Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharad Kapoor
HomeSharad Kapoor
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hey hey hey hey hey aaa haaa aahaa haa hmmm hmmm hmmm rehte hain hum khoye khoye gumsum rehte hain hum khoye khoye gumsum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum aankhon mein tum ho aankhon mein tum seene mein dil dhak dhak dhum dhum seene mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum aankhon mein tum ho aankhon mein tum pehle yeh neend gayi phir yeh qaraar naa jaane kya jaayega ab ki baar mukh pe saja liya maine bhi pyaar bas ho gaye mere solah singaar kajra na gajra na kumkum kyun ki aankhon mein tum ho aankhon mein tum seene mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum khamosh hain hum donon magar karne lagi baaten yeh nazar tumne kuchh aise dekha idhar phir kya hua nahin mujhko khabar bas hosh mere ho gaye gum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum seene mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum rehte hain hum khoye khoye gumsum kyun ki aankhon mein tum ho
la la la la la la la la la la la aah ha aah ha ha ha ha ha la la la la la la la la la la la la la la la aah ha aah har ek muskurahat muskan nahin hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti aansu khushi ke ghum ke hote hain ek jaise aansu khushi ke ghum ke hote hain ek jaise inn aansuon ki koi pehchan nahin hoti haan har ek muskurahat muskan nahin hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti har baat hai wahin par matlab badal gaye hain dil dagmaga gaya tha par hum sambhal gaye hain aise bhi aate hain din jeete hain log lekin aise bhi aate hain din jeete hain log lekin hota hai aur sab kuchh par jaan nahin hoti haan har ek muskurahat muskan nahin hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti la la la la la la la la la la aah ha aah ha ha ha ha ha ha la la la la la la la la la la la la la la la aah ha aah hote hain iss jahan mein chehre bhi ek jaise ghunghat bhi ek jaise sehre bhi ek jaise sab janti hain nazrein pehchanti hain nazrein sab janti hain nazrein pehchanti
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho iqraar ho naa jaaye iqraar ho naa jaaye izhaar ho naa jaaye izhaar ho naa jaaye mujhe dar hai aapse kahin pyaar ho naa jaaye hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho saagar ki maujen hain khula aasmaan hai dhadkan deewani hai dilkash samaan hai dhadkan deewani hai dilkash samaan hai khwaabon ke humsafar kaa deedar ho naa jaaye khwaabon ke humsafar kaa deedar ho naa jaaye mujhe dar hai aapse kahin pyaar ho naa jaaye hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho hey hey hey hey hey hey hey hey hey hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho jee chaahe lehron se karoon main sharaarat inn ko bata doon main mere dil ki chaahat inn ko bata doon main mere dil ki chaahat bechain meri dhadkan ik baar ho naa jaaye bechain meri dhadkan ik baar ho naa jaaye mujhe dar hai aapse kahin pyaar ho naa jaaye hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho hoooo hooo hoooo ho ho ho ho
zindagi jab se teri chahat mein khoyi hai zindagi jab se teri chahat mein khoyi hai tere hi intzaar mein aankh royi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai aise aalam mein dil ki baat lab pe aayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai aise alam mein teri yaad hamen aayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai aa meri jaan zarurat hai ab teri itni jaise maujon ko hai sahil ki zarurat jitni jaise maujon ko hai sahil ki zarurat jitni dil ki kashti kisi tufaan se takrayi hai dil ki kashti kisi tufaan se takrayi hai aise aalam mein dil ki baat lab pe aayi hai ishq ki raat hai barsaat hai tanhayi hai khuda hi jaanta hai haal kya humara hai humein majboor dil ne aaj aise mara hai humein majboor dil ne aaj aise mara hai hum agar shikwa karen pyaar ki ruswayi hai hum agar shikwa karen pyaar ki ruswayi hai aise alam mein teri yaad humein
mujhko jab aise dekhati ho tum rang bhar jaate hain fizaaon mein kasmasaati hai aarzooo dil mein geet ghul jaate hain hawaaon mein jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo phir main koi umeed karoon phir mujhe koi armaan ho phir main koi umeed karoon phir mujhe koi armaan ho tum shaayad meri ban jaao phir dil ko aisa gumaan ho par aisa naa ho to achchhaa hai inn baaton mein kya rakha hai mujhko aisi umeed naa do jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo phir dhadkan mein tum bas jaao phir koi ghazal main gaaun phir dhadkan mein tum bas jaao phir koi ghazal main gaaun phir chaand mein tumko main dekhoon phoolon mein tumko paaun par aisa naa ho to achchhaa hai iss kaa anjaam jo
hmmm maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa maine baadal se kaha dil ki aag bujha baadal ne kaha paagal hai tu kya maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa maine baadal se kaha dil ki aag bujha baadal ne kaha pagal hai tu kya hmmm hnmmm hmmm la la la la la la la la la la hey hey hey aa ha ha haa saawan ke bas ki baat nahin baadal ke bas ka kaam nahin iss rog ki koi dawa nahin iss dard ka koi naam nahin maine jaam se kaha mujhe jalne se bacha to jaam ne kaha le ye aag pee jaa maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa mujhko peene ka shauk nahin ye dil ki lagi bujhaani hai aankhon mein kitne aansoo hain saagar mein kitna paani hai maine saagar se kaha meri pyaas bujha saagar ne kaha doob ke mar jaa maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa jiss roz ye mera dil toota uss roz badi barsaat huyi barson mein uss harjaayi se ek din jo meri mulakaat
sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani jab reit chamakti hai to lagti hai door se paani ye phool hai sab kaagaz ke lekin wo smajh naa paayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona kuchh log hai jo peetal ke kehte hai wo khud ko sona ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi
tumhe kaise main bataun tumhe kaise main kahun mere bas mein agar ho to main bas itna hi karun tumhen din bhar tumhen har pal dekhta hi main rahun tumhen dekhun tumhe chahoon tumhen poojun har pal tumhen sochun tumhen samjhun tumhen maangun har pal tumhen main gungunaun tumhen gaaun har pal main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mera marna bhi tumhin ho mera jeena bhi ho tum meri madira bhi tumhin ho mera peena bhi ho tum meri chandi bhi tumhin ho mera sona bhi ho tum mera hasna bhi tumhin ho mera rona bhi ho tum meri saari saanson mein tum jaise ho ghuli meri aankhen tumhen dekhen chaahe band ho ya khuli main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mere dil mein hai yeh armaan tumhe ek din paun is amber se bhi aage tumhen lekar jaun jahan raahon mein ho bikhare sab chaand aur taare jahan geeton ke behte hon meethe dhaare jahan khawaabon ki duniya kabhi soyi nahin ho jahan tum ho jahan main hoon aur koi nahin ho main tumhara hoon aisa deewana meri jaan
ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain inhen khabar hai tumhen hum pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain tumhen khuda ne zamane mein naazneen kiya meri nazar ne tumhen aur bhi haseen kiya tere bagair safar kya hai rasta kya hai hum aashiqon ko zamane se wasta kya hai hum aashiqon ko zamane se wasta kya hai ke hum to aap ko jaanam pasand karte hain isiliye tumhen mausam pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain inhen khabar hai tumhen hum pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain kareeb aao ke bhar len tumhen nighahon mein tumhen samet len inn beqaraar baahon mein hai kaun aisa jise dhadkanon mein band karen tumhin batao tumhen kyun na hum pasand karen tumhin batao tumhen kyun na hum pasand karen ke pyaase log hi shabnam pasand karte hain koi kare na tumhen hum pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain inhen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Tum Ho Ankhon Mein Tum Ho (1997) 04:58 38026
 
Poster of Ankhon Mein Tum Ho (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Suman Rangnathan
Duration : 04:58   Song Number : 38026   

Har Ek Muskurahat Ankhon Mein Tum Ho (1997) 05:45 32674
 
Poster of Ankhon Mein Tum Ho (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Suman Rangnathan, Sharad Kapoor
Duration : 05:45   Song Number : 32674   

Iqraar Ho Naa Jaaye (Male) Zinda Dil (2003) 05:20 14704
 
Poster of Zinda Dil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 14704   

Ishq Ki Raat Hai Barsaat Hai Tanhayi Hai Chaahat Ek Nasha (2005) 05:15 36567
 
Poster of Chaahat Ek Nasha (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Praveen Bhardwaj
Music Director- 
Anand Raj Anand
Duration : 05:15   Song Number : 36567   

Jaadoo Bhari Dastak (1996) 05:03 20602
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:03   Song Number : 20602   

Maine Saawan Se Kaha Ankhon Mein Tum Ho (1997) 05:47 36577
 
Poster of Ankhon Mein Tum Ho (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Rohit Roy
Duration : 05:47   Song Number : 36577   

Sheeshe Se Dastak (1996) 05:49 12321
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:49   Song Number : 12321   

Tumhen Kaise (Happy) Dastak (1996) 05:20 32073
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 32073   

Ye Aaina Jo Tumhen Tamanna (1996) 06:05 14318
 
Poster of Tamanna (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 06:05   Song Number : 14318   
Karaoke Songs of sharad kapoor, Sad Songs of sharad kapoor, Love Songs of sharad kapoor, Dance Songs of sharad kapoor, Hip-hop songs of sharad kapoor, Best songs of sharad kapoor, Super hit songs of sharad kapoor, hit songs of sharad kapoor, duet songs of sharad kapoor, solo songs of sharad kapoor, old songs of sharad kapoor, famous songs of sharad kapoor, Hindi Karaoke Songs of sharad kapoor, Hindi Sad Songs of sharad kapoor, Hindi Love Songs of sharad kapoor, Hindi Dance Songs of sharad kapoor, Hindi Hip-hop songs of sharad kapoor, best Hindi songs of sharad kapoor, super hit Hindi songs of sharad kapoor, hit Hindi songs of sharad kapoor, duet Hindi songs of sharad kapoor, solo Hindi songs of sharad kapoor, old Hindi songs of sharad kapoor, famous Hindi songs of sharad kapoor, Sing Along Songs of sharad kapoor, Sing Along Sad Songs of sharad kapoor, Sing Along Love Songs of sharad kapoor, Sing Along Dance Songs of sharad kapoor, Sing Along Hip-hop songs of sharad kapoor, Sing Along Best songs of sharad kapoor, Sing Along Super hit songs of sharad kapoor, Sing Along hit songs of sharad kapoor, Sing Along duet songs of sharad kapoor, Sing Along solo songs of sharad kapoor, Sing Along old songs of sharad kapoor, Sing Along famous songs of sharad kapoor