Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaifi Irfani
HomeKaifi Irfani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aur hai dil ki lagi aur dil lagana aur hai ye kahani aur hai aur woh fasana aur hai aur hai dil ki lagi rooth ke jo chal diya rooth ke jo chal diya kya khabar usko bhala kya khabar usko bhala yaad rakhna aur hai aur bhool jana aur hai aur hai dil ki lagi jo tarana lab pe aaya jo tarana lab pe aaya wo to sabne sun liya wo to sabne sun liya rah gaya jo dil hi dil mein wo tarana aur hai aur hai dil ki lagi haye kis khoobi se loota haye kis khoobi se loota bewafaa taqdeer ne bewafaa taqdeer ne meri barbaadi toh hai phir har fasaana aur hai aur hai dil ki lagi
banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya juda to kiya usne hum ko mila kar juda kar diya to milana na aaya milana na aaya sunna hai ke usne sitaare banaye sunna hai ke usne sitaare banaye diye saikdon aasman par jalaye aasman par jalaye bujha do humara charag e tamanna use ye diya to jalana na aaya jalana na aaya ye aahon ke shole ashkon ki ladiyan ye aahon ke shole ye ashkon ki ladiyan ye roti thi aankhon mein sawan ki jhadiya sawan ki jhadiya jigar mein laga di hai ye aag kisne ke daman bhi hum ko bachana na aaya bachana na aaya banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya
dil tujhe diyaa tha rakhne ko tune dil ko jalaa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa tha rakhne ko tune dil ko jalaa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa bhanware ke labon per fariyaadein kaliyon ke labon par muskaanein bhanware ke labon per fariyaadein kaliyon ke labon par muskaanein bhanware ka kaleja kaliyon mein haai kisne chhupa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa tha rakhne ko jis dard se duniyaa darti hai jis ghum se kinaara karti hai jis dard se duniyaa darti hai jis ghum se kinaara karti hai teri nazar ne mere seene mein wo dard chhupa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa tha rakhne ko jab dil mein tumhein basaaya tha aashaa ka deep jalaaya tha jab dil mein tumhein basaaya tha aashaa ka deep jalaaya tha taqdeer ke ek hi jhonke ne wo deep bujhaa ke rakh diyaa kismat ne de ke
do din ki mohabbat mein humne kuchh khoya hai kuchh paaya hai do ghum ke aansoo humko mile jeene ka chain ganwaaya hai do din ki mohabbat mein humne armaan hain jo nikle hi nahin kuchh aansoon hai jo bahe nahin kuchh aise bhi afsaane hai jo humne kisi se kahe nahin kuchh hansi mein badle hain aansoon aur apna dard chhupayaa hai do din ki mohabbat mein humne aye dil tu humen tadpaata tha le humne rulaaya hai tujhko aye dil ki lagi tu jalaati thi le humne jalaaya hai tujhko iss dard ko wo jaane jisne ghar apna kabhi jalaaya hai do din ki mohabbat mein humne kiss baat pe khush hai deewana mere zakhm kisi ke kaam aaye kiss baat pe khush hai deewana mere zakhm kisi ke kaam aaye ik rog naya humen de ke kya jaane kab aaraam aaye aye dil itna betaab naa ho jab ghum ko gale lagaaya hai do din ki mohabbat mein humne
jali jo shaakh e chaman saath baagbaan bhi jala jala ke mere nashe mann ko aasmaan bhi jala ek main hoon ek meri bekasi ki shaam hai ab to tujh bin zindagi bhi mujhpe ek ilzaam hai ek main hoon ek meri dil pe kya guzri tere jaane se koi kya kahe dil pe kya guzri tere jaane se koi kya kahe saans jo aati hai wo bhi dard ka paigaam hai saans jo aati hai wo bhi dard ka paigaam hai ek main hoon ek meri aansuon mujh par hanso mere muqadder par hanso aansuon mujh par hanso mere muqadder par hanso ab kahaan wo zindagi jis kaa muhabbat naam hai ab kahaan wo zindagi jis kaa muhabbat naam hai ek main hoon ek meri bekasi ki shaam hai ek main hoon ek meri
kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kabhi bharte hain aahein aur kabhi fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai ari duniyaa kiyaa wo zulm jo sayyad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain tumhi aabaad ho dil mein tumhi ko yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte wafaa badnaam hoti hai agar fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain judaa duniyaa ne humko kar diyaa fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do
koi dil mein hai aur koi hai nazar mein muhobbat ke sapne ae ae main kis pe lutaaun isi kashmakash mein jiye jaa raha hoon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon udhar dil muhobbat mein unko diya hai idhar farz ka bojh sar pe liya hai aree zindagi toone ye kya kiya hai kise yaad rakhoon kise bhool jaaon na bas mein hai mere unhe bhool jaana na bas mein hai inko nazar se girana meri bebasi ka bas itna fasana kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon
pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye dil ka karaar leke sanam tum jo chal diye aaj mere ghum pe ye aansoo bhi hans diye sehni padi hain yoon mujhe tujh bin aye paasbaan pyaar ki ye talkhiyaan aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo aankhon mein reh gayi tere milne ki aarzoo sooni si chaandni hai hua jab se door tu ashqon ka bas chale to karen tujh se jaa bayaan pyaar ki ye talkhiyaan kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata kismat se puchhti hai mohabbat tu ye bata na muraad kyun rahi meri haseen dua kya mil gaya tujhe mujhe yoon deke aasmaan pyaar ki ye talkhiyaan jo na seh sakoon to main kya karoon pyaar ki ye talkhiyaan
raste pe hum khade hain dil e beqaraar le kar guzroge kab idhar se apni bahaar le kar raste pe hum khade hain thoda sa pyaar de do hum zindagi bana len hoooo oooooo thoda sa pyaar de do hum zindagi bana len hum zindagi bana len thoda sa pyaar le kar raste pe hum khade hain dil e beqaraar le kar guzroge kab idhar se armaan machal machal kar tujhse ye keh rahe hain hoooo oooooo armaan machal machal kar tujhse ye keh rahe hain aana pyaar waale aankhon mein pyaar le kar raste pe hum khade hain dil e beqaraar le kar guzroge kab idhar se aawaaz de rahi hai shaam e bahaar tumko hoooo oooooo aawaaz de rahi hai shaam e bahaar tumko shaam e bahaar tumko daaman mein muskuraate phoolon ke haar le kar raste pe hum khade hain dil e beqaraar le kar guzroge kab idhar se apni bahaar le kar raste pe hum khade hain
ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen ye dil jo lagaaya badi chot khaayi dil jo lagaaya badi chot khaayi jafaa tumne ki aur mujhe sharm aayi mujhe le naa doobe ye meri khataayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen wohi aasmaan hai wohi chaand taare wohi aasmaan hai wohi chaand taare magar tum nahin ho bas waade tumhaare ye kiss dil mein tumne lagi hai lagaayi ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Ka Lagana Raag Rang (1952) 03:13 36181
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 36181   

Banayi Hai Itni Badi Shisham (1952) 03:26 14250
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 14250   

Dil Tujhe Diya Tha Malhar (1951) 04:14 13669
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Arjun
Duration : 04:14   Song Number : 13669   

Do Din Ki Mohabbat Mein Humne Chhote Babu (1957) 03:22 15568
 
Poster of Chhote Babu (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:22   Song Number : 15568   

Jali Jo Shaakh E Chaman (Ek Main Hoon Ek Meri) Tarana (1951) 03:20 14323
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 14323   

Kahaan Ho Tum Malhar (1951) 04:32 13670
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 04:32   Song Number : 13670   

Kise Yaad Rakhoon Anuraag (1956) 03:12 15548
 
Poster of Anuraag (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Mukesh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh, Usha Kiran
Duration : 03:12   Song Number : 15548   

Pyaar Ki Ye Talkhiyaan Sardar (1955) 03:55 17631
 
Poster of Sardar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Jagmohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:55   Song Number : 17631   

Raste Pe Hum Khade Hain Rajput (1951) 02:54 15657
 
Poster of Rajput (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:54   Song Number : 15657   

Yeh Kaisi Adaayen Hai Unki Raag Rang (1952) 03:14 15653
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:14   Song Number : 15653   
Karaoke Songs of kaifi irfani, Sad Songs of kaifi irfani, Love Songs of kaifi irfani, Dance Songs of kaifi irfani, Hip-hop songs of kaifi irfani, Best songs of kaifi irfani, Super hit songs of kaifi irfani, hit songs of kaifi irfani, duet songs of kaifi irfani, solo songs of kaifi irfani, old songs of kaifi irfani, famous songs of kaifi irfani, Hindi Karaoke Songs of kaifi irfani, Hindi Sad Songs of kaifi irfani, Hindi Love Songs of kaifi irfani, Hindi Dance Songs of kaifi irfani, Hindi Hip-hop songs of kaifi irfani, best Hindi songs of kaifi irfani, super hit Hindi songs of kaifi irfani, hit Hindi songs of kaifi irfani, duet Hindi songs of kaifi irfani, solo Hindi songs of kaifi irfani, old Hindi songs of kaifi irfani, famous Hindi songs of kaifi irfani, Sing Along Songs of kaifi irfani, Sing Along Sad Songs of kaifi irfani, Sing Along Love Songs of kaifi irfani, Sing Along Dance Songs of kaifi irfani, Sing Along Hip-hop songs of kaifi irfani, Sing Along Best songs of kaifi irfani, Sing Along Super hit songs of kaifi irfani, Sing Along hit songs of kaifi irfani, Sing Along duet songs of kaifi irfani, Sing Along solo songs of kaifi irfani, Sing Along old songs of kaifi irfani, Sing Along famous songs of kaifi irfani