Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSashi Kapoor
HomeSashi Kapoor
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona rooth jaayen jahaan hum se tum na kabhi khafaa hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye hamaari zindgaani pyaar ki hai ek kahaani is jahan ka har nazaara pyaar ka hai ik ishaara bhool na jaana o sanam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye tamanna hai hamaari saath guzre umr saari pyaar ka daaman hum na chhoden tum na bhoolo hum na tode koi waada ya kasam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona
koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai mushkil iss naadan ko samjhaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai dil ki bezubaaniyaa kuchh aur hoti hain dil ki bezubaaniyaa kuchh aur hoti hain aankhon mein kahaaniyaan kuchh aur hoti hain honthon pe kuchh aur hi afsaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai toofan kya hota hai saahil kis ko kehte hain toofan kya hota hai saahil kis ko kehte hain tanhaayi kya hai aur mehfil kis ko kehte hain wo inn saari baaton se begaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai aise insaan ki kismat mein pyaar nahin hota aise insaan ki kismat mein pyaar nahin hota uske seene mein dil hi dildaar nahin hota toota sa ek sheeshe ka paimaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai
oo oo oooo oo oo oo oo oo oooo oo oo mere sapnon mein ik soorat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko oo oo oo mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai main milaaungi ek din baharo tumhen oo main milaaungi ek din baharo tumhen kaisa hai kehna hoga nazaaro tumhe jab hoga wo apna sach hoga mera sapna kisi apne ee ee ee kisi apne ki mujhko zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai oo oo jaan jalne lagi hai jawaani se oo jaan jalne lagi hai jawaani se aag bujhti nahin hai ye paani se pyaar itna barsaaye mere man par chha jaaye mere man ko oo oo oo mere man ko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai
paraai hoon paraai ha ha paraai hoon paraai meri aarzoo na kar paraai hoon paraai meri aarzoo na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar paraai hoon paraai meri aarzoo na kar mere khayaal mein khone se faayda kya hai mere khayaal mein khone se faayda kya hai hansi ke parde mein rone se faayda kya hai udaas dil ko dubone se faayda kya hai udaas dil ko dubone se faayda kya hai jo mujhpe bojh ho aisi tu guftgoo na kar paraayi hoon paraayi ha ha paraai hoon paraai meri aarzoo na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar paraai hoon paraai meri aarzoo na kar tujhe khabar hai ki meri baraat aayi thi tujhe khabar hai ki meri baraat aayi thi har ek phool ne shehnaai si bajayi thi haseen taaron ne doli meri sajaayi thi haseen taaron ne doli meri sajaayi thi kisi ki ho chuki badnaam aabroo na kar paraai hoon paraai ha ha paraai hoon paraai meri aarzoo na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar paraai hoon paraai meri
waqt karta jo wafaaaa waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai aur kuchh aap ki fitrat mein wafa bhi kam hai warna jeeti huyi baazi to na haare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake saamne jaam tha aur jaam utha bhi na sake kaash hum gairet e mehfil ke na maare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain tumse kya hum to zindagi se bhi sharminda hain marr hi jaate na jo yaadon ke sahaare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ban Ke Saathi Pyaar Ki Raahon Mein Sweetheart (1971) (Unreleased) 03:14 16326
 
Poster of Sweetheart (1971) (Unreleased)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 03:14   Song Number : 16326   

Koi Koi Aadmi Deewana Hota Hai Sweetheart (1971) (Unreleased) 03:31 16327
 
Poster of Sweetheart (1971) (Unreleased)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 03:31   Song Number : 16327   

Mere Sapnon Mein Janwar Aur Insaan (1972) 03:57 36948
 
Poster of Janwar Aur Insaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor
Duration : 03:57   Song Number : 36948   

Paraai Hoon Paraai Meri Kanyadaan (1969) 06:03 38274
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sashi Kapoor
Duration : 06:03   Song Number : 38274   

Waqt Karta Jo Wafa Dil Ne Pukara (1967) 04:55 11985
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Rajshree
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11985   
Karaoke Songs of sashi kapoor, Sad Songs of sashi kapoor, Love Songs of sashi kapoor, Dance Songs of sashi kapoor, Hip-hop songs of sashi kapoor, Best songs of sashi kapoor, Super hit songs of sashi kapoor, hit songs of sashi kapoor, duet songs of sashi kapoor, solo songs of sashi kapoor, old songs of sashi kapoor, famous songs of sashi kapoor, Hindi Karaoke Songs of sashi kapoor, Hindi Sad Songs of sashi kapoor, Hindi Love Songs of sashi kapoor, Hindi Dance Songs of sashi kapoor, Hindi Hip-hop songs of sashi kapoor, best Hindi songs of sashi kapoor, super hit Hindi songs of sashi kapoor, hit Hindi songs of sashi kapoor, duet Hindi songs of sashi kapoor, solo Hindi songs of sashi kapoor, old Hindi songs of sashi kapoor, famous Hindi songs of sashi kapoor, Sing Along Songs of sashi kapoor, Sing Along Sad Songs of sashi kapoor, Sing Along Love Songs of sashi kapoor, Sing Along Dance Songs of sashi kapoor, Sing Along Hip-hop songs of sashi kapoor, Sing Along Best songs of sashi kapoor, Sing Along Super hit songs of sashi kapoor, Sing Along hit songs of sashi kapoor, Sing Along duet songs of sashi kapoor, Sing Along solo songs of sashi kapoor, Sing Along old songs of sashi kapoor, Sing Along famous songs of sashi kapoor