Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMarwa
HomeMarwa
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o ho ho o ho ho o ho o ho o ho ho hooo o ho ho ho ho o ho ho ho ho o ho ho in hawaaon mein in fizaaon mein in hawaaon mein in fizaaon mein tujhko mera pyaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare ruk na paaon main khichti aaoon main ruk na paaon main khichti aaoon main dil ko jab dildaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare aa haa haa aa haa haa o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho aa haa haa aa haa haa tujhse rangat tujhse masti in jharnon mein in phoolon mein tujhse rangat tujhse masti in jharnon mein in phoolon mein tere dum se meri hasti jhoole chaahat ke jhoolon mein machali jaayen shokh umangein machali jaayen shokh umangein do baahon ka haar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare aa haa haa aa haa haa o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho aa haa haa aa haa haa dil mein tere dil ki dhadkan aankh mein teri aankh ka jaadoo dil mein tere dil ki dhadkan aankh mein teri aankh ka jaadoo lab par tere lab ke saaye saans mein teri saans ki
in hawaaon mein in fizaon mein in hawaaon mein in fizaon mein tujhko mera pyar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare ruk na paaon main khichti aaoon main ruk na paaon main khichti aaoon main dil ko jab dildaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho laut rahin hain meri sadaayein deewaron se sar takra ke laut rahin hain meri sadaayein deewaron se sar takra ke haath pakad kar chalne waale ho gaye rukhsat haath chhudake unko kuch bhi yaad nahin hai unko kuch bhi yaad nahin hai ab koi sau baar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho ilm nahin tha itni jaldi khatm fasane ho jaayenge ilm nahin tha itni jaldi khatm fasane ho jaayenge tum begaane ban jaaoge hum deewane ho jaayenge kal baahon ka haar mila tha kal baahon ka haar mila tha aaj ashkon ka haar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyar pukaare
aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek ho jaayen aaaaaa aaaaaaa ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah dil ke mandir mein sajaa rakhi hai murat teri mere jeene ki to soorat hai ye soorat teri dil ke mandir mein sajaa rakhi hai murat teri mere jeene ki to soorat hai ye soorat teri raat din saath rahoooooooo raat din saath raho seene mein dhadkan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek jeevan ki khushi tumne di ik ik pal mein bhar diya saare jag ka pyaar mere aanchal mein ek jeevan ki khushi tumne di ik ik pal mein bhar diya saare jag ka pyaar mere aanchal mein pyaar ka ek bhi
apne aap raaton mein chilmane sarakti hain chaunkte hain darwaze seedhiyan dhadakti hain apne aap apne aaaaaap ek ajnabee aahat aa rahi hai kam kam si jaise dil ke pardon par gir rahi ho shabnam si bin kisi ki yaad aaye dil ke taar hilte hain bin kisi ke khankaaye chudiyaan khanakti hain apne aap apne aaaaaap koi pehle din jaise ghar kisi ke jaata ho jaise khud musafir ko rasta bulata ho paanv jaane kiss jaanib beuthaye uthte hain aur chham chhama chham chham paayalen chhanakti hain apne aap apne aap raaton mein jaane kaun baalon mein ungliyaan pirota hai khelta hai paani se tann badan bhigota hai jaane kiss ke haathon se gaagren chhalakti hain jaane kiss ki baahon se bijliyaan lapakti hain apne aap apne aap raaton mein chilmane sarakti hain chaunkte hain darwaze seedhiyan dhadakti hain apne aap apne aaaaaap
chhod baabul ka ghar mohe pee ke nagar aaj jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada sang sakhiyon ke bachpan bitati thi main byah gudiyon ka hans hans rachaati thi main sabse muhn mod kar kya bataaun kidhar dil lagaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada yaad maike ki dil se bhulaaye chali preet saajan ki mann mein basaaye chali yaad kar ke ye ghar royi aankhen magar muskurana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada pehan ulfat ka gehna dulhan main bani dola aaya piya ka sakhi main chali ye tha jhootha nagar isliye chhod kar mohe jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada
dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya wo bhi kya din the humein dil mein bithaaya tha kabbhi aur hans hans ke gale tumne lagaya tha kabhi khel hi khel mein kyun jaan pe ban aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya kya bataayein tumhein hum shamma ki kismat kya hai ghum mein jalne ke siwaa aur muhabbat kya hai ye wo gulshan hai ke jismein na bahaar aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya hum wo parwaane hain jo shamma ka dam bharte hain husn ki aag mein khaamosh jala karte hain aah bhi nikle to ye pyaar ki ruswaai hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya
kahin ek maasoom naazuk si ladki bahot khubsurat haaye bahot khubsurat magar saanwali si bahot khubsurat mujhe apne khaabon ki baahon mein paa kar kabhi neend mein muskuraati to hogi ussi neend mein kasmasa kasmasa kar sarhaane se takiye giraati to hogi k
main teri chhoti behna hoon main teri chhoti behna hoon samjh na mujhko souten hhoo samjh na mujhko souten shyaam tere hain tere rahenge shyaam tere hain tere rahenge main to unki jogan hoo samjh na mujhko souten hoo samjh na mujhko souten vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai hoo vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai vehem ne jug mein sab ko duboya kisko paar utaara hai kisko paar utaara hai tera man saajan ka ghar ho tera man saajan ka ghar tu unke man ki dhadkan hoo samjh na mujhko souten jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja maine unko ishwar samjha dosh bata kya aur hai dooja dosh bata kya aur hai dooja main patjhad ki sookhi paati main patjhad ki sookhi paati aan padi tere aangan hoo samjh na mujhko souten antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon hoo antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon man mein koi mail na rakhna itna kehne aayi hoon itna kehne
main tulsi tere aangan ki main tulsi tere aangan ki koi nahin main koi nahin main koi nahin main tere saajan ki main tulsi tere aangan ki koi nahin main koi nahin main koi nahin main tere saajan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi dwaar pade pade taras gayi aaj umad kar baras gayi dwaar pade pade taras gayi aaj umad kar baras gayi pyaasi badli saawan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi maang teri sindoor bhi tera sab kuchh tera kuch nahin mera maang teri sindoor bhi tera sab kuchh tera kuch nahin mera mohe saughandh tere asuan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi kaahe ko tu mujhse jalti hai kaahe ko tu mujhse jalti hai ae ri mohe to tu lagti hai koi saheli bachpan ki main tulsi tere aangan ki koi nahin main koi nahin main koi nahin main tere saajan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi tere aangan ki
hoooooo oooooo hooooooo ooooo hooooo ooooo oooooo hooooo ooooo oooooo parbaton ke pedon par shaam ka basera hai parbaton ke pedon par shaam ka basera hai surmayi ujaala hai champayi andhera hai surmayi ujaala hai dono waqt milte hain do dilon ki surat se dono waqt milte hain do dilon ki surat se aasmaan ne khush ho kar rang saa bikhera hai aasmaan ne khush ho kar thehre thehre paani mein geet tharrtharate hain thehre thehre paani mein geet tharrtharate hain bheege bheege jhonkon mein khushbuon kaa dera hai bheege bheege jhonkon mein khushbuon kaa dera hai parbaton ke pedon par kyun naa zazb ho jaayen iss haseen nazaaren mein kyun naa zazb ho jaayen iss haseen nazaaren mein roshni kaa jhurmat hai bastiyon ka ghera hai roshni kaa jhurmat hai bastiyon ka ghera hai parbaton ke pedon par ab kisi nazaare ki dil ko aarzoo kyun ho ab kisi nazaare ki dil ko aarzoo kyun ho jab se paa liya tumko sab jahaan mera hai jab se paa liya tumko sab jahaan mera hai parbaton ke pedon
patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta jaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta koi kisi ko chaahe to kyun gunaah samjhte hain log koi kisi ki khaatir tadpe agar to hanste hain log begana aalam hai saara yahaan to koi humaara dard nahin pehchaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta chaahat ke gul khilenge chalti rahen hazaar aandhiyaan hum to isi chaman mein baandhenge pyaar ka aashiyaan ye duniyaan bijali giraye duniyaan kaante bichhaye ishq magar kab maane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta dikhlayenge jahaan ko kuchh din jo zindagani hai aur kaise na hum milenge humne bhi dil mein thani hai aaj abhi matwaale dilon ki muhabbat waale dilon ki baat koi kya jaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta jaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai patta patta
saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar meri wafaa ka aye mere humdam kar lena aitbaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar door kabhi kar de jooo majbooriiii wo doori to hogi nazar ki dooriii door kabhi kar de jooo majbooriiii wo doori to hogi nazar ki dooriii teri duwaayen gar saath rahen aayegi phir se bahaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar kaash kabhi ye raina naa beete preet ka ye paimaana kabhi naa reete kaash kabhi ye raina naa beete preet ka ye paimaana kabhi naa reete dar hai kahin aane waali sehar le le naa dil ka qaraar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar meri wafaa ka aye mere humdam kar lena aitbaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar saathi reeeeee bhool naa jaana mera pyaar
tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin kya nazaaren wahaan muskuraate nahin kya wahaan ye ghataayen barasti nahin kya kabhi hum tumhen yaad aate nahin tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin kya nazaaren wahaan muskuraate nahin ye zamaana humesha ka bedard hai dard e dil pe koi haath dharta nahin dil ki fitrat kabhi ek rehti nahin zindagi bhar wafaa koi karta nahin phir bhi jaise bhulaya hai tumne humen phir bhi jaise bhulaya hai tumne humen iss tarah bhi kisi ko bhulate nahin tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin kya nazaaren wahaan muskuraate nahin dard hai mere dil ka mere geet mein geet gata hoon main tum mujhe saaz do raat khaamosh hai aur tanhaa hai dil tum kahaan ho zara dil ko aawaaz do jo guzaare the humne muhabbat mein din jo guzaare the humne muhabbat mein din kya wo din ab tumhen yaad aate nahin tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin kya nazaaren wahaan muskuraate nahin tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ja Aa Ja Re (Happy Version) Gumrah (1963) 05:50 20582
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Raag- 
Marwa
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:50   Song Number : 20582   

Aa Ja Aa Ja Re (Sad Version) Gumrah (1963) 03:16 13299
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Raag- 
Marwa
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 13299   

Aao Mil Jaayen Prem Geet (1981) 04:48 18019
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Raag- 
Marwa
Duration : 04:48   Song Number : 18019   

Apne Aap Raaton Mein Shankar Husain (1977) 05:40 14228
 
Poster of Shankar Husain (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaif Bhopali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Chanda
Raag- 
Marwa
Duration : 05:40   Song Number : 14228   

Chhod Baabul Ka Ghar Babul (1950) 03:15 12777
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Raag- 
Marwa
Duration : 03:15   Song Number : 12777   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 04:02 20374
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan, Rehman
Raag- 
Marwa
Duration : 04:02   Song Number : 20374   

Kahin Ek Masoom Naazuk Shankar Husain (1977) 05:37 14227
 
Poster of Shankar Husain (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaif Bhopali
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kanwaljeet Singh
Raag- 
Marwa
Duration : 05:37   Song Number : 14227   

Main Teri Chhoti Souten (1983) 06:48 35951
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Tina Munim
Raag- 
Marwa
Duration : 06:48   Song Number : 35951   

Main Tulsi Tere Aangan Ki Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) 05:18 13660
 
Poster of Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Marwa
Duration : 05:18   Song Number : 13660   

Parbaton Ke Pedon Par Shagoon (1964) 04:11 12219
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Kanwaljeet, Waheeda Rehman
Raag- 
Marwa
Duration : 04:11   Song Number : 12219   

Patta Patta Ek Nazar (1972) 05:10 18265
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Raag- 
Marwa
Duration : 05:10   Song Number : 18265   

Saathi Re Bhool Naa Jaana Kotwal Saab (1977) 05:17 16453
 
Poster of Kotwal Saab (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Aparna Sen
Raag- 
Marwa
Duration : 05:17   Song Number : 16453   

Tum Jahaan Ho Wahaan Road To Sikkim (1968) 03:40 16469
 
Poster of Road To Sikkim (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Vijay Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amar Nath
Raag- 
Marwa
Duration : 03:40   Song Number : 16469