Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePrem Dhawan
HomePrem Dhawan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jo maaloom hota ye anjaam e ulfat to dil ko lagaane ki zurrat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jinhen tumne samjha meri bewafaayi meri zindagi ki wo majbooriyaan thi jinhen tumne samjha humari muhabbat ka ik imtehaan tha ye do din ki thodi si jo dooriyaan thi jo dooriyaan thi agar sachchi hoti muhabbat tumhari to ghabraa ke tum yun shikaayat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jo hum pe hai guzri humin jaante hain sitam kaun sa hai nahin jo uthaaya jo hum pe hai guzri nighahon mein phir bhi rahi teri soorat har ik saans mein tera paigaam aaya paigaam aaya agar jaante tum hi ilzaam doge to bhule se bhi hum to ulfat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte
allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah o thandi aahen naa bhar pyaare naa bhar pyaare naa bhar pyaare bhai allah hi allah allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah maula hi maula hoooo ho koi aisi ho koi aisi raat nahin hain jiska hota nahin savera ho kaanton ka dukh ho kaanton ka dukh jhelne waale phoolon pe bhi haq hai tera sukh de chaahe dukh de daataaaaa sukh de chaahe dukh de daata hans ke jholi bhar pyaare bhai allah hi allah allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah maula hi maula hoooo jo tere dil mein khot nahin toooooo apne kiye pe kyun pachhtaana baant le dard kisi ka jag mein aur yahaan se kya le jaana jab tak saaf hai dil ka sheeshaaaaaa jab tak saaf hai dil ka sheesha duniyaa se naa dar pyaare bhai allah hi allah allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah maula hi maula hoooo hooo kya jaane kab hooo kya jaane kab sapne toote ujad jaaye khushiyon ka mela aur kab ye kismat aur kab ye kismat
apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ab tak kati ye zindagi ghum ki andheri raat mein likhe huye the ghum hi ghum kismat ne mere haath mein aaj isi haath mein koi aaj isi haath mein koi rang bhari shaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do dil mein tumhare aayega aakhir koi to khushnaseeb nazren karam jo mujh pe ho aaj aaun main zara kareeb mere naseeb mein hi tum mere naseeb mein hi tum honthon ke jaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do aashiq hazaron aur bhi aayenge iss makaam pe likhenge apne naam wo saath hamare naam ke aaj unhin aashiqon ke naam aaj unhin aashiqon ke naam mera salaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera
jalte bhi gaye kehte bhi gaye aazaadi ke parwaane jeena to ussi ka jeena hai jo marnaa watan pe jaane aye watan aye watan humko teri kasam teri raahon mein jaan tak loota jaayenge phool kya cheez hai tere kadmon pe hum bhenth apne saron ki chadhaa jaayenge aye watan aye watan humko teri kasam teri raahon mein jaan tak loota jaayenge aye watan aye watan koi punjaab se koi maharashtra se koi up se hai koi bangaal se teri pooja ki thaali mein laaye hain hum teri pooja ki thaali mein laaye hain hum phool har rang ke aaj har daal se naam kuchh bhi sahi par lagan ek hai jyot se jyot dil ki jagaa jaayenge teri jaanib uthi jo qehar ki nazar uss nazar ko jhuka ke hi dum lenge hum teri jaanib uthi jo qehar ki nazar uss nazar ko jhuka ke hi dum lenge hum teri dharti pe hai jo kadam gair kaa uss kadam ka nishaan tak mitaa denge hum jo bhi deewar aayegi ab saamne thokron se usse hum giraa jaayenge
tu na rona ke tu hai bhagat singh ki maaaaaaa marke bhi laal tera marega nahin ghodi chadh ke to laate hain dulhan sabhi hanske har koi faansi chadhega nahin ishq aazaadi se aashiqon ne kiya dekh lena use hum byaah laayenge jab shahidon ki arthi utthe dhoom se desh waalo tum aasu bahaana nahin par manaao jab aazaad bhaarat ka din us ghadi tum humein bhool jaana nahin laut kar aa sake na jahaan mein to kya yaad banke dilon mein to aa jaayenge
jogi hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko khabar kab hogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko haaye re jaane tujhko khabar kab hogi chanda bhi dekha taare bhi dekhen dekha sooraj barson chanda bhi dekha taare bhi dekhen dekha sooraj barson lekin jiss din tujhko dekha mann mein phooli sarson haaye re jogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko haaye re jaane tujhko khabar kab hogi champa ki daal mein adi chunariyaa raanjhean ne chhudaayi champa ki daal mein adi chunariyaa raanjhean ne chhudaayi jiss raanjhe ko dil de baithi uss ko lagan paraayi haaye re jogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko haaye re jaane tujhko khabar kab hogi bura ho inn bairen ankhiyon kaa kar baithi naadani bura ho inn bairen ankhiyon kaa kar baithi naadani pehle aag laga di mann mein ab barsaaye paani haaye re jogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko haaye re jaane tujhko khabar kab hogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane
haay le de saiyaan odhni ho le de saiyaan odhni punjaabi tiledaar oye le de saiyaan odhni phir dikhlaun morni ki chaal main dildaar oye le de saiyaan odhni punjaabi tiledaar oye le de saiyaan odhni chalun lachak lachak ke aahe zara matak matak ke aahe lat jhatak jhatak ke aahe aaaaah chal tedhi medhi chal adi tappa chal kodi phera chal balleshera oooooooo meri jugniye o meri hirniye o meri morniye chaahe bik jaaye pagdi meri chaahe bik jaaye hal o main keha soch ke chaahe bik jaaye pagdi meri chaahe bik jaaye hal le doonga jo tu maange ek baar thumak ke chal zara lachak lachak ke zara matak matak ke lat jhatak jhatak ke mukar na jaana mukar na jaana tujhse kuchh maanga hai pehli baar oye le de saiyaan odhni punjaabi tiledaar oye le de saiyaan odhni oooo mere makkhna o mere sajjna o mere beliya odh chunariya niklungi to dil jayenge kaanp main gaya sadke odh chunariya niklungi to dil jayenge kaanp jaane kis kis ke seene pe laut jaayenge saanp chalun lachak lachak ke
o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola maai rang de basanti chola o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola maai rang de basanti chola dum nikale is desh ki khaatir bas itna armaan hai dum nikale is desh ki khaatir bas itna armaan hai ek baar is raah mein marna sau janmon ke samaan hai dekh ke veeron ki qurbaanii dekh ke veeron ki qurbaani apna dil bhi bola mera rang de basanti chola o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola maai rang de basanti chola jis chole ko pehan shivaaji khele apni jaan pe jis chole ko pehan shivaaji khele apni jaan pe jise pehan jhaansi ki raani mit gayi apni aan pe aaj usi ko pehan ke nikla pehan ke nikala aaj usi ko pehan ke nikla hum maston ka tola mera rang de basanti chola o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola
mil mere preetma jeeo mil mere preetma jeeo tudh bin khadi nimaani tudh bin khadi nimaani main naini neend na aave jeeyo main naini neend na aave jeeyo bhave aan na paani tudh bin khadi nimaani mil mere preetma jeeyo pani an na bhave mariye haave pani an na bhave mariye haave bin pir kyun sukh paiye gur aage karo binati je guru bhaave jiyon mele tive milaiye mil mere preetma jeeyo aape mel laye sukhdata aape mel laye sukhdata aap melya kar aaye naanak kaman sada suhaagan naanak kaman sada suhaagan na pir mare na jaaye na pir mare na jaaye mil mere preetma jeeyo tudh bin khadi nimaani tudh bin khadi nimaani mil mere preetma jeeyo
pagadi sambhaal oyeeee pagadi sambhaal oyeeeee aaaaaaa pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta tu dharti ki maang sanvaare soye khet jagaaye tu dharti ki maang sanvaare soye khet jagaaye saare jag ka pet bhare tu annadaataa kehlaaye phir kyun bhukh tujhe khaati hai phir kyun bhukh tujhe khaati hai aur tu bhukh ko khaaye lut gaya maal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta deke apna khoon paseena toone fasal ugaayi deke apna khoon paseena toone fasal ugaayi aandhi dekhi tufaan jhele bipda sabhi uthaayi fasal paki to le gaye zaalim fasal paki to le gaye zaalim teri nek kamaayi lut gaya maal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta uth aur uth ke khaaq se zarre ek sitaara ban ja uth aur uth ke khaaq se zarre
karta nahin kyun dusraa kuchh baat cheet dekhta hoon main jise wo chup teri mehfil mein hai wo chup teri mehfil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai waqt aane par bata denge tujhe o aasmaan waqt aane par bata denge tujhe o aasmaan hum abhi se kya bataayen kya humare dil mein hai kya humare dil mein hai kench kar laayi hai sab ko qatal hone ki ummeed kench kar laayi hai sab ko qatal hone ki ummeed aashiquon ka aaj jamghat koonchaa e qaatil mein hai koonchaa e qaatil mein hai
teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se iss kadar door ke phir laut ke bhi aa na sakoon aisi manzil pe jahaan khud ko bhi main pa na sakoon aur majboori hai kya aur majboori hai kya itna bhi batla na sakoon teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se aankh bhar aayi agar ashkon ko main pi loonga aah nikli jo kabhi hothon ko main see loonga tujh se vaada hai kiya tujh se vaada hai kiya isliye main jee loonga teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se khush rahe tu hai jahaan le ja duaayen meri teri rahon se juda ho gayi raahen meri kuchh nahi saath mere kuchh nahi saath mere bas hai khataayen meri teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho pukaarten hain ye zameen o aasmaan shaheed ho pukaarten hain ye zameen o aasmaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho shaheed teri maut hi tere watan ki zindagi tere lahoo se jaag uthegi iss chaman ki zindagi khilenge phool uss jagah pe tu jahaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho ghulaam utth watan ke dushmanon se inteqaam le inn apne donon baajuon se khanjaron ka kaam le chaman ke waaste chaman ke baaghbaan shaheed ho chaman ke waaste chaman ke baaghbaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho pahaad tak bhi kaanpne lage tere junoon se tu aasmaan pe inqalaab likh de apne khoon seeeeeeeee khoon seeeeee zameen nahin tera watan hai aasmaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Bewafaa Tujhko Pehchaan Jaate Raat Ke Andhere Mein (1969) 03:37 16301
 
Poster of Raat Ke Andhere Mein (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 16301   

Allah Hi Allah Kar Pyare Pavitra Papi (1970) 06:20 13945
 
Poster of Pavitra Papi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pal Mahendra
Duration : 06:20   Song Number : 13945   

Apne Naam Ke Kareeb Mera Bhi Naam Raat Ke Andhere Mein (1969) 04:05 35860
 
Poster of Raat Ke Andhere Mein (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 35860   

Aye Watan Aye Watan (Fast) Shaheed (1965) 03:24 15167
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 15167   

Aye Watan Aye Watan (Slow) Shaheed (1965) 02:44 17634
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 02:44   Song Number : 17634   

Jogi Hum To Loot Shaheed (1965) 03:36 31071
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:36   Song Number : 31071   

Le De Saiyaan Odhani Pavitra Papi (1970) 05:36 39217
 
Poster of Pavitra Papi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Tanuja, Balraj Sahni, Achla Sachdev
Duration : 05:36   Song Number : 39217   

Mera Rang De Basanti Chola Shaheed (1965) 03:09 16318
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Prem Chopra
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:09   Song Number : 16318   

Mil Mere Pritma Jeeo Lata Mangeshkar 03:52 39378
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Punjabi
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:52   Song Number : 39378   

Pagadi Sambhal Jatta Shaheed (1965) 03:40 40964
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:40   Song Number : 40964   

Sarfaroshi Ki Tamanna Shaheed (1965) 03:43 15192
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Prem Chopra, Pran
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:43   Song Number : 15192   

Teri Duniya Se Pavitra Papi (1970) 05:25 21305
 
Poster of Pavitra Papi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 05:25   Song Number : 21305   

Watan Ki Raah Mein Shaheed (1948) 06:20 14213
 
Poster of Shaheed (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Dileep, Ramesh Sehgal
Duration : 06:20   Song Number : 14213   
Karaoke Songs of prem dhawan, Sad Songs of prem dhawan, Love Songs of prem dhawan, Dance Songs of prem dhawan, Hip-hop songs of prem dhawan, Best songs of prem dhawan, Super hit songs of prem dhawan, hit songs of prem dhawan, duet songs of prem dhawan, solo songs of prem dhawan, old songs of prem dhawan, famous songs of prem dhawan, Hindi Karaoke Songs of prem dhawan, Hindi Sad Songs of prem dhawan, Hindi Love Songs of prem dhawan, Hindi Dance Songs of prem dhawan, Hindi Hip-hop songs of prem dhawan, best Hindi songs of prem dhawan, super hit Hindi songs of prem dhawan, hit Hindi songs of prem dhawan, duet Hindi songs of prem dhawan, solo Hindi songs of prem dhawan, old Hindi songs of prem dhawan, famous Hindi songs of prem dhawan, Sing Along Songs of prem dhawan, Sing Along Sad Songs of prem dhawan, Sing Along Love Songs of prem dhawan, Sing Along Dance Songs of prem dhawan, Sing Along Hip-hop songs of prem dhawan, Sing Along Best songs of prem dhawan, Sing Along Super hit songs of prem dhawan, Sing Along hit songs of prem dhawan, Sing Along duet songs of prem dhawan, Sing Along solo songs of prem dhawan, Sing Along old songs of prem dhawan, Sing Along famous songs of prem dhawan