Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNoor Dewasi
HomeNoor Dewasi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum se roshan hai chaand aur taare hum ko daaman samajhayie gairat ka uth gaye hum agar zamaane se naam mit jaayega muhabbat ka dil hai naazuk kali se phoolon se ye na toote khayaal rakhiyega aur agar aapse ye toot gaya jaaneja itna hi samjhiyega phir koi baanwari muhabbat ki apni zulfein nahin sanwaaregi aarti phir kisi kanhaiya ki koi raadha nahin utaaregi aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano aa haa haa aa aa oo oo o o o o haa haa aa ha ha aa haa haa chaahat ke ujle ujle nazaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao likh do likh do kitaabe dil pe koi aisi daastaan jiski misaal de na sake saaton aasmaan likh do
ae dil ae dil ae dil ae dil bahek na jaana bahek na jaana bahek na jaana ae dil bahek na jaana ae dil bahek na jaana lagaa ke surma banaa ke zulfen dikha ke nakhra daala haseenon ne daana daana ae dil bahek na jaana matak matak ke karen hukoomat kamzoron ke dil pe ye rang jamaana chaahen apna har jawaan mehfil pe ye seedhe saadhe bhole bhaale nadaanon ko kaam hai inka nachaana nachaana ae dil bahek na jaana ae dil bahek na jaana jo bhi aaya chaal mein inki wo paagal bemaut maraa nazar se nazren mat takraana nazron mein hai zeher bharaa sureeli surat nukeeli palken kateele abhru aur adaayen mastaana mastaana ae dil bahek na jaana ae dil bahek na jaana kabhi hai shola kabhi hai shabnam kabhi phool hain khaar kabhi ye naina dushman banana apna inse na karna pyaar kabhi dikha ke jalwa karen ye balwa bana den halwa kisi ne inko na jaana na jaana ae dil bahek na jaana ae dil bahek na jaana lagaa ke surma banaa ke zulfen dikha ke nakhra daala haseenon ne daana daana
hey ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai haan duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar to dekh ja nazdeek se phoolon ka bhi hai kya jigar kaanton ki tej nok par palti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi haan ohh tere hann han han heyyy haa haa hey hey manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin haan aandhi chale ya tufan mile saamne uske jhukna nahin sanche mein rang birang ke dhalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi
apna nahin par apna lage jaane kaisa ye raaz hai hanste hain lab rota hai dil jeene ka ye bhi andaaz hai girti sambhalti jhumti masti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai kya hai galat kya hai sahi kaisa nasha ye kaisa garoor josh e junoon rishte khoon koi bataaye kaise hon door jaani anjaani bhool ki galti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ladte hain kyun aapas mein hum nadaani hai ye diwanapan shohrat rahe na daulat rahegi jaayenge sab hi odhe kafan patjhad mein aur bahaar mein khilti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai
la la la la la la la la la la la hmm hmm hmmmmm hmmm hmmm daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai tere dil ka sukun gori baahon mein hai tere dil ka sukun gori baahon mein hai tujhko jo chahiye wo nighahon mein hai waarun tujh pe main jaan tera mann hai kahan pyaar ki raat hai daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai khaab pura hua hai suhaana tera khaab pura hua hai suhaana tera naach kismat pe apni zamana tera ab zara muskura aa mere pass aa pyaar ki raat hai daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai
keh do iss raat se ke ruk jaaye keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai ye wo hi dard hai jise le kar laila tadpi thi majnu roya hai keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai main bhi iss dard ki pujaaran hoon ye naa milta to kab ki marr jaati main bhi iss dard ki pujaaran hoon ye naa milta to kab ki marr jaati iske ik ik haseen moti ko raat din palkon mein piroyaa hai ye wo hi dard hai jise le kar laila tadpi thi majnu roya hai keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai ye wo hi dard hai jise ghalib jazb karte the apni ghazlon mein ye wo hi dard hai jise ghalib jazb karte the apni ghazlon mein ye wo hi dard hai jise ghalib jazb karte the apni ghazlon mein meer ne jab se iss ko apnaaya daaman e jist ko bhigoya hai ye wo hi dard hai jise le kar laila tadpi thi majnu roya hai keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai
main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga are paagal wahi hoga jo man zoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga gulabi honth naazuk se ye kala til hai ya kaatil ye mana zulfe nagin hain magar hai pyaar ke kabil agar bijli nigahon ki gire dil par to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga ho ooo aa aa aa aaaa baharon mein hararat hai nazaron mein hai teekhapan ye kya hone laga mujh ko ye kyun saanson mein hai uljhan shararat hai hawaaon mein uda aanchal to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga ye bikhre se khayalon kaa simatna hai bada mushkil gulon ka khud bhi kanton se lipatna hai bada mushkil bana lun aashiyaan apna jo kanton mein to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aao Huzoor Tum Ko Kismat (1968) 05:38 11923
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:38   Song Number : 11923   

Ae Dil Bahek Na Jaana Baghi Shahzada (1963) 03:31 40034
 
Poster of Baghi Shahzada (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Bipin Datta
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 40034   

Chalti Ka Naam Zindagi Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 05:11 38211
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 38211   

Chalti Ka Naam Zindagi - II Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 03:33 17095
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 17095   

Daon Chalne Ko Hai Bus Conductor (1959) 03:11 16421
 
Poster of Bus Conductor (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Ameer Banu
Duration : 03:11   Song Number : 16421   

Keh Do Iss Raat Se Runa Laila 05:20 16698
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Indipop
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Runa Laila
Duration : 05:20   Song Number : 16698   

Main Iss Masoom Chehre Ko Baghi Shahzada (1963) 04:41 36200
 
Poster of Baghi Shahzada (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 04:41   Song Number : 36200   
Karaoke Songs of noor dewasi, Sad Songs of noor dewasi, Love Songs of noor dewasi, Dance Songs of noor dewasi, Hip-hop songs of noor dewasi, Best songs of noor dewasi, Super hit songs of noor dewasi, hit songs of noor dewasi, duet songs of noor dewasi, solo songs of noor dewasi, old songs of noor dewasi, famous songs of noor dewasi, Hindi Karaoke Songs of noor dewasi, Hindi Sad Songs of noor dewasi, Hindi Love Songs of noor dewasi, Hindi Dance Songs of noor dewasi, Hindi Hip-hop songs of noor dewasi, best Hindi songs of noor dewasi, super hit Hindi songs of noor dewasi, hit Hindi songs of noor dewasi, duet Hindi songs of noor dewasi, solo Hindi songs of noor dewasi, old Hindi songs of noor dewasi, famous Hindi songs of noor dewasi, Sing Along Songs of noor dewasi, Sing Along Sad Songs of noor dewasi, Sing Along Love Songs of noor dewasi, Sing Along Dance Songs of noor dewasi, Sing Along Hip-hop songs of noor dewasi, Sing Along Best songs of noor dewasi, Sing Along Super hit songs of noor dewasi, Sing Along hit songs of noor dewasi, Sing Along duet songs of noor dewasi, Sing Along solo songs of noor dewasi, Sing Along old songs of noor dewasi, Sing Along famous songs of noor dewasi