Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKalavati
HomeKalavati
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa re mere pyaar ke raahi raah nihaarun badi der se aa jaa re mere pyaar ke raahi raah nihaarun badi der se aa jaa re jo chaand bulaaye main to nahin bolun jo sooraj aaye to aankh nahin kholun jo chaand bulaaye main to nahin bolun jo sooraj aaye to aankh nahin kholun moond ke naina main tihaari raah nihaarun badi der se aa jaa re mere pyaar ke raahi raah nihaarun badi der se aa jaa re kahan hai basa de tann ki khushboo se ghata se main khelun zulf teri chhoo ke kahan hai basa de tann ki khushboo se ghata se main khelun zulf teri chhoo ke roop ka tere main pujaari raah nihaarun badi der se aa jaa re mere pyaar ke raahi raah nihaarun badi der se aa jaa re kahin bhi rahungi main hoon teri chhaya tujhe maine paa ke phir bhi nahin paaya kahin bhi rahungi main hoon teri chhaya tujhe maine paa ke phir bhi nahin paaya dekh main teri preet ki maari raah nihaarun badi der se aa jaa re mere pyaar ke raahi raah nihaarun badi der se aa jaa re mere pyaar ke raahi raah
aaaaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaaaa aa aa aa aa aa aa aa hai agar dushman hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin koi aaye aye aye aye aye koi aaye koi aaye koi aaye koi hum kisi se kum nahin kum nahin hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin hai agar dushman dushman aaaaaa aa aa aa aa aaaa aaaaaa aa aa aa aa aaaa aa aa aa aaaaaa aa aa aa aa kya kare dil ki jalan ko iss muhabbat ke chalan ko jo bhi ho jaaye ke ab to sar se bandha hai kafan to hum to deewane diljale zulm ke saaye mein pale daal kar aankhon ko tere rukhsaaron pe roz hi chalte hain hum to angaaron pe aaaaaa aa aa aaa aaaaaaa aaj hum jaise jigar waale kahaan zakhm khaaya hai tab huye hai jawaan teer ban jaaye doston ki nazar ya bane khanjar dushmano ki jubaan baithe hain tere dar pe to kuchh kar ke uthenge ya tujhko hi le jaayenge ya mar ke uthenge aaj hum jaise jigar waale kahaan zakhm
kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi bichhadi rahe na deepak se baati kabhi to miloge jeevan saathi ban ke deewani teri van van dolun re ban ke deewani teri van van dolun re bhed jiya ke piya jag se na kholun re chhup chhup ke ro lun re likhte hain aansoo birhaa ki baaten kabhi to miloge jeevan saathi jab se gaye ho meri palken na laagi re jab se gaye ho meri palken na laagi re saari saari ratiyaan main to ro ro ke jaagi re aisi aag laagi re yaad na jaati nindiyaa na aati kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi
kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa yauwan ritu sajan jaa ke naa aaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaage naa soyaa singaar soyaa singaar jhanan jhan jhanan neet naa bulaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet barase naa neet neet bar barase naa neet neet bar barase naa neet neet barase naa ras ki fuhaar ras ki fuhaar sapan jal gagan neet naa lutaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa
koi saagar dil ko behlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin main koi patthar nahin insaan hoon main koi patthar nahin insaan hoon kaise keh doon ghum se ghabrata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin kal to sab the carwaan ke saath saath kal to sab the carwaan ke saath saath aaj koi raah dikhlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin zindagi ke aaine ko tod do zindagi ke aaine ko tod do iss mein ab kuchh bhi nazar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin
maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaave apne mandirvaa mandirvaa mandirvaaaaa maika piya bulaaaaaaave aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa laaage mohe aisa manjeera baaje jaise dha ni dha ni dha ni pa ga ga dha pa laaage mohe aisa manjeera baaje jaise mera manvaa gaaye gaaye tan nan nan nan nan nan gaaye gaaye mera manvaa tan nan nan nan nan maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaaaaaave aaaaaaaaaa chunar naa giraaye jiyaaraa sihraaye chunar naa giraaye jiyaaraa sihraaye jiyaaraa sihraaye aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa paayal mori baaje baaje chhan nan nan nan baaje baaje paayal mori chhan nan nan nan nan nan nan maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaaaaaave paayal tori baaje sapan mora jaage aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa paayal tori baaje sapan mora jaage sa sa sa ga ga ga pa pa pa dha dha ni madan gungunaaye gaaye gun gun gun gun gaaye gaaye
aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa na to caarwaan ki talaash hai na to caarwaan ki talaash hai na aaaaaa na to caarwaan ki caarwaan ki talaash hai na to na to aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa na to caarwaan ki talaash hai na to humsafar ki talaash hai ab na to humsafar ki talaash hai ab na humsafar ki hey hey hey hey hey na to humsafar ki aaaaa aaaaa aaaaa na to humsafar ki aaaa aaaa aaaa na to humsafar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko aaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa mere naamuraad junoon ka hai ilaaz koi to maut hai ab hai ilaaz koi to maut hai ilaaz koi haaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa hai ilaaz koi to maut hai jo dawaa ke naam pe zehar de jo dawaa ke naam pe zehar de ussi chaar agar ki talaash hai jo dawaa ke naam pe zehar de dawaa ke
agar dilbar ki ruswaayi humen manzoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye agar dilbar ki ruswaayi humen manzoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye humen fursat nahin milti humen fursat nahin milti kabhi aansoon bahaane se kai ghum paas aa baithe kai ghum paas aa baithe tere ik door jaane se tere ik door jaane se agar tu paas aa jaaye to har ghum door ho jaaye agar tu paas aa jaaye to har ghum door ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye wafaa kaa waastaa de kar wafaa kaa waastaa de kar muhabbat aaj roti hai naa aise khel iss dil se naa aise khel iss dil se ye naazuk cheez hoti hai ye naazuk cheez hoti hai zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye tere rangeen honton ko tere rangeen honton ko kanwal kehne se darte hain teri iss berookhi pe hum teri iss berookhi pe hum
suboh aur shaam kaam hi kaam suboh aur shaam kaam hi kaam suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam kaam se jiss ko mile naa chhutti kaam se jiss ko mile naa chhutti aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam aaj naa jaane dil ki dhadkan raaz kyun dil ka kholeee raaz kyun dil ka khole main to jaanun wo naa jaane ye tadpan kya boleeee ye tadpan kya bole padh na sake jo mann ki chitthi padh na sake jo mann ki chitthi aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam pyaar ke waade kal jo kiye the aaj hai kya majbooriiii aaj hai kya majboori seh naa sakun main pass mein reh ke apne piya se dooriiii apne piya se doori jiss ki agan mein main jal uththi jiss ki agan mein main jal uththi aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam kaam se jiss ko mile naa chhutti kaam se jiss ko mile
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Jaa Re Mere Pyaar Oonche Log (1965) 03:49 13886
 
Poster of Oonche Log (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
K R Vijaya, Firoz Khan
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:49   Song Number : 13886   

Hum Kisi Se Kum Nahin Hum Kisise Kum Naheen (1977) 07:43 13352
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zeenat Aman
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:43   Song Number : 13352   

Kabhi To Miloge Sati Savitri (1964) 03:30 32735
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Kalavati
Duration : 03:30   Song Number : 32735   

Kahe Tarasaye Jiyara Chitralekha (1964) 03:32 13003
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Kalavati
Duration : 03:32   Song Number : 13003   

Koi Saagar Dil Ko Behlata Nahin Dil Diya Dard Liya (1966) 03:46 20795
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 20795   

Maika Piya Bulaave Sur Sangam (1985) 05:50 20846
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jaya Prada, Sachin
Raag- 
Kalavati
Duration : 05:50   Song Number : 20846   

Na To Caarwaan Ki Talaash Barsaat Ki Raat (1960) 11:18 12850
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shyama, Chandra Shekhar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 11:18   Song Number : 12850   

Sanam Tu Bewafa Khilona (1970) 06:22 12308
 
Poster of Khilona (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:22   Song Number : 12308   

Suboh Aur Shaam Kaam Uljhan (1975) 04:00 12525
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sulaxna Pandit
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:00   Song Number : 12525