Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKafi
HomeKafi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaye bhi akela jaaye bhi akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela aaye bhi akela jaaye bhi akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela teri zindagi moj hai do ghadi ki ye baaten hain naadan sab jeete jee ki sab jeete jee ki ye duniyaa huyi hai naa hogi kisi ki wohi ek manzil hai har aadmi ki har aadmi ki jahaan sab ko jaana padega akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela aaye bhi akela jaaye bhi akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela ek baar saath de ki saath naa chhodna jaan jaaye to jaaye dosti naa todna dosti naa todna nazren naa pher lena munh ko naa modna duniya ko chhod dena yaar ko naa chhodna yaar ko naa chhodna dekho mansoor kaise jaan pe khela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela aaye bhi akela jaaye bhi akela do din ki zindagi hai do din ka mela do din ka mela
baalam aaye baso more mann mein baalam aaye baso more mann mein baaalam baalam aaye baso more mann mein baaalam aaye baso more mann mein saawan aayaa tum na aaye saawan aayaa tum na aaye tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye mann mein more hook uthat jab mann mein more hook uthat jab koyal kookat ban mein baalam aaye baso more mann mein baalam aaye baso more mann mein sooratiyaa jaaki matwaari sooratiyaa jaaki matwaari patli kamariyaa umariyaa baali sooratiyaa jaaki matwaari patli kamariyaa umariyaa baali ek nayaa sansaar basaa hai ek nayaa sansaar basaa hai jinke do nainan mein baalam aaye baso more mann mein baalam aaye baso more mann mein
aaaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa bairan neend na aaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye sooni padi meri palkon ki galiyan sooni padi meri palkon ki galiyan kaun khilaye neendiya ki kaliyan apne bhi hain paraye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye laakh jatan karun aankh na laage laakh jatan karun aankh na laage so gayi khushiyan aur ghum jaage ghayal mann kit jaaye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye yaad aayein jab pyaar ki baatein yaad aayein jab pyaar ki baatein aur bhi lambi ho jaye raatein bhor nazar nahin aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye
Dekho Bina Saawan Baras Rahi Badli
dil mein ho tum aankhon mein tum bolo tumhein kaise chaahoon dil mein ho tum aankhon mein tum bolo tumhein kaise chaahoon pooja karoon sajdaa karoon jaise kaho waise chaahoon jaanu meri jaanu jaane jaana jaanu akela hoon main akela tumhein phir dil ne pukaara tumhaari yaadein sataayein nahin hai koi hamaara akela hoon main akela tumhein phir dil ne pukaara tumhaari yaadein sataayein nahin hai koi hamaara duniya ke ghum sehta hoon main birhaa ke ghum seh na paaoon jaanu meri jaanu jaane jaana jaanu haa haa haa haa haa haa haa haa hmm hmm hmm hmm hmm hamesha dekha yahi hai milan ke sang hai judaayi shaayad wo hoga deewana chaahat ye jisne banaayi hamesha dekha yahi hai milan ke sang hai judaayi shaayad wo hoga deewana chaahat ye jisne banaayi chahe jaloon chahe maroon phir bhi tere gun main gaaon jaanu meri jaanu jaane jaana jaanu
gairon pe karammmmm apnon pe sitammmmm aye jaane wafaaaaa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar rehne de abhi thoda sa bharam aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam hum chaahne waale hain tere yun humko jalaana theek nahin mehfil mein tamaasha ban jaayen iss darja sataana theek nahin iss darja sataana theek nahin mar jaayenge hum mit jaayenge hum aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar ye zulm na kar gairon ke thirakte shaane par ye haath gawara kaise karen gairon ke thirakte shaane par ye haath gawara kaise karen har baat gawara hai lekin ye baat gawara kaise karen ye baat gawara kaise karen tujhko teri bedardi ki kasam aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar ye zulm na kar hum bhi the tere manzoor e nazar jee chaahe to ab iqraar na kar sau teer
hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal gwaal baal sang raas rachaaye gwaal baal sang raas rachaaye natkhat nandgopal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal baajat dholak jhaanjh manjeera gaawat sab mil aaj kabiraa naachat de de taal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal bhar bhar maare rang pichkaari rang gaye brij ke narr naari udat abeer gulaal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal aisi hori kheli kanhaayi jamna tath par dhoom machaayi raas rache nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal
hm hm hm hm hm hm hmm jalte hain jiske liye teri aankhon ke deeye dhoondh laaya hoon wohi geet main tere liye jalte hain jiske liye jalte hain jiske liye teri aankhon ke deeye dhoondh laaya hoon wohi geet main tere liye jalte hain jiske liye dard banke jo mere dil mein raha dhal na saka jadoo ban ke teri aankhon mein ruka chal na saka dard banke jo mere dil mein raha dhal na saka jadoo ban ke teri aankhon mein ruka chal na saka aaj laya hoon wohi geet main tere liye jalte hain jiske liye dil mein rakh lena isse haathon se ye chhoote na kahin geet nazuk hai mera sheeshe se bhi toote na kahin dil mein rakh lena isse haathon se ye chhoote na kahin geet nazuk hai mera sheeshe se bhi toote na kahin gun gunaonga yehi geet main tere liye jalte hain jiske liye jab talak na ye tere ras ke bhare hothon se mile yunhi aawara phirega ye teri zulfon ke tale jab talak na ye tere ras ke bhare hothon se mile yunhi aawara phirega ye teri zulfon ke tale gaaye jaaunga yahi geet main
kaal ka pahiya ghoome bhaiya laakh tarah insaan chale le ke chale baraat kabhi to kabhi bina samaan chale raam krishna hari raam krishna hari kaal ka pahiya ghoome bhaiya laakh tarah insaan chale le ke chale baraat kabhi to kabhi bina samaan chale raam krishna hari raam krishna hari raam krishna hari raam krishna hari raam krishna hari raam krishna hari janak ki beti awadh ki raani seeta bhatke van van mein janak ki beti awadh ki raani seeta bhatke van van mein raah akeli raah akeli raat andheri magar ratan hai daaman mein saath na jiske chalta koi saath na jiske chalta koi uske saath bhagwaan chale raam krishna hari raam krishna hari raam krishna hari raam krishna hari raam krishna hari raam krishna hari haaye re kismat kunwar kahaiya swaad na jaane maakhan ka haaye re kismat kunwar kahaiya swaad na jaane maakhan ka hansi churaaye hansi churaaye phoolon ki wo kans hai maali upvan ka bhool na paapi magar paap ki bhool na paapi magar paap ki jiyada nahin dukaan
kaal ka pahiya ghume bhaiya laakh tarah insaan chale le ke chale baraat kabhi to kabhi bina saamaan chale raam krishan hari raam krishan hari kaal ka pahiya ghume bhaiya laakh tarah insaan chale le ke chale baraat kabhi to kabhi bina saamaan chale raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari janak ki beti avadh ki raani seeta bhatake van van mein janak ki beti avadh ki raani seeta bhatake van van mein raah akeli raah akeli raat andheri magar ratan hai daaman mein saath na jis ke chalta koi saath na jis ke chalta koi us ke saath bhagawaan chale raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari raam krishan hari
sa ga ga re ga re sa re pa pa dha ma pa ga ma re ga sa re sa ni sa ga re ga re sa re pa ma pa dha ni sa ni dha pa ma ga re sa ga ga re ga re sa re pa kaase kahun man ki baat haan kaase kahun man ki baat bairi balamawa dukhiya kar gaye sukh ko le gaye saath kaase kahun man ki baat haan kaase kahun man ki baat pa ni dha ni pa dha ma pa ga ma re ga sa re ni sa sa sa re ni sa dha ni pa dha ni sa har aahat pe aas lagaaye har aahat pe aas lagaaye aaaaa aaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa har aahat pe aas lagaaye baithi rahi main sej sajaaye har aahat pe aas lagaaye baithi rahi main sej sajaaye bedardi ne rain bitaayi sautaniya ke saaaath kaase kahun man ki baat haan kaase kahun man ki baat preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaaa preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe thes lagi aur sapne toote preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe thes lagi aur sapne toote nainan jal mein doob ke rah gayi madhur milan ki raaaat kaase kahun man
saaaaaaa saaaaaaa sa ni re saa sa ni re saa sa re ga ma pa dha ni sa ni dha pa ma ga re sa sa re ni sa sa re ni sa sa re ni sa kaali ghodi dwaar khadi khadi re kaali ghodi dwaar khadi kaali ghodi dwaar khadi khadi re kaali ghodi dwaar khadi mungo se mori maang bhari mungo se mori maang bhari barjori saiyaan le jaave barjori saiyaan le jaave chakit bhayi sagri nagari dha dha dha kaali ghodi dwaar khadi khadi re kaali ghodi dwaar khadi beedh ke beech akele mitwa beedh ke beech akele mitwa akele mitwa akele mitwa jungle beech mehak gaye phulwaan jungle beech mehak gaye phulwaan kaun hai thagwaa baiyaan dhari kaun hai thagwaa baiyaan dhari chakit bhayi sagri nagari dha dha dha kaali ghodi dwaar khadi khadi re kaali ghodi dwaar khadi baba ke dwaare bheje har kaare amma ko meethi baityan sambhaare baba ke dwaare bheje har kaare amma ko meethi baityan sambhaare chitwan se mo ko hari chakit bhayi sagri nagari dha dha dha kaali ghodi dwaar khadi khadi re kaali ghodi dwaar
latt uljhi hai suljha de more balmaa oooo latt uljhi hai suljha de more balmaa main na haath lagaungi saari umar bitaungi latt uljhi hai suljha de more balmaa latt uljhi hai suljha de more balmaa main na haath lagaungi saari umar bitaungi latt uljhi hai suljha de more balmaa hooooo darpan ke aage bindiya jo chamki chudi jo boli ho dayyia chudi boli darpan ke aage bindiya jo chamki chudi jo boli ho dayyia chudi boli pyase badan ko dansne lagi hai bedard choli haye iss beiran ko samjha de more balmaa latt uljhi hai suljha de more balmaa main na haath lagaungi saari umar bitaungi latt uljhi hai suljha de more balmaa hooooo tere bina ye suni padi hai sej suhaani o sayian sej suhaani tere bina ye suni padi hai sej suhaani o sayian sej suhaani sautaniyaa ban ke roka hai jisne tujhko jaani haaye wo naukariyaa thukara de more balmaa latt uljhi hai suljha de more balmaa main na haath lagaungi saari umar bitaungi latt uljhi hai suljha de more balmaa hooooo hmm hmmm mmmm hmm
mitwaa aaaaa aaaa aaaa laagi re yeh kaisi anbujh aag mitwaa mitwaa mitwaa nahin aaye laagi ree yeh kaisi vyakul jiyaraa vyakul nainaa vyakul jiyaraa vyakul nainaa aaaa ek ek chup mein sau sau bainaa aaaa rah gaye aansu lut gaye raag mitwaa mitwaa
more paayal geet sunaye din preet milan ke aaye ye mann mora jhum raha matwaara more paayal geet sunaye din preet milan ke aaye ye mann mora jhum raha matwaara more paayal geet sunaye preeti ki bagiyaa mehki mehki preeti ki bagiyaa mehki mehki chaal chalun main behki behaki chaal chalun main behki behaki jiya lehraye kabhi nazar sarmaye kabhi ye mann mera jhume jhume matwaara more paayal geet sunaye more paayal geet sunaye saajan aaye more dware aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa saajan aaye more dware jhuk gaye naina laaj ke maare jhuk gaye naina laaj ke maare kabhi ghabraaun sakhi kabhi muskaaun sakhi ye mann mera jhume jhume matwaara more paayal geet sunaye din preet milan ke aaye ye mann mora jhum raha matwaara more paayal geet sunaye
preet laga ke maine ye phal paaya sudh budh khoyi chaen ganwaya tumne mujhse pyaar kiya tha ulfat ka ikraar kiya tha apna bana ke pehale phir bisraayaa preet ka wada khoob nibhaya aa ke jo dekhe tu dukh mere aa ke jo dekhe tu dukh mere kyaa na bahenge aansu tere dukh de ke mujh ko toone kyaa sukh paaya tujh ko bedardi reham na aaya ik jhalak phir se dikhala de kaabon mein aa kar itna bata de jyot bujhaakar in naenon ki kis ke mann ka deep jalayaa preet lagaa ke maine ye phal paaya sudh budh khoyi chaen ganwaya chaen ganwaya chaen ganwaya
pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye roop rang par marta aaya sadiyon se ye zamana main mann ki sundarta dekhoon pyaar ka main deewana tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye toofan mein baahon ki patwaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mere siwaa tum aur kisi ko dil mein na aane dogi phoolon ki to baat hi kyaa hai kaanton pe saath chalogi tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye din raat wafaa ka ikraar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye
raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaa kaisi anokhi pyaari hongi wo raaten jab ke piya se hongi manwaa ki baaten kaisi anokhi pyaari hongi wo raaten jab ke piya se hongi manwaa ki baaten do chaand chamkenge mori atariyaa do chaand chamkenge mori atariyaa ik to gagan mein hoga dooja more angnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaaa birhaa agan bairi mann ko jaalaye birhaa agan bairi mann ko jaalaye barkha ki rimjhim aag lagaaye badraa se keh de koi tham ke barasiyo badraa se keh de koi tham ke barasiyo aa jaayen saiyaan ghar to jam ke barasnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaa
rim jhim gire saawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan jab ghungharuon ki bajti hain boondein armaan humaare palkein na moondein kaise dekhein sapne nain sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan mehfil mein kaise keh dein kisi se dil bandh raha hai kis ajnabee se mehfil mein kaise keh dein kisi se dil bandh raha hai kis ajnabee se haai karein ab kya jatan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan
ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan aati hai sadaa teriii toote huye taaron se aahat teri sunti hoon khaamosh nazaron se bheegi hawaa udi ghata kehti hai teri kahani tere liye bechain hai sholon mein lipti jawaani seene mein bal kha raha hai dhuwan sunn ja dil ki daastaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan lehron ke labon par hain khoye huye afsaane gulzaar ummeedon ke sab ho gaye veerane tera pata paaun kahaan soone hain saare thikane jaane kahaan gum ho gaye jaa ke wo agle zamaane barbaad hai aarzoo ka jahaan sunn ja dil ki daastaan sunn ja dil ki daastaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaye Bhi Akela Jaaye Bhi Akela Dost (1954) 03:31 15583
 
Poster of Dost (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Raag- 
Kafi
Duration : 03:31   Song Number : 15583   

Baalam Aaye Baso More Mann Mein Devdas (1936) 03:17 11237
 
Poster of Devdas (1936)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1936
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Timir Baran
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kedar Nath Sharma
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:17   Song Number : 11237   

Bairan Neend Na Aaye Chacha Zindabad (1959) 03:50 12955
 
Poster of Chacha Zindabad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aneeta Guha
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:50   Song Number : 12955   

Dekho Bina Saawan Baras Rahi Badli Sawan (1959) 03:07 36850
 
Poster of Sawan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ameeta
Raag- 
Kafi
Duration : 03:07   Song Number : 36850   

Dil Mein Ho Tum Aankhon Mein Tum Satyamev Jayate (1985) 06:48 31538
 
Poster of Satyamev Jayate (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Faruq
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Janki
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:48   Song Number : 31538   

Gairon Pe Karam Ankhen (1968) 05:37 20461
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Kafi
Duration : 05:37   Song Number : 20461   

Hori Khelat Nandlaal Godaan (1963) 04:54 13285
 
Poster of Godaan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:54   Song Number : 13285   

Jalte Hain Jiske Liye Sujata (1959) 04:06 12001
 
Poster of Sujata (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Kafi
Duration : 04:06   Song Number : 12001   

Kaal Ka Pahiya Ghoome (Long Version) Chanda Aur Bijli (1969) 07:28 37075
 
Poster of Chanda Aur Bijli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Padmini
Raag- 
Kafi
Duration : 07:28   Song Number : 37075   

Kaal Ka Pahiya Raam Krishna Hari Chanda Aur Bijli (1969) 02:39 36576
 
Poster of Chanda Aur Bijli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Padmini
Raag- 
Kafi
Duration : 02:39   Song Number : 36576   

Kaase Kahun Man Ki Dhool Ka Phool (1959) 05:20 32685
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Naz
Raag- 
Kafi
Duration : 05:20   Song Number : 32685   

Kali Ghodi Dwar Khadi Chashme Buddoor (1981) 05:51 12967
 
Poster of Chashme Buddoor (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indu Jain
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Deepti Naval
Raag- 
Kafi
Duration : 05:51   Song Number : 12967   

Latt Uljhi Hai Suljha De Insaan Aur Insaan (Unreleased) (1970) 03:44 13373
 
Poster of Insaan Aur Insaan (Unreleased) (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Tajdar Taj
Music Director- 
Ratan Deep - Hemraj
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Raag- 
Kafi
Duration : 03:44   Song Number : 13373   

Mitwa Laagi Re Yeh Devdas (1955) 03:16 37922
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Kafi
Duration : 03:16   Song Number : 37922   

Mori Paayal Geet Sunaye Baap Bete (1959) 03:27 16570
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Chitra
Raag- 
Kafi
Duration : 03:27   Song Number : 16570   

Preet Laga Ke Ankhen (1950) 02:38 31083
 
Poster of Ankhen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shekhar, Nalini Jayvant
Raag- 
Kafi
Duration : 02:38   Song Number : 31083   

Pyaar Chaahiye Mujhe Manokaamnaa (1979) 04:14 12379
 
Poster of Manokaamnaa (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Kalpana Aiyar, Madhu Kapoor
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:14   Song Number : 12379   

Raaton Ko Chori Chori Mohabbat Zindagi Hai (1966) 05:02 12237
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sujata
Raag- 
Kafi
Duration : 05:02   Song Number : 12237   

Rim Jhim Gire Saawan (Male) Manzil (1979) 03:59 21164
 
Poster of Manzil (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Raag- 
Kafi
Duration : 03:59   Song Number : 21164   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Duet) Jaal (1952) 03:46 13389
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Raag- 
Kafi
Duration : 03:46   Song Number : 13389