Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhimpalasi
HomeBhimpalasi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa neele gagan tale pyaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen hil mil ke pyaar ka iqraar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen ye shaam ki bela ye madhur mast nazaaren baithe rahen hum tum yunhin baahon ke sahaare ye shaam ki bela ye madhur mast nazaaren baithe rahen hum tum yunhin baahon ke sahaare wo din na aaye intezaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen do jaan hain hum aise mile ek hi ho jaayen dhoondha kare duniyaan humen hum pyaar mein kho jaayen bechain bahaaron ko gulzaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen tu maang ka sindoor tu aankhon ka hai kaajal le baandh le daaman ke kanaaron ke ye aanchal tu maang ka sindoor tu aankhon ka hai kaajal le baandh le daaman ke kanaaron ke ye aanchal saamne baithe rahon singaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen
aaaa haaa haaaaaaaa aaj mere mann mein sakhi baansuri bajaaye koi aaj mere mann mein aaj mere mann mein sakhi baansuri bajaaye koi pyaar bhare geet sakhi baar baar gaaye koi bansuri bajaaye bansuri bajaaye sakhi gaaye sakhi ri koi chhailwaa hoo koi albelwaa hoo koi chhailwaa hoo rang meri jawaani ka liye jhoomta ghar aaya hai saawan ooo rang meri jawaani ka liye jhoomta ghar aaya hai saawan aaaaa haaaaaa haaaaa o sakhi ho ri sakhi aaya hai saawan mere nainon mein hai saajan inn udi ghataaon mein hawaaon mein sakhi naache mera mann ho sakhi naache mera mann ho aangan mein saawan manbhaawan ho ji hoooooo oooo ooo ooo ooo oooo inn udi ghataaon mein hawaaon mein sakhi naache mera mann ho sakhi naache mera mann lal lala lala jin ke hindole pe mohe jhoolna jhulaaye koi pyaar bhare geet sakhi baar baar gaaye koi bansuri bajaaye sakhi gaaye sakhi ri koi chhailwaa hoo koi albelwaa hoo koi chhailwaa hoo kehta hai ishaaro mein koi aa mohe ambuaa ke tale mil bhala wo kaun hai
aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya chaar din ki chaandani mein ghum kaa baadal chhaa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya jal gaya dil soz e ghum se jab koi yaad aa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aag mein phoolon ki duniyaa mein mera tann rakh diyaa ek murde ko sajaa kar naam dulhan rakh diya bol maalik ye tamaasha tujh se kyun dekha gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya kiss kadar naashad hoon barbaad hoon veeran hoon reham kar mujh par khudaaya reham kar mujh par khudaaya main bhi ik insaan hoon maut hi de de ke ab shikwaa jubaan par aa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya chaar din ki chaandani mein ghum kaa baadal chhaa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya
ho paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se main yahan tukdon mein jee raha hoon main yahan tukdon mein jee raha hoon tu kahin tukdon mein jee rahi hai ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bataa resham si hawa kehti hai bata wo jo doodh dhuli masoom kali wo hai kahan kahan hai wo roshni kahan hai wo jaansi kahan hai main adhoora tu adhoori jee rahi hain ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se main yahan tukdon mein jee raha hoon main yahan tukdon mein jee raha hoon tu kahin tukdon mein jee rahi hai ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi tu to nahin
ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi naa main jaanun aarti bandan naa pooja ki reet hai anjaani daras deewani meri paagal preet liye ri maine do nainon ke deepak liye sanjoy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi aasha ke phoolon ki maala saanson ke sangeet inn par phooli chali rijhaane apne mann kaa meet liye ri maine nain dor mein sapne liye piroy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi
ho ho ho ho ho ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re kya batlaun kaisa hai woh bilkul tere jaisa hai woh tu usko pehchaan hi lega dekhega to jaan hi lega tu saare sansar mein chamke har basti har gaanv mein damke kehna ab ghar wapas aa ja kehna ab ghar wapas aa ja tu hai ghar ka gehna behna yaad kare ho chanda re rakhi ke dhaage sab laayein kehna ab na raah dikhaye maa ke naam ki kasmein dena bhent meri ke rasmein dena poochhna us roothe bhai se bhool huyi kya maa daai se behan paraya dhan hai kehna behan paraya dhan hai kehna usne sada nahin rehna behna yaad kare ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re chanda re chanda re
dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye jaate jaate ye to bataa jaa hum jeeyenge kiske liye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye chand bhi hoga taare bhi honge phool chaman mein pyaare bhi honge lekin hamaraa dil na lagegaa bheegegi jab jab raat suhaani aag lagaayegi rut mastaani tu hi bata koi kaise jeeyegaa dil ke maaron ko dil ke maalik thokar laga ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye roothe rahenge aap jo humse mar jaayenge hum bhi kasam se sunle haath chhudaane se pehle jaan humari naam pe tere jaayegi ik din dilbar mere soch samajh le jaane se pehle yoon agar tum dil ki tamanaa ko mitaa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye jaate jaate ye to bataa jaa hum jeeyenge kiske liye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye
dil mein tujhe bitha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri dil mein tujhe bitha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri main hi main dekhun tujhe piya aur naa dekhe koi main hi main dekhun tujhe piya aur naa dekhe koi ik pal bhi ye soch rahe naa kiss bidh milna hoyi sabse tujhe bacha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri naa koi bandhan jagat ka koi pehra naa deewar naa koi bandhan jagat ka koi pehra naa deewar koi naa jaane do deewane jee bhar kar len pyaar kadmon mein tere aa ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri tera hi mukh dekh ke piya raat ko main so jaaun tera hi mukh dekh ke piya raat ko main so jaaun bhor bhaye jab aankh khule to tere hi darshan paaun tujhko gale laga ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri dil mein tujhe bitha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri
hmm hmm hmm hmm hmm hmm khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko milte hain dil yahaan mil ke bichhadane ko khilte hain gul yahaan kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka chaar pal mile jo aaj pyaar mein guzaar de khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan hooo ooooo hooo hoooo ho ho ho ho haaaaaa jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai dil ke aaine mein tu ye sama utaar le khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai inn lamhon pe aaj tu har khushi nisaar de khilte hain gul yahaan khil ke
kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge phir se banti taqdeeron ko armaanon ki zanzeeron ko jaanam ab na todenge kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge phir se banti taqdeeron ko armaanon ki zanzeeron ko jaanam ab na todenge kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge kya kahoon kaise lagte hai dil pe zulfon ke saaye koi bhoola raahi jaise manzil paa jaaye yaa koi dil tufaan ka maara dard ki laehron pe aawaara koi pyaara pyaar ka saahil paa jaaye kismat se tum hum ko mile ho kaise chhodenge ye haath hum na chhodenge tukde dil ke hum tum mil ke phir se jodenge ye sheesha phir se jodenge phir se banti taqdeeron ko armaanon ki zanzeeron ko jaanam ab na todenge yun sharmaati yun ghabraati aise simti simtaayi o mere baalam yun hi nahin main jaate jaate laut aayi hoo preet meri pehchaani tune meri kadar to jaani
kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin kuchh dil ne sunaa kuchh bhi nahin aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin leta hai dil angdaayiaan iss dil ko samjhaaye koi armaan aankhein khol de ruswaa na ho jaaye koi palkon ki thandi sej par sapnon ki pariyaan soti hain aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin dil ki tassali ke liye jhooti chamak jhoota nikhaar jeevan to soona hi raha sab samjhein aayi hai bahaar kaliyon se koi puchhata hansti hain wo yaa roti hain aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin kuchh dil ne sunaa kuchh bhi nahin
haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main jo gaata chalun saath mehfil chale main jo badhta chalun saath manzil chale saath manzil chale mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan husn bhi dekh kar mujhko hairaan hai ishq ko mujhse milne ka armaan hai dekho armaan hai apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan carvaan zindgaani ka rukta nahin baadshahon ke aage main jhukta nahin main to jhukta nahin chaand taaron se aage mera aashiyaan chaand taaron se aage mera aashiyaan main gareebon ka dil
maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili zakhm paaye hain baharon ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin meri nazaron ne nazaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi meri raahon se judaa ho gayi raahein unki meri raahon se judaa ho gayi raahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki jinpe iss dil ne
mann mooooooooor mann mor hua matwala kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala are kisne jaadoo daala mann mooooooooor ghir ghir aayin ghir ghir aayin beech badariya bole praan papiha piya piya piyaaaa jiya sharmaaye aye aye aye jiya sharmaaye muskaaye armaanon ki jai mala matwala hua matwala kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala are kisne jaadoo daala mann mooooooooor tum suhaag ho main suhagini suhagni main suhagini tum sur ho main madhur ragini madhur ragini main suhagini tum suhaag ho tum nas nas ras ki phuhaar main rom rom madhushala matwala hua matwala kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala mann mooooooooor
masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye kya humpe guzri tumhen kya bataayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam magar keh rahi hain ye dil ki sadaayen doobo de naa humko ye laa kar kinaare masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare masoom chehra diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat salaamat rehen aap ki ye jafaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri
aaa aa aa aa aa aa aa aa mere angana aaye re mere angana aaye re ghanshyam aaye re mere angana aaye re ghanshyam aaye re maine saare hosh ganwaaye maine saare hosh ganwaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re laaj ke maare simati jaaun aanchal hi se lipati jaaun aa aa aa aa aa aa aa aa laaj ke maare simati jaaun aanchal hi se lipati jaaun mera aanchal ud ud jaaye mera aanchal ud ud jaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re maine saare hosh ganwaaye maine saare hosh ganwaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re ho o sudh budh khoyi man ghabraaye ik rang aaye ik rang jaaye sudh budh khoyi man ghabraaye ik rang aaye ik rang jaaye mann bairi bol sunaaye mann bairi bol sunaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re maine saare hosh ganwaaye maine saare hosh ganwaaye mere angana aaye re ghanshyam aaye re
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole zakhmon mein aaj kis ka reh reh ke pyaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain tum ho qaraar jis dil ka tum ho qaraar jis dil ka wahi beqraar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski tum jo nazar milaao tum jo nazar milaao dil mein bahaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kab se khade huye hain keh do to laut jaayein kab se
nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye madira mein doobi akhiyan chanchal hain dono sakhiyan jhalki raheng tohe palkon ki pyaari pakhiyaan sharma ke denge tohe madira ke pyaale nainon mein badra chaaye aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaa prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein prem deewani prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein pichhale janam se teri prem kahani hoon mein aa iss janam mein bhi tu apna bana le nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye
aaaaa aaaaaaa haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa o beqaraar dil o beqaraar dil ho chuka hai mujhko aasuon se pyaar mujhe tu khushi naa de nayi zindagi naa de o beqaraar dil ho chuka hai mujhko aasuon se pyaar mujhe tu khushi naa de nayi zindagi naa de o beqaraar dil aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa mili chaman ko bahaar hansi phool ko mili mili chaman ko bahaar hansi phool ko mili geet koyal ko mile aur maine paayi khaamoshi mujhe baansuri naa de koi raagni naa de o beqaraar dil ho chuka hai mujhko aasuon se pyaar mujhe tu khushi naa de nayi zindagi naa de o beqaraar dil haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa aaye ghata ghir ke ghata chhaye aur pyaasi kali ghum ki jali taras taras jaaye aaye ghata ghir ke ghata chhaye aur pyaasi kali ghum ki jali taras taras jaaye rahe sadaa jo mera wahi meri zindagi rahe sadaa jo mera wahi meri zindagi hai roz andhera aur chaar din ki chandani
ru ruru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ooooooo nirdayee preetam ooooooo nirdayee preetam pranay jagaa ke hriday churaa ke chup huye kyun tum ooooooo nirdayee preetam ye chanda sheetal kehlaata phir kyun mere ang jalaata ye chanda sheetal kehlaata phir kyun mere ang jalaata phool sa komal baan madan ka phool sa komal baan madan ka shool ban ke tan mein chubh jaata tum nishthur ke birha taap mein aag bani poonam ooooooo nirdayee preetam ooooooo nirdayee preetam aaaaaaaaa aaa aaaaaaa tum madhuban ke bhramar sayaani tum madhuban ke bhramar sayaani ban ke kali tera hriday na jaane gunjan mein kya man mein kya tha preet ya chhal tha kya pahchaane gunjan mein kya man mein kya tha preet ya chhal tha kya pahchaane chit ke chor kathor hriday ke kyun mile the hum ooooooo nirdayee preetam ooooooo nirdayee preetam pranay jagaa ke hriday churaa ke chup huye kyun tum ooooooo nirdayee preetam ooooooooo nirdayee preetam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Neele Gagan Badshah (1954) 04:32 12103
 
Poster of Badshah (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Usha Kiran, Pradeep Kumar
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:32   Song Number : 12103   

Aaj Mere Mann Mein Sakhi Aan (1953) 03:52 20025
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi, Dileep Kumar
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:52   Song Number : 20025   

Aasmaan Waale Teri Duniyaan Laila Majnu (1953) 03:43 13580
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 03:43   Song Number : 13580   

Ae Ajnabi Dil Se (1998) 05:38 18639
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Manisha Koirala
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:38   Song Number : 18639   

Ae Ri Main To Prem Nau bahar (1952) 02:19 13838
 
Poster of Nau bahar (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Satyendra Athaiya
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Ashok Kumar
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 02:19   Song Number : 13838   

Chanda Re Mere Chambal Ki Kasam (1980) 04:29 32828
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Fareeda Jalal
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 04:29   Song Number : 32828   

Dil Ke Tukde Tukde Dada (1978) 03:35 13017
 
Poster of Dada (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Kulwant Johny
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 13017   

Dil Mein Tujhe Bitha ka Fakira (1976) 05:33 13242
 
Poster of Fakira (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Shashi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 13242   

Khilte Hain Gul Yahaan Sharmilee (1971) 04:02 20764
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 20764   

Kismat Se Tum Hum Ko Mile Pukar (2000) 06:24 18611
 
Poster of Pukar (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:24   Song Number : 18611   

Kuchh Dil Ne Kahaa Anupama (1966) 04:21 20803
 
Poster of Anupama (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 20803   

Main Garibon Ka Abe-Hayat (1955) 04:29 20845
 
Poster of Abe-Hayat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Prem Nath
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:29   Song Number : 20845   

Maine Chaand Aur Sitaron Ki Chandrakanta (1956) 05:59 15149
 
Poster of Chandrakanta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:59   Song Number : 15149   

Mann Mor Hua Matwala Afsar (1950) 03:04 15543
 
Poster of Afsar (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:04   Song Number : 15543   

Masoom Chehra Ye Dil Tera Deewana (1962) 05:21 13116
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:21   Song Number : 13116   

Mere Angana Aaye Naram Garam (1981) 04:16 11581
 
Poster of Naram Garam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Swaroop Sampat, Amol Palekar, Utpal Dutt
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 04:16   Song Number : 11581   

Mere Mann Ka Baawra Amar Deep (1958) 04:01 12650
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 12650   

Nainon Mein Badra Mera Saaya (1966) 03:21 21026
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 21026   

O Beqaraar Dil Kohraa (1964) 04:26 21043
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:26   Song Number : 21043   

O Nirdayee Preetam Stree (1961) 04:17 14286
 
Poster of Stree (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 14286