Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmir Khan
HomeAmir Khan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aaaa aaaaaaaa aaya hoon yaaro dil apna deke ankhon mein chehra kisi ka leke wo dil ka qaatil dilbar humara jiske liye main hua aawara milte hi jisne chooma tha mujhko phir naa palat ke dekha dobara aur isi liye doston maine faisla kiya ke phir kabhi kisi se pyaar nahi karunga kabhi kisi ladki ko apna dil nahi dunga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega har haseen chehre se ab ye dil darega hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega har haseen chehre se ab ye dil darega hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai raseele honth chhalakte gaal mastaani chaal bura kar de haal palak phadke ke dil dhadke umar ki uthaan kadakti kamaal qaatil adaa zaalim haya mere khuda mere khuda shola badan dehka chaman magar yaaro hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega
akele hum akele tum jo hum tum sang hain to phir kya ghum tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy yun to hai tu nanhaa saa hai magar guru sabka aur isi shararat se dil jigar hai tu sabka kehne ko hai yun to hazaar koi magar tujhsa kahaan akele hum akele tum jo hum tum sang hain to phir kya ghum tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy maan lo kal jo ye saari duniyaa saath mera nahin degi kaun hai phir meri manzil ka humsafar main hoon daddy aaj lage kitna haseen apna jahaan apna samaan akele hum akele tum jo hum tum sang hain to phir kya ghum tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy but you love me daddy but you love me daddy
jawaan ho yaaron ye tum ko hua kya aji hum ko dekho zara jawaan ho yaaron ye tum ko hua kya aji hum ko dekho zara ye maana abhi hain khaali haath na honge sada yahi din raat kabhi to banegi apni baat are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro jawaan ho yaaron ye tum ko hua kya aji hum ko dekho zara ye maana abhi hain khaali haath na honge sada yahi din raat kabhi to banegi apni baat are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro mehnat se mile jo us pe guzaar dooje ke maal ko thokar se maar aayegi idhar bhi ek din bahaar hoga ye zamaana hum pe nisaar ye maana abhi hain khaali haath na honge sada yahi din raat kabhi to banegi apni baat are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro isko chhoona nahin hey raam raam ye to hai paap ki gatthari tamaam kab ye rut badal jaaye kisko khabar lag jaaye humein bhi sone ke par phir aise udenge hum sab yaar gulon se ladegi motar car haseena hogi gale ka haar are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro jawaan ho yaaron ye tum ko
aa aa aa aa aa aa bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun jee karta hai ye mera main ud ke gagan ko chhoo loon main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaya bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun har pal tere pyaar ko tarse mera dil door meri aankhon se hai sapno ki manzil har pal tere pyaar ko tarse mera dil door meri aankhon se hai sapnon ki manzil itni akeli hoon main yaadon ki saheli hoon main ab to ek paheli hoon main aajaaaa main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaya bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun jee karta hai ye mera main ud ke gagan ko chhoo loon main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaya bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise
baar baar haan bolo yaar haan apni jeet ho unki haar haan baar baar haan bolo yaar haan apni jeet ho unki haar haan koi humse jeet na paawe chale chalo chale chalo mit jaave jo takraaye chale chalo ghan ghor andhera chhawe chale chalo chale chalo koi raah mein aa tham jaave chale chalo toot gayi jo ungali uthhi paanchon mili to ban gayi muthhi ekaa badhta hi jaaye chale chalo chale chalo koi kitna bhi behkaave chale chalo koi humse jeet na paave chale chalo chale chalo mit jaave jo takraave chale chalo koi na ab roke tujhe toke tujhe tod de bandhan saare mila hai kya hoke tujhe nirbal tu hi bata kabhi na dukh jhelange khelenge aise ki dusman haare ki ab to le lenge himmat ka rasta dharti hila denge sabko dekha denge raaja kya parja kya o o o o o o hum jag chhayenge ab ye batayenge hum logon ka darja hai kya ho ho hoho baar baar haan bolo yaar haan apni jeet ho unki haar haan ab dar nahin mann mein aave chale chalo chale chalo har bedi ab khul jaave chale chalo
dil mera akela hai khwaabon ka mela hum ho gaye gum dhadkan mein tum saanson mein tum neendon mein tum yaadon mein tum dhadkan mein tum saanson mein tum dil mera akela hai khwaabon ka mela hum ho gaye gum dhadkan mein tum saanson mein tum neendon mein tum waadon mein tum humne dhunda tumhen haay kitne janam sab ne loota humein haay kitna sanam kaise kaise kahen dil mein kitne hain ghum bhar do bhar do sanam mera har ek zakhm tere zakhm bharun tujhe pyaar karun tere zakhm bharun tujhe pyaar karun teri aankhon mein aahon mein baahon mein mera jahaan tere kadam mere kadam mil kar chalen ek hoke hum dhadkan mein tum saanson mein tum had se aage mujhe ab guzar jaane de rok naa rooh mein ab utar jaane de paas aa jaan e man dil machal jaane de shamma jalti hai kyun ab pighal jaane de tu jo chaahe karun main jiyun ya marun tu jo chaahe karun main jiyun ya marun tere armanon ki sej pe ab to niklega dum karle karle jitne sitam teri kasam seh lenge hum dil mera akela hai
dheere dheere aap mere dil ke mehmaan ho gaye dheere dheere aap mere dil ke mehmaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gaye dheere dheere aap mere dil ke mehmaan ho gaye ho dheere dheere aap mere dil ke mehmaan ho gaye pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gaye dheere dheere aap mere dil ke mehmaan ho gaye ye hai karam aapka tumne mujhe chun liyaa ab chahe kuchh na kaho humne sab sun liyaa pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gaye dheere dheere aap mere dil ke mehmaan ho gaye dheere dheere aap mere dil ke mehmaan ho gaye paagal jawaani teri qaatil tumhaari adaa aisa chadha donon pe ashiki ka nasha pehle jaan phir jaane jaan phir jaane jaana ho gaye dheere dheere aap mere dil ke mehmaan ho gaye hoo dheere dheere aap mere dil ke mehmaan ho gaye
dil kehta hai chal unse mil uthte hain kadam ruk jaate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain dil kehta hai chal unse mil uthte hain kadam ruk jaate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain hum jab se hain juda ae mere hamnashi yun dekho to mere daaman mein kya nahin daulat ka chaand hai shohrat ki chaandni magar tumhe kho ke lage hai mujhe aisa ke tum nahin to kuchh bhi nahin tum kya jaano ab hum kitna dil hi dil mein pachhtate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain wo din the kya hasin dono the saath mein aur baahen aap ki thi mere haath mein tum hi tum the sanam mere din raat mein par itni bulandi pe tum ho meri jaan aaye naa daaman ab haath mein pana tumko mumkin hi nahin soche bhi to hum ghabrate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain dil kehta hai chal unse mil uthte hain kadam ruk jaate hain uthte hain kadam ruk jaate hain uthte hain kadam ruk jaate hain
why did you break my heart why did we fall in love why did you go away away away away dil mera churaya kyun jab ye dil todna hi tha humse dil lagaya kyun humse munh modna hi tha dil mera churaya kyun jab ye dil todna hi tha humse dil lagaya kyun humse munh modna hi tha why did you break my heart why did we fall in love why did you go away away away away ho dil ko dhadakna tune sikhaya dil ko tadapna tune sikhaya aankhon mein aansoon chhupe the kahin inko chhalakna tune sikhaya seene mein basaya kyun dil se jab khelna hi tha humse dil lagaya kyun humse munh modna hi tha dil mera churaya kyun why did you break my heart why did we fall in love why did you go away away away away hooo milti thi nazren jab bhi nazar se uthte the shole jaise jigar se saanson se nikla jaise dhuwaana sa banta tha mujhse jeete na marte aag kyun lagaayi jab bhujhaaye bin chhodna hi tha humse dil lagaya kyun humse munh modna hi tha dil mera churaya kyun jab ye dil todna hi tha humse dil lagaya
aahaa aahaa aahaa aahaa ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding aahaa aahaa thodi si dhool meri dharti ki mere watan ki thodi si dhool meri dharti ki mere watan ki thodi si khushboo baurai si mast pawan ki thodi si dhonkne waali dhakdhak dhakdhak dhakdhak saansein jin mein ho junoon junoon wo boondein laal lahoo ki ye sab tu mila mila le phir rang tu khila khila le ye sab tu mila milaa le phir rang tu khila khila le aur mohe tu rang de basanti yaara mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti o mohe rang de basanti basanti rang de basanti basanti o mohe rang de basanti basanti rang de basanti ding ding ding ding ding ding ding ding ling ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ling ding ding ding ding sapney rang
ghanan ghanan ghir ghir aaye badra ghan ghanghor kaare chhaye badra dhamak dhamak goonje badra ke danke chamak chamak dekho bijuriya chamke man dhadkaayen badarva man dhadkaayen badarva man man dhadkaayen badarva kaale megha kaale megha paani to barsaao kaale megha kaale megha paani to barsaao bijuri ki talwaar nahin boodon ke baan chalao megha chhaye barkha laaye ghir ghir aaye ghir ke aayeeeee kahe ye mann machal machal naa yun chal sambhal sambhal gaye din badal tu ghar se nikal barasne waala hai ab amrit jal duvidha ke din beet gaye bhaiyaa malhaar sunaao rass agar barsegaa kaun phir tarsega koyaliya gaayegi baithi munderon parrr jo panchhi gaayenge naye din aayenge ujaale muskuraa denge andheron par prem ki barkha mein bheege bheege tan man dharti pe dekhenge paani ka darpannnn jaiyo tum jahaan jahaan dekhiyon wahaan wahaan yahi ik samaan ki dharti yahaan hai pehne saat rangon ki chunariyaaa ghanan ghanan ghir ghir aaye badra ghan ghanghor kaare chhaye badra
ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua na main jaanun na tu jaane kyun ho gaye hum deewane na main jaanun na tu jaane kyun ho gaye hum deewane arre heyyyyy ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua jhuki jhuki nazren hain ruki ruki saansen hain dhak dhak karta hai dil jaage jaage armaan hain soya soya yeh jahaan hai chori chori aake mujhe mil sun sun sun sun sun sun sun zara gun gun gun gun gaati hai hawa sun sun sun sun sun sun sun zara gun gun gun gun gaati hai hawa hoo phaili hawaaon mein apni khabar pyaar kiya hai to phir kya hai dar joshili baaten yun na kar pyaar hai to josh bhi hai hona hai kya hosh bhi hai na main jaanu na tu jaane kyun ho gaye hum deewane oooo na main jaanun na tu jaane kyun ho gaye hum deewane are heyyyyy ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua lalalalala lalalalalaaaaaa nananana ahahahahaaaaa dheere dheere haule haule haule haule dheere dheere dil ko mili hai manzil bheegi bheegi raaton mein
shola jaise bhadke re kamariya lachke re baabu zara bach ke re shola jaise bhadke re dil mera dhadke re jale re jale re jale re jale re jale re more jiya chhoona na chhoona na chhoona na chhoona na chhoona na mohe piya hey aayi kahaan se o dilruba jaadu sa tera sab pe chala are deewanon ko naa aise jala yun naa dilon par chhuriyaa chala kamariya lachke re baabu zara bach ke re shola jaise bhadke re dil mera dhadke re hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo aye hey hey hey hey hey ek na ek din mil jaayegi humko bhi sapnon ki raani saason mein hain chingariyaan seene mein koi chubhan hai nas nas mein jaagi agan hai saason mein hain chingariyaan seene mein koi chubhan hai nas nas mein jaagi agan hai rok naa tu iss aag ko jalne do jo bhi agan hai dekh zamaana magan hai mere kaleje mein koi teer hai gada chadha re chadha re chadha ye kaisa zehar hai chadha tujh ko nahin kuchh bhi hosh hai teri umar ka ye dosh hai deewanon ko naa aise jalaa yun naa dilon par chhuriyaan chala
khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali shola shola bal khaye dariya dariya lehraaye zarra zarra tharraaye hai khalbali shola shola bal khaye dariya dariya lehraaye zarra zarra tharraaye hai khalbali ye liliya hali li ye liliya hali li ye liliya hali li yaalel khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ye zubaan ziddi ziddi ziddi ziddi armaan ziddi hai toofan ziddi hum bhi yahaan khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai
kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala hmmm hmmm hmmm badan se tapak kar zameen se lipat kar galiyon se raston se ubhar kar umad kar naye rang bharne ko khoon chala khoon chala khooli si chot le kar badi si tees le kar aahistaa aahistaa sawaalon ki ungali jawaabon ki muththi sang le kar khoon chala kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala hmmm hmmm hmmm badan se tapak kar zameen se lipat kar galiyon se raston se ubhar kar umad kar naye rang bharne ko khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala
iss duniyaa mein desh kai desh kai mein desh hai ek aur uss desh ka naam hai bhaarat bhaarat bhaarat bhaarat bhaarat humara bhaarat tumhara bhaarat pyaara bhaarat pyaara bhaarat bhaarat desh mein gaanv kai gaanv kai mein gaanv hai ek apne gaanv ke log hain nek logon ke seene mein rehta hai dil aur dil kehta hai kehta hai kehta hai kehta hai kehta hai kehta hai dil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa lal lal laa aa haa haa haa haa haa haa mela dilon ka aata hai ek baar aa ke chala jaata hai mela dilon ka aata hai ek baar aa ke chala jaata hai aate hain musaafir jaate hain musaafir jaana hi hai sabko kyun aate hain musaafir mela dilon ka aata hai ek baar aa ke chala jaata hai hans le gaa le ye din naa milenge kal thodi khushiyaan hain thode se ye pal hans le gaa le ye din naa milenge kal thodi khushiyaan hain thode se ye pal ek baar chali gayi jo ye bahaaren laut ke na aayengi guzri bahaaren mela bahaaron ka mela bahaaron ka aata hai ek baar aa ke
har sant kahe saadhuuu kahe sach aur saahas hai jiske mann mein ant mein jeet usi ki rahe aaja re aaja re aaja re aaja re bhale kitne lambe ho raste hoo thake na tera ye tan ho aaja re aaja re sun le pukaare dagariya rahe na ye raste taraste ho tu aaja re iss dharti ka hai raja tu ye baat jaan le tu kathinaayi se takraa ja tu nahin haar maan le tu mitwa sun mitwa tujhko kya darr hai re ye dharti apni hai apna ambar hai re o mitwa sun mitwa tujhko kya darr hai re ye dharti apni hai apna ambar hai re tu aaja re sun lo re mitwaaa jo hai tumre mann mein wohi hamre mann mein jo sapna hai tumra sapna wohi hamra hai jeevan mein haan chale hum liye aasa ke diye nainen mein diye hamri aasaaon ke kabhi bujh na paayein kabhi aandhiyaan jo aake inko bujhaayein o mitwa sun mitwa tujhko kya darr hai re ye dharti apni hai apna ambar hai re o mitwa sun mitwa tujhko kya darr hai re ye dharti apni hai apna ambar hai re tu aaja re ta na ta na na na ta na na na na na na ta na ta na na
o paalanhaare nirgun aur nyaare o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin hamraa kaunon naahi humri uljhan suljhaao bhagwan tumhre bin hamraa kaunon naahi tumhe humka ho sambhale tumhe humre rakhwaale tumhre bin hamraa kaunon naahi tumhre bin hamraa kaunon naahi chanda mein tumhe to bhare ho chandani sooraj mein ujaala tumhi se ye gagan hai magannn tumhe to diye ho ise taare bhagwannnn ye jeevannnn tumhe naa sanwaaroge to kya koi sanwaare o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin hamraa kaunon naahi tumhre bin hamraa kaunon naahi jooooooo sunoo tooooo kahen prabhuji humri hai binti dukhi jan ko dheeraj do haare nahin wo kabhi dukh se tum nirbal ko raksha do reh paaye nirbal sukh se bhakti ko shakti do jag ke jooo swami hooo itni tooo araj suno hai path mein andhiyaare de do vardaan mein ujiyaare o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin hamraa kaunon naahi humri uljhan suljhaao bhagwan tumhre bin hamraa kaunon naahi o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin
o ri chhori o ri chhori maan bhi le baat mori maine pyaar tujhi se hai kiya hoo tere bin main jeeya to kya jeeya ooh tere nainon mein ye jo kaajal hai sapnon ka baadal hai mann tere hi kaaran paagal hai o goriyaaa ho ooo ho o re chhore dil se nikle bol morre o re chhore dil se nikle bol morre maine pyaar tujhi se hai kiya ho maine tujhko hi maana hai piya hooo tune thaama aaj ye aanchal hai mann mein ik halchal hai main na bhooloongi ye woh pal hai saanwariyaaaa ho ho ho ho ho ho my heart it speaks a thousand words i feel eternal bliss the roses sprout their scarlet marks like offring a kiss no drop of rain no glowing fame has ever been so pure if being in love can feel like this then i am in love for sure more mann mein more mann mein thi jo baat chhupi aayi hai jabaan par morre dil mein kahin ik teer jo tha aaya hai kamaan par sun sun le sajan rahe janam janam hum prem nagar ke baasi thaame thaame haath rahe saath saath kabhi doori ho na jara si chaloon main sang
loose control loose control one more time loose loose loose control loose control i am rebel i am rebel na koi padhne wala na koi seekhne wala na koi padhne wala na koi seekhne wala apni to paathshaala masti ki paathshaala apni to paathshaala masti ki paathshaala loose control chehare ki kitaabein hain hum wo padhne aate hain ye surat teri meri mobile library yaaron ki equation hai love multiplication hai jisne dil ko jeeta hai wo alpha hai theeta hai wo alpha hai theeta hai wo alpha hai theeta hai loose control loose control one more time loose loose loose control loose control i am rebel talli hoke girne se samjhi hamne gravity ishq ka practical kiya tab aayi clearity na koi padhne wala na koi seekhne wala naata ye sannata hai dekho lambu shor hain har dil mein bud bud karta h2so4 hai na koi padhne wala na koi seekhne wala apni to paathshaala masti ki paathshaala apni to paathshaala masti ki paathshaala apni to paathshaala masti ki paathshaala apni to paathshaala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aisa Zakham Diya Hai Akele Hum Akele Tum (1995) 06:54 36280
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Others, Aamir Khan
Duration : 06:54   Song Number : 36280   

Akele Hum Akele Tum Akele Hum Akele Tum (1995) 04:47 18670
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Master Adil, Aamir Khan
Duration : 04:47   Song Number : 18670   

Are Yaaro Mere Pyaaro Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:15 13566
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Ayesha Julka, Mamik
Duration : 05:15   Song Number : 13566   

Bin Saajan Jhoola Jhoolun Damini (1993) 06:13 20229
 
Poster of Damini (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:13   Song Number : 20229   

Chale Chalo Lagaan (2001) 06:33 16847
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Duration : 06:33   Song Number : 16847   

Dhadkan Mein Tum Mela (2000) 06:16 38974
 
Poster of Mela (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Amir Khan, Twinkle Khanna
Duration : 06:16   Song Number : 38974   

Dheere Dheere Aap Mere Baazi (1995) 05:16 19224
 
Poster of Baazi (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Amir Khan, Mamta Kulkarni
Duration : 05:16   Song Number : 19224   

Dil Kehta Hai Akele Hum Akele Tum (1995) 06:09 37148
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Manisha Koirala
Duration : 06:09   Song Number : 37148   

Dil Mera Churaya Kyun Akele Hum Akele Tum (1995) 04:35 18671
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Manisha Koirala
Duration : 04:35   Song Number : 18671   

Ding Ling (Rang De Basanti) Rang De Basanti (2006) 06:11 16890
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Daler Mehndi, Chitra
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Soha Ali Khan
Duration : 06:11   Song Number : 16890   

Ghanan Ghanan Lagaan (2001) 06:08 16759
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Gracy Singh, Various
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:08   Song Number : 16759   

Ishq Hua Kaise Hua Ishq (1997) 07:36 37788
 
Poster of Ishq (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Amir Khan
Duration : 07:36   Song Number : 37788   

Kamariya Lachke Re Mela (2000) 06:00 18607
 
Poster of Mela (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Amir Khan, Faisal Khan, Twinkle Khanna
Duration : 06:00   Song Number : 18607   

Khalbali Rang De Basanti (2006) 06:20 38782
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Nacim, Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 06:20   Song Number : 38782   

Khoon Chala Rang De Basanti (2006) 03:10 16887
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Sharman Joshi
Duration : 03:10   Song Number : 16887   

Mela Dilon Ka Mela (2000) 10:34 18608
 
Poster of Mela (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Twinkle Khanna, Amir Khan, Faisal Khan
Duration : 10:34   Song Number : 18608   

O Mitwa Lagaan (2001) 06:48 16779
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Duration : 06:48   Song Number : 16779   

O Paalanhare Lagaan (2001) 05:21 16776
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Duration : 05:21   Song Number : 16776   

O Ri Chhori Lagaan (2001) 06:06 16848
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Duration : 06:06   Song Number : 16848   

Paathshaala Rang De Basanti (2006) 03:47 16889
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 03:47   Song Number : 16889   
Karaoke Songs of amir khan, Sad Songs of amir khan, Love Songs of amir khan, Dance Songs of amir khan, Hip-hop songs of amir khan, Best songs of amir khan, Super hit songs of amir khan, hit songs of amir khan, duet songs of amir khan, solo songs of amir khan, old songs of amir khan, famous songs of amir khan, Hindi Karaoke Songs of amir khan, Hindi Sad Songs of amir khan, Hindi Love Songs of amir khan, Hindi Dance Songs of amir khan, Hindi Hip-hop songs of amir khan, best Hindi songs of amir khan, super hit Hindi songs of amir khan, hit Hindi songs of amir khan, duet Hindi songs of amir khan, solo Hindi songs of amir khan, old Hindi songs of amir khan, famous Hindi songs of amir khan, Sing Along Songs of amir khan, Sing Along Sad Songs of amir khan, Sing Along Love Songs of amir khan, Sing Along Dance Songs of amir khan, Sing Along Hip-hop songs of amir khan, Sing Along Best songs of amir khan, Sing Along Super hit songs of amir khan, Sing Along hit songs of amir khan, Sing Along duet songs of amir khan, Sing Along solo songs of amir khan, Sing Along old songs of amir khan, Sing Along famous songs of amir khan