaandni Dillagi (1949) 03:09 37191
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Suraiya, Sharada, Shyam, Amar
Duration : 03:09   Song Number : 37191   

Dhadkte Dil Ki Tamanna Shama (1961) 04:14 14220
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:14   Song Number : 14220   

Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 03:43 11929
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Suraiya
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 03:43   Song Number : 11929   

Dil Ko Teri Tasveer Se Dastan (1950) 03:42 32072
 
Poster of Dastan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Suraiya, Raj Kapoor
Duration : 03:42   Song Number : 32072   

Door Papeeha Bole Gajre (1948) 02:52 15532
 
Poster of Gajre (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:52   Song Number : 15532   

Duniya Kya Jaane Mera Dillagi (1949) 03:22 37857
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:22   Song Number : 37857   

Jab Teri Meri Meri Teri Ek Marzi Moti Mahal (1952) 02:49 38076
 
Poster of Moti Mahal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Suraiya
Duration : 02:49   Song Number : 38076   

Jab Tum Hi Nahin Parwana (1947) 03:12 32131
 
Poster of Parwana (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:12   Song Number : 32131   

Jahan Koi Na Ho Mirza Ghalib (1954) 02:21 13750
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:21   Song Number : 13750   

Kaale Kaale Aaye Badarwa Natak (1947) 02:45 36264
 
Poster of Natak (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:45   Song Number : 36264   

Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Moti Mahal (1952) 03:15 18303
 
Poster of Moti Mahal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:15   Song Number : 18303   

Koi Dil Mein Samaaya Kamal Ke Phool (1950) 02:22 13512
 
Poster of Kamal Ke Phool (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:22   Song Number : 13512   

Laayi Khushi Ki Duniyaa Vidya (1948) 03:17 19853
 
Poster of Vidya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Anjum Pilibhit
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mukesh, Suraiya
On Screen Actors- 
Dev Anand, Suraiya
Duration : 03:17   Song Number : 19853   

Le Ke Dil Chupke Se Dillagi (1949) 03:07 37765
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Chanda, Shyam
Duration : 03:07   Song Number : 37765   
Karaoke Songs of suraiya, Sad Songs of suraiya, Love Songs of suraiya, Dance Songs of suraiya, Hip-hop songs of suraiya, Best songs of suraiya, Super hit songs of suraiya, hit songs of suraiya, duet songs of suraiya, solo songs of suraiya, old songs of suraiya, famous songs of suraiya, Hindi Karaoke Songs of suraiya, Hindi Sad Songs of suraiya, Hindi Love Songs of suraiya, Hindi Dance Songs of suraiya, Hindi Hip-hop songs of suraiya, best Hindi songs of suraiya, super hit Hindi songs of suraiya, hit Hindi songs of suraiya, duet Hindi songs of suraiya, solo Hindi songs of suraiya, old Hindi songs of suraiya, famous Hindi songs of suraiya, Sing Along Songs of suraiya, Sing Along Sad Songs of suraiya, Sing Along Love Songs of suraiya, Sing Along Dance Songs of suraiya, Sing Along Hip-hop songs of suraiya, Sing Along Best songs of suraiya, Sing Along Super hit songs of suraiya, Sing Along hit songs of suraiya, Sing Along duet songs of suraiya, Sing Along solo songs of suraiya, Sing Along old songs of suraiya, Sing Along famous songs of suraiya