Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMeenu Mumtaaj
HomeMeenu Mumtaaj
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


suno suno hey pandat logon suno suno maulana are apna ye sansar hua hai kyaa bilkul pagal khana aaa aaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa satyanarayan ki katha mein ab to bajta filmi gana o filmi gana o filmi gana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa aaaaaaaa aaj ka majnu seekh gaya hai haan kya laila ke paon dabana hooo paon dabana hooo paon dabana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa are gazab bhaya re bhayi haye haye hayee chela guru ko chuna lagaye janta ko jyotishi ullu banaye are dhudh wala dhud mein pani milaye jiss ko na jhadu pakdna bhi aaye wo beta apna hi jhanda udaye aadmi bhi kaisa kaazi hai haye mauka mile to bahgwan bechh khaye haan mauka mile to bhagwan bechh khaye haye haye haye aaa aaaa kuchh logon ka dhanda hua hai kya mandir mein jute churana o chapal churana o boot churana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa ho badla sara zamana
aaaa aaa aaa aa aaa aa aa aa aaa aa aa aa bedardi mere saiyaan shabnam hain kabhi shole andar se bade zaalim baahar se bade bhole andar se bade zaalim baahar se bade bhole bedardi mere saiyaan shabnam hain kabhi shole andar se bade zaalim baahar se bade bhole matlab ki ye ratiyaan hain koi inhen kya samjhe ye khud bhi nahin apne bas inko khuda samjhe aa aa aa aa aa aa tambhar mein ye tola hai tambhar mein ye masha hai tambhar mein ye tola hai tambhar mein ye masha hai bante hai tamaashaayi aur khud bhi tamasha hai aur khud bhi tamasha hai aa aa aa aa aa aa reh reh ke badalte hain din raat naye chole andar se bade zaalim baahar se bade bhole andar se bade zaalim baahar se bade bhole har ek ada mere baalam ki niraali hai baaten hain muhabbat ki dil pyaar se khaali hai aye ee ee ee aadat hai badi chanchal surat hai badi saada aadat hai badi chanchal surat hai badi saada aaj is ko diya dhokha kal usse kiya wadaa kal usse kiya wadaa haan aa aa aa aa aa harjaayi hai
boojh mera kya naav re nadi kinaare gaanv re peepal jhoome more aangnaa thandi thandi chhanv re log kahen main baanvri mere uljhe uljhe baal log kahen main baanvri mere uljhe uljhe baal mera kaala kaala til hai mere gore gore gaal mera kaala kaala til hai mere gore gore gaal main chali jiss gali jhoome saara gaanv re boojh mera kya naav re nadi kinaare gaanv re peepal jhoome more aangnaa thandi thandi chhanv re aaj sambhal ke dekhna baabu ji humri or aaj sambhal ke dekhna baabu ji humri or kahin dil se lipat naa jaaye lambi zulfon ki dor kahin dil se lipat naa jaaye lambi zulfon ki dor main kali manchali sabka mann lalchaaun re boojh mera kya naav re nadi kinaare gaanv re peepal jhoome more aangnaa thandi thandi chhanv re dilwaalon ke beech mein meri ankhiyaan hain badnaam dilwaalon ke beech mein meri ankhiyaan hain badnaam hoon ek paheli phir bhi koi boojhe mera naam hoon ek paheli phir bhi koi boojhe mera naam ye chali ye chali boojho to kitt jaaun re boojh mera
dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho kehti hai ek kahaani ye aarzoo deewaani kehti hai ek kahaani ye aarzoo deewaani karti hai kuchh ishaare mausam ki ye jawaani daaman bacha ke jaayen raaten na ab suhaani daaman bacha ke jaayen raaten na ab suhaani dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho waade kiye to taale armaan naa kuchh nikaale waade kiye to taale armaan naa kuchh nikaale guzra hai ek zamaana baahein gale mein daale dekho na bhool jaana ye din hain jaane waale dekho na bhool jaana ye din hain jaane waale dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho duniyan ka humko dar kya dekhen idhar udhar kya duniyan ka humko dar kya dekhen idhar udhar kya hum ho chuke deewaane apni humen khabar kya bolo siva tumhaare aaye humein nazar kya bolo siva tumhaare aaye humein nazar kya dekho ji dekho
o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera haaye oye hoye ke dil mera loot liya o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera oooo oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera o sadke oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera haan aa aa oye hoye ke dil mera loot liyaaa haaye goriye chale kyun tan tan ke jaaye kahan tu ban than ke ve murja goriye chale kyun tan tan ke jaaye kahan tu ban than ke hooo ooo main to chali hoon balamwa thane rapat likhwane ke dil mera o bach ke aye haye ke dil mera loot liya o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera haaye oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera oye hoye oye hoye ke dil mera loot liya aa haa goriye nazar teri heere kiii gaale seb kashmire ki hoye rehn de goriye nazar teri heere kiii gaale seb kashmire ki hooo ooo sajnaa ye chaalen rehne de mujhko tu sach sach kehne de o
jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa are jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa main bhi jaanu ri peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke peepal ki chhaiyaan tale peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke bhole bhaale dil ko le gaya udaaiyi ke sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baiyaan marod ke baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baith gaye chhailwaa mann mein samaaiye ke gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu ri jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa tu naa keh kisi
main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe kyun pukaarti hain ye jawa jawa fizaayein mujhe mil gayi kahaan se ye hasin hasin adaayein ye hasin hasin adaayein meri zindagi pe chhayi ye nayi bahaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon jo kadam utha rahi hoon wo kadam behak raha hai mili tum se kya nigaahein mera dil dhadak raha hai mera dil dhadak raha hai mere dil pe haath rakh do tumhein intezaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum
reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jab jab tujhko dekhun mere dil mein chhute phuljahdiyaan karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan are karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan kya hai kutwaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa main hoon izzat waali mujhe samjh naa aisi waisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi tu hai kiss thaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa roop tere kaa latka mere dil ko de gaya jhatka rang bhare haathon se zara khol de patt ghunghat kaa haaye rang bhare
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm saba se ye keh do ke kaliyaan bichhaaye wo dekho wo jaane bahaar aa raha hai chura le gaya jo inn aankhon ki neenden wohi le ke dil kaa qaraar aa raha hai saba se ye keh do ye kaun aa gaya dil ko karta ishaare ke mehki fazaa muskuraaye nazaare kadam badh ke tu choom le aye muhabbat ke dil ko bahut unpe pyaar aa raha hai saba se ye keh do ye maana ke mehfil mein anjaan hai tu magar jab bhi tujhse nighaahen mili hain mujhe yun laga hai paiyaam e muhabbat nazar se teri baar baar aa raha hai saba se ye keh do ye rangeen fasaana koi mujhse poochhe ke tu aisa pyaara hai kitna haseen hai suna tha haseen jinpe karte hain jaadoo tujhe dekh kar aitbaar aa raha hai saba se ye keh do ke kaliyaan bichhaaye wo dekho wo jaane bahaar aa raha hai saba se ye keh do
sitare raah takte hain chale aao chale aao chale aao chale aao hazaron dil dhadakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao kahan ho tum jo apne ko mera deewana kehte the wo aankhein tum kabhi jinko hansi paimana kehte the hansi paimana kehte the wo paimane chhalakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao yahi wadi yahi sahil yahi rangeen nazaare the yahi ghum e mohabbat ke jawaan lamhe guzare the jawaan lamhe guzare the kahan hum bhool sakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao mohabbat ke hansi wade the donon ki nigahon mein kabhi aankhein thi aankho mein kabhi bahein thi bahon mein kabhi bahein thi bahon mein akele ab bhatakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao sitare raah takte hain chale aao chale aao chale aao chale aao
wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa aaaaaa aaaaaa thandi thandi chanda ki kiran jalti jalti saanson ki hawaa kya naam hai iss mausam ka sanam pyaase hain magar phir bhi hai nasha aane lagi angdaayi ke jaise koi rutt badalne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage wo chaand muskaya khoya hai kuchh aisa aaj samaa behke behke uthte hai kadam yun pyaar bhari inn raahon mein chalte hi rahenge jhoom ke hum hum jo chalen mil ke gale khili chandani rang utarne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya
ye duniyaa usi ki jo pyaar kar le preet se dil ka singaar kar le preet se dil ka singaar kar le mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta dhim ta dhim tak tak tak takit takit tak takit takit tak takit takit tak ta ta ta hoooo oooooo mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai nazren kisi se to chaar kar le apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein kaliyaan khila le suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar na der da ni tin dir da ni dim dim ta nan na oo der da ni oo der dim dim ta nan na aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa ta gan na tai tai kir tai tai kir tai tai tai kir tai tak jhoom jhoom tak jhoom jhoom hooo ooooo apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badla Sara Zamana Paigham (1959) 03:05 32333
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Pradeep
On Screen Actors- 
Johny Walker, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:05   Song Number : 32333   

Bedardi Mere Saiyaan Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:39 12971
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:39   Song Number : 12971   

Boojh Mera Kya Naav C I D (1956) 04:33 20235
 
Poster of C I D (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 04:33   Song Number : 20235   

Dekho Ji Dekho Mai Baap (1957) 03:10 38708
 
Poster of Mai Baap (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Johnny Walker
Duration : 03:10   Song Number : 38708   

Gora Rang Chunariya Howrah Bridge (1958) 05:47 13345
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Mahmood, Meenu Mumtaaj
Duration : 05:47   Song Number : 13345   

Jaanu Jaanu Ri Insaan Jaag Utha (1959) 03:32 12015
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:32   Song Number : 12015   

Main Tumhin Se Poochhti Black Cat (1959) 04:25 12922
 
Poster of Black Cat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Balraj Sahni
Duration : 04:25   Song Number : 12922   

Reshmi Salwar Kurta Naya Daur (1957) 04:13 21162
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Kumkum
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:13   Song Number : 21162   

Saba Se Ye Keh Do Bank Manager (1959) 03:25 12286
 
Poster of Bank Manager (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:25   Song Number : 12286   

Sitare Raah Takte Hain Black Cat (1959) 03:40 32415
 
Poster of Black Cat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:40   Song Number : 32415   

Wo Chaand Muskaya Aakhri Dao (1958) 03:20 12034
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shekhar, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:20   Song Number : 12034   

Yeh Duniyaa Usi Ki Jo Gharana (1961) 04:24 13278
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 04:24   Song Number : 13278   
Karaoke Songs of meenu mumtaaj, Sad Songs of meenu mumtaaj, Love Songs of meenu mumtaaj, Dance Songs of meenu mumtaaj, Hip-hop songs of meenu mumtaaj, Best songs of meenu mumtaaj, Super hit songs of meenu mumtaaj, hit songs of meenu mumtaaj, duet songs of meenu mumtaaj, solo songs of meenu mumtaaj, old songs of meenu mumtaaj, famous songs of meenu mumtaaj, Hindi Karaoke Songs of meenu mumtaaj, Hindi Sad Songs of meenu mumtaaj, Hindi Love Songs of meenu mumtaaj, Hindi Dance Songs of meenu mumtaaj, Hindi Hip-hop songs of meenu mumtaaj, best Hindi songs of meenu mumtaaj, super hit Hindi songs of meenu mumtaaj, hit Hindi songs of meenu mumtaaj, duet Hindi songs of meenu mumtaaj, solo Hindi songs of meenu mumtaaj, old Hindi songs of meenu mumtaaj, famous Hindi songs of meenu mumtaaj, Sing Along Songs of meenu mumtaaj, Sing Along Sad Songs of meenu mumtaaj, Sing Along Love Songs of meenu mumtaaj, Sing Along Dance Songs of meenu mumtaaj, Sing Along Hip-hop songs of meenu mumtaaj, Sing Along Best songs of meenu mumtaaj, Sing Along Super hit songs of meenu mumtaaj, Sing Along hit songs of meenu mumtaaj, Sing Along duet songs of meenu mumtaaj, Sing Along solo songs of meenu mumtaaj, Sing Along old songs of meenu mumtaaj, Sing Along famous songs of meenu mumtaaj