Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDoor Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
HomeDoor Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa chal ke tujhe main le ke chaloon ik aise gagan ke talle jahan ghum bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar palle aa chal ke tujhe main le ke chaloon ik aise gagan ke talle jahan ghum bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar palle ik aise gagan ke talle suraj ki pehli kiran se aashaa ka savera jaage suraj ki pehli kiran se aashaa ka savera jaage chandaa ki kiran se dhul kar ghanghor andhera bhaage chandaa ki kiran se dhul kar ghanghor andhera bhaage kabhi dhoop khille kabhi chhaanv mille lambi si dagar na khalle jahan ghum bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar palle ik aise gagan ke talle jahan door nazar daudaaein aazaad gagan lehraaye jahan door nazar daudaaein aazaad gagan lehraaye jahan rang birange panchhi aashaa ka sandesa laayein jahan rang birange panchhi aashaa ka sandesa laayein sapnon me pali hansati ho kali jahan shaam suhaani dhalle jahan ghum bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar palle ik aise gagan ke talle sapnon ke aise
jin raaton ki bhor nahin hai aaj aisi hi raat aayi jin raaton ki bhor nahin hai aaj aisi hi raat aayi bojh se ghum ke doob gaya dil saagar ki hai geharaai raat ke taaro tum hi bata do meri wo manzil hai kahaan raat ke taaro tum hi bata do meri wo manzil hai kahan paagal ban kar jiske liye main kho baitha hoon dono jahaan paagal ban kar jiske liye main kho baitha hoon dono jahaan jin raaton ki bhor nahin hai aaj aisi hi raat aayi raah kisi ki huyi na roshan jalna mera bekaar gayaa raah kisi ki huyi na roshan jalna mera bekaar gaya loot gayi taqdeer mujhe main jeet ke baazi haar gayaa loot gayi taqdeer mujhe main jeet ke baazi haar gaya jin raaton ki bhor nahin hai aaj aisi hi raat aayi bojh se ghum ke doob gaya dil sagar ki hai geharaai jin raaton ki
albele din pyaare mere bichhade saath sahaare haaye kahaan gaye haaye kahaan gaye aankhon ke ujyaare mere sooni raat ke taare haaye kahaan gaye koi lauta de mere beete huye din koi lauta de mere beete huye din beete huye din wo mere pyaare palchhin koi lauta de mere beete huye din koi lauta de mere beete huye din hoooo mere khabon ke mahal mere sapnon ke nagar pee liya jinke liye maine jeevan ka zaher aaj main dhundun kahaan kho gaye jaane kidhar aaj main dhundun kahaan kho gaye jaane kidhar beete huye din wo haaye pyaare palchhin koi lauta de mere beete huye din koi lauta de mere beete huye din hoooo main akela to na tha the mere saathi kayi ek aandhi si uthi jo bhi tha le ke gayee aise bhi din the kabhi meri duniya thi meri aise bhi din the kabhi meri duniya thi meri beete huye din wo haaye pyaare palchhin koi lauta de mere beete huye din beete huye din wo mere pyaare palchhin koi lauta de mere beete huye din koi lauta de mere beete huye din
path bhoola ek aaya musafir leke mera mann door chala bikhre sapne reh gayin yadein raat se pehle chaand dhala path bhoola koi na samjhe koi na jaane dil ki lagi hai kya laakh chhupaun chhup na sake prem kaa rog buraa path bhoola ek aaya musafir leke mera mann door chala path bhoola dil kehta hai rok le usko uss bin kaun tera lekin kiski doon main duhayi kya adhikaar mera path bhoola ek aaya musafir leke mera mann door chala bikhre sapne reh gayin yadein raat se pehle
raahi tu mat ruk jaana raahi tu mat ruk jaana tufaan se mat ghabraana kabhi to milegi teri manzil kahin door gagan ki chhanv mein raahi tu mat ruk jaana maana ki gehri hai dhara par hai kahin to kinara tu bhi mila aasha ke sur mein mann ka yeh ik taara tu bhi mila aasha ke sur mein mann ka yeh ik taara kabhi to milegi teri manzil kahin door gagan ki chhanv mein raahi tu mat ruk jaana sab ka wo uppar waala sabko ussi ne sambhala jab bhi ghira ghum ka andera usne kiya ujiyala jab bhi ghira ghum ka andera usne kiya ujiyala kabhi to milegi teri manzil kahin door gagan ki chhanv mein raahi tu mat ruk jaana tufaan se mat ghabraana kabhi to milegi teri manzil kahin door gagan ki chhanv mein kahin door kahin door kahin door kahin door
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Chal Ke Tujhe Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 04:50 20003
 
Poster of Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kishore Kumar
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:50   Song Number : 20003   

Jin Raaton Ki Bhor Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 04:05 13162
 
Poster of Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 13162   

Koi Lauta De Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 03:28 20793
 
Poster of Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:28   Song Number : 20793   

Path Bhoola Ek Aaya Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 02:34 37510
 
Poster of Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Supriya Choudhary, Kishore Kumar
Duration : 02:34   Song Number : 37510   

Raahi Tu Mat Ruk Jaana Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 03:02 12335
 
Poster of Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:02   Song Number : 12335