Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKedar
HomeKedar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan zulfon mein sitaare bhar lenaa aise hi kabhi jab shaam dhale tab yaad humein bhi kar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan aayaa thaa yahaan begaanaa saa aayaa thaa yahaan begaanaa saa chal doongaa kahin diwaanaa saa chal doongaa kahin diwaanaa saa diwaane ki khaatir tum koi ilzaam na apne sar lenaa aise hi kabhi jab shaam dhale tab yaad humein bhi kar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan rastaa jo mille anjaan koi rastaa jo mille anjaan koi aa jaaye agar toofaan koi aa jaaye agar toofaan koi apne ko akelaa jaan ke tum aankhon mein na aansoo bhar lenaa aise hi kabhi jab shaam dhale tab yaad humein bhi kar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan zulfon mein sitaare bhar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan
aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain lab hilen to mogre ke phool khilte hain kahin lab hilen to mogre ke phool khilte hain kahin aap ki aankhon mein kya saahil bhi milte hain kahin aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki aawaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap ki baaton mein phir koyi sharaarat to nahin aap ki baaton mein phir koyi sharaarat to nahin bevaja taareef karna aap ki aadat to nahin aap ki badmaashiyon ke ye naye andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain ho aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain
Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Dekhiye Ek Din Pyaar Ho Jaayega, Aisi Baaten Na Kar O Hasin Jaadugar Mera Dil Teri Aankhon Mein Kho Jaayega
aa aa aaaa aaaa aaaa aaaa bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye kadam choom loon ya ke aankhein bichha doon karoon kya yeh meri samajh mein na aaye bahut shukriya karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka ke ban jaaye koi afsaana dil ka khuda jaane aisi suhaani ghadi phir khuda jaane aisi suhaani ghadi phir meri zindagi mein palat ke naa aaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya khushi to bahut hai magar yeh bhi ghum hai magar yeh bhi ghum hai ke yeh saath apna kadam do kadam hai magar yeh musafir dua maangta hai magar yeh musafir dua maangta hai khuda aap se phir kisi din milaaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya aa aaaa aa mujhe dar hai mujh mein guroor aa na jaaye lagoon jhumne main suroor aa na jaaye suroor aa na jaaye kahin dil na mera yeh taarif sun kar kahin dil na mera yeh taarif sun kar
ae mere mushkil kushaa fariyaad hai fariyaad hai aapke hote huye duniya meri barbaad hai bekas pe karam keejiye sarkaar e madeena bekas pe karam keejiye gardish mein hai taqdeer bhanwar mein hai safeena gardish mein hai taqdeer bhanwar mein hai safeena bekas pe karam keejiye sarkaar e madeena bekas pe karam keejiye hai waqt e madad aaiye bigdi ko banaane bigdi ko banaane poshida nahin aapse kuchh dil ke fasaane zakhmon se bhara hai kisi majboor ka seena bekas pe karam keejiye chhaayi hai museebat ki ghata gesuon waale gesuon waale lillaah meri doobti kashti ko bachaale toofaan ke aasaar hain dushwaar hai jeena bekas pe karam keejiye gardish mein hai taqdeer bhanwar mein hai safeena bekas pe karam keejiye sarkaar e madeena bekas pe karam keejiye
aaaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa bole to bansuri kahin bajti sunaayi re bole to bansuri kahin bajti sunaayi re aisa badan ke krishan ka mandir dikhayi de bole to bansuri kahin chehara tamaam nagmagi aankhen tamaam layyyy chehara tamaam nagmagi aankhen tamaam layyyy dekhun use to zindagi gaati dikhayi de bole to bansuri kahin wo bolta badan hai ghataon ke bhes mein wo bolta badan hai ghataon ke bhes mein boondon mein uska lehja khankta sunaayi re bole to bansuri kahin tairen hain yun nighahen mein parchhayi aapki tairen hain yun nighahen mein parchhayi aapki paani mein jaise barf ka tukda dikhayi re bole to bansuri kahin bajti sunaayi re aisa badan ke krishan ka mandir dikhayi de bole to bansuri kahin bole to bansuri kahin bajti sunaayi re aisa badan ke krishan ka mandir dikhayi de bole to bansuri kahin bajti sunaayi re
darshan do ghanshyam naath mori ankhiyaan pyaasi re darshan do ghanshyam naath mori ankhiyaan pyaasi re darshan do ghanshyam mann mandir ki jyot jagaa do mann mandir ki jyot jagaa do ghat ghat baasi re darshan do ghanshyam mandir mandir moorat teri phir bhi naa dikhe soorat teri aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa mandir mandir moorat teri phir bhi naa dikhe soorat teri yug beete naa aayi milan ki puranmaasi reee darshan do ghanshyam dwaar dayaa ka jab tu khole pancham sur mein goonga bole aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa dwaar dayaa ka jab tu khole pancham sur mein goonga bole andha dekhe langda chal kar pahunche kaashi re darshan do ghanshyam paani pee kar pyaas bhujhaaun nainan ko kaise samjhaaun aankh micholi chhodo ab to mann ke baasi re darshan do ghanshyam naath mori ankhiyaan pyaasi re darshan do ghanshyam
dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega saans ki to bahut tez raftaar hai aur chhoti bahut hai milan ki ghadi gunthate gunthate ye ghata saanwari bujh na jaaye kahin roop ki phuljhari chudiyaan hi na tum chudiyaan hi na tum khankhnati raho ye sharmsaar mausam badal jaayega badal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum surkh honthon pe uff ye hansi madbhari jaise shabnam angaaron ki mehmaan ho jaado bunti huyi ye nasheeli nazar dekh le to khudaayi pareshaan ho muskuraao na aise muskuraao na aise chura kar nazar aaina dekh suraj machal jaayega machal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum chaal aisi hai madhosh masti bhari neend suraj sitaaron ko aane lage itne naazuk kadam chum aaye agar sote sote biyaa baan gaane lage mat mahaavar rachaao mat mahaavar rachaao bahut paanv mein farsh ka marmari dil daihal jaayega daihal jaayega dekhti hi raho
hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa bhedbhaav bhedbhaav apne dil se saaf kar sakein bhedbhaav apne dil se saaf kar sakein doston se bhool ho to maaf kar sakein doston se bhool ho to maaf kar sakein joothh se bache rahein sach kaa dum bharein joothh se bache rahein sach kaa dum bharein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mushkilen padein to hum pe itnaa karm kar mushkilen padein to hum pe itnaa karm kar saath dein to dharm kaa chalein to dharm par saath dein to dharm kaa chalein to dharm par khud pe hauslaa rahe badee se naa darein khud pe hauslaa rahe badee se naa darein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle
aaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya kaashi se kuchh garaj thi naa kaabe se waasta hum dhundhane chale the mohabbat ka raastaaaaa dekha tumhaare darr ko to sar ko jhuka diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya dil ki lagi ne kar diya dono ko beqaraar dohraa ke daastaan e mohabbat phir ek baar majnoo humen aur aap ko laila bana diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya nikale teri talaash mein aur khud hi kho gaye kuchh ban padi naa humse to deewane ho gayeeeee deewangi ne phir tera koochaa dikha diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya jalwon ki bhikh phekne waale ki khair ho pardaa hata ke dekhne waale ki khair hoooooo ban ke bhikhaari ishq ne daaman bichha diyaa jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa
iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko tum se na sharaarat kar baithe nadaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kashti ko sambhalo maujon se toofaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein main kaise khudaa haafiz keh doon mujhko to kisi ka yakeen nahin main kaise khudaa
hmm hmm hmm hmmm hmmm kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi haseen labon pe magar dil pe chot khaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren rahenge meri nazar mein to wo samaaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye
main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re paglepan ki peer wo jaane bichhade jiska meet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal kahe ye duniyaa main deewana din ko dekhun sapne deewani duniyaa kya jaane deewani duniyaa kya jaane ye sapne hain apne ye sapne hain apne ghaayal mann ki hansi udaaye ye duniyaa ki reet re main paagal chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki ye mera dukhiyaa jeevan hai hoonk kisi deewaane ki mann ke toote taar bajaa kar gaaun apne geet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa pal do pal ka saath humara pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain iss manzil par milne waale iss manzil par milne waale uss manzil par kho jaane hain pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain aaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa dha ni dha pa ma aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa pal do pal ka saath humara pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain iss manzil par milne waale iss manzil par haaye milne waale uss manzil par kho jaane hain pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain do pal pal do pal ka saath humara humara humara humara do pal pal do pal ka saath humara humara aaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa nazron ke shokh nazraane hoooooo oooo honthon ke garm paimaane nazron ke shokh nazraana hoooooo oooo honthon ke garm paimaane hain aaj apni mehfil mein
panchhi baawra panchhi baawra chaand se preet lagaye chaand se preet lagaye panchhi baawra chaand se preet lagaye chaand se preet lagaye chhaya dekh nadi mein moorakh phoola nahin samaye re chhaya dekh nadi mein moorakh phoola nahin samaye re wo harjaayi taaron ke sang wo harjaayi taaron ke sang apni raas rachaye chaand se preet lagaye panchhi baawra kaun bataye tujhe chakora kaun bataye tujhe chakora bojh man pe kaahe kaun bataye tujhe chakora bojh man pe kaahe jyun jyun preet badhayega tu jyun jyun preet badhayega tu tyun tyun wo ghat jaaye chaand se preet lagaye panchhi baawra chaand se preet lagaye chaand se preet lagaye panchhi baawra
pothi padh padh jag muaa pandit bhayaa na koy dhaai akshar prem kaa padhe so pandit hoy aa aa aa aaaaa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aaaa teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai humne duniyaa se alag gaanw basaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai meri kismat ki lakeeron ko sajaayaa tune meri kismat ki lakeeron ko sajaayaa tune ek naacheez ko fankaar banaayaa tune maine har bol teraa dil mein sajaa rakhaa hai humne duniyaa se alag gaanw basaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai maine geeton se chhavi teri banayi barson maine geeton se chhavi teri banayi barson door reh kar tujhe aawaaz sunaayi barson kis liye tune mujhe gair banaa rakhaa hai humne duniyaa se alag gaanw basaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai oo oo oo oo oo oo tujh ko din raat khayaalon mein hai pooja maine tujh ko din raat khayaalon mein hai pooja maine tere
uthaye jaa unke sitam aur jeeye jaaaaa yunhin muskuraaye jaa aansoon piye jaa uthaye jaa unke sitam aur jeeye jaaaaa yunhin muskuraaye jaa aansoon piye jaa uthaye jaa unke sitam yehi hai mohabbat kaa dastoor aye dil dastoor aye dil wo ghum de tujhe tuuuuu duwaayen diye jaa uthaye jaa unke sitam kabhi wo nazar jo samaayi thi dil mein samaayi thi dil mein ussi ik nazar kaaaa sahaara liye jaa uthaye jaa unke sitam sataaye zamaana hoooo sitam dhaaye duniyaa sitam dhaaye duniyaa magar tu kisi ki tamnna kiye jaa uthaye jaa unke sitam aur jeeye jaaaaa yunhin muskuraaye jaa aansoon piye jaa uthaye jaa unke sitam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aanchal Mein Saja Lena Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 02:46 12076
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Duration : 02:46   Song Number : 12076   

Aap Ki Aankhon Mein Kuch Ghar (1978) 04:20 20063
 
Poster of Ghar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rekha, Vinod Mehra
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:20   Song Number : 20063   

Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:54 20068
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:54   Song Number : 20068   

Bahut Shukriya Badi Meharbani Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:32 20191
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kedar
Duration : 05:32   Song Number : 20191   

Bekas Pe Karam keejiye Mughal-E-Azam (1960) 04:05 13789
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:05   Song Number : 13789   

Bole To Bansuri Kahin Sawan Ko Aane Do (1979) 04:55 14180
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Puran Kumar
Music Director- 
Raj Kamal
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Arun Govil
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 14180   

Darshan Do Ghanshyam Narsi Bhagat (1957) 03:35 15729
 
Poster of Narsi Bhagat (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sahu Modak, Lalita Pawar
Raag- 
Kedar
Taal- 
Tintal
Duration : 03:35   Song Number : 15729   

Dekhti Hi Raho Aaj Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:19 13825
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Kedar
Duration : 03:19   Song Number : 13825   

Hum Ko Mann Ki Shakti Denaa Guddi (1971) 04:31 20564
 
Poster of Guddi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Group Song
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:31   Song Number : 20564   

Humko Tumhare Ishq Ne Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:23 13225
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Duration : 04:23   Song Number : 13225   

Iss Rang Badalti Duniya Rajkumar (1964) 04:34 14027
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Kedar
Duration : 04:34   Song Number : 14027   

Kisi Ki Yaad Mein Jahan Ara (1964) 03:40 13400
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 13400   

Main Paagal Mera Ashiana (1952) 03:36 12743
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12743   

Pal Do Pal Ka Saath The Burning Train (1980) 10:32 21081
 
Poster of The Burning Train (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Chandpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Asarani, Danny
Raag- 
Kedar
Duration : 10:32   Song Number : 21081   

Panchhi Baawra Chaand Se Preet Bhakta Surdas (1942) 03:01 37461
 
Poster of Bhakta Surdas (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Gyan Dutt
Singer- 
Khursheed
On Screen Actors- 
Khursheed
Raag- 
Kedar
Duration : 03:01   Song Number : 37461   

Teri Tasveer Ko Seene Se Laga Rakha Hai Sawan Ko Aane Do (1979) 05:59 14177
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajkamal
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Arun Govil
Raag- 
Kedar
Duration : 05:59   Song Number : 14177   

Uthaye Ja Unke Sitam Andaz (1949) 02:50 12143
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:50   Song Number : 12143