Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChitra Singh
HomeChitra Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi degaa wahi khuda dega mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil qaatil qaatil qaatil qaatil qaatil qaatil mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil hee mera munsib hai kya mere haq mein faisla dega kya mere haq mein faisla dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wahi khuda dega zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho iska chehra tumhein rula dega iska chehra tumhein rula dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wahi khuda dega humse puchho na dosti ka sila humse puchho na dosti ka sila humse puchho na dosti ka sila humse puchho na dosti ka sila dushmanon kaa bhi dil hila dega dushmanon kaa bhi dil hila dega aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wahi khuda dega
aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega mera qaatil hi mera munsib hai mera qaatil hi mera munsib hai mera qaatil hi mera munsib hai kya mere haq mein faisla dega kya mere haq mein faisla dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho iska chehra tumhe rulaa dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega hamse puchho dosti ka silaa hamse puchho dosti ka silaa hamse puchho dosti ka silaa dushmanon ka bhi dil hilaa dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega ishq ka zehar pee liya faakir ishq ka zehar pee liya faakir ishq ka zehar pee liya faakir ab maseeha bhi kya dawa dega ab maseeha bhi kya dawa dega jo bhi dega wohi khuda dega aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wohi khuda dega
amar chokher joler majhe tomaar shopno kamal ache tumi jaano kita tumi jaano kita amar chokher joler majhe tomaar shopno kamal ache tumi jaano kita tumi jaano kita dekhbo ki kore tare nirob ohonkare amaar goho mone she je gaan hoye baaje dekhbo ki kore tare nirob ohonkare amaar goho mone she je gaan hoye baaje tumi jaano kita tumi jaano kita amar chokher joler majhe tomaar shopno kamal ache tumi jaano kita tumi jaano kita keno tumi kache ele aato aasha diye gele kothay rekhechi tare bujhe tumi bujhonaje keno tumi kache ele aato aasha diye gele kothay rekhechi tare bujhe tumi bujhonaje tumi jaano kita tumi jaano kita amar chokher joler majhe tomaar shopno kamal ache tumi jaano kita tumi jaano kita amar chokher joler majhe tomaar shopno kamal ache tumi jaano kita tumi jaano kita
aankh se aankh mila baat banaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai tu zamaane ki tarah mujh ko sataata kyun hai waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain ye haqikat hai magar mujhko sunaata kyun hai ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin aisi raahon pe charaagon ko jalaata kyun hai tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai
aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek ho jaayen aaaaaa aaaaaaa ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah dil ke mandir mein sajaa rakhi hai murat teri mere jeene ki to soorat hai ye soorat teri dil ke mandir mein sajaa rakhi hai murat teri mere jeene ki to soorat hai ye soorat teri raat din saath rahoooooooo raat din saath raho seene mein dhadkan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek jeevan ki khushi tumne di ik ik pal mein bhar diya saare jag ka pyaar mere aanchal mein ek jeevan ki khushi tumne di ik ik pal mein bhar diya saare jag ka pyaar mere aanchal mein pyaar ka ek bhi
atordanir atorami golap koli noi roina ami kunjobone ghare badha roi atordanir atorami golap koli noi roina ami kunjobone ghare badha roi sohag bhara misti rate roi je ami tomar sathe sohag bhara misti rate roi je ami tomar sathe nirab hoye sangopane buker batha soi atordanir atorami golap koli noi roina ami kunjobone ghare badha roi amar shudhu gandho achhe hriday to nei amar kachhe amar shudhu gandho achhe hriday to nei amar kachhe maronparer jiban niye tomar ami hoi atordanir atorami golap koli noi roina ami kunjobone ghare badha roi atordanir atorami golap koli noi roina ami kunjobone ghare badha roi
ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai jism se aag nikalti hai qaba geeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai sochta hoon ke ab anjaam e safar kya hoga sochta hoon ke ab anjaam e safar kya hoga log bhi kanch ke hain raah bhi pathreeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai pehle rag rag se meri khoon nichoda usne pehle rag rag se meri khoon nichoda usne ab ye kehta hai ke rangat hi meri peeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai mujhko be rang hi kar dein na kahin rang itne mujhko be rang hi kar dein na kahin rang itne sabz mausam hai hawa surkh fiza neeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai jism se aag nikalti hai qaba geeli hai ab ke barsaat ki rut aur bhi bhadkeeli hai
agar hum kahen aur woh muskura den agar hum kahen aur woh muskura den hum unke liye zindgaani loota den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den chalo zindagi ko muhabbat bana den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den agar khud ko bhoole to kuchh bhi naa bhoole agar khud ko bhoole to kuchh bhi naa bhoole ke chaahat mein unki khuda ko bhoola den agar hum kahen aur woh muskura den kabhi ghum ki aandhi jinhen chhoo naa paaye kabhi ghum ki aandhi jinhen chhoo naa paaye wafaaon ke hum wo nashe mann banaa den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den qayaamat ke deewane kehte hain hum se qayaamat ke deewane kehte hain hum se chalo unke chehre se parda hata den agar hum kahen aur woh muskura den sazaa den silaa den banaa den mitaa den sazaa den silaa den banaa den mitaa den magar wo koi faislaa to suna den har ik mod par hum ghumon ko sazaa den chalo zindagi ko muhabbat bana den agar hum kahen aur woh muskura den hum unke liye zindgaani
aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ajnabii kaise ajnabiiiiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ab koi aarzoo nahi baaki ab koi aarzoo nahi baaki ab koi aarzoo nahi baaki justzoo meri aakhriiiii tum ho justzoo meri aakhriiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho na zameen par ghana andhera ho na zameen par ghana andhera ho na zameen par ghana andhera ho aasmano ki chandni tum ho aasmano ki chandni tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho doston se wafa ki ummiden doston se wafa ki ummiden doston se wafa ki ummiden kis zamana ke aadami tum ho kis zamana ke aadami tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ajnabii kaise ajnabiiiii tum ho ajnabii kaise ajnabiiiiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho
aise hijr ke mausam tab tab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain jaadu ki aankhon se bhi dekho duniya ko jaadu ki aankhon se bhi dekho duniya ko khwaabon ka kya hai wo har sab aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain ab ke safar ki baat nahin baaqi warna ab ke safar ki baat nahin baaqi warna hum ko bulaaye dast se jab wo aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain kaagaz ki kashti mein dariya paar kiya kaagaz ki kashti mein dariya paar kiya dekho hum ko kya kya kartab aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain
ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota kabhi jaan sadke hoti kabhi dil nisaar hota na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein koi gair gair hota koi yaar yaar hota koi gair gair hota koi yaar yaar hota ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte agar apni zindagi ka humen aitbaar hota agar apni zindagi ka humen aitbaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota
amake dekhechho kemon amake dekhechho kemon amake dekhechho kemon amake dekhechho kemon ami ki temnee achhi naaki anek bodle gechhi amake dekhechho kemon amake dekhechho kemon mone ki tomar pore mone ki tomar pore amake prothom dekhe hridoy harale jedin kapa hate chithi likhe dujone sedin theke sokol didha k rekhe holam je kacha kachi ami ki temni achhi naki anek bodle gechhi amake dekhechho kemon amake dekhechho kemon mone ki tomar pore jedin anamikay sonar angthi ene porale tumi amay sobujh pathore tai sobujh pathore tai sukher o kanna jhore sorbo sukher poroshe montake dilo bhore sajol prithibite ro bhalobasha nite hazar bochor banchhi ami ki temnee achhi naki anek bodle gechhi amake dekhechho kemon amake dekhechho kemon ami ki temnee achhi naaki anek bodle gechhi amake dekhechho kemon amake dekhechho kemon amake dekhechho kemon amake dekhechho kemon
angdaayi par angdaayi leti hai raat judayi ki angdaayi par angdaayi leti hai raat judayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki kaun sihaayi ghol raha tha waqt ke bahte dariyaa mein waqt ke bahte dariyaa mein maine aankh jhuki dekhi hai aaj kisi harjaayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki vasl ki raat na jaane kyu israar tha unko jaane par israar tha unko jaane par waqt se pahle doob gaye taaron ne badi daanaayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki udte udte aas ka panchhi door ufaq mein doob gaya door ufaq mein doob gayaa rote rote baith gayi awaaz kisi saudaayi ki angdaayi par angdaayi leti hai raat judayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai kitna aasaan hai tasveer banaana unki kitna aasaan hai tasveer banaana unki khud ko bas ek aaina rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai ek diya bhi jalta rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon yun bhi khud ko pyaasa rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
baabul moraaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaa baabul moraaaaaaaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee chaar kahaar mil mori doliyaaaaaa sajaaaaaaayi re chaar kahaar mil mori doliyaaaaaa sajaaaaaaayi re moraa apna begaana chhutoooosaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee angnaaaaa to parbat bhayoooooooo diuodi bhayi bidesh angnaaaaa to parbat bhayoooooooo diuodi bhayi bidesh le baabul ghar aapnaa baabul baabul baabul baabul baabul le baabul ghar aapnaa main chali piyaa ke des main chali piyaa ke des main chali piyaa ke des baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaa baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee
aa aa aa aa aa aa bas ke dushwaar hai har kaam ka aasaan hona aadmi ko bhi mayassar nahin insaan hona bas ke dushwaar hai ki mere qatl ke baad usne jafa se tauba ki mere qatl ke baad usne jafa se tauba haai us zood pashemaan ka pashemaan hona bas ke dushwaar hai haif us chaar girah kapde ki qismat ghalib haif us chaar girah kapde ki qismat ghalib jis ki qismat mein ho aashiq ka girebaan hona bas ke dushwaar hai har kaam ka aasaan hona bas ke dushwaar hai
charkha mera rangla charkha mera rangla vich soney diyan mekhaan charkha mera rangla vich soney diyan mekhaan ve main tainu yaad karaan jad charkhey val vekhan ve main tainu yaad karaan jad charkhey val vekhan charkhe de sheeshe akhe dise tera mukh ve charkhe de sheeshe akhe dise tera mukh ve vekh vekh mittadi na akhiyan di bhuk ve akhiyan di bhuk ve seney vich ne radak diyaan seney vich ne radak diyaan te charkhe diyan mekhaan ve main tenu yaad karaan jad charkhey val vekhan ve main tenu yaad karaan jad charkhey val vekhan din raat teriyan rahaan vel jaawan jhaki ve tere bin asin vi manani ae basakhi ve manani ae basakhi ve sao sao peer manavaan sao sao peer manavaan naley thaan thaan mathe tekan sao sao peer manavaan naley thaan thaan mathe tekan ve main tenu yaad karaan jad charkhey val vekhan ve main tenu yaad karaan jad charkhey val vekhan aaja mahi aaja tun vi kar ke khettiyaan aaja mahi aaja tun vi kar ke khettiyaan jattian ne sotan nu lava layian patiyan
dekha jo aainaa to mujhe sochna pada dekha jo aainaa to mujhe sochna pada khud se na mil saka to mujhe sochna pada uska jo khat mila to mujhe sochna pada apna sa wo laga to mujhe sochna pada uska jo khat mila to mujhe sochna pada mujhko tha ye gumaan ke mujhi mein hai ek anaa mujhko tha ye gumaan ke mujhi mein hai ek anaa dekhi teri anaa to mujhe sochna pada dekhi teri anaa to mujhe sochna pada duniya samajh rahi thi ke naraaz mujhse hai duniya samajh rahi thi ke naraaz mujhse hai lekin wo jab mila to mujhe sochna pada lekin wo jab mila to mujhe sochna pada ik din wo mere aib ginaane laga faraaq ik din wo mere aib ginaane laga faraaq jab khud hi thak gaya to mujhe sochna pada jab khud hi thak gaya to mujhe sochna pada dekha jo aainaa to mujhe sochna pada khud se na mil saka to mujhe sochna pada uska jo khat mila to mujhe sochna pada apna sa wo laga to mujhe sochna pada uska jo khat mila to mujhe sochna pada
Dil Ko Gham E Hayat Gawara Hai In Dinon
din guzar gaya aitbaar mein din guzar gaya aitbaar mein raat kat gayi intezaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein lutf jo milaa intezaar mein unki ik nazar kaam kar gayi unki ik nazar kaam kar gayi hosh ab kahan hoshiyaar mein hosh ab kahan hoshiyaar mein mere kabze mein kaaynaat hai mere kabze mein kaaynaat hai main hoon aapke ikhtiyaar mein aankh to uthee phool ki taraf aankh to uthee phool ki taraf dil ulajh gaya husn e khar mein dil ulajh gaya husn e khar mein tujhse kya kahein kitne ghum sahe tujhse kya kahein kitne ghum sahe hamne bewafa tere pyaar mein fikr e aashiyaan har khiza mein ki fikr e aashiyaan har khiza mein ki aashiyaan jala har bahaar mein aashiyaan jala har bahaar mein kis tarah ye ghum bhool jaayen hum kis tarah ye ghum bhool jaayen hum wo juda hua ishtihaar mein din guzar gaya aitbaar mein raat kat gayi intezaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein lutf jo milaa intezaar mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aadmi Aadmi Ko Kya Dega Jagjit Singh 05:45 14686
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:45   Song Number : 14686   

Aadmi Aadmi Ko Kya Dega Jagjit Singh & Chitra Singh 05:57 32417
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:57   Song Number : 32417   

Aamar Chokher Jaler Maajhe Chitra Singh 03:37 32555
 
Poster of Chitra Singh
 
Lyricist
Pulak Bandopadhyay
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:37   Song Number : 32555   

Aankh Se Aankh Mila Chitra Singh 05:29 13927
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saeed Rahi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:29   Song Number : 13927   

Aao Mil Jaayen Prem Geet (1981) 04:48 18019
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Raag- 
Marwa
Duration : 04:48   Song Number : 18019   

Aatar Danir Chitra Singh 05:15 35908
 
Poster of Chitra Singh
 
Duration : 05:15   Song Number : 35908   

Ab Se Barsaat Ki Rut Chitra Singh 06:12 38520
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Muzaffar Warsi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:12   Song Number : 38520   

Agar Hum Kahen Aur Woh Muskura Den Jagjit Singh & Chitra Singh 06:27 15993
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:27   Song Number : 15993   

Aisa Lagta Hai Chitra Singh 07:40 15961
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Carukesi
Duration : 07:40   Song Number : 15961   

Aise Hijr Ke Mausam Chitra Singh 04:34 37974
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:34   Song Number : 37974   

Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal Chitra Singh 04:42 37969
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:42   Song Number : 37969   

Amake Dekhchho Kemon Chitra Singh 05:24 19535
 
Poster of Chitra Singh
 
Lyricist
Pulak Banerjee
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:24   Song Number : 19535   

Angdaayi Par Angdaayi Leti Hai Chitra Singh 04:29 15984
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:29   Song Number : 15984   

Apni Aag Ko Zinda Rakhna Jagjit Singh & Chitra Singh 07:18 15752
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:18   Song Number : 15752   

Baabul Mora Aavishkar (1973) 05:18 12612
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:18   Song Number : 12612   

Bas Ke Dushwar Hai Chitra Singh 03:08 37950
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:08   Song Number : 37950   

Charkha Mera Rangla Chitra Singh 04:02 11321
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Punjabi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:02   Song Number : 11321   

Dekha Jo Aaina To Mujhe Sochna Pada Jagjit Singh & Chitra Singh 05:33 12783
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Faragh Roohvi
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 05:33   Song Number : 12783   

Dil Ko Ghum E Hayaat Gawaara Hai In Dinon Chitra Singh 03:45 37937
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:45   Song Number : 37937   

Din Guzar Gaya Jagjit Singh & Chitra Singh 08:31 37301
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 08:31   Song Number : 37301   
Karaoke Songs of chitra singh, Sad Songs of chitra singh, Love Songs of chitra singh, Dance Songs of chitra singh, Hip-hop songs of chitra singh, Best songs of chitra singh, Super hit songs of chitra singh, hit songs of chitra singh, duet songs of chitra singh, solo songs of chitra singh, old songs of chitra singh, famous songs of chitra singh, Hindi Karaoke Songs of chitra singh, Hindi Sad Songs of chitra singh, Hindi Love Songs of chitra singh, Hindi Dance Songs of chitra singh, Hindi Hip-hop songs of chitra singh, best Hindi songs of chitra singh, super hit Hindi songs of chitra singh, hit Hindi songs of chitra singh, duet Hindi songs of chitra singh, solo Hindi songs of chitra singh, old Hindi songs of chitra singh, famous Hindi songs of chitra singh, Sing Along Songs of chitra singh, Sing Along Sad Songs of chitra singh, Sing Along Love Songs of chitra singh, Sing Along Dance Songs of chitra singh, Sing Along Hip-hop songs of chitra singh, Sing Along Best songs of chitra singh, Sing Along Super hit songs of chitra singh, Sing Along hit songs of chitra singh, Sing Along duet songs of chitra singh, Sing Along solo songs of chitra singh, Sing Along old songs of chitra singh, Sing Along famous songs of chitra singh