Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnjana
HomeAnjana
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


uttar dakshin poorab pashchim uttar dakshin poorab pashchim jidhar bhi dekhoon main andhkaaaar andhkaaaar andhere mein jo baithe hain nazar unn par bhi kuchh daalo andhere mein jo baithe hain nazar unn par bhi kuchh daalo are o roshni waalo bure itne nahin hain hum zara dekho humen bhalo are o roshni waalo kafan se dhaank kar baithe hain hum sapnon ki laashon ko jo kismat ne dikhaaye dekhte hain unn tamaashon ko kafan se dhaank kar baithe hain hum sapnon ki laashon ko jo kismat ne dikhaaye dekhte hain unn tamaashon ko humen nafrat se matt dekho zara hum par reham khaa lo are o roshni waalo andhere mein jo baithe hain nazar unn par bhi kuchh daalo are o roshni waalo humare bhi the kuchh saathi humare bhi the kuchh sapne humare bhi the kuchh saathi humare bhi the kuchh sapne sabhi wo raah mein chhute wo sab ruthe jo the apne sabhi wo raah mein chhute wo sab ruthe jo the apne jo rote hain kai din se zara unko bhi samjhaa lo are o roshni waalo andhere mein jo baithe
aap ke dil mein jo thodi si jagah mil jaaye apne armaanon ki betaab kali khil jaaye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye jawaani mein jawaani ke sahaare ho jawaan mere meharbaan mujhe tu hi tu humsafar chaahiye humsafar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan humare liye hai yahi aashiyaan yahi aashiyaan bina pyaar ke zindagi kuchh nahin bina pyaar ke zindagi kuchh nahin jahaan pyaar hai har khushi hai wahin ho phoolon bhari chaahe chaahe kaanton bhari haan kaanton bhari chale jiss pe tu wo dagar chaahiye dagar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye ke dil
husn tera ek chhalakta o husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi haaye agar ijaazat ho teri main pyar mukammal kar loon main pyar mukammal kar loon daal ke nazron mein nazren deedaar mukammal kar loon deedaar mukammal kar loon naam inka pehle se badnaam hai husn wale yahi mera tujhe paigaam hai husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana oo komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana pyaar bina o yeh jawaani ilzaam hai laa mujhe ho tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi husn to ek khilona hai jee bhar kar
aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka aaj dar chhod chala hai koi maikhaane ka jaane kya haal ho haath tharraane lage jaam gira toot gayaaa haath tharraane lage jaam gira toot gayaaa ye koi waqt na tha aapke yaad aane kaa ye koi waqt na tha aapke yaad aane kaa jaane kya haal ho phir na sharmaoge tum apni kahaani sunn ke phir na sharmaoge tum apni kahaani sunn ke dard thoda sa mila lo mere afsaane ka dard thoda sa mila lo mere afsaane ka jaane kya haal ho bewfaai ka gila sunn ke haseen aati hai bewfaai ka gila sunn ke haseen aati hai dhundhiye aur bahaana koi tadpaane kaa dhundhiye aur bahaana koi tadpaane kaa jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka aaj dar chhod chala hai koi maikhaane ka jaane kya haal ho
jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara janam janam tak toot sake na kabhi saath humaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara tere ghum ko gale laga ke ho apni khushiyaan main tujhpe luta doon gar thoda sa tu muskara de ho toh viraane mein kaliyaan khila doon ho sharmata hai kaliyon ko bhi yeh bairi roop tumhaara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukaara chhed ke apne pyaar ka nagma ho tere dil mein taraane jaga doon teri aankh ke aansu le ke ho naye chaand sitaare bana doon ho neel gagan par deep jale hain zara dekho nazaara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukaara laakh janam ke armaanon ka ho koi rangin fasaana bana doon lekar aag tere gaalon ki ho gore gore kanval main khila doon ho dil kehta hai aaj milega nadiya se kinaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara janam janam tak toot sake na kabhi saath humaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara
oooo hoooooo hey heyyyy hooo hooo ooooo hmmmm jee bhar ke dekh loon main tumhen jee bhar ke dekh loon main tumhen zulfen idhar kar lo saara jahaan hai udhar tum nazar jidhar kar lo jee bhar ke dekh loon main tumhen surkhi tere rukhsaar pe badlegi rang bahaar ke mehak uthi fizaayen bhi zulf teri sanwaar ke apni hayyaa ki shokhiyaan ab to idhar kar lo saara jahaan hai udhar tum nazar jidhar kar lo jee bhar ke dekh loon main tumhen heyyyyy hooooooo hoooo ooooo haaaa haaaa hoooo hooo hooo hooo hooo hey hey hey hey hey bheege libaas mein badan lagta hai jaise gulaab ho sheeshe ki paalki mein koi jaise bhari sharaab ho aankhon mein aakhen daal kar dil pe asar kar lo saara jahaan hai udhar tum nazar jidhar kar lo jee bhar ke dekh loon main tumhen zulfen idhar kar lo
khul ke jeene ka tareeka tumhein sikhaate hain hans ke dekho na lateefa tumhein sunaate hain umar ke saal kitne hain gin gin ke kya karna beet jaayein na ginti mein hi warna aao filmon ke beadab gaane gaate hain heroine hero aaj hum tum ban jaate hain khul ke jeene ka tareeka tumhein sikhaate hain hans ke dekho na lateefa tumhein sunaate hain khushiyaan to rakhi hain pocket mein kaagaz ke nanhe se packet mein inki bijli ki tarah kyun bachat karein batao na kharch kar daalenge saari aaj hi aao na hain mehnge dard bade aur muskaan paayi humne maut mein khul ke jeene ka tareeka tumhein sikhaate hain hans ke dekho na lateefa tumhein sunaate hain umar ke saal kitne hain gin gin ke kya karna beet jaayein na ginti mein hi warna aao filmon ke beadab gaane gaate hain heroine hero aaj hum tum ban jaate hain dil ki hai itni hi naadaani chutki mein ho jaaye rumaani yaari aur chahat ke jo beech ki maheen sarhad hai paar usko kar jaana dil ki buri aadat hai aasaani se aa jaaye
nisargraja aik sangate gupit japal re kuni majhya manat laplay re kuni majhya manat laplay re kuni majhya manat laplay re kuni majhya manat laplay re nisargraja aik sangate to disala an mi pahile pahile pari te dolyane dolyat ishare hasale hasale te mothya toryane he kase na tyala kalale kalale na tujhya tya othane oth na halale shabdh na julale oth na halale shabdh na julale thode chukale re kuni majhya manat laplay re kuni majhya manat laplay re kuni majhya manat laplay re kuni majhya manat laplay re nisargraja aik sangato ka chalalat tumhi aalat mhanun jara thamba na ka va chhan disataya kay he roop bhijalela hu aani te paha kay tumacha manhi bhijalela kashan preman preman preman preman dhat nisargraja aik sangato gupit japlay re kuni majhya manat laplay re kuni majhya manat laplay re nisargraja aik sangato to bhav priticha disala disala mag sanshay hasala ha nakhara ka mag asala asala ha allad chala premat bahana kasala kasala to priyakar bhola preet ashi tar
bahot hua kat kat ke jeena bahot huyi naarazi aisa kya main keh doon tumse ho jaao tum raazi maana main hi saara galat hoon tum ho bilkul sahi tum miloooo to sahi oooo oooo oooo ooooo oooo tum miloooooooo to sahi haaye beqaraar hum haaye beqaraar tum haaye beqaraar hum haaye beqaraar tum beqaraari mein hain saara aalam o jaaneman o jaaneman o jaanemannn yehhhh o jaaneman haaye beqaraar hum haaye beqaraar tum haaye beqaraar hum haaye beqaraar tum beqaraari mein hain saara aalam o jaaneman o jaaneman o jaanemannn yehhhh o jaaneman tera asar hai iss kadar dekhun kabhi jo aaina meri jagah tujh se mera ho jaata hai ab saamna mere jeene meinnnn mere jeene mein aane lagi teri adaaaa ooooooo o jaanemannn yehh yehh yehh haaye beqaraar hum haaye beqaraar tum haaye beqaraar hum haaye beqaraar tum beqaraari mein hain saara aalam oooooo o jaaneman o jaanemannn yehhhh o jaaneman
kasam hai tujhe mehfil ki main nachun tu pee main nachun tu heych bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa heych peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha hey hey hey jawaani mein kabhi kis kabhi kis kabhi kis hey hey ho ho hey hey jawaani me kabhi kisi se aankh naa lada aankh lad jaye bhi to dil naa mila hey dil mil jaye bhi to shor naa macha meethe meethe vaadon pe tu sabko nacha kyun kyun kya yahan dil bhi bura hai dildar bhi bura ikraar bhi bura hai inkaar bhi bura inkaar bhi bura peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee
oo hooo ho ho hooo oo hooo oo ho hooo ho hooo ho ho ho hoo oo hooo oo ho hooo raja lalkari ashi ghe haak dili saad mala de ho oo oo oo raja lalkari ashi ghe haak dili saad mala de ho oo oo oo raja lalkari ashi ghe ho hooo ho ho ho hoo ho hooo ho ho hooo kunkuwacha majha dhani balh waghacha aalaya bharlelya motwani mann bharun gelaya kunkuwacha majha dhani balh waghacha aalaya bharlelya motwani mann bharun gelaya aodh phulala varyachi jashi khun isharyachi majhya sajnala kalu de haak dili saad mala de ho oo oo oo raja lalkari ashi ghe haak dili saad mala de ho oo oo oo raja lalkari ashi ghe hoooo soor bhetala soorala gann aala talawar soor bhetala soorala gann aala talawar khulya anandache majhya hasu tujhya galavar bharjaricha hirva shela panghrun nava bharjaricha hirva shela panghrun nava shivaar he sarr khulu de haak dili saad mala de ho oo oo oo raja lalkari ashi ghe haak dili saad mala de ho oo oo oo raja lalkari ashi ghe themb navh he ghamache tyache bantil
haan tauba yeh adaayen dekhe se khumaar aaye are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye na yun dekho jaan e jaana lipat jaayega koi deewaana oh tauba yeh adaayen dekhe se khumaar aaye are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye na yun dekho jaan e jaana lipat jaayega koi deewaana yeh rangeen badan dekho sitam dhaaye na kahin are dil dhadke mera lehron mein lehrake dolo nahin haan aaa yeh rangeen badan dekho sitam dhaaye na kahin are dil dhadke mera lehron mein lehrake dolo nahin darta hoon main shola hai tu aag paani mein lag jaaye na haay tauba yeh adaayen dekhe se khumaar aaye are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye na yun dekho jaan e jaana lipat jaayega koi deewaana yeh socho zara koi tera choome hai kadam haaye zid na karo jeene do auron ko bhi ae sanam oh hooo yeh socho zara koi tera choome hai kadam haaye zid na karo jeene do auron ko bhi ae sanam chhukar tujhe meri tarah saat mausam bhi ruk jaaye na hooo tauba yeh adaayen dekhe se khumaar aaye are gora tan
tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko zulfon ke aawara saawan mein zulfon ke aawara saawan mein tere ang ang ke darshan mein tere man ke kore darpan mein apni tasveer saja doon apni tasveer saja doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko bindiya ki chanchal chitwan se bindiya ki chanchal chitwan se baanhon ke khanakte kangan se paayal ki jhanakti chan chan se apni aawaz mila doon apni aawaz mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko
tu itna samajh le sanam tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera teri chahat ki mujhko kasam koi matwala hoon main tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye jaise phoolon ko kaante bachaya karen jaise moti ko sagar chhupaya kare apne dil mein chhupake rakhunga tujhe apne dil mein chhupake rakhunga tujhe daanv dushman lagaye lagaya kare ho kiski himmat hai kiski himmat hai chhoo le tujhe chahne wala hoon main tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye tere naina ho tere naina ho phir nau ratan kuchh nahin tera aanchal tera aanchal ho phir to gagan kuchh nahin ye baharon ke jaisa mehkta badan ye baharon ke jaisa mehkta badan jo badan ho tera to chaman kuchh nahin meri bholi si o meri bholi si radha hai tu banka nandlala hoon mein tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye jaise panchhi ko ek
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Andhere Mein Jo Baithe Sambandh (1969) 05:19 14126
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Anjana, Pradeep Kumar
Duration : 05:19   Song Number : 14126   

Deewane Hain Deewanon Ko Zanjeer (1973) 04:47 20389
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Gulshan Bawara, Sanjana
Duration : 04:47   Song Number : 20389   

Husn Tera Ek Chhalakta Jaam Deedar (1970) 05:46 37038
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anjana, Premendra
Duration : 05:46   Song Number : 37038   

Jaane Kya Haal Ho Kal Sheeshe Ka Maa Ka Aanchal (1970) 05:05 15726
 
Poster of Maa Ka Aanchal (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anjana
Duration : 05:05   Song Number : 15726   

Jab Jab Apna Mel Huaa Mahua (1969) 04:13 39951
 
Poster of Mahua (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Shiv Kumar, Anjana Mumtaz
Duration : 04:13   Song Number : 39951   

Jee Bhar Ke Dekh Loon Main Tumhen Deedar (1970) 03:24 16076
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anjana, Chetan
Duration : 03:24   Song Number : 16076   

Khulke Jeene Ka Dil Bechara (2020) 03:59 12560
 
Poster of Dil Bechara (2020)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2020
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 03:59   Song Number : 12560   

Nisarg Raja Jhunjh (1975) 03:44 29139
 
Poster of Jhunjh (1975)
 
Category
Marathi
Year- 
1975
Lyricist
Jagdish Khebudkar
Music Director- 
Ram Kadam
On Screen Actors- 
Ravindra Mahajani, Ranjana
Duration : 03:44   Song Number : 29139   

O Jaaneman Tum Milo Toh Sahi (2010) 04:29 17030
 
Poster of Tum Milo Toh Sahi (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Sandesh Shandilya
Singer- 
Raghav Sachar
On Screen Actors- 
Raghav Sachar, Anjana Sukhani
Duration : 04:29   Song Number : 17030   

Peene Se Pilane Se Deedar (1970) 05:07 37039
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 05:07   Song Number : 37039   

Raja Lalkari Ashi Ghe Are Sansar Sansar (1981) 06:02 29150
 
Poster of Are Sansar Sansar (1981)
 
Category
Marathi
Year- 
1981
Lyricist
Jagdish Khebudkar
Music Director- 
Anil Arun
On Screen Actors- 
Kuldeep Pawar, Ranjana
Duration : 06:02   Song Number : 29150   

Tauba Yeh Adaayen Ehsan (1970) 04:25 37875
 
Poster of Ehsan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Anjana
Duration : 04:25   Song Number : 37875   

Tere Honthon Ko Tere Laali Ko Deedar (1970) 03:39 36420
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar, Anjana
Duration : 03:39   Song Number : 36420   

Tu Itna Samajh Le Sanam Rakhwala (1971) 04:26 36111
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sanjana
Duration : 04:26   Song Number : 36111   
Karaoke Songs of anjana, Sad Songs of anjana, Love Songs of anjana, Dance Songs of anjana, Hip-hop songs of anjana, Best songs of anjana, Super hit songs of anjana, hit songs of anjana, duet songs of anjana, solo songs of anjana, old songs of anjana, famous songs of anjana, Hindi Karaoke Songs of anjana, Hindi Sad Songs of anjana, Hindi Love Songs of anjana, Hindi Dance Songs of anjana, Hindi Hip-hop songs of anjana, best Hindi songs of anjana, super hit Hindi songs of anjana, hit Hindi songs of anjana, duet Hindi songs of anjana, solo Hindi songs of anjana, old Hindi songs of anjana, famous Hindi songs of anjana, Sing Along Songs of anjana, Sing Along Sad Songs of anjana, Sing Along Love Songs of anjana, Sing Along Dance Songs of anjana, Sing Along Hip-hop songs of anjana, Sing Along Best songs of anjana, Sing Along Super hit songs of anjana, Sing Along hit songs of anjana, Sing Along duet songs of anjana, Sing Along solo songs of anjana, Sing Along old songs of anjana, Sing Along famous songs of anjana