Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaif Irfani
HomeKaif Irfani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raa bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raaa aankhen mila gori gori baahon mein aa apnon se gussa bhi kya aankhen mila gori gori bahon mein aa apnon se gussa bhi kya mere bhole dilbar jaata hai kahan mere sapne lekar jaata hai kahan mere sapne lekar jaata hai kahan gale lag ja hansi hansi hai nazaara bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raaa bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raaa meri jaan main bhi dil bhi tujhpe kurban kah bhi de chupke se haan meri jaan main bhi dil bhi tujhpe kurban kah bhi de chupke se haan mera kahna tune maana bhi nahin mera koi arman jaana bhi nahin mera koi arman jaana bhi nahin tabhi to dil bujha bujha hai bechara bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum
aa aa aa aa do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare ye sab kasoor hai apne nazar milaane ka kisi se dil na lagaate to dil mein kyun jalte aa aa aa bhala ye dard kaleje main apne kyun dukhta nazar ke teer hamare jigar pe kyun dhanste aaa aa aa do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina haaye do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare badi khushi se lagaaya tha unse dil humne badi khushi badi khushi se lagaaya tha unse dil humne magar naseeb to dekho ke unko paa na sake aaa aa aa qaraar dil se gaya aur neend aankhon se hua wo haal hamara ki hum suna na sake aaa aa aa do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina haaye do julmi naina hum pe julam kare do julmi naina hum pe julam kare
o maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle tune prabhu ko dhan mein dhundha kabhi na apne mann mein dhunda bhool gaya maaya ke bande tujh mein base bhagwaan oooo maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle maalik se kuchh chhupa nahi hai kaun hai jag mein kaisa maalik to hai pyaar ka bhukha log chadhayen paisa dhan ke lobhi ye naa jaane kya maange bhagwaan oooo maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle rab hai wohi banaane waala tu hai kaun mitaane waala chhod de uspe saari baaten o murakh insaan oooo maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle
har nayi raat naya dard liye aati hai neend aankhon se bahut door huyi jaati hai mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja taare chamak ke apni manzil ko ja rahe hain manzil ko ja rahe hain manzil ki yaad mein hum aansu baha rahe hain aansu baha rahe hain aur raaste sahi hain ae ashk baar so ja dil e bekraar so ja mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja nazren churaane waale nazren zara uthana nazren zara uthana seekha kahaan se toone ulfat mein dil jalaana ulfat mein dil jalaana ae dil jalaane waale kehta hai pyaar so ja dil e bekraar so ja mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja
nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole jaayen kabhi na mere jee se lagan teri hoke rahungi main to aise sajan teri jaayen kabhi na mere jee se lagan teri hoke rahungi main to aise sajan teri kaliyon ke saath jaise bhanvaron ka pyaar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole tumne basaya mujhe apni nigaahon mein phool khilaye meri preet ki raahon mein tumne basaya mujhe apni nigaahon mein phool khilaye meri preet ki raahon mein akhiyon mein pyaar bhara naya iqraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole
prabhu dwaar chali prabhu ki daasi ek aas liye ek pyaas liye prabhu dwaar chali prabhu ki daasi ek aas liye ek pyaas liye prabhu dwaar chali muskaan pe phool sajaaye huye nainon ke deep jalaaye huye muskaan pe phool sajaaye huye nainon ke deep jalaaye huye nikli thi pankh bichhane ko man mein apne vishvaas liye prabhu dwaar chali prabhu ki daasi ek aas liye ek pyaas liye prabhu dwaar chali o dir tana na na deem ta der na na dirdir tum ta de ta na na na o dir tana na na deem ta der na na dirdir tum ta de ta na na na o dir tana na na deem ta der na na dirdir tum ta de ta na na na tero naam omkaar gaawat sab baar baar tero naam omkaar gaawat sab baar baar laaj meri tere haath jagat ke khivaiyaa o dir tana na na deem ta der na na dirdir tum ta de ta na na na o dir tana na na o dir tana na na
lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe is yug mein jo bhi na karna pade samjha de kaise manaaun tujhe main bhi tanha tu bhi tanha ghum ko hawa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai ziddi meri baat sunta nahin maa jaisi waisa hi beta bhi hai soye armaan soye tufaan tu phir jagaa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se achchha bane duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se
tadap aye dil tadapne se zaraa aaraam aataa hai ki lab par har tadap ke saath unkaa naam aataa hai jise sun kar meri duniyaa khushi se jhoom uthti thi jise sun kar meri duniyaa khushi se jhoom uthti thi na wo aawaaz aati hai na wo paigaam aataa hai tujhe main kyaa bataaun kis tarah tujh ko ye samjhaaun tujhe main kyaa bataaun kis tarah tujh ko ye samjhaaun tere aane se is dil ko badaa aaraam aataa hai lagaa le zor ye duniyaa na badlegi wafaa apni lagaa le zor ye duniyaa na badlegi wafaa apni badal jaaye wafaa to ishq par ilzaam aataa hai tadap aye dil tadapne se zaraa aaraam aataa hai ki lab par har tadap ke saath unkaa naam aataa hai
zara tumne dekha zara tumne dekha to pyaar aa gayaa nigaahen milin aur qaraar aa gayaa zara tumne dekha zara tumne dekha to pyaar aa gayaa nigaahen mili aur qaraar aa gayaa mohabbat ki duniya mein jab tum na aaye ho jab tum na aaye mohabbat ki duniya mein jab tum na aaye ho jab tum na aaye tadap aa gayee intezaar aa gayaa nigaahen milin aur qaraar aa gayaa zara tumne dekha zara tumne dekha to pyaar aa gayaa nigaahen milin aur qaraar aa gayaa ye dil kar diya hai tumhaare hawaale tumhaare hawaale ye dil kar diya hai tumhaare hawaale tumhaare hawaale kaho ab humen aitbaar aa gayaa nigaahen milin aur qaraar aa gayaa zara tumne dekha zara tumne dekha to pyaar aa gayaa nigaahen mili aur qaraar aa gayaa jawaani jo laayi khushi ka zamaana khushi ka zamaana jawaani jo laayi khushi ka zamaana khushi ka zamaana ummeedon pe kitna nikhaar aa gayaa nigaahen milin aur qaraar aa gayaa zara tumne dekha zara tumne dekha to pyaar aa gayaa nigaahen mili aur qaraar aa gayaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bum Pam Bum Pam Pa Ra Ra Hamara Adhikar (1970) 05:03 37832
 
Poster of Hamara Adhikar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Kumud Chhugani
Duration : 05:03   Song Number : 37832   

Do Zulmi Naina Hum Pe Zulam Karen Mukesh 03:10 38045
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Kaif Irfani
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:10   Song Number : 38045   

Maati Ke Putle Sheroo (1957) 03:20 16440
 
Poster of Sheroo (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anup Kumar, Ashok Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 16440   

Mat Chhed Zindagi Raag Rang (1952) 03:51 37610
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:51   Song Number : 37610   

Nainon Mein Pyaar Dole Sheroo (1957) 03:17 36374
 
Poster of Sheroo (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:17   Song Number : 36374   

Prabhu Dwaar Chali Sheroo (1957) 03:11 38307
 
Poster of Sheroo (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:11   Song Number : 38307   

Rona Tera Ghadi Ghadi Hamara Adhikar (1970) 05:13 38961
 
Poster of Hamara Adhikar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Kumud Chhugani
Duration : 05:13   Song Number : 38961   

Tadap Ae Dil Tadapne Se Shaan (1950) 03:12 39218
 
Poster of Shaan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:12   Song Number : 39218   

Zara Tumne Dekha To Jal Tarang (1949) 03:27 19976
 
Poster of Jal Tarang (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Duration : 03:27   Song Number : 19976   
Karaoke Songs of kaif irfani, Sad Songs of kaif irfani, Love Songs of kaif irfani, Dance Songs of kaif irfani, Hip-hop songs of kaif irfani, Best songs of kaif irfani, Super hit songs of kaif irfani, hit songs of kaif irfani, duet songs of kaif irfani, solo songs of kaif irfani, old songs of kaif irfani, famous songs of kaif irfani, Hindi Karaoke Songs of kaif irfani, Hindi Sad Songs of kaif irfani, Hindi Love Songs of kaif irfani, Hindi Dance Songs of kaif irfani, Hindi Hip-hop songs of kaif irfani, best Hindi songs of kaif irfani, super hit Hindi songs of kaif irfani, hit Hindi songs of kaif irfani, duet Hindi songs of kaif irfani, solo Hindi songs of kaif irfani, old Hindi songs of kaif irfani, famous Hindi songs of kaif irfani, Sing Along Songs of kaif irfani, Sing Along Sad Songs of kaif irfani, Sing Along Love Songs of kaif irfani, Sing Along Dance Songs of kaif irfani, Sing Along Hip-hop songs of kaif irfani, Sing Along Best songs of kaif irfani, Sing Along Super hit songs of kaif irfani, Sing Along hit songs of kaif irfani, Sing Along duet songs of kaif irfani, Sing Along solo songs of kaif irfani, Sing Along old songs of kaif irfani, Sing Along famous songs of kaif irfani