Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMadhukar Rajasthani
HomeMadhukar Rajasthani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aabaad raho o o o aabaad raho o o o mere dil ko jalaane waale ae dil ko jalaane waale tum shaad raho o o o tum shaad raho o o o meri hasti mitaane waale hasti mitaane waale aana kabhi turbat pe do aansu bahaane ko o o o o o aana kabhi turbat pe do aansu bahaane ko o o o o o teer e nazar se khoon ke teer e nazar se khoon ke o dariya bahaane waale ee dariya bahaane waale shamma bhi jala dena mere mazaar pe tum shamma bhi jala dena mere mazaar pe tum har dam hi aashiqon ke har dam hi aashiqon ke o dil ko jalaane waale dil ko jalaane waale aabaad raho o o o aabaad raho o o o mere dil ko jalaane waale ae dil ko jalaane waale
ek baar milo oo ek baar milo oo oo oo ho ho ek baar milo taaj mahel ke dwaar milo tum aa kar ek baar kabhi jeevan bhar mein bhoole se bhi mujhse kiya jo pyaar kabhi taaj mahel ke dwaar milo tum aa kar ek baar kabhi sangmarmar ki god mein jalta preet ka deep pukaare preet ka deep pukaare ab to aa jaao pyaar ke raahi jamuna nadi kinaare toote man ke mil jaate hain aa ke yahaan pe taar sabhi taaj mahel ke dwaar milo tum aa kar ek baar kabhi bade baanwre duniya waale samjh na paaye man ko samjh na paaye man ko chupke chupke lehren kehtin taaron bhare gagan ko janam maran ka preet ka bandhan tod saka sansaar kabhi taaj mahel ke dwaar milo tum aa kar ek baar kabhi jeevan bhar mein bhoole se bhi mujhse kiya jo pyaar kabhi ek baar milo oo ek baar milo oo oo oo ek baar milo
ek bholi bhaali gaon ki raani jiski kahaani aao sunayen suno ek bholi bhaali gaon ki raani jiski kahaani aao sunayen suno pake dhaan ka khet khada balkha kha ke lehraye odh chunariya hariyaali ki dharti hai muskaaye wahaan bani ek sundar kuttiya mehlon ko sharmaaye usmein rehti ek matwaali sundar raani uski kahaani aao sunayen suno kuttiya hi sab kuchh hai uski kuttiya ki sab kuchh hai wo aate jaate raahi paate aage badhne ki himmat ko gaon ki raani piya ke path mein baithi bichhaye aankhon ko saanjh deep ne mila diye aur dekh raha iss madhur milan ko aisi gaon ki raani jiski kahaani aao sunayen suno need pari ke jaadu ne jab luta diye sapne anmol lagi lootne saari duniya apni man masti mein dol need pari ke jaadu ne jab luta diye sapne anmol lagi lootne saari duniya apni man masti mein dol par haaye vidhaata roop badal kar gaon ki aangan aayi bhole bhaale mukhde dekhe apne aap se wo sharmaayi par haaye vidhaata roop badal kar gaon ki aangan aayi bhole bhaale
kya itna bhi adhikaar nahin dhoondh sakun nazaron mein teri apna khoyaa pyaar dekh sakun dekh sakun jee bhar ke tujhko door khada ek baar door khada ek baar kya itna bhi adhikaar nahin kabhi kahin jaane anjaane kar loon main lachaar jhoom sakun jhoom sakun main sun kar teri payal ki jhankaar payal ki jhankaar kya itna bhi adhikaar nahin karun tere sapnon pe apni raaton ka shingaar chhed sakun chhed sakun man ki veena par tere geet hazaar tere geet hazaar kya itna bhi adhikaar nahin nain bichha main raah niharun prem nagar ke dwaar poochh sakun poochh sakun main tujh se apne jeene ka aadhaar jeene ka aadhaar kya itna bhi adhikaar nahin
aaaaa kya yaad tumhen hum aayenge itni si baat bataayenge kya yaad tumhen hum aayenge jab gore badan ko chumengi chanda ki kirnen ithla kar tum apna aap chhupaogi kuchh sharma kar kuchh muska kar thandi hawa ke jhonke jab anchal ko tere lehraayenge kya yaad tumhen hum aayenge itni si baat bataayenge kya yaad tumhen hum aayenge jab solwaan saawan aayega raaton ki neend churaane ko majboor karengi sab sakhiyaan pritam ka naam bataane ko youvan ke bankepan mein tere kuchh sapne ulajh reh jaayenge kya yaad tumhen hum aayenge itni si baat bataayenge kya yaad tumhen hum aayenge
main gwalo rakhwalo maiya main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo kaun kami maakhan ki apne jo main par ghar jaaun raaz mein tere chaahe jitno khaaun aur khilaaun chor naa hove laal tihaaro kaahe mann bharmaayo kaahe mann bharmaayo main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo tu maiya hai sneh ki jyoti hum sab teri kirne tere aanchal ki chhaya mein behte sukh ke jharne tere charnon ki dhuli mein maiya swarg samaayo maiya swarg samaayo main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo brij ko maakhan mero maakhan naahi ye bharjori ye adhikaar janam ko mero kaun kahe ye chori wo murakh agyaani jisne mohe chor bataayo mohe chor bataayo main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo
mere geeton ka singaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum nainon mein milan ka sapnaa jeene ka sahaara apnaa nainon mein milan ka sapnaa jeene ka sahaara apnaa kyaa keh kar tujhe pukaaroon aasha ki nayi bahaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum ye sheetal pawan jhakoley kaanon mein amrit gholey ye sheetal pawan jhakoley kaanon mein amrit gholey aa kab se baat nihaaroon meri khushiyon ka aadhaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum
sunsan jamuna ka kinaraa pyaar ka antim sahaara chandni ka kafan odhe so raha kismat ka maara kisse poochun main bhala ab dekha kahin mumtaaz ko meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi pattharon ki ot mein mehki huyi tanhaaiyan kuchh nahin kehti daaliyon ki jhumti aur dolti parchaiyan kuchh nahin kehti khelti saahil pe lehar le rahi angdaayiaan kuchh nahin kehti yeh jaan ke chup chap hain mere muqaddar ki tarha humne to inke saamne khola tha dil ke raaz ko kisse poochun main bhala ab dekha kahin mumtaaz ko meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi yeh zameen ki god mein kadmon ka dhundla sa nishan khamosh hai yeh rupehla aasman madham sitaron ka jahan khamosh hai ye khoobsurat raat ka khilta hua gulshan jawaan khamosh hain rangeeniyan madhosh hain apni khushi mein doob kar kis tarah inko sunaun ab meri awaaz ko kisse poochun main bhala ab dekha kahin mumtaaz ko meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz
sajniiiiiiiiii sajniiiiiiiiii nathli se toota moti re haaaye nathli se toota moti re kajraari ankhiyaan reh gayin roti re kajraari ankhiyaan reh gayin roti re nathli se toota moti re haaaye nathli se toota moti re roop ki agiyaaaaaa roooop kiiii agiyaaaaaa haaaan haaaaan haaaan haaaan roop ki agiyaa ang mein laagiiiiii ang mein laagi kaise chhupaayennnnnnnn laaj abhaagi laaj abhaagi manvaaaaaa kehtaaaa bhor kabhi na hoti reeee kajraari ankhiyaan reh gayin roti re kajraari ankhiyaan reh gayin roti re nathli se toota moti re ho li dulhaniyaaaa palken jhukaayeeee palken jhukaaye ghooghatwaa meinnn sehme lajaayeee sehme lajaaye balmaaaaaaa padhaaye preet ki pehli pothi re kajraari ankhiyaan reh gayin roti re kajraari ankhiyaan reh gayin roti re nathli se toota moti re haaaye nathli se toota moti reeeeeee
paaaaun padun tore shyaam brij mein laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam brij mein laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam sooni kadam ki thandi chhaniyaan khoje dhun bansi ki vyaakul ho ke brij naa dubon den lehren jamuna ji kiiiii laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam dhoodh dahi se bhari matakiyaa tode kaun muraari ansunwan jal se bhare gagariyaa panghat pe panihaari laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam bilakh rahi hai maat jashoda nand ji dukh mein khoye kuchh to soch are nirmohi brij ka kan kan roye laut chalo laut chalo paaun padun tore shyaam
pal bhar ki pehchaan aap se pal bhar ki pehchaan kal se aaj suhaana laage kal se aaj suhaana laage behak rahe armaan behak rahe armaan pal bhar ki pehchaan aap se pal bhar ki pehchaan nain khule aur dekhun sapna dekhun dekhun sapna sapna nain khule aur dekhun sapna dhundhla sa mukh laage apna baanh pasaare mujhko bulaaye baanh pasaare mujhko bulaaye maange preet ka daan maange preet ka daan pal bhar ki pehchaan aap se pal bhar ki pehchaan bechaini ye kitni nasheeli bechaini bechaini bechaini bechaini ye kitni nasheeli jitni badhe ho jaaye rangeeli sau sau bahaaren saath mein laaya sau sau bahaaren saath mein laaya mera naya mehmaan mera naya mehmaan pal bhar ki pehchaan aap se pal bhar ki pehchaan kal se aaj suhaana laage kal se aaj suhaana laage behak rahe armaan behak rahe armaan pal bhar ki pehchaan aap se pal bhar ki pehchaan
tere bharoseeeee hoooo ooooo tere bharose heyyyy nandlala koi ro ro baat nihaare tere bharose heyyyy nandlala meet banaa keeeeeeeeee tum to bhoole sakhiyaan kare thitholi lok laaj se dare naa bole mann mein jalti holi hoooo oooo tere bharose heyyyy nandlala bindh jaaye so moti kaanha baaki kankar hoye preet deewani aas naa chhode chaahe jeevan khoye hoooo oooo tere bharose heyyyy nandlala le kaandha le naina more dekh agar tu paaye jogan ke ansuan mein pal pal mathura doobi jaaye hoooo oooo tere bharose heyyyy nandlala koi ro ro baat nihaare tere bharose heyyyy nandlala
tum aao rumjhum kartiii paayal ki jhankaar liyeee nain bichhaaye baitha koi phoolon bhari bahaar liyeee tum aao rumjhum kartiii tera wo angdaayi lenaaaaa yaad hai phir kuchh muskaa denaaa aaa tera wo angdaayi lena yaad hai phir kuchh muskaa denaaa aa us din hi to tune mujhko preetam ke adhikaar diye tum aao rumjhum kartiii paayal ki jhankaar liyeee nain bichhaaye baitha koi phoolon bhari bahaar liyeee tum aao rumjhum kartiii yahi jo ghadiyaan hain jeevan ki pyaasi tere madhur milan ki ee ee yahi jo ghadiyaan hain jeevan ki eeee pyaasi tere madhur milan ki ee ee beet gayin to fir nahin aani ye sundar uphaar liye tum aao rumjhum kartiii paayal ki jhankaar liyeee nain bichhaaye baitha koi phoolon bhari bahaar liyeee tum aao rumjhum kartiii
tumne mujhko sada jalaayaa tumne mujhko sada jalaayaa ek niraali jhalak dikha ke sau bijli ki chamak dikha ke chhupa liya apne chehre ko chhupa liya apne chehre ko phir na zara ghoonghat sarkaaya sada jalaaya tumne mujhko mere dil mein aag lagaayi apni deewaali khoob manaayi mere dil mein aag lagaayi apni deewaali khoob manaayi main wo jalta hua diya hoon main wo jalta hua diya hoon jiska ujaala tumne churaaya sada jalaaya tumne mujhko tumne to seekha hai jalaana tumhen kahaan aata hai bujhaana ye maine jaana jab tumne aankh milaa ke dil na milaaya ye maine jaana jab tumne aankh milaa ke dil na milaaya sada jalaaya tumne mujhko sada jalaayaa
woh saath humaara de na sake hum naam pe unke jeete hain do din ko khushi ke paaye the kyaa kahiye kaise beete hain woh saath humaara de na sake tanhaayi bahaaron se milkar jab unki yaad dilaati hai tanhaayi bahaaron se milkar jab unki yaad dilaati hai ummeed ke kachche dhaage se zakhmon ko apne seete hain woh saath humaara de na sake jaa aur kahin ab ae saavan kyun thandi aag lagaataa hai jaa aur kahin ab ae saavan kyun thandi aag lagaataa hai hum laayen kahaan se ab aansu aankhon ke sarovar reete hain woh saath humaara de na sake woh jitne hum se door huye is dil ki tadap utni hi badhi woh jitne hum se door huye is dil ki tadap utni hi badhi le jaam uthaa ab ae saaqi hum khoon e tamannaa peete hain woh saath humaara de na sake hum naam pe unke jeete hain do din ko khushi ke paaye the kyaa kahiye kaise beete hain woh saath humaara de na sake
ye aawaara raatein ye khoyi si baatein ye uljha sa mausam ye nazron ki ghaatein kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the ye naagan se balkhaye ye khwabon ke saaye ye chitke se taare jo palkon pe chhaye ye naagan se balkhaye ye khwabon ke saaye ye chitke se taare jo palkon pe chhaye kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the ye soyi si galiyaan ye kumbhlaai kaliyaan ye aankhon ke bhanwre kare rangraliyaan ye soyi si galiyaan ye kumbhlaai kaliyaan ye aankhon ke bhanwre kare rangraliyaan kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the ye bikhri hawayen jyun tooti si aahein bulayen sabhi ko nazaaron ki bahein ye bikhri hawayen jyun tooti si aahein bulayen sabhi ko nazaaron ki bahein kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the ye aawaara raatein ye khoyi si baatein ye uljha sa mausam ye nazron ki baatein kahaan aa gaye hum kahaan ja rahe the
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aabaad Rahe Mere Dil Ko Mukesh 03:02 19106
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
V Balsara
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:02   Song Number : 19106   

Ek Baar Milo (Taj Mahal Ke Dwar) Hemant Kumar 03:26 19960
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
M Chakravarthy
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 19960   

Ek Bholi Bhali Gaon Ki Rani Hemant Kumar 05:12 12074
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 05:12   Song Number : 12074   

Kya Itna Bhi Adhikaar Nahin Talat Mahmood 03:19 38023
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:19   Song Number : 38023   

Kya Yaad Tumhen Hum Aayenge Mohd Rafi 03:10 19856
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1986
Music Director- 
Vinod Chatterjee
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 19856   

Main Gwalo Rakhwalo Maiya Mohd Rafi 03:28 16165
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:28   Song Number : 16165   

Mere Geeton Ka Singaar Ho Tum Mohd Rafi 03:10 39871
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Mohammed Zahur Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 39871   

Meri Bhi Ik Mumtaaz Thi (Geet) Manna Dey 04:11 16533
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Manna Dey
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Manna Dey
Duration : 04:11   Song Number : 16533   

Nathli Se Toota Moti Re Manna Dey 04:20 16409
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Manna Deyy
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Manna Deyy
Duration : 04:20   Song Number : 16409   

Paaun Padun Tore Shyaam Mohd Rafi 03:33 15512
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:33   Song Number : 15512   

Pal Bhar Ki Pehchan Aap Se Manna Dey 04:06 38702
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Manna Dey
Singer- 
Manna Dey
Duration : 04:06   Song Number : 38702   

Tere Bharose Hey Nandlala Mohd Rafi 03:37 15513
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:37   Song Number : 15513   

Tum Aao Rumjhum Karti Mohd Rafi 03:22 39195
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:22   Song Number : 39195   

Tumne Mujhko Sada Jalaaya Hemant Kumar 02:46 18934
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 02:46   Song Number : 18934   

Woh Saath Humara De Na Sake Hemant Kumar 03:11 18935
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:11   Song Number : 18935   

Ye Aawaara Raatein Manna Dey 04:39 39943
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
V Balsara
Singer- 
Manna Dey
Duration : 04:39   Song Number : 39943   
Karaoke Songs of madhukar rajasthani, Sad Songs of madhukar rajasthani, Love Songs of madhukar rajasthani, Dance Songs of madhukar rajasthani, Hip-hop songs of madhukar rajasthani, Best songs of madhukar rajasthani, Super hit songs of madhukar rajasthani, hit songs of madhukar rajasthani, duet songs of madhukar rajasthani, solo songs of madhukar rajasthani, old songs of madhukar rajasthani, famous songs of madhukar rajasthani, Hindi Karaoke Songs of madhukar rajasthani, Hindi Sad Songs of madhukar rajasthani, Hindi Love Songs of madhukar rajasthani, Hindi Dance Songs of madhukar rajasthani, Hindi Hip-hop songs of madhukar rajasthani, best Hindi songs of madhukar rajasthani, super hit Hindi songs of madhukar rajasthani, hit Hindi songs of madhukar rajasthani, duet Hindi songs of madhukar rajasthani, solo Hindi songs of madhukar rajasthani, old Hindi songs of madhukar rajasthani, famous Hindi songs of madhukar rajasthani, Sing Along Songs of madhukar rajasthani, Sing Along Sad Songs of madhukar rajasthani, Sing Along Love Songs of madhukar rajasthani, Sing Along Dance Songs of madhukar rajasthani, Sing Along Hip-hop songs of madhukar rajasthani, Sing Along Best songs of madhukar rajasthani, Sing Along Super hit songs of madhukar rajasthani, Sing Along hit songs of madhukar rajasthani, Sing Along duet songs of madhukar rajasthani, Sing Along solo songs of madhukar rajasthani, Sing Along old songs of madhukar rajasthani, Sing Along famous songs of madhukar rajasthani