Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNargis
HomeNargis
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa re aa jaa re aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re aa aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm maut meri taraf aane lagi jaan teri taraf jaane lagi bol shaam e judaai kyaa kare bol shaam e judaai kyaa kare aas milne ki tadpaane lagi aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re ho o o ghabraaye haai re dil ho o o ghabraaye haai re dil sapnon mein aake kabhi mil sapnon mein aake kabhi mil aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re aa aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm apne beemaar e ghum ko dekh le ho sake to tu humko dekh le toone dekhaa na hogaa ye samaa toone dekhaa na hogaa ye samaa kaise jaataa hai dum ko dekh le aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar
aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya beete dinon ki yaad ne phir mera dil dukha diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya loot liya mera karaar phir dil e beqaraar ne loot liya mera karaar phir dil e beqaraar ne dard ne mere chain ko khaak mein phir mila diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya laaun kahaan se main wo dil laaun kahaan se main wo dil tumko jo pyaar kar sake jis mein base huye the wo maine wo dil ganwa diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya ashq jo the ruke ruke aaj wo phir baras pade ashq jo the ruke ruke aaj wo phir baras pade aye meri na muradiyon tumne mujhe mita diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya beete dinon ki yaad ne phir mera dil dukha diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya
aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan bheegi bheegi raat mein dil ka daaman thaam le khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan dil ye chaahe aaj to baadal ban ud jaoon main dulhan jaisa aasmaan dharti par le aaoon main chaand ka dola saje dhoom taron mein mache jhoom ke duniya kahe pyaar mein do dil mile chaand ka dola
aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara veeranon mein sehraaon mein aate jaate inn raahon mein tere ishaaron par naachi main jeevan bhar aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara ab to batlaa aye dil mere baaki hain ab kitne phere ab to ruke ye safar mera bhi koi ghar aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara raat aur din ke ye do chehre kab tak pehnun kuchh to keh re kaun hoon main kya hoon sach hoon ke saaya hoon aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara
aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man laagi teri lagan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja kheton kheton dagmag dole hariyaali matwaari ho hariyaali matwaari aise mein o preetam pyaare aaye yaad tihaari ho aaye yaad tihaari tore bina mohe kal nahin aaye tore bina mohe kal nahin aaye dil ki lagi tadpaaye hoooo dil ki lagi tadpaaye mast pawan chale man lehraaye mast pawan chale man lehraaye aayi milan rut haaye aayi milan rut haaye ghar aaja sajan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man lagi teri lagan ghar aaja oo oo oooo oo kheton se parvat par aakar kheton se parvat par aakar jeevan jyot jaga le jeevan jyot jaga le duniya hai do din ka mela kuchh ro le kuchh gaa le duniya hai do din ka mela kuchh ro le kuchh gaa le ghar aaja sajan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man lagi teri lagan ghar aaja
Ab Mera Kaun Sahara
aa jaao tadapte hain armaan aa jaao tadapte hain armaan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai main roun yahan tum chup ho wahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai o chaand ki rangat udne lagi wo taaron ke dil ab doob gaye doob gaye hai dard bhara bechain samaa ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai iss chaand ke dole mein aayi nazar iss chaand ke dole mein aayi nazar ye raat ki dulhan chal di kidhar chal di kidhar aawaaz to do khoye ho kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ghabra ke nazar bhi haar gayi ghabra ke nazar bhi haar gayi taqdeer ko bhi neend aane lagi neend aane lagi tum aate nahin main jaaoon kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai
ab yaad naa kar bhool jaa aye dil wo fasana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar kyun yaad tujhe aati hai beeti huyi baaten tu bhool jaa tu bhool jaa wo pyaar ke din pyaar ki raaten ab toot chuka hai wo tera khaab suhana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar aye jhoomti lehrati huyi mast hawaaon aye chaand nazaron rangeen fizaaon tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana hain pyaar ki ghadhiyaan hai muhabbat ka zamana hain pyaar ki ghadhiyaan pyaar ki ghadiyaan aati hai mere kaanon mein ye kis ki sadaaayennnnn tum dil se khud hi poochh loooo hum kyun ye bataayeeeee yaad aane lagaaaa yaad aane lagaa yaad aane lagaa phir mujhe wo bhoola fasaana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana wo pyaar ki ghadiyaaan pyaar ki ghadiyaan aa jaa ke ab uss dard bhare din ko bhulayen armanon ke gulshan mein naye phool
albelaaaa albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albelaaaa raat ho ya din mujhe kya mast main hardum khel samjhun zindagi ko kya khushi kya ghum raat ho ya din mujhe kya mast main hardum khel samjhun zindagi ko kya khushi kya ghum maana gareeb hoon phir bhi ajeeb hoon dil ka ameer hoon ta ra ra ram albelaaaa albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albelaaaa meri nagri man ki duniya cheez kya hai tan phool hon ya chaand taare hai ye mera dhan meri nagri man ki duniya cheez kya hai tan phool hon ya chaand taare hai ye mera dhan khana kharaab hoon phir bhi main apna aap jawaab hoon ta ra ra ram albelaaaa albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albelaaaa aaj ka din zindagi hai maut ka din kal lag raha hai chal chalaa o tu bhi pyaare chal aaj ka din zindagi hai maut ka din kal lag raha hai chal chalaa o tu bhi pyaare chal mele mein ghoom ja
armaan bhare dil ki lagan tere liye hai armaan bhare dil ki lagan tere liye hai ho lagan tere liye hai ho lagan tere liye hai nagri mere jeevan ki sajan tere liye hai ho sajan tere liye hai ho sajan tere liye hai loota hai mere dil ne muhabbat ka khazaana ho muhabbat ka khazaana ho muhabbat ka khazaana jo teri kahaani hai wohi mera fasaana haan wohi mera fasaana haan wohi mera fasaana ye phool ye phool ye khushboo ye chaman tere liye hai ho chaman tere liye hai ho chaman tere liye hai armaan bhare dil ki lagan tere liye hai kyun pyaar ki duniyaa mein naa ho raaz humara kyun naa ho raaz humara kyun naa ho raaz humara hai dil ko teri nargisi aankhon ka sahara teri aankhon ka sahara teri aankhon ka sahara ye chaand ye chaand ye dharti ye gagan tere liye hai ho gagan tere liye hai ho gagan tere liye hai armaan bhare dil ki lagan tere liye hai ho lagan tere liye hai ho lagan tere liye hai nagri mere jeevan ki sajan tere liye hai ho sajan tere liye hai ho sajan tere liye
ho o o bachpan ke din bhula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena aaj hanse kal rula na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste gaate haste aa aa aa aa aa aa door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein deep jalaayein deep jala kar bujha na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane ha ha aa aa aa aa aa nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane yahi zamaane yaad humaari mitaa na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena
badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha mujhe iss bewafaa duniyaa pe ronaa baar baar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya badi barbaadiyaan le kar wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa jo aansoon aankh mein aayaa wo ho kar beqaraar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar
nazar se door jaane waale dil se door naa karna meri aankhon ko rone par kahin majboor naa karna bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge ghataayen phir bhi chhaayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte theeee jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren sandesa pyaar kaa laayegi saawan ki jawaan raaten pawan jhoomegi gaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren
bhala karne waale bhalayi kiye ja burayi ke badle duwayein diye ja bhala karne waale bhalayi kiye ja burayi ke badle duwayein diye ja bhala karne waale bhalayi kiye ja burayi ke badle duwayein diye ja bhala karne waale chalen aandhiyaan ghum ke tufaan aayen chalen aandhiyaan ghum ke tufaan aayen tere ye kadam dagmagane na paayen ghute dum to kya saans phir bhi liye ja burayi ke badle duwayein diye ja bhala karne waale bhalayi kiye ja burayi ke badle duwayein diye ja bhala karne waale ghadi do ghadi ke hain badal ye kaale ghadi do ghadi ke hain badal ye kaale ye din to humesha nahin rehne wale sahe ja sitam aansuon ko piye ja burayi ke badle duwayein diye ja bhala karne waale bhalayi kiye ja burayi ke badle duwayein diye ja bhala karne waale
bichhade huye pardesi bichhade huye pardesi ik baar to aana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi waade bhi kiye tune khaayi thi kasam meri waade bhi kiye tune khaayi thi kasam meri waadon pe hi jeeti hoon hai aas mujhe teri itni hai araj meri mujhko naa bhulaana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi duniyaa mujhe chheene hai sabne mujhe ghera hai duniyaa mujhe chheene hai sabne mujhe ghera hai aur meri jabaan par to bas naam hi tera hai duniyaa naa hanse mujh par itna naa rulana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi gairon kaa naa ho jaana jab apna banaaya hai gairon kaa naa ho jaana jab apna banaaya hai pass aa ke naa kho jaana jab dil mein basaaya hai jo baat kahin tune wo baat nibhaana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi ik baar to aana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi
chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai khushi mein aaj kal kuchh ghum bhi shamil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai khushi mein aaj kal kuchh ghum bhi shamil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana naa jaane kyun badalti jaa rahi hai zindagi meri naa jaane zindagi meri naa jaane kyun badalti jaa rahi hai zindagi meri naa jaane zindagi meriiii main dil se bekhabar dil mujhse gaafil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana ye uljhan aur ye bechaini ye dhadkan aur ye betaabi ye dhadkan aur ye betaabiiiii ye uljhan aur ye bechaini ye dhadkan aur ye betaabi ye dhadkan aur ye betaabiiiii mera dil jaane kinn teeron pe ghayal hota jaata hai chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai khushi mein aaj kal kuchh ghum bhi shamil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana
chhod baabul ka ghar mohe pee ke nagar aaj jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada sang sakhiyon ke bachpan bitati thi main byah gudiyon ka hans hans rachaati thi main sabse muhn mod kar kya bataaun kidhar dil lagaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada yaad maike ki dil se bhulaaye chali preet saajan ki mann mein basaaye chali yaad kar ke ye ghar royi aankhen magar muskurana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada pehan ulfat ka gehna dulhan main bani dola aaya piya ka sakhi main chali ye tha jhootha nagar isliye chhod kar mohe jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada
chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya phool sang muskaaye kaliyaan main kaise muskaaun baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan chham chham neer bahaaun main chham chham neer bahaaun chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya dil ki lagi ko kya koi jaane main jaane dil jaane palkon ki chhayaa mein naachen palkon ki chhayaa mein naachen dard bhare afsaane haaye dard bhare afsaane chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat aisi chali birhaa ki aandhi aisi chali birhaa ki aandhi tadpat hoon din raat haaye main tadpat hoon din raat chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya chhod
dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia chanchal chit ko moh ne ghera chanchal chit ko moh ne ghera pag pag par hai paap ka dera pag pag par hai paap ka dera laaj rakho jyo laaj rakhiyia paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia chhaya charo orr andhera chhaya charo orr andhera tum bin kaun sahara mera tum bin kaun sahara mera haath pakad ke bansi bajeya paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia bhakton ne tumko manaya bhajan se bhakton ne tumko manaya bhajan se main to rijhaaun tumhe aansuan se main to rijhaaun tumhe aansuan se girton ko aao uthaon kanhaiya paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia
dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya fani tu bhi fani leta ja ulfat ki nishani do lafzon ki ek kahani ek mohabbat ek jawani yaad isse tu kar le yaad isse tu kar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya to kaanton ka ek ban hai aur ulfat phoolon ka chaman hai kar le wahi jo dil ki lagan hai soch na manzil dil ki kathin hai ho dil ki kathin hai iss manzil se guzar le iss manzil se guzar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le kehna jo tune mera na mana pichhe padega phir pachhtana dekhle apna karle thikana ye hai mohabbat woh hai zamana woh hai zamana hans le ya aahen bhar le hass le ya ahen bhar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Jaa Re Ab Meraa Dil Pukaaraa Aah (1953) 03:11 20040
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 20040   

Aaj Mere Naseeb Ne Mujhko Rula Diya Hulchul (1951) 03:58 11970
 
Poster of Hulchul (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Khumar Barabankvi
Music Director- 
Sajjad Hussain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:58   Song Number : 11970   

Aaja Sanam Madhur Chori Chori (1956) 04:52 20045
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:52   Song Number : 20045   

Aawaara Aye Mere Dil Raat Aur Din (1967) 05:22 14029
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 05:22   Song Number : 14029   

Aayi Saawan Rut Aayi Mela (1948) 03:32 40858
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 03:32   Song Number : 40858   

Ab Mera Kaun Sahaara Barsaat (1949) 03:17 38055
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:17   Song Number : 38055   

Ab Raat Guzarne Waali Awara (1951) 03:51 20007
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:51   Song Number : 20007   

Ab Yaad Naa Kar Anokha Pyar (1948) 03:44 12705
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shams Azeemabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh, Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 12705   

Ablela Main Ek Dilwaala Miss India (1957) 04:56 17250
 
Poster of Miss India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:56   Song Number : 17250   

Armaan Bhare Dil Ki Lagan Jan Pehchan (1950) 03:11 15602
 
Poster of Jan Pehchan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Khem Chandra Prakash, Manna Dey
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 15602   

Bachpan Ke Din Bhula Na Deedar (1951) 03:36 13029
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar, Nimmi, Ashok Kumar
Duration : 03:36   Song Number : 13029   

Badi Barbadiyan Le kar Dhoon (1953) 03:11 13086
 
Poster of Dhoon (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 13086   

Bahaaren Phir Bhi Lahore (1949) 03:11 13576
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 13576   

Bhala Karne Waale Bhalayi Kiye Ja Ghar Sansar (1958) 03:26 38328
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nargis
Duration : 03:26   Song Number : 38328   

Bichhade Huye Pardesi Barsaat (1949) 03:17 15146
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:17   Song Number : 15146   

Chaman Mein Reh Ke Deedar (1951) 03:14 13030
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:14   Song Number : 13030   

Chhod Baabul Ka Ghar Babul (1950) 03:15 12777
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Raag- 
Marwa
Duration : 03:15   Song Number : 12777   

Chhod Gaye Baalam Barsaat (1949) 03:24 11812
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 11812   

Dagmag Dagmag Dole Jogan (1950) 03:24 13455
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:24   Song Number : 13455   

Dar Na Mohabbat Kar Le Andaz (1949) 03:10 37161
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:10   Song Number : 37161   
Karaoke Songs of nargis, Sad Songs of nargis, Love Songs of nargis, Dance Songs of nargis, Hip-hop songs of nargis, Best songs of nargis, Super hit songs of nargis, hit songs of nargis, duet songs of nargis, solo songs of nargis, old songs of nargis, famous songs of nargis, Hindi Karaoke Songs of nargis, Hindi Sad Songs of nargis, Hindi Love Songs of nargis, Hindi Dance Songs of nargis, Hindi Hip-hop songs of nargis, best Hindi songs of nargis, super hit Hindi songs of nargis, hit Hindi songs of nargis, duet Hindi songs of nargis, solo Hindi songs of nargis, old Hindi songs of nargis, famous Hindi songs of nargis, Sing Along Songs of nargis, Sing Along Sad Songs of nargis, Sing Along Love Songs of nargis, Sing Along Dance Songs of nargis, Sing Along Hip-hop songs of nargis, Sing Along Best songs of nargis, Sing Along Super hit songs of nargis, Sing Along hit songs of nargis, Sing Along duet songs of nargis, Sing Along solo songs of nargis, Sing Along old songs of nargis, Sing Along famous songs of nargis