Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGara
HomeGara
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj kal humse ruthe huye hain sanam aaj kal humse ruthe huye hain sanam pyaar mein ho rahe hain sitam pe sitam honge jiss roz hum aamne saamne honge jiss roz hum aamne saamne saare shikwe gile door ho jaayenge aaj kal humse ruthe huye hain sanam unke har naaz ki humne taarif ki unke har naaz ki humne taarif ki shukriyaa bhi naa kehne ki taklif ki humne dekha to parde mein wo chhup gaye humne dekha to parde mein wo chhup gaye kya pata tha wo magroor ho jaayenge aaj kal humse ruthe huye hain sanam aaj kal humse ruthe huye hain sanam khubsoorat hai wo aur maasoom hai khubsoorat hai wo aur maasoom hai ab ye baaten kahaan unko maloom hai jo fasaane faqat apne honthon pe hain jo fasaane faqat apne honthon pe hain har gali mein ye mashhoor ho jaayenge aaj kal humse ruthe huye hain sanam aaj kal humse ruthe huye hain sanam humko apni nighaahon pe hai aitbaar humko apni nighaahon pe hai aitbaar ek din unko kar denge hum beqaraar jiss tarah hum muhabbat mein majboor hain
aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main dil se tumhein duwayein diye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main bhoole bhi tum bhula bhi diya tumne pyaar ko diya tumne pyaar ko din raat tum ko yaad kiye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main main wo nahin ke aa ke chala jaaun khaali haath chala jaaun khaali haath do chaar hasratein to liye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main jo meri zindagi the meri jaan se gaye meri jaan se gaye phir kis khushi mein aur jiye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main aye maut haath thaam le mujh badnaseeb ka mujh badnaseeb ka kab se tujhe aawaaz diye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main
aise to na dekho ke humko nasha ho jaaye aise to na dekho khoobsurat si koi humse khata ho jaaye khoobsurat si koi humse khata ho jaaye aise to na dekho tum humen roko phir bhi hum na ruken tum kaho kaafir phir bhi aise jhuken kadam e naaz pe ik sajda ada ho jaaye aise to na dekho ke humko nasha ho jaaye khoobsurat si koi humse khata ho jaaye aise to na dekho yoon na ho aankhen rahen kaajal gholen badh ke bekhudi haseen gesu kholen khul ke phir zulfen siyaa kaali balaa ho jaaye aise to na dekho ke humko nasha ho jaaye khoobsurat si koi humse khata ho jaaye aise to na dekho hum to masti mein jaane kya kya kahen lab e naazuk se aisa na ho tumhen beqaraari ka gila hum se siva ho jaaye aise to na dekho ke humko nasha ho jaaye khoobsurat si koi humse khata ho jaaye aise to na dekho
deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye haazir hoon koi teer e nazar dil pe maariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana lag jaye aapko na kisi ki nazar kahin lag jaye aapko na kisi ki nazar kahin ghar jaa ke apne husn ka sadka utaariye ghar jaa ke apne husn ka sadka utaariye haazir hoon koi teer e nazar dil pe maariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana zulfen sawarne se banegi na koi baat zulfen sawarne se banegi na koi baat uthiye kisi gareeb ki kismat sawaariye uthiye kisi gareeb ki kismat sawaariye haazir hoon koi teer e nazar dil pe maariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana ek baar kar hi dijiye iss dil ka faisla ek baar kar hi dijiye iss dil ka faisla rah rah ke yun nigah ke khanjar na mariye rah rah ke yun nigah ke khanjar na mariye haazir hoon koi teer e nazar dil pe maariye deewana keh ke aaj mujhe phir pukaariye deewana
do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roz mein bas itni si hai daastan bachpan ke pyaar ki bas itni si hai daastan bachpan ke pyaar ki do phool khilte khilte hi gulshan ujad gaya gulshan ujad gaya do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roz mein le ke sahaara yaad ka kab tak koi jiye le ke sahaara yaad ka kab tak koi jiye aye maut aa ke zindagi se dil hi bhar gaya dil hi bhar gaya do roz mein wo pyaar ka aalam guzar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roz mein
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa humsafar saath apna chhod chale humsafar saath apna chhod chale rishte naate wo saare tod chale humsafar saath humsafar saath apna chhod chale humsafar saath raasta saaf tha to chalte rahe saath hanste rahe machalte rahe mod aaya to munh ko mod chale humsafar saath sapne toote pade hain raahon mein sapne toote pade hain raahon mein dard ki dhool hai nighaahon mein dil pe kadmon ke naksh chhod chale humsafar saath apna chhod chale humsafar saath jab unhen hum se pyaar hi naa raha roye kya intezaar bhi naa raha hum bhi daaman ko ab nichod chale humsafar saath apna chhod chale rishte naate wo saare tod chale humsafar saath
main teri nazar kaa suroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho jab jab tumhen bhulaayaaaaa tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya aaaaaaa tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye jaate nahin hai dil se ab tak tumhaare saaye jaate nahin hai dil se aaaaaaaa ab tak tumhaare saaye jab jab tumhen bhulaaya tum se bichhad ke humne dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala tum se bichhad ke humneeeee dil ko bahot sambhaalaaaaaaaa tum se bichhad ke humne hoooo dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala gulshan mein ye naa behlaa aaaaaa aaaa aaaaaa gulshan mein ye naa behlaa sehra mein bhi sataaye tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere chhaaye rahe nazar mein chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere teri zulf ke andhere
rok sake na raah humaari duniyaa ki deewaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa saath jiyenge saath marenge amar hamaara pyaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jeevan mein piya tera saath rahe jeevan mein piya tera saath rahe haathon mein tere mera haath rahe haathon mein tere mera haath rahe jeevan mein piya tera saath rahe jeevan mein piya tera saath rahe aa aa aa aa aa aa aa aa ho ho ho ho ho ho ho ho ho singaar bhara piya pyaar tera singaar bhara piya pyaar tera jhankaar karein ho mere kangna mein jhankaar karein ho mere kangna mein lagi jabse lagan mere mann mein sajan lagi jabse lagan mere mann mein sajan shehnaai baje ho mere angnaa mein shehnaai baje ho mere angnaa mein sargam ki sadaa ho ji ho ho ho sargam ki sadaa barsaat rahe sargam ki sadaa barsaat rahe haathon mein tere mera haath rahe haathon mein tere mera haath rahe jeevan mein piya tera saath rahe jeevan
aa aaaaaa aa aa aa jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun mere dil ki dhadkanon ka ye payaam tumko pahunche main tumhara hum nasheen hoon ye salaam tumko pahunche usse bandagi main samjhun jo tumhare kaam aaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haa aa jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun meri zindagi mein humdum kabhi ghum na tum uthana kabhi aaye jo andhere mujhe pyaar se bulaana main charaag hoon wafa ka main agar dagmagaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun mere dil ki mehfilon mein wo maqaam hai tumhara ke khuda ke baad lub par bas naam hai tumhara meri aarzoo yahi hai main tumhare geet gaaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haa aa jo guzar rahi hai mujh par use kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun
aaaaaaaaaaa aaa aaaa aaaaaaaaaaaaaa jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun mere dil ki dhadkanon ka ye paiyaam tumko pahunche main tumhara humnashin hoon ye salaam tumko pahunche usse bandagi main samjhun jo tumhare kaam aaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haan jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun mere dil ki mehfilon mein wo makaam hai tumhara ke khuda ke baad lab par bus naam hai tumhara meri aarzoo yahi hai main tumhare geet gaaun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun haan jo guzar rahi hai mujh par usse kaise main bataun wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaaun
kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko hum to samjhe the hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona kis liye jeeten hain hum kis liye jeeten hain hum kis ke liye jeeten hain baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe
kasmen hum apni jaan ki khaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki khaaye chale gaye phir bhi wo aitbaar lalaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki keh kar gaye the wo ke naa aayenge ab kabhiiiiiiiii keh kar gaye the wo ke naa aayenge ab kabhiiiiiiiii lekin khayaal ban ke wo aaye chale gaye phir bhi wo aitbaar lalaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki ruswaaiyon ke darr se naaaaa daaman bheego sake palkon mein aasuon ko chhupaaye chale gaye phir bhi wo aitbaar lalaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki anwar soo zoo de shauk ki mat poochh intehaaaaaa anwar soo zoo de shauk ki mat poochh intehaaaaaa har har kadam pe sar ko jhukaaye chale gaye phir bhi wo aitbaar lalaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki
main to tere haseen khayaalon mein kho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa ye husn tera khilta hua sa gulaab hai ye husn tera khilta hua sa gulaab hai aankhen teri haseen kanwal ka shabaab hain tu laajawab hai wo khushnaseeb hai teri mehfil mein jo gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai mujhko bhi aaj apne muqaddar pe naaz hai tu dil nawaaz hai aashique hoon teri julfon ke saaye mein so gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa daaman chhuda ke jaao na itne guroor se daaman chhuda ke jaao na itne guroor se kya hai qasoor puchhte hain hum huzoor se dekho na door se kar do khata muaaf jo hona tha ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa
mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera puri kab hogi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera ab to naa todon aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri kitni hai bholi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana jeevan kya hai tamaasha mera mann tera mera mann tera
aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re mohe panghat pe haan mori naajuk kalaiyya marod gayo re mori naajuk kalaiyya marod gayo re mohe panghat pe kankari mohe maari gagariya phor daari ho kankari mohe maari gagariya phor daari ho gagariya phor daari haan aa aa mori saari anaari bheegoy gayo re mori saari anaari bheegoy gayo re mohe panghat pe nainon se jaadoo kiya jiyara moh liya ho nainon se jaadoo kiya jiyara moh liya ho jiyara moh liya aa aa aa mora ghonghata nazariyan se tod gayo re mora ghonghata nazariyan se tod gayo re mohe panghat aji haan mohe panghat haan haaan aa aa mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re mohe panghat pe
phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai baat itni si hai kahani mein baat itni si hai kahani mein hum bhi maare gaye jawaani mein hum bhi maare gaye jawaani mein aag seene mein khud lagaayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai aankh mein boond bhar jo paani hai aankh mein boond bhar jo paani hai pyaar ki ik yahi nishaani hai pyaar ki ik yahi nishaani hai rote beeti hai jo beetayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai
raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja
Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain, Hoooo Jahan Bhi Le Jayen Raahen, Hum Sang Hain, Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain
unke khayaal aaye to aate chale gaye unke khayaal aaye to aate chale gaye deewana zindagi ko banaate chale gaye unke khayaal jo saans aa raha hai kisi ka payam hai jo saans aa raha hai kisi ka payam hai betabiyon ko aur badhate chale gaye unke khayaal iss dil se aa rahi hai kisi yaar ki sada iss dil se aa rahi hai kisi yaar ki sada veeran mera dil tha basaate chale gaye unke khayaal hosh o havaas pe mere bijli si gir padi hosh o havaas pe mere bijli si gir padi masti bhari nazar se pila ke chale gaye unke khayaal aaye to aate chale gaye deewana zindagi ko banaate chale gaye unke khayaal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Kal Humse Ruthe Huye Aamne Saamne (1967) 04:14 12563
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Raag- 
Gara
Duration : 04:14   Song Number : 12563   

Aankhon Mein Teri Yaad Liye Jaa Raha Hamari Yaad Aayegi (1961) 03:28 36550
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Sharma
Raag- 
Gara
Duration : 03:28   Song Number : 36550   

Aise To Na Dekho Teen Devian (1965) 03:49 12079
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 12079   

Deewana Keh Ke Aaj Mujhe Phir Pukaariye Mulzim (1963) 04:29 36296
 
Poster of Mulzim (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:29   Song Number : 36296   

Do Roz Mein Wo Pyaar Ka Aalam Pyar Ki Rahen (1959) 03:37 11930
 
Poster of Pyar Ki Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kanu Ghosh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Gara
Duration : 03:37   Song Number : 11930   

Humsafar Saath Apna Chhod Chale Aakhri Dao (1958) 05:03 12044
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:03   Song Number : 12044   

Jab Jab Tumhen Jahan Ara (1964) 08:36 13404
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 08:36   Song Number : 13404   

Jeevan Mein Piya Tera Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:37 11936
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Amita
Raag- 
Gara
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:37   Song Number : 11936   

Jo Guzar Rahi Hai Mujh Par (Long Version) Mere Huzoor (1968) 04:39 13721
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Raag- 
Gara
Duration : 04:39   Song Number : 13721   

Jo Guzar Rahi Hai Mujh Par (Short Version) Mere Huzoor (1968) 04:09 36639
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 04:09   Song Number : 36639   

Kabhi Khud Pe Kabhi Hum Dono (1961) 04:00 20707
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nanda, Sadhana
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20707   

Kasmen Hum Apni Jaan Mere Gharib Nawaz (1973) 04:37 13716
 
Poster of Mere Gharib Nawaz (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Mahboob Sarvar
Music Director- 
Kamal Rajasthani
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Satish Arora
Raag- 
Gara
Duration : 04:37   Song Number : 13716   

Main To Tere Haseen Khayaalon Sangram (1965) 04:35 32143
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish
Music Director- 
Lala, Asar, Sattar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Randhaawa
Raag- 
Gara
Duration : 04:35   Song Number : 32143   

Mera Mann Tera Pyaasa Gambler (1971) 04:20 18054
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Shatrughan Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 04:20   Song Number : 18054   

Mohe Panghat Pe Mughal-E-Azam (1960) 04:03 13792
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Gara
Taal- 
Tintal, Dadra Tal
Duration : 04:03   Song Number : 13792   

Phir Wo Bhooli Si Yaad Aayi Hai Begaana (1963) 03:29 16208
 
Poster of Begaana (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Sapan, Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shailesh Kumar
Raag- 
Gara
Duration : 03:29   Song Number : 16208   

Raghupati Raaghav Raja Raam Purab Aur Pachhim (1970) 04:52 15048
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Raag- 
Gara
Duration : 04:52   Song Number : 15048   

Tere Mere Sapne Ab Guide (1965) 04:39 21297
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21297   

Unke Khayaal Aaye To Lal Patthar (1971) 03:18 13593
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
G M Durrani
Raag- 
Gara
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:18   Song Number : 13593