Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukesh
HomeMukesh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya aage nikal aaye hum woh pichhe reh gaye upar chale aaye hum woh niche reh gaye aage nikal aaye hum woh pichhe reh gaye upar chale aaye hum woh niche reh gaye you can never stop us never break us down bcoz i have you beside me life is light life is flash aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya saare shehar mein humin hain hum sa kaun hai dekho idhar hum yahin hain hum sa kaun hai saare shehar mein humin hain hum sa kaun hai dekho idhar hum yahin hain hum sa kaun hai you can never stop us never break us down bcoz i have you beside me life is light life is flash aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya
chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana raah mein murakh mat loot jaana mat loot jaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye aankh se tapke dil ka khazaana dil ka khazaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri
laaya tu laaya yaara kaisi jagah thodi si aisi thodi waisi jagah laaya tu laaya yaara kaisi jagah thodi si aisi thodi waisi jagah thaama tere haathon ko gori maine thaama aaja aaja hone de thoda sa hungama gazab bhayo raama zulm bhayo raama gazab bhayo raama zulm bhayo raama gazab bhayo raama zulm bhayo raama gazab bhayo raama zulm bhayo raama thoda sa darun main haai re kya karun main begaane hain yahaan pe sabhi haan aankhon se ishare kare hain dekho saare deewane hai yahaan pe sabhi dekho dekhe tumko to gaaye sa re ga ma hona hai to hone de yaara tu hungama gazab bhayo raama zulm bhayo raama gazab bhayo raama zulm bhayo raama gazab bhayo raama zulm bhayo raama gazab bhayo raama zulm bhayo raama sa sa sa re re ga re ga ma pa pa pa sa sa sa re re ga re ga ma pa pa pa sa sa sa re re ga re ga ma pa sa sa sa re re ga re ga ma pa pa pa pa teekhe do paimaane do aankhon ke deewane sambhalo to sambhalte nahin nigahon mein chadhe wo hawaon mein udde wo zameen pe wo
kaise bataaun tujhe ke dil mera kya keh raha rahe na faasle ye jo hain apne darmiyaan ho ooo kaise bataaun tujhe ke dil mera kya keh raha rahe na faasle ye jo hain apne darmiyaan tere kareeb main ho sakoon de de tu apni razaa paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud ko mujhe ho oo ooo ooo hoo oo oo oo tujhse mohabbat huyi hai meri hai bus ye khata tujhse main door rahoon ye mujhko gawaara kahaan main tere saath mein hi rahoon chhodun ye saara jahaan paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud ko mujhe ho oo oo oo hoo oo oo oo ho oo oo oo ho oo oo oo oo ho ho hooo teri adaaon mein doob loon doob loon main tujhi mein ho jaaun tere itne kareeb ki main dikhun ab tujhi mein paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud
koi dil mein hai aur koi hai nazar mein muhobbat ke sapne ae ae main kis pe lutaaun isi kashmakash mein jiye jaa raha hoon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon udhar dil muhobbat mein unko diya hai idhar farz ka bojh sar pe liya hai aree zindagi toone ye kya kiya hai kise yaad rakhoon kise bhool jaaon na bas mein hai mere unhe bhool jaana na bas mein hai inko nazar se girana meri bebasi ka bas itna fasana kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon
koyaliyaa tere bol sune to birhan kaa khoye sukh chain ek chhan jeeya jale dukhdaayi ek chhan bhar bhar aawat nain koyaliyaa udd jaaa aa aa yahaan naa hi bol koyaliyaa udd jaaa aa aa yahaan naa hi bol koyaliyaa udd jaaa aa aa tere to ghan shyam hai chhaaye mere hi ghan shyam naa aaye tere to ghan shyam hai chhaaye mere hi ghan shyam naa aaye main hoon viyogin main bairaagin jaaye naa man mera dol koyaliyaa udd jaaa aa aa yahaan naa hi bol koyaliyaa udd jaaa aa aa boondon ke baan chalaye sawan jal se jal jal jaaye jeevan boondon ke baan chalaye sawan jal se jal jal jaaye jeevan main hoon viyogin main bairaagin ras mein vish mat ghol koyaliyaa udd jaaa aa aa yahaan naa hi bol koyaliyaa udd jaaa
zameen bhi chup aasmaan bhi chup hai kisi ki duniyaa ujad rahi haiiiii bata aye maalik ye kaisi kismat jo bante bante bigad rahi hai masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye sehlaa ke zakhm mere behlaa diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa sau sau sitam uthaaye do din ki zindagi mein aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne
mil na saka dil ko mil na saka dil ko agar pyaar tumhara aana padega mujh ko duniya mein dubaara mil na saka dil ko gaal par gulaab ke sabnam hai zindagi pyaar ke liye to bahut kam hai zindagi udti huyi iss umar ko ek tera sahara aana padega mujh ko duniya mein dubaara mil na saka dil ko apni yeh chhoti si mulaqaat bahut hai jitni der tera mile saath bahut hai bas ek jhalak ek nazar ek ishara aana padega mujh ko duniya mein dubaara mil na saka dil ko agar pyaar tumhara aana padega mujh ko duniya mein dubaara aana padega mujh ko duniya mein dubaara aana padega mujh ko duniya mein dubaara
pal bhar hi ki pehchaan mein pardesi sanam se pal bhar hi ki pehchaan mein pardesi sanam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se nighaahen chouki dil kisi doosri duniyaa mein kho gayaa jise dekha hai ke zindagi se mujhe pyaar ho gaya kisne mehkaa diya hai aa ke raahon ko meri raahon ke bhaag jaag gaye kis ke kadam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se kisi jeevan mein sahi tumse meri preet rahi tumse meri preet rahi jo geet bhool gaye aaj lagte hain naye ehsaan hai kismat kaa milaaya tumhen hum se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se zara sharmaana aur muskana hai nishaani pyaar ki bina bole hi nain keh dete hain kahaani pyaar ki jisne dil haar diya usne jag jeet liya dil de ke kya mila naa kahaa jaayega humse lagta hai ke hum jaante hon janam janam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se pal bhar hi ki pehchaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Dekhen Zara Aa Dekhen Zara (2009) 05:10 37250
 
Poster of Aa Dekhen Zara (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Gourav Dasgupta
On Screen Actors- 
Neil Nitin Mukesh, Bipasha Basu
Duration : 05:10   Song Number : 37250   

Chhoti Si Ye Zindgaani Aah (1953) 03:34 20290
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Duration : 03:34   Song Number : 20290   

Gazab Aa Dekhen Zara (2009) 04:08 37205
 
Poster of Aa Dekhen Zara (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Neil Nitin Mukesh, Bipasha Basu
Duration : 04:08   Song Number : 37205   

Kaise Bataaun 3G (A Killer Connection) (2013) 04:44 37219
 
Poster of 3G (A Killer Connection) (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Mithoon
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Sonal Chauhan, K K
On Screen Actors- 
Sonal Chauhan, Neil Nitin Mukesh
Duration : 04:44   Song Number : 37219   

Kise Yaad Rakhoon Anuraag (1956) 03:12 15548
 
Poster of Anuraag (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Mukesh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh, Usha Kiran
Duration : 03:12   Song Number : 15548   

Koyaliya Ud Ja Mukesh 03:40 16483
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Duration : 03:40   Song Number : 16483   

Masoom Dil Ki Haan Pe Mashuqa (1953) 03:26 31076
 
Poster of Mashuqa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Suraiya, Kuldeep Kaur, Mukesh
Duration : 03:26   Song Number : 31076   

Mil Na Saka Dil To Mukesh 02:57 16538
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kishore Desai
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Duration : 02:57   Song Number : 16538   

Pal Bhar Hi Ki Pehchaan Anuraag (1956) 03:21 12274
 
Poster of Anuraag (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Mukesh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Raag- 
Bihag
Duration : 03:21   Song Number : 12274   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh