Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMadhur
HomeMadhur
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar dil ke taaron pe main chhed sakta nayi zindagi ka naya sa taraana agar dil ke taaron pe na manzil ki chaahat mere dil mein hoti na manzil ki chaahat mere dil mein hoti meri pyaas ulfat ke nagmon mein khoti mere nakshe paahi mere nakshe paahi bataate thikaana agar dil ke taaron pe main lehron ke haathon mein patwaar dekar jo baste hain dil mein unhe saath lekar bohot door saahil se le jaata kashti na wo rehte wo aur na main meri hasti na wo rehte wo aur na main meri hasti magar haaye adhura rahega apna fasaana nayi zindagi ka naya sa taraana nayi zindagi ka naya sa taraana agar dil ke taaron pe
chhup na jaana chhup na jaana aye chaand chhup na jaana aye chaand chhup na jaana jab tak main geet gaun ye taal zindagi ka jee bhar ke main bajaun aye chaand chhup na jaana aye chaand chhup na jaana udta hua ye panchhi bhule se idhar aaya udta hua ye panchi bhule se idhar aaya anjan se iss ghar ko apna hai ghar banaya ye sukh ki neend soye ye sukh ki neend soye main khawab banke aaun aye chaand chhup na jaana aye chaand chhup na jaana kaisi ada thi jis pe aankhen huyi deewani kaisi ada thi jis pe aankhen hui diwani ye dil ke mang duniya jab banat ye kahani is raat ka ye kissa is raat ka ye kissa main umr bhar sunaun aye chaand chhup na jaana aye chaand chhup na jaana aye sone wale sona jab tak jee chahe sona aye sone wale sona jab tak jee chahe sona kal din ki roshni mein is raat ka ghum dhona taiyaar ho safar ko taiyaar ho safar ko tujhko main raah dikhaun aye chaand chhup na jaana jab tak main geet gaaun jee bhar ke main bajaun aye chaand chhup na jaana
beraham ye zameen beraham aasmaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan beraham ye zameen beraham aasmaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan paa ke kuchh kho diya kho ke kuchh paa liya ashq humne piye ghum ne bedum kiya paa ke kuchh kho diya kho ke kuchh paa liya ashq humne piye ghum ne bedum kiya ghum ne bedum kiya mit raha natuwan hans rahe kahkashan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan peed se pyaar hai zakhm kaise bharen ab jeeyen ya maren kya karen kya karen peed se pyaar hai zakhm kaise bharen ab jeeyen ya maren kya karen kya karen kya karen kya karen har tamanna adhuri har armaan jawan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan beraham ye zameen beraham aasmaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan rah gaye hum yahaan chal diya carvaan
wo saamne the haseen raat thi aankhon ne dheere se kaha chaand hai mehmaan ae dil aaj ki is raat ka shukriya karti nigaahen pyaar ki saugaat ka chaand hai mehmaan ae dil aaj ki is raat ka shukriya karti nigaahen pyaar ki saugaat ka chaand hai mehmaan chaandni leti huyi hai husn ke aagosh mein chaandni leti huyi hai husn ke aagosh mein hans raha jaadu kisi ki pehli mulaqaat ka aa chaand hai mehmaan dheere dheere mastiyon ke saaz pe gaaye koi dheere dheere mastiyon ke saaz pe gaaye koi hai pata tanhaai ko bhi is raseeli baat ka chaand hai mehmaan kho gaye ho tum kahaan ab dhoondhta hai dil mera kho gaye ho tum kahaan ab dhoondhta hai dil mera aa gaya mausam chaman mein khushiyon ki barsaat ka chaand hai mehmaan
naina to dukhne lage panth nihar nihar har dhadkan papiha bani piya pukar pukar chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re palkon ki hai kalam banayi kajal beh kar bani siyaahi kaise likhun kahani ghum ki tu hi mujhe bata de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re chanda re hum khush hain ghum diya hai tune ye ehsaan kiya hai tune jahaan raho khush raho meri iss dua ka asar dikha de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re chanda re o aakash ke sundar darpan tu hi sajni tu hi saajan bichhde dilon ko phir se mila de rota chaman hansa de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda reee
aaaaa aaaaa dil ko le kar tum kinaare ho gaye iss tarha hum besahaare ho gaye dil ko le kar tum kinare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye pyaar kya jis pyaar mein kuchh ghum nahin tum nahin to hum nahin aur dum nahin pyaar kya jis pyaar mein kuchh ghum nahin tum nahin to hum nahin aur dum nahin paas aa kar tum kinaare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye main bana baadal to bijli dil bana main bana baadal to bijli dil bana khoya main sawan ki ik mehfil bana khoya main sawan ki ik mehfil bana shukr hai aansun hamare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye maut ka har dhang mera mehmaan hai zindagi kya hai goya shamshan hai maut ka har dhang mera mehmaan hai zindagi kya hai goya shamshan hai thokaron ke hum dulaare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye dil ko le kar tum kinare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye
dil toone diya dil maine liya dil maine diya dil toone diya phir bhi duniya jale to hum kya karen dil toone diya dil maine liya dil maine liya dil toone diya phir bhi duniya jale to hum kya karen tere vaade pe bhule hain duniya ko hum hum to khud ko bhi bhulen hai teri kasam humne nazaron se dil ko nazar kar diya phir bhi duniya jale to hum kya karen door kaise rahogi meri yaad se dil ka paigaam denge hum fariyaad se husn ne zindagi mein nasha bhar diya phir bhi duniya jale to hum kya karen haye aankhen huyi chaar anjaan se is bahane liya hai dil mehmaan se ab nibhana padega hamein farz ya phir bhi duniya jale to hum kya karen dil lagana qayamat se hai kam nahin aur mohabbat mein marne ka bhi ghum nahin ishq mein dil ki kurbani hai shartiya phir bhi duniya jale to hum kya karen dil toone diya dil maine liya dil maine liya dil toone diya phir bhi duniya jale to hum kya karen
toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail is ke pahiye zor se chalte aur apna rasta tay karte is ke pahiye zor se chalte aur apna rasta tay karte syaane is se kaam nikaale syaane is se kaam nikaale bachche samjhen khel toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail koi kahin ka ticket katata ek aata hai ik hai jaata koi kahin ka ticket katata ek aata hai ik hai jaata sabhi musafir bichhad jaayenge sabhi musafir bichhad jaayenge pal bhar ka hai mail pal bhar ka hai mail toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail jo jitni poonji hain rakhte usi mutabik safar wo karte jo jitni poonji hain rakhte usi mutabik safar wo karte jeevan kaaaa jeevan ka hai bhed bataati jeevan ka hai bhed bataati gyaani ko ye rail toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail
ho gaya dil aur aankh mien jhagda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil aur aankh mien jhagda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil aankhen bole pagal dil hai jiske jhakhmon par manzil hai dil kahta hum lute magar kuchh nahin aankh ka bigda dil kahta hum lute magar kuchh nahin aankh ka bigda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil dil ne apna bhed chhupayaaa aankhon ne jag ko batlayaaa dil ne apna bhed chhupayaaa aankhon ne jag ko batlayaa duniyan hansiiiiii duniyan hansi dekh premi ka rona rona mukhda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil donon karne lage ghulami kaisi meethi ye badnaami iss jhagde mein ansu ban kar dil aankhon se bichhda dil aankhon se bichhda iss jhagde mein ansu ban kar dil aankhon se bichhda dil aankhon se bichhda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil aur aankh mien jhagda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda
kaali kamli odh ke aaye bhakton ke bhagwaan re teri meri nayi nayi pehchaan re kaali kamli odh ke aaye bhakton ke bhagwaan re teri meri nayi nayi pehchaan re kaisa toone roop dikhaaya tan lahraayaa man lahraayaa kaisa toone roop dikhaaya tan lahraayaa man lahraayaa baalak tere dwaar pe aaya rakhna iska maan re teri meri nayi nayi pehchaan re kaali kamli odh ke aaye bhakton ke bhagwaan re teri meri nayi nayi pehchaan re bina haath tu bhojan karta bin paaon ke chalta phirta bina haath tu bhojan karta bin paaon ke chalta phirta sab kuchh sunta kuchh nahin kehta sab kuchh sunta kuchh nahin kehta ajab ye teri shaan re teri meri nayi nayi pehchaan re kaali kamli odh ke aaye bhakton ke bhagwaan re teri meri nayi nayi pehchaan re
main rota hooooon main rota hooooon mat mana karoo tum mere aansoon gina karoooo main rota hooooon mat mana karoo rone mein meri duniya hai aansoon mein meri basti hai main dukh ka kaala badal hoon boondo mein aag barasti hai tum mera rona suna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main ro kar jeena seekh gaya seekh gaya phir hans kar ke kya karna hai bus yaad tumhari aankh mein le kar ke paar utarna hai tum dukh ka tana buna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main patjhad mein hoon bada sukhi bada sukhi mat phool se sakhi bahaar banao o o o o o phool se sakhi bahaar bano main toota phoota ghar achha tum mat iski deewaar bano tum dil par tum dil par patthar chuna karo o o o o o main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo
maine maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala amrit ko bhi jo sharma de amrit ko bhi jo sharma de aag laga kar aag bujha de aiseeeee aise mad ke ek ghoont se bujha chuka main dil ka jwaala piya ke aaya honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala rag rag mein rag rag mein rag rag mein rag rag mein jisne duada dii ek bijli ki lehar ghoomti duniyan meri nazar mein pal bhar gayi thehar maine dil ko bante dekha befikar matwaala maine dil ko bante dekha befikar matwaala main yaad karunga jab bhi iss shaam ke neele pal ko honthon mein jalan si hogi aur pyaas lagegi mann ko tab aankhon meinnn tab aankhon mein chhaa jaayega iss din ka prem ujala piya ke aaya honthon ka pyaalaaa honthon ka pyaala
mere hatheele shaam mere hatheele shaam main bhi hath pe adaa hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega zakhmin hoon zakhmin hoon zakhmin hoon tera teer ki nokon se lada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga tu sabse bada tu sabse bada tu sabse bada aur main tujhse bhi bada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai aye dariya dil tu dekh aye dariya dil tu dekh main lehron pe khada hoon
pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye wo aa ke chala jaaye phir kis liye saaj sajaaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye mukh se nahin bol nikalte mann mein araman machalte mukh se nahin bol nikalte mann mein araman machalte honthon par rukhi hansi seene mein chot ubalte jiski phoolon ki maala teri sej saji kaaton se kahin door khada tera premi teri yaad mein aansun bahaaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye
aaaaye prem bel mein phool na patte na fal na fal itne aaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye phir bhi man kitna murakh hai phir bhi man kitna murakh hai preetam pe mar jaaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye prem bel mein phool na patte tadap tadap mar jaaye tadap tadap mar jaaye chakora tadap tadap mar jaaye chakora tadap tadap mar jaaye chakora kali kali pe bhaware bhawara premi ka bholapan dekho premi ka bholapan dekho aag se aag bhujhaye heyy premi ka bholapan dekho aag se aag bhujhaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye prem bel mein phool na patte mar kar jeena aaaaa jee kar marna aaaaaaaaaaaaaaaaaa mar kar jeena jee kar marna hasna haskar aanhe bharna man hi man mein rokar premiiiiii man hi man mein rokar premii man hi man mein rokar premii naino mein muskaaye heyyy man hi man mein rokar premii naino mein muskaaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye prem bel mein phool na patte
tu dhoondhta hai jisko basti mein ya ke ban mein woh saanwara salona rehta hai rehta hai tere man mein tu dhoondhata hai masjid mein mandiron mein parvat ke kandron mein masjid mein mandiron mein parvat ke kandron mein nadiyon ke paaniyon mein gehre samandaron mein lehra raha hai wohi lehra raha hai wohi khud apne baankpan mein woh saanwra salona rehta hai rehta hai tere man mein tu dhoondhta hai har zarre mein rama hai har phool mein basa hai har zarre mein rama hai har phool mein basa hai har chheez mein ussi ka jalwa jhalak raha hai harkat wo kar raha hai harkat wo kar raha hai har ek ke tan badan mein woh saanwra salona rehta hai rehta hai tere man mein tu dhoondhta hai kya khoya tha kya paaya kyun bhaaya kyun na bhaaya kyun soche ja raha hai kya paaya kya na paaya sab chhod de usi par sab chhod de usi par basti mein rahe ke ban mein woh saanwra salona rehta hai rehta hai tere man mein tu dhoondhta hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Dil Ke Taaron Pe Main Ratnadeep (1979) 03:23 39703
 
Poster of Ratnadeep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Mahendra Pran, Madhur
Music Director- 
Robin Chatterjee
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 39703   

Aye Chaand Chhup Na Jaana Jawab (1942) 03:24 37982
 
Poster of Jawab (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Music Director- 
Kamal Das Gupta
On Screen Actors- 
Kanan Devi
Duration : 03:24   Song Number : 37982   

Beraham Ye Zameen Beraham Aasmaan Bankelal (1972) 04:18 37604
 
Poster of Bankelal (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Madhur
Music Director- 
Pardesi
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:18   Song Number : 37604   

Chaand Hai Mehmaan Jagmohan Sursagar 03:10 17196
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Madhuraj
Duration : 03:10   Song Number : 17196   

Chanda Re Mori Patiyan Le Ja Banjarin (1960) 04:28 16206
 
Poster of Banjarin (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Pardesi
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Lalita Kumari
Raag- 
Durga
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 16206   

Dil Ko Le Kar Tum Kinare Ho Hemanta Mukherjee 03:19 16539
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Durga Sen
Duration : 03:19   Song Number : 16539   

Dil Toone Diya Dil Maine Liya Banjarin (1960) 03:33 37346
 
Poster of Banjarin (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pardesi
Singer- 
Geeta Dutt, Mukesh
On Screen Actors- 
Kanchan, Manhar Desai
Duration : 03:33   Song Number : 37346   

Duniya Ye Duniya Toofaan Mail Jawab (1942) 02:58 36452
 
Poster of Jawab (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Kamal Das Gupta
On Screen Actors- 
Kanan Devi
Duration : 02:58   Song Number : 36452   

Ho Gaya Dil Aur Aankh Mein (Geet) Pankaj Mullick 02:52 15039
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mallik
Duration : 02:52   Song Number : 15039   

Kaali Kamli Odh Ke Aaye Bhakta Dhruva (1957) 03:14 36836
 
Poster of Bhakta Dhruva (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Basant Prakash
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Sahu Modak, Sulochana
Duration : 03:14   Song Number : 36836   

Main Rota Hoon (Geet) Pankaj Mullick 03:33 15040
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:33   Song Number : 15040   

Maine Aaj Piya (Geet) Pankaj Mullick 03:25 15041
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:25   Song Number : 15041   

Mere Hatheele Shaam Pankaj Mullick 03:16 15042
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:16   Song Number : 15042   

Pran Chahe Naina Na Chaahe (Geet) Pankaj Mullick 03:07 15043
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:07   Song Number : 15043   

Prem Bel Mein Phool Na Patte (Geet) Pankaj Mullick 03:31 15044
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:31   Song Number : 15044   

Tu Dhoondhta Hai Jisko Basti Mein Yatrik (1952) 03:14 32991
 
Poster of Yatrik (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:14   Song Number : 32991   
Karaoke Songs of madhur, Sad Songs of madhur, Love Songs of madhur, Dance Songs of madhur, Hip-hop songs of madhur, Best songs of madhur, Super hit songs of madhur, hit songs of madhur, duet songs of madhur, solo songs of madhur, old songs of madhur, famous songs of madhur, Hindi Karaoke Songs of madhur, Hindi Sad Songs of madhur, Hindi Love Songs of madhur, Hindi Dance Songs of madhur, Hindi Hip-hop songs of madhur, best Hindi songs of madhur, super hit Hindi songs of madhur, hit Hindi songs of madhur, duet Hindi songs of madhur, solo Hindi songs of madhur, old Hindi songs of madhur, famous Hindi songs of madhur, Sing Along Songs of madhur, Sing Along Sad Songs of madhur, Sing Along Love Songs of madhur, Sing Along Dance Songs of madhur, Sing Along Hip-hop songs of madhur, Sing Along Best songs of madhur, Sing Along Super hit songs of madhur, Sing Along hit songs of madhur, Sing Along duet songs of madhur, Sing Along solo songs of madhur, Sing Along old songs of madhur, Sing Along famous songs of madhur