Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeG M Durrani
HomeG M Durrani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan mein bahaar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan mein bahaar aa jaaye dil to kehta hai ke aankhon mein chhupa loon tujhko dil to kehta hai ke aankhon mein chhupa loon tujhko dar yahi hai ke muqaddar ko nakaar aa jaaye dar yahi hai ke muqaddar ko nakaar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke zakhmon pe mere pyaar ka marham rakh do dil ke zakhmon pe mere pyaar ka marham rakh do beqaraari to mite kuchh to qaraar aa jaaye beqaraari to mite kuchh to qaraar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye yun khuda ke liye chheeno na mere hosh o havaas yun khuda ke liye chheeno na mere hosh o havaas aisi nazron se na dekho ke khumaar aa jaaye aisi nazron se na dekho ke khumaar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye chhod ke tum bhi chali jaaogi qismat ki tarah chhod ke tum bhi chali jaaogi qismat ki tarah baad e zaane
humko hanste dekh zamaana jalta hai chor bano yaa mor yahaan sab chalta hai humko hanste dekh zamaana jalta hai chor bano yaa mor yahaan sab chalta hai jalta hai jale koi yahaan hai fikar kise aaj ka thikaana karo kal ki khabar kise humko hanste dekh zamaana jalta hai chor bano yaa mor yahaan sab chalta hai paap koi mann mein chura ke raam raam kahe tole koi mehnga to koi kam daam kahe chor saari duniyaa humin ko mat gher zara hey hum sab chor hain samjh ka hai pher zara chor saari duniyaa humin ko mat gher zara hum sab chor hain samjh ka hai pher zara jalta hai jale koi yahaan hai fikar kise aaj ka thikaana karo kal ki khabar kise humko hanste dekh zamaana jalta hai chor bano yaa mor yahaan sab chalta hai rang jo churata phire usko rangeela kahen aankh jo churaaye use sab sharmila kahen dil jo churaye use dilbar kahen sab humko magar kahen chor waah mere rabb dil jo churaye use dilbar kahen sab humko magar kahen chor waah mere rabb jalta hai jale koi yahaan hai
lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda hooooooo de kar jhoothe laare hooooooo de kar jhoothe laare lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda baabu ji ki baat niraali baabu ji ki baat niraali dil bhi khaali jeb bhi khaali dil bhi khaali jeb bhi khaali ho phir bhi akad dikhaaye ho baabu ji phir bhi akad dikhaaye ho baabu ji samjh naa aaye re lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda baabu ji se maange paise baabu ji se maange paise baabu ji bole paise kaise baabu ji bole paise kaise jaa len den par khaak muhabbat pa bade farmaa gaye hain len den par khaak muhabbat pa bade farmaa gaye hain lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi tappa aadi tappa laayi rakhda lara lappa lara
main kisko sunaun ghum ki kahaani main kisko sunaun ghum ki kahaani saare sahaare chhoot gaye chhoot gaye ab haaye mukaddar kaisa sitam hai ab haaye mukaddar kaisa sitam hai saathi hamaare chhoot gaye chhoot gaye ab kisko sunaun ghum ki kahaani afsos ke ghum ki duniya mein aansu bhi hamaare ho na sake ho na sake taaron ki tarah palkon pe meri taaron ki tarah palkon pe meri chamke kaanpe aur toot gaye toot gaye ab kisko sunaun ghum ki kahaani ae darde mohabbat tu hi bata kis tarah chalen ab manzil tak manzil tak hum jin ka sahaara le le kar hum jin ka sahaara le le kar chalte the wo chhale phoot gaye phoot gaye ab kisko sunaun ghum ki kahaani kis tarah bahaaren raas aati kismat ko hi jab manzoor na tha manzoor na tha kuchh ghum ki hawa ke jhonke chale kuchh ghum ki hawa ke jhonke chale dil ki bahaaren loot gaye loot gaye ab kisko sunaun ghum ki kahaani
na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile prem jawaani mile aag se paani mile roop ki raani mile chain mile puchha kisi ne na ji gore munh pe waar diya waar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi hum samjhe umar kachchi dil bola niyat achchhi lekin mohabbat sachchi ho gayi buddhu bana ke sabko apna beda paar kiya paar kiya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke
nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein nazar phero naa humse nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein jahaan nazren milin bole jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein oooo tumhari shokhiyon ko dil meraa nakaam kar dega aaaaa suna kar pyaar ke naghmen tumhen badnaam kar dega haaaan aji yeh dil nahin chhip chhip ke aahen bharne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein wohi dil hai jo iss duniyaa mein apna naam kar jaaye mohabbat kya karega wo jo badnaami se dar jaaye haaann nahin hum aapki in dhamkiyon se darne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein
neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare lehron ki lehron ki godi mein jaise aankh michauli khelen taare aankh michauli khelen taare neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare mann donon ke khil jaane do ik dooje se mil jaane do mann donon ke khil jaane do ik dooje se mil jaane do dekhte hain bechain bechaare nain tumhaare neer humaare neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare ma ma pa dha ni sa ni sa dha ni pa re ga pa ga sa ma ga ma pa ma pa dha pa ma ni re ni sa pa ga re re sa sa re sa ni sa pa dha pa sa re ga pa dha sa re re pa ra sa sa sa sa ni dha ni ni ni ni dha pa sa sa sa ni dha ni ni ni ni dha pa neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare nargis ko sharmaate hain wo jal mein aag lagaate hain ye nargis ko sharmaate hain wo jal mein aag lagaate hain ye donon hain badnaam bechaare zakhm humaare teer tumhaare neend humaari khwaab tumhaare kitne
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haath Seene Pe Mirza Sahiban (1947) 03:43 39648
 
Poster of Mirza Sahiban (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Aziz Kashmiri
On Screen Actors- 
Trilok Kapoor, Noor Jahan
Duration : 03:43   Song Number : 39648   

Humko Hanste Dekh Ham Sab Chor Hain (1956) 03:18 13360
 
Poster of Ham Sab Chor Hain (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Majanu
Duration : 03:18   Song Number : 13360   

Lara Lappa Ek Thi Ladki (1949) 06:35 11975
 
Poster of Ek Thi Ladki (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
Vinod
On Screen Actors- 
Meena Shori, Moti Lal
Duration : 06:35   Song Number : 11975   

Main Kisko Sunaun Ghum Maang (1950) 03:15 40373
 
Poster of Maang (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Sagar Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
G M Durrani
Duration : 03:15   Song Number : 40373   

Na To Inkaar Kiya Na To Ikraar Kiya Sunehre Kadam (1966) 03:07 17641
 
Poster of Sunehre Kadam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Bulo C Rani
Duration : 03:07   Song Number : 17641   

Nazar Phero Na Humse Deedar (1951) 03:50 12836
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 12836   

Neend Hamari Nai Kahani (1943) 03:00 14178
 
Poster of Nai Kahani (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Wali Sahab
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
G M Durrani
Duration : 03:00   Song Number : 14178   
Karaoke Songs of g m durrani, Sad Songs of g m durrani, Love Songs of g m durrani, Dance Songs of g m durrani, Hip-hop songs of g m durrani, Best songs of g m durrani, Super hit songs of g m durrani, hit songs of g m durrani, duet songs of g m durrani, solo songs of g m durrani, old songs of g m durrani, famous songs of g m durrani, Hindi Karaoke Songs of g m durrani, Hindi Sad Songs of g m durrani, Hindi Love Songs of g m durrani, Hindi Dance Songs of g m durrani, Hindi Hip-hop songs of g m durrani, best Hindi songs of g m durrani, super hit Hindi songs of g m durrani, hit Hindi songs of g m durrani, duet Hindi songs of g m durrani, solo Hindi songs of g m durrani, old Hindi songs of g m durrani, famous Hindi songs of g m durrani, Sing Along Songs of g m durrani, Sing Along Sad Songs of g m durrani, Sing Along Love Songs of g m durrani, Sing Along Dance Songs of g m durrani, Sing Along Hip-hop songs of g m durrani, Sing Along Best songs of g m durrani, Sing Along Super hit songs of g m durrani, Sing Along hit songs of g m durrani, Sing Along duet songs of g m durrani, Sing Along solo songs of g m durrani, Sing Along old songs of g m durrani, Sing Along famous songs of g m durrani