Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKamal Jeet
HomeKamal Jeet
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai aawaaz de tu kaun si nagri mein chhupaa hai dil todne waale tu humko jo mil jaaye to haal apna sunaaye khud roye kabhi aur kabhi tujhko rulaayen kabhi tujhko rulaayen wo daag dikhaaye jo humen tune diyaa hai aye dil ke sahaare tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai seene mein teri yaad ka toofan utha hai aye dil ke sahaare dil mein to ye hasrat hai tere paas main aaun nazron se gira hoon to nazar kaise milaaun nazar kaise milaaun badnaam hoon naakaam hoon kya mujh mein raha hai aye dil ke sahaare tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai dikhlaa ke kanaara mujhe mallaah ne loota kashti bhi gayi haath se patwaar bhi chhuta patwaar bhi chhuta ab aur naa jaane meri taqdeer mein kya hai dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai bechain udhar tu hai to majboor idhar hum baithe hai chhupaaye huye ashqon mein tera ghum ashqon mein tera ghum har chot ubhar
gori sasuraal chali doli saj gayi shagnon waali gori sasuraal chali ho o o bindiyaa cham cham chamke paayal chham chham chhanke chuda chamak dikhaye gajraa mehak lutaaye phadke ang badan ke jodaa laal pehan ke doli saj gayi shagnon waali ho o o aaye ghadi milan ki kaliyaan khil gayi mann ki gori raaj karegi sukh se god bharegi sakhiyan dewen badhayi baaj rahi shehnayee doli saj gayi shagnon waali ho o o jaadoo daar ke sabka mann mohegi sabka nanad balaayen legi saas duvayen degi chhu kar paanw sasur ke bhaag jagaayegi ghar ke doli saj gayi shagnon waali
tum apna ranj o ghum apni pareshaani mujhe de do tumhe unki kasam iss dil ki viraani mujhe de do tumhe unki kasam iss dil ki viraani mujhe de do ye maana main kisi kaabil nahin hoon inn nighahon ne ye maana main kisi kaabil nahin hoon inn nighahon ne bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do main dekhoon to sahi duniyaan tumhen kaise sataati hai main dekhoon to sahi duniyaan tumhen kaise sataati hai koi din ke liye apni nigebaani mujhe de do koi din ke liye apni nigebaani mujhe de do wo dil to maine maanga tha magar gairon ne paaya tha wo dil jo maine maanga tha magar gairon ne paaya tha badi shaikh hai agar uski pashemaani mujhe de do badi shaikh hai agar uski pashemaani mujhe de do tum apna ranj o ghum apni pareshaani mujhe de do
tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki raanaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki tum ke iss jheel ke saahil pe mili hooo mujhse jab bhi dekhunga yahi mujhko nazar aaogi yaad mitti hai naa manzar koi mit sakta hai door jaa kar bhi tum apne ko yahin paaogi tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki ghul ke reh jaayegi jhonkon mein badan ki khushboo zulf ka aks ghataaon mein rahega sadiyon phool chupke se chura lenge labon ki surkhi ye jawaan husn fazaaon mein rahega sadiyon tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein ye naa samjho ke zara der ka kissa ho tum ab humesha ke liye mere muqaddar ki tarah inn nazaaron ke muqaddar kaa bhi hissa ho tum tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi
ye raat bahot rangeen sahi ye raat bahot rangeen sahi iss raat mein ghum ka zehar bhi hai naghmon ki khanak mein doobi huyi fariyaadon puaa ki lehar bhi hai ye raat bahot rangeen sahi tum raqs karo main sher padhun matlab to hai kuchh khairaat mile iss kaum ke bachchon ki khaatir kuchh sikkon ki saugaat mile sikke to karodon dhal dhal kar taksaal se baahar aate hai kin waaron mein kho jaata hai kin pardon mein chhup jaate hai ye zulm nahin to phir kyaa hai pasie se to kaale dhandhe hon aur mulk ki waaris naslon ki taleem ki khatir chande hon ab kaam nahin chal sakne kaa reham aur khairaat ke naare se iss desh ke bachche anpad hai daulat ke galat batwaare se badle ye nijaam e zardaari badle ye nijaam e zardaari keh do ye siyaasatdaanon se ye maq alhal hone ka nahin kaagaz pe chhape elaanon se ye maq alhal hone ka nahin kaagaz pe chhape elaanon se ye raat bahot rangeen sahi iss raat mein ghum ka zehar bhi hai ye raat bahot rangeen sahi
zindagi aaj mere naam se sharmaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek uljhan hai jo aksar mujhe tadpaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil jaise hasrat koi seene se nikal jaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon har kadam par koi bhuli huyi yaad aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Todne Waale Tujhe Dil Son of India (1962) 04:34 14275
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kamal Jeet, Kumkum
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:34   Song Number : 14275   

Gori Sasural Chali Shagoon (1964) 03:32 14209
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Duration : 03:32   Song Number : 14209   

Tum Apna Ranj O Ghum Shagoon (1964) 03:27 11931
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:27   Song Number : 11931   

Tum Chali Jaaogi Shagoon (1964) 03:24 14211
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Duration : 03:24   Song Number : 14211   

Ye Raat Bahot Rangeen Shagoon (1964) 03:09 14212
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Duration : 03:09   Song Number : 14212   

Zindagi Aaj Mere Naam Son of India (1962) 03:54 14278
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:54   Song Number : 14278   
Karaoke Songs of kamal jeet, Sad Songs of kamal jeet, Love Songs of kamal jeet, Dance Songs of kamal jeet, Hip-hop songs of kamal jeet, Best songs of kamal jeet, Super hit songs of kamal jeet, hit songs of kamal jeet, duet songs of kamal jeet, solo songs of kamal jeet, old songs of kamal jeet, famous songs of kamal jeet, Hindi Karaoke Songs of kamal jeet, Hindi Sad Songs of kamal jeet, Hindi Love Songs of kamal jeet, Hindi Dance Songs of kamal jeet, Hindi Hip-hop songs of kamal jeet, best Hindi songs of kamal jeet, super hit Hindi songs of kamal jeet, hit Hindi songs of kamal jeet, duet Hindi songs of kamal jeet, solo Hindi songs of kamal jeet, old Hindi songs of kamal jeet, famous Hindi songs of kamal jeet, Sing Along Songs of kamal jeet, Sing Along Sad Songs of kamal jeet, Sing Along Love Songs of kamal jeet, Sing Along Dance Songs of kamal jeet, Sing Along Hip-hop songs of kamal jeet, Sing Along Best songs of kamal jeet, Sing Along Super hit songs of kamal jeet, Sing Along hit songs of kamal jeet, Sing Along duet songs of kamal jeet, Sing Along solo songs of kamal jeet, Sing Along old songs of kamal jeet, Sing Along famous songs of kamal jeet