Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAyesha Julka
HomeAyesha Julka
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jawaan ho yaaron ye tum ko hua kya aji hum ko dekho zara jawaan ho yaaron ye tum ko hua kya aji hum ko dekho zara ye maana abhi hain khaali haath na honge sada yahi din raat kabhi to banegi apni baat are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro jawaan ho yaaron ye tum ko hua kya aji hum ko dekho zara ye maana abhi hain khaali haath na honge sada yahi din raat kabhi to banegi apni baat are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro mehnat se mile jo us pe guzaar dooje ke maal ko thokar se maar aayegi idhar bhi ek din bahaar hoga ye zamaana hum pe nisaar ye maana abhi hain khaali haath na honge sada yahi din raat kabhi to banegi apni baat are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro isko chhoona nahin hey raam raam ye to hai paap ki gatthari tamaam kab ye rut badal jaaye kisko khabar lag jaaye humein bhi sone ke par phir aise udenge hum sab yaar gulon se ladegi motar car haseena hogi gale ka haar are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro jawaan ho yaaron ye tum ko
bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare teri aankhon se nindiya churaunga tere hothon se laali udaunga bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare tujhe saanson mein apni basaungi tujhe apni nazar mein chhupaungi bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare aankhen bichhaye baithi thi dilbar ki chaah mein kab se khadi thi main yahan chaahat ki raah mein tune jo di sada to main tere paas aa gaya duniya bhula ke main sanam tujh mein sama gaya deewani ho gayi thi main tere pyaar mein bechein ho rahi thi main tere intezaar mein tere intezaar mein tere intezaar mein bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare aa jaa kareeb aa mere tujhko karaar doon baahon me teri pyaar ke lamhe guzaar doon hai aarzoo yehi meri tere samne rahoon kehni hai jitni baat main tujh se wo sab kahun mere saath hai tu saathiya har ik haal mein khoya rahoon hamesha main tere khyaal mein tere khyaal mein tere
bheegi huyi hai raat magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum bheegi huyi hai raat magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum seene mein kaisa dard hai honthon pe kaisi pyaas hai seene mein kaisa dard hai honthon pe kaisi pyaas hai kaise bataayein hum tumhein anjaana ehsaas hai tum ho humaare saath magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum bheegi huyi hai raat magar jal rahe hain hum baithe to hain jaane ada chaahat ke saaye tale baithe to hain jaane ada chaahat ke saaye tale phir ye hain kyun bechainiyaa ye waqt kyun na dhale hai shabnami mulakaat magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum bheegi huyi hai raat magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum
dekha teri mast nighahon mein nasha hai adaa hai muhabbat hai hooo aa jaa tujhe baahon mein le loon main roop ye gazab hai qayamat hai dhadkane tej ho jaane do pyaar mein hosh kho jaane do dekha teri mast nighahon mein nasha hai adaa hai muhabbat hai dekha teri mast nighahon meinnnn ye husn aur ye mastiyan chhane lagi hai madhoshiyannnnn uff do dilon ke saaz par gaane lagi hai khamoshiyan apni zulfon ki khushboo udaa aur mujhko deewana bana dekha teri mast nighahon mein nasha hai adaa hai muhabbat hai hooo dekha teri mast nighahon meinnnn ruswaiyon se darta hai mann achchha nahin deewanapan tune mujhe kyun chhoo liya kaanp utha mera badan yun na dekho mujhe o sanam dagmagane lage hain kadam dekha teri mast nighahon mein shokhi hai gazab ki shararat hai kaise teri baahon mein aaun main roop ye sharam ki amanat hai pyaar yun na jatao sanam sharam aati hai jaao sanam dekha teri mast nighahon mein shokhi hai gazab ki shararat hai dekha teri mast nighahon meinnnnn sunn
are chadh gaya upar re are chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar re hey re panchhi deewana chug kar daana ud gaya phar phar re atariya pe oho atariya pe haye atariya pe lautan kabutar re mar gaya upar re gujariya pe lautan kabutar re panchhi deewana paaye jahaan daana aaye wohi mud mud ke atariya pe aaha atariya pe haye atariya pe lautan kabutar re are chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar re hey baalon mein jo pankh daare hain goriya kitne kabutar maare hain goriya toone shikaar kar ke atariya pe lautan kabutar re yun to kai the pagal kabutar dil layi uda ik ghayal kabutar nazron se waar kar ke atariya pe sona kabutar re are chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar re hey sona kabutar layi uda chunri chunari ke sang mori layi gaya mundri dhak dhak ye dil dhadke atariya pe sona kabutar re are chunri mein taare bhar de kabutar mundri mein moti jad de kabutar dil ka ilaaj kar ke atariya pe lautan kabutar re are chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar
hoke man aaj magan naache hai chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa hoke man aaj magan naache hai chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa sun ke teri paayal ki chham chham dekh main aa gaya hoke man aaj magan naache hai chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa ho sun ke teri paayal ki chham chham dekh main aa gaya ho oo hoke man aaj magan naache hai chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa raaton ko kyun neend aati nahin mujhko bolo sajan ho aa gai tujhpe javaani raaton ko kyun neend aati nahin mujhko bolo sajan aa gai tujhpe javaani kyun aaj kal yun hi bechain rahta hai mera yeh mann ho pyaar mein tu hai deewaani pyaar hotaa hai kya zara mujhko bata itni bholi na ban mujhsa yun na bana gori han tohe haan sab pata re hoke man aaj magan naache hai chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa ho sun ke teri paayal ki chham chham dekh main aa gaya ho oo hoke man aaj magan naache hai chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa jo main gaya rooth kar tujh se to kyaa karegi bata
laaaaa lala la lala laaaaa lara la lara aye dil deewane aye dil deewane aye dil deewane deewane naa jaane hua kya mausam suhaane suhaane naa jaane hua kya taqraar karte karte lagta hai mujhko aise inkaar karte karte lagta hai mujhko aise jaise hote hote pyaar ho gaya hote hote pyaar ho gaya hote hote pyaar ho gaya haaahaa haaa haaa haa hote hote pyaar ho gaya aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aye hey hey hey hey aye hey hey hey aahaaa haaaa pal pal koi ek hulchul mujhe kaise bechain karne lagi haan pal pal koi ek hulchul mujhe kaise bechain karne lagi tauba mujhe ye pata naa chalaa jaane kab main badalne lagi aage mera mann bhaage aur main hoon pichhe pichhe unki mohabbat mujhko apani taraf yun kinche aakhir hote hote ho gaya hote hote pyaar ho gaya haan hote hote pyaar ho gayaaa hote hote pyaar ho gayaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa main hoon wahi mera dil bhi wahi hai magar dhadkne
Kaun Ho Tum
kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega rahne de dil ki baatein varna pachhtayega tumse pyaar ho jayega achcha kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega ho rahne de dil ki baatein varna pachhtayega tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega dil mera ae jane jaana anmol hai ye khazana tujh par lutaunga sadke main jaunga tujh par lutaunga sadke main jaunga mujh sa hai aashiq kahan haye kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega hey kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega are rehne de dil ki baatein varna pachhtayega tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega tumse karun pyaar kaise kar lun main ikraar kaise mujhko sataaoge neenden udaaoge mujhko sataaoge neenden udaaoge achhi hai ye dooriyan haan kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya
Laddu Motichur Ka
jeene ki tamanna ho tum meri zaroorat ho jeene ki tamanna ho tum meri zaroorat ho mere khayaal se tum badi khoobsurat ho mere khayaal se tum badi khoobsurat ho jeene ki tamanna ho tum meri zaroorat ho jeene ki tamanna ho tum meri zaroorat ho mere khayaal se tum bade khoobsurat ho mere khayaal se tum bade khoobsurat ho bhool gayi saara jahaan apna tujhe banaaya hai bhool gayi saara jahaan apna tujhe banaaya hai jaane wafa nigahon mein khwaab tera sajaaya hai bata rahi hain dhadkanen ki tum meri chaahat ho mere khayaal se tum bade khoobsurat ho mere khayaal se tum bade khoobsurat ho chaahunga main shamo sahar dil mein tumhen basaaunga chaahunga main shamo sahar dil mein tumhen basaaunga bhoologi naa saari umar itni tumhen wafa dunga mera chain ho meri pyaas ho tum meri mohabbat ho mere khayaal se tum badi khoobsurat ho mere khayaal se tum badi khoobsurat ho kasmen nahin todenge wada e wafa nibhayenge kasmen nahin todenge wada e wafa nibhayenge hoke juda ik pal bhi ab
chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya ke saathi pyaar ka mujhe chun liya chun liya maine sun liya pehla nasha pehla khumaar naya pyaar hai naya intezar kar lun kya apna haal aye dil e beqraar mere dil e beqraar tu hi bata pehla nasha pehla khumaar udta hi phirun in hawaaon mein kahin yaa main jhool jaaun in ghataaon mein kahin udta hi phirun in hawaaon mein kahin yaa main jhool jaaun in ghataaon mein kahin ek kar doon aasmaan aur zamin kaho yaaro kya karun kya nahin pehla nasha pehla khumaar naya pyaar hai naya intezar kar lun kya apna haal aye dil e beqraar mere dil e beqraar tu hi bata pehla nasha pehla khumaar usne baat ki kuchh aise dhang se sapne de gaya wo hazaaron rang ke usne baat ki kuchh aise dhang se sapne de gaya wo hazaaron rang ke reh jaaun jaise main haar ke aur choome wo mujhe pyaar se pehla nasha pehla khumaar naya pyaar hai naya intezar kar lun kya apna haal aye dil e beqraar mere dil e beqraar
shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heey heeey shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heeyy heeyyy wo hamari saadgi ka rang kya jaane arre haan aa ha aaa haaan dildaar bewafa jo nahin samjhe ki hum hain kiske deewane heey heey wo hamari aashiqui ka rang kya jaane arre haan aa ha aa haaan samjho na meri jaan ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa koi hoga haseen kam to hum bhi nahin dekho zara nazar bhar ke itna udo nahin ho na aisa kahin na idhar ke raho na udhar ke koi hoga haseen kam to hum bhi nahin dekho zara nazar bhar ke itna udo nahin ho na aisa kahin na idhar ke raho na udhar ke shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heey heeeyy wo hamari saadgi ka rang kya jaane arre haan aa ha aaa haaan dildaar bewafa yahan to bade bade lutt gaye khade khade bach ke wo bhi kahan jayenge sunke meri sada chhod ke naaz o ada kachche dhaage mein bandhe aayenge yahan to bade bade lutt gaye khade khade bach ke wo bhi kahan jayenge
udte baadal se puchho behti nadiya se puchho in bahaaron se puchho in nazaaron se puchho inko pata hai mera naam main saath inke subah o shaam udte baadal se puchho behti nadiya se puchho in bahaaron se puchho in nazaaron se puchho inko pata hai mera naam main saath inke subah o shaam bulbul se seekha maine baat karna phulon se seekha muskuraana bulbul se seekha maine baat karna phulon se seekha muskuraana koyal se seekha maine aah bharna bhanvron se seekha gungunaana main hoon chanchal shokh hawa mujhe aata hai ud jaana udte baadal se puchho behti nadiya se puchho in bahaaron se puchho in nazaaron se puchho inko pata hai mera naam main saath inke subah o shaam neela gulaabi peela rang kaisa dekhe bina main to bata doon neela gulaabi peela rang kaisa dekhe bina main to bata doon inse juda hai mera pyaar aisa rote parindon ko hansa doon in lehron pe bin kashti ke chal ke main dikhla doon udte baadal se puchho behti nadiya se puchho in bahaaron se puchho in nazaaron
aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa aaaa aaaa haaa haaa haaa haaa haaa waada raha sanam honge juda naa hum chaahe na chaahe zamaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana waada raha sanam honge juda naa hum chaahe na chaahe zamaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana inn waadiyon mein yunhi milte rahenge dil mein wafaa ke diye jalte rahenge inn waadiyon mein yunhi milte rahenge dil mein wafaa ke diye jalte rahenge ye maanga hai duwaaon mein kami naa ho wafaaon mein rahen teri nighahon mein likho naa ye fizaaon mein o saajana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana kaisi udaasi tere chehre pe chhayi kya baat hai jo teri aankh bhar aayi kaisi udaasi tere chehre pe chhayi kya baat hai jo teri aankh bhar aayi dekho to kya nazaaren hai tumhaari tarah pyaare hai hanso naa mere liye tum sabhi to ye tumhaare hain o
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Are Yaaro Mere Pyaaro Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:15 13566
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Ayesha Julka, Mamik
Duration : 05:15   Song Number : 13566   

Bansuriya Ab Yehi Pukare Balmaa (1993) 07:33 18744
 
Poster of Balmaa (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Avinash Vadhavan, Ayesha Julka, Others
Duration : 07:33   Song Number : 18744   

Bheegi Huyi Hai Raat Sangram (1993) 05:22 18591
 
Poster of Sangram (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Ayesha Julka
Duration : 05:22   Song Number : 18591   

Dekha Teri Mast Nigahahon Mein Khiladi (1992) 08:40 18729
 
Poster of Khiladi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Mahendra Dehalavi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Ayesha Julka
Duration : 08:40   Song Number : 18729   

Gutur Gutur Dalaal (1993) 06:52 39293
 
Poster of Dalaal (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ayesha Julka
Duration : 06:52   Song Number : 39293   

Hoke Man Aaj Magan Khiladi (1992) 07:30 32684
 
Poster of Khiladi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Mahendra Dehlavi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Ayesha Julka
Duration : 07:30   Song Number : 32684   

Hote Hote Pyar Ho Gaya Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999) 05:35 11800
 
Poster of Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anand Raj Anand
Duration : 05:35   Song Number : 11800   

Kaun Ho Tum Mashooq (1992) 05:27 38018
 
Poster of Mashooq (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Ayesha Julka
Duration : 05:27   Song Number : 38018   

Kya Khabar Thi Jaana Khiladi (1992) 04:58 36170
 
Poster of Khiladi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ayesha Julka, Akshay Kumar
Duration : 04:58   Song Number : 36170   

Laddu Motichoor Ka Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999) 05:59 38733
 
Poster of Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Kajol, Ayesha Julka
Duration : 05:59   Song Number : 38733   

Mere Khayaal Se Tum Balmaa (1993) 06:38 39849
 
Poster of Balmaa (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Avinash Wadhawan, Ayesha Julka
Duration : 06:38   Song Number : 39849   

Pehla Nasha Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 04:56 21096
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ayesha Julka, Aamir Khan
Duration : 04:56   Song Number : 21096   

Shehar Ki Pariyon Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:15 32419
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ayesha Julka, Aamir Khan
Duration : 05:15   Song Number : 32419   

Udte Baadal Se Puchho Sangram (1993) 04:10 39319
 
Poster of Sangram (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Ayesha Julka
Duration : 04:10   Song Number : 39319   

Waada Raha Sanam Khiladi (1992) 06:03 18730
 
Poster of Khiladi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anwar Sagar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Ayesha Julka
Duration : 06:03   Song Number : 18730   
Karaoke Songs of ayesha julka, Sad Songs of ayesha julka, Love Songs of ayesha julka, Dance Songs of ayesha julka, Hip-hop songs of ayesha julka, Best songs of ayesha julka, Super hit songs of ayesha julka, hit songs of ayesha julka, duet songs of ayesha julka, solo songs of ayesha julka, old songs of ayesha julka, famous songs of ayesha julka, Hindi Karaoke Songs of ayesha julka, Hindi Sad Songs of ayesha julka, Hindi Love Songs of ayesha julka, Hindi Dance Songs of ayesha julka, Hindi Hip-hop songs of ayesha julka, best Hindi songs of ayesha julka, super hit Hindi songs of ayesha julka, hit Hindi songs of ayesha julka, duet Hindi songs of ayesha julka, solo Hindi songs of ayesha julka, old Hindi songs of ayesha julka, famous Hindi songs of ayesha julka, Sing Along Songs of ayesha julka, Sing Along Sad Songs of ayesha julka, Sing Along Love Songs of ayesha julka, Sing Along Dance Songs of ayesha julka, Sing Along Hip-hop songs of ayesha julka, Sing Along Best songs of ayesha julka, Sing Along Super hit songs of ayesha julka, Sing Along hit songs of ayesha julka, Sing Along duet songs of ayesha julka, Sing Along solo songs of ayesha julka, Sing Along old songs of ayesha julka, Sing Along famous songs of ayesha julka