Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHemant Bhosale
HomeHemant Bhosale
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baahon ke ghere mein hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa deewana laaya hai nazraana pyaar ka chaahat tumhari laayi mausam bahaar kaa chaahat tumhari laayi mausam bahaar kaa kismat se paaya hai nazraana pyaar ka baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa palken uthen to nazaaren hon roshan dekho jidhar tum sitaare hon roshan hooo jab se mile tum nazaare haseen hain tumhare hi dam se sitaare haseen hain hasti pe chhaya hai aalam khumaar ka hasti pe chhaya hai aalam khumaar ka deewana laaya hai nazraana pyaar ka chaahat tumhari laayi mausam bahaar kaa kaliyon ke honthon pe rangeen taraana hai anjaani raahon ka har pal suhaana hai apni muhabbat ka itna fasaana hai tumhari hi nazron ka dil ye nishaana hai aaina ho tum mere singaar ka aaina ho tum mere singaar ka kismat se paaya hai nazraana pyaar ka baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa kismat se paaya hai
jaane kyun aisa lagta hai hmm hmm hmm aisa lagta hai jab jab jab jab humne janam liya har baar tumhin se pyaar kiya jab jab humne janam liya har baar tumhin se pyaar kiya tere naam ka hi sindoor bhara tere pyaar se hi singaar kiya jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai tujhse milne se pehle bhi teri soorat thi meri aankhon mein teri yaaden thi mere sapnon mein teri khushboo thi mere saanson mein shayad pehle bhi kahin humne ye pyaar ka tha iqraar kiya jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai jeete jee yahaan sab pyaar karen hum mar ke bhi pyaar nibhayenge tujhse mil ke jeena seekha tere pyaar mein hum mar jaayenge tere saath jeeyen tere saath maren jeevan mein yahi har baar kiya jaane kyun aisa lagta hai hmm hmm hmm aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa hmm hmm hai
hmmm hmmm hmmm hmm hmm jeevan mein humsafar hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hey hey hey hey hey hey lala la lala la lala la jeevan mein humsafar milte to hai zaroor par kho jaate chal ke thodi door jeevan mein humsafar milte to hai zaroor par kho jaate chal ke thodi door jeevan mein humsafar ajab raah mein zindagani hai khoyi ke dhundhon kisi ko to milta hai koi ajab raah mein zindagani hai khoyi ke dhundhon kisi ko to milta hai koi kab umr bhar saath chalta hai koi jeevan mein humsafar milte to hai zaroor par kho jaate chal ke thodi door jeevan mein humsafar humdum o saathi mere dil jigar ke kahaan chhup gaye mujhko aawara kar ke humdum o saathi mere dil jigar ke kahaan chhup gaye mujhko aawara kar ke main thak gaya justzoo karte karte jeevan mein humsafar milte to hai zaroor par kho jaate chal ke thodi door jeevan mein humsafar milte to hai zaroor par kho jaate chal ke thodi door thodi door thodi door thodi door
Shadi Kar Ke Phans Gaya
sharad sundar chanderi raati la la la la la la la la sharad sundar chanderi raati swapnancha jhaulato jhula thand yaa havet gheun kavet sajana jhulav mala sajana re mohana re aikk na re tujhyach sathi re tujhyach sathi sagesoyare mi sandile paathi tujhyach sathi re tujhyach sathi sagesoyare mi sandile paathi sharad sundar chanderi raati swapnancha jhaulato jhula thand yaa havet gheun kavet sajana jhulav mala mohan madhur raati bharala yeu de preeti preetichi hich na reeti kashala kunachi bhiti jhadamaage chand haa varati aala ye na ye na aatur jeev ha jhala mi bhulave swaiir vhave geet gaave sharad sundar chanderi raati swapnancha jhaulato jhula thand yaa havet gheun kavet sajana jhulav mala varyaat lahar mand fulancha madak gandh mogra chameli kund jeevala kariti dhund majhya dehi punav chandane saaje pranan madhye preetichi pavari vaaje aaj raaya dhund kaaya moh maaya sharad sundar chanderi raati swapnancha jhaulato jhula thand yaa havet gheun kavet sajana jhulav
wo dekho jala ghar kisi ka wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka gaya jaise jhonka hawaa ka humari khushi ka zamana diye humko kismat ne aansun jab aaya humen muskurana bina humsafar hai sooni dagar kidhar jaayen hum besahare wo dekho jala ghar kisi ka hain raahen kathin door manzil ye chhaya hai kaisa andhera ke ab chaand sooraj bhi mil kar nahin kar sakenge savera ghata chhayegi bahaar aayegi naa aayenge wo din humare wo dekho jala ghar kisi ka idhar ro rahi hain ye aankhen udhar aasmaan ro raha hai mujhe kar ke barbaad zaalim pashemaan ab ho raha hai ye barkha kabhi to ruk jaayegi rukenge naa aansun humare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka
hmm hmm hm hm hmm hm hm hmm hm hm kabhi jo mile na wo aise mile hain ke barson yunhi saath jaise chale hain ye ehsaas kya hai jo yun jaagta hai dilon ko jo anjaan yun baandhta hai ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka hawaaon se khushboo ye kaise judi hai ghata udte baadal se kaise bandhi hai kise hai pata ye kashish kaun si hai jo saahil se lehron ko yun kheenchti hai ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ubharte hain kuchh khwaab tanhayiyon mein uthe dard sa dil ki gehraiyon mein mila koi fir bhi mila to nahin magar dil ko koi gila to nahin ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye rasmon riwaazon ki duniya na jaane koi aise rishton ko maane na maane ye kuchh to hai aakhir ye kaise hua hai ye kudrat
ye bemisaal husn bepanaah ye sabaab hai tu lajawaab nahin lajawaab ka jawaab hai yun to haseen hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar mili to yun laga charag dil mein jal uthe yeh dil sulag sulag utha badan pighal pighal uthe yeh waqt tham gaya wahin yeh dil thahar thahar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron mila wo humsafar ke ghar safar haseen ho gaya safar naya yeh zindagi ko pyaar mein dubo gaya ye dil hi jaane dil mein khwab kya sambhal sambhal gaye yun to haseen hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye dil mein utar gaye lala lalalalala lala
zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane kabhi to dil ye khona tha hua wahi jo hona tha kabhi to dil ye khona tha hua wahi jo hona tha milkar tumse teri kasam se hoke khud se begaane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane suni thi hamne baat kahin magar nahin tha humko yakeen suni thi hamne baat kahin magar nahin tha humko yakeen ab to ye jana hamne ye mana hote hain sach afsaane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun deewane huye pyaar mein yun deewane mila jo tera pyaar sanam bhula diye duniya ke ghum mila jo tera pyaar sanam bhula diye duniya ke ghum is jeevan ke soone mann ke saj gaye har veeraane zindagi ke safar mein na jaane kab kaise ye do anjaane huye pyaar mein yun
aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin chaar din jhoom ke jee to le hoga phir maut ka ghum nahin ho oo zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin jaane waala kal tha kaisa aane waala kal kya hoga jo pal hai mila wo pal jeele jaane agla pal kya hoga aaj ka din kate mauj se kal ki baaton mein kuchh dum nahin oo oo zindgi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin hungaamon mein har din guzre rang raliyon mein har raat dhale yahi saaz baje yahi raag chhide yahi dhoom mache yahi daur chale jo khushi na mili na mili jo mili wo khushi kam nahin oo oo zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin chaar din jhoom ke jee to le hoga phir maut ka ghum nahin oo oo zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baahon Ke Ghere Mein Nazrana Pyar Ka (1980) 06:00 18534
 
Poster of Nazrana Pyar Ka (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Vijayendra Ghatge, Sarika
Duration : 06:00   Song Number : 18534   

Jaane Kyun Aisa Lagta Hai Shradhanjali (1981) 05:00 16322
 
Poster of Shradhanjali (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Deepak Parashar, Rakhi
Duration : 05:00   Song Number : 16322   

Jeevan Mein Hamsafar Taxi Taxi (1977) 03:56 18556
 
Poster of Taxi Taxi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 03:56   Song Number : 18556   

Piya Tohe Laaj Nahin Aave Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983) 05:44 39212
 
Poster of Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Duration : 05:44   Song Number : 39212   

Sharad Sundar Chanderi Raati Asha Bhosle 03:36 29169
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Marathi
Lyricist
Shanta Shekle
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Bhosle
Duration : 03:36   Song Number : 29169   

Wo Dekho Jala Ghar Anpadh (1962) 04:57 21412
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Asavari
Duration : 04:57   Song Number : 21412   

Ye Bandhan Kachchey Dhaagon Ka Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983) 05:17 39213
 
Poster of Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:17   Song Number : 39213   

Yun To Haseen Hazaron Shradhanjali (1981) 05:30 37895
 
Poster of Shradhanjali (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Duration : 05:30   Song Number : 37895   

Zindagi Ke Safar Mein Damaad (1978) 05:09 37503
 
Poster of Damaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Ranjeeta
Duration : 05:09   Song Number : 37503   

Zindagi To Hai Chaar Din Teri Meri Kahani (1981) 03:45 39000
 
Poster of Teri Meri Kahani (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:45   Song Number : 39000   
Karaoke Songs of hemant bhosale, Sad Songs of hemant bhosale, Love Songs of hemant bhosale, Dance Songs of hemant bhosale, Hip-hop songs of hemant bhosale, Best songs of hemant bhosale, Super hit songs of hemant bhosale, hit songs of hemant bhosale, duet songs of hemant bhosale, solo songs of hemant bhosale, old songs of hemant bhosale, famous songs of hemant bhosale, Hindi Karaoke Songs of hemant bhosale, Hindi Sad Songs of hemant bhosale, Hindi Love Songs of hemant bhosale, Hindi Dance Songs of hemant bhosale, Hindi Hip-hop songs of hemant bhosale, best Hindi songs of hemant bhosale, super hit Hindi songs of hemant bhosale, hit Hindi songs of hemant bhosale, duet Hindi songs of hemant bhosale, solo Hindi songs of hemant bhosale, old Hindi songs of hemant bhosale, famous Hindi songs of hemant bhosale, Sing Along Songs of hemant bhosale, Sing Along Sad Songs of hemant bhosale, Sing Along Love Songs of hemant bhosale, Sing Along Dance Songs of hemant bhosale, Sing Along Hip-hop songs of hemant bhosale, Sing Along Best songs of hemant bhosale, Sing Along Super hit songs of hemant bhosale, Sing Along hit songs of hemant bhosale, Sing Along duet songs of hemant bhosale, Sing Along solo songs of hemant bhosale, Sing Along old songs of hemant bhosale, Sing Along famous songs of hemant bhosale