Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaunpuri
HomeJaunpuri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana lubhataa hai mujhko ye mausam suhaana main jaaungi tum mere peechhe na aana lipat jaayega koi bebaak jhonka jawaani ke rau mein na aanchal udaana hooo mere waaste tum preshaan na hona mujhe khoob aata hai daaman bachana mujhe khoob aata hai daaman bachana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana ghataa bhi kabhi choom leti hai chehraa samajh soch kar rukh se zulfen hataana hooo ghata mere nazdik aa kar to dekhe inn aankhon ne seekha hai bijli girana inn aankhon ne seekha hai bijli girana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana main jaaungi tum mere peechhe na aana khuli waadiyon mein akeli na jaana
chhed koi aisa nagma geeton mein zamana kho jaaye dil chhed koi aisa nagma ye aah meri duniyaa ke liye ye aah meri duniyaa ke liye khushiyon ka tarana ho jaaye dil chhed koi aisa nagma aawaz mere toote dil ki duniyaa ke dilon ko tadpa de aawaz mere toote dil ki duniyaa ke dilon ko tadpa de pather ka jigar bhi sun ke jise ik baar to paani ho jaaye dil chhed koi aisa nagma hai jisne humen ye dard diya hai jisne humen ye dard diya hum usko duyaaen dete hain ye dard dawaa ban jaayega ik din jo puraana ho jaaye dil chhed koi aisa nagma hai tujhko kasam aye dil ki jalan aankhon mein naa aansun aa jaayen hai tujhko kasam aye dil ki jalan aankhon mein naa aansun aa jaayen aisa na ho tere rone se mehfil mein tamasha ho jaaye dil chhed koi aisa nagma geeton mein zamana kho jaaye dil chhed koi aisa nagma
ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee ghat ghat mein tore sayin basat hain ghat ghat mein tore sayin basat hain katu bachan mat bol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee dhan joban ka garb na kije dhan joban ka garb na kije jhootha inka mol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee jaag jatan se rang mahal mein jaag jatan se rang mahal mein piya payo anmol re ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee soone mandir soone mandir diya jala ke soone mandir diya jala ke aasan se mat dol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee
aaaaa aaaa aaaaa aaaaa jaan sake to jaan tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan jaan sake to jaan sadiyaan beeti lekin tera deep na bujhane paaya teri poonji mann ki daulat sabse unchi maaya seeta jaisi shakti tujh mein seeta jaisi shakti tujh mein parwati si shaan jaan sake to jaan tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan jaan sake to jaan koi na tera na koi mera saare naate jhuthe toote jag ki aas to kya ghum aas na uski toote wohi tera sachcha swami maan are insaan jaan sake to jaan ghar bhi chhoota dar bhi chhuta dhundhe rain basera ghum ke gahre badal chhaaye chaaron or andhera nirdhan ke dukh dard ko kyun kar jaan sake dhanvaan jaan sake to jaan paap ki apne dekho murakh aap saza hai pata jo bhi seedhi raah se bhatke jod naa usse naata jaisi karni waisi bharani jaisi karni waisi bharani bhool na jaana naath jaan sake to jaan tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan jaan sake to jaan rain andheri rasta soona bhatke ja dukhiyari
jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein maayusiyon ka maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein rooh mein ghum dil mein dhuwaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai unka bhi ghum hai unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai ik kashti sau toofaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan
jaayen to jaayen kahan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke o jaane waale o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke iss se to hai maut aasaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan aaaaa aaaaaa aaaaaaa seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen seene mein shole seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen har zazbaa hai veeraan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan
meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein juda meri manzil juda teri raahen juda meri manzil juda teri raahen milengi na ab teri meri nigahen mujhe teri duniya se hai door jaana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil nahin hoon main teri muhabbat ke qaabil mera naam tak apne lab pe na laana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein
piya the kahaan aaaa gayo piya the kahaan aaaa gayo neharaa lagaaye neharaa lagaaye piya the kahaan khaande gayo ab kahaan bisochi khaande gayo ab kahaan bisochi prem ki baansi paraay prem ki baansi paraay piya the kahaan piya the kahaan piya the kahaan aaaa gayo neharaa lagaaye piya the kahaaaaaaa birahaa samudra mein chhadi gayo shiv birahaa samudra mein chhadi gayo shiv sneh ki naav chalaaaaye sneh ki naav chalaaaye piya the kahaan piya the kahaan piya the kahaan aaaa gayo neharaa lagaaaaaaye piya the kahaan meera ke prabhu giridhar naagar meera ke prabhu giridhar naagar tum bin rahyo naa jaaaaaaye tum bin rahyo naa jaaaye piya the kahaan piya the kahaan piya the kahaan aaaa gayo neharaa lagaaaaaaye piya the kahaaaaaaa
aa aa aa aa aa aa ho hoo ooo hoo ho oo tere khayalon mein tere hi khwabon mein din jaaye raina jaaye re jaane na tu saanwariya tere khayalon mein tere hi khwabon mein din jaaye raina jaaye re jaane na tu saanwariya phoolon ke mausam ne koyal ki puncham ne rangeen sapne jagaye phoolon ke mausam ne koyal ki puncham ne rangeen sapne jagaye karke baharon ko tere nazaron ko dil ki kali khil na paaye re jaane na tu saanwariya tere khayalon mein tere hi khwabon mein din jaaye raina jaaye re jaane na tu saanwariya paas jo aati hoon kuchh kahne jati hoon meri zubaan ladkhadaye paas jo aati hoon kuchh kahne jati hoon meri zubaan ladkhadaye bebas bechari main apne se haari main pachhtaun neha lagaye re jaane na tu saanwariya tere khayalon mein tere hi khwabon mein din jaaye raina jaaye re jaane na tu saanwariya kitne bahanon se dilkash taranon se aawaz teri bulaye kitne bahanon se dilkash taranon se aawaz teri bulaye chhupne chhupaane mein yun aane jaane mein yeh aag badhti
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chura Le Na Tumko Dil Hi To Hai (1963) 03:19 13103
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 03:19   Song Number : 13103   

Dil Chhed Koi Aisa Nagma Inspector (1956) 03:22 16445
 
Poster of Inspector (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 16445   

Ghunghat Ke Pat Khol Jogan (1950) 03:32 32503
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 32503   

Jaan Sake To Jaan Ustad (1957) 07:09 36434
 
Poster of Ustad (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Anjali Devi
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 07:09   Song Number : 36434   

Jaayen To Jaayen (Male) Taxi Driver (1954) 03:51 14330
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:51   Song Number : 14330   

Jaayen To Jaayen Kahan Taxi Driver (1954) 03:22 12151
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 12151   

Meri Yaad Mein Tum Madhosh (1951) 03:02 12190
 
Poster of Madhosh (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Manahar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:02   Song Number : 12190   

Piya The Kahan Gayo Toofan Aur Deeya (1956) 03:19 12519
 
Poster of Toofan Aur Deeya (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 03:19   Song Number : 12519   

Tere Khayalon Mein Meri Surat Teri Ankhen (1963) 04:24 32974
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 04:24   Song Number : 32974