Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChaya-Nat
HomeChaya-Nat
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain zakhm dikhte nahin abhi lekin zakhm dikhte nahin abhi lekin thande honge to dard niklega taish utrega waqt ka jab bhi chehara andar se zard niklega aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain kehne walon ka kuchh nahin jaata sehne wale kamaal karte hain kaun dhoondhe jawaab dardon ke log to bas saval karte hain aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain kal jo aayega jaane kya hoga kal jo aayega jaane kya hoga beet jaayen jo kal nahin aate waqt ki shaakh todne waalon tooti shakhon pe phal nahin aate aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain kachchi mitti hai dil bhi insaan bhi dekhne hi mein sakht
baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi ishq mar mar ke kaamyaab hua aaj ek zarra aaftaab hua aaj ek zarra aaftaab hua shukriyaa hai huzoor aane kaa shukriyaa hai huzoor aane kaa waqt jaaga gareebkhaane ka ik zamaane ke baad deed huyi id se pehle meri id huyi id se pehle meri id huyi id ka chaand aaj dekha hai id ka kyun naa aitbaar aaye haath utha kar duwaa ye karta hoon id phir aisi baar baar aaye id phir aisi baar baar aaye din zamaane ka raat apni hai iss ghadi kaaynaat apni hai ishq par husn ki inaayat hai mere pehlun mein meri jannat hai mere pehlun mein meri jannat hai faaslen waqt ne mita hi diye dil tadapte huye mila hi diye kaash iss waqt maut aa jaaye jindgaani pe aa ke chhaa jaaye jindgaani pe aa ke chhaa jaaye baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi
beeti na bitayi rainaa birhaa ki jaayee rainaa bhigi hui ankhiyon ne laakh bujhaai rainaa beeti na bitayi rainaa birhaa ki jaayee rainaa bheegi hui ankhiyon ne laakh bujhaai rainaa beeti na bitayi rainaa beeti hui batiyaan koi dohraaye bhoole hue naamon se koi to bulaaye chaand ho hoo o ooo chaand ki bindi waali bindi waali ratiyaan jaagi hui ankhiyon mein raat na aayee rainaa beeti na bitayi rainaa yug aate hain aur yug jaaye chhoti chhoti yaadon ke pal nahin jaaye jhuth se kaali laage laage kaali ratiyaan ruthi hui ankhiyon ne laakh manaai rainaa beeti na bitayi rainaa
chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye lehren kinaare se bichhad gayin aise lehren kinaare se bichhad gayin aise nazron se door tum ho gaye piya jaise ho gaye piya jaise chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhaye hoooo ooo patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhayeeee paas nahin jab tum hi baalam man kaise muskayeeee man kaise muskaye chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye aaun to aaun piya kaise main aaun aaun to aaun piya kaise main aaun tere milan ki raah na paaun raah na paaun chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye
chanda reeeee jaaaa reeeee jaaaa reeeee chanda re ja re ja re chanda re ja re ja re piya se sandesa mora kaiyo jaaaa chanda re ja re ja re piya se sandesa mora kaiyo jaaaa mora tum bin jiya naa laage re piya mora tum bin jiya naa laage re piya mohe ik pal chain naa aaye chanda re ja re ja re kiske mann mein jaaye base ho kiske mann mein jaaye base ho humre mann mein agan lagaaye humre mann mein agan lagaaye humne tori aas mein baalam deep jalaaye deep bhujhaaye deep jalaaye deep bhujhaaye phir bhi tera mann naa pighala humne kitne neer bahaaye chanda ja re ja re chanda re ja re ja re ghadiyaan gin gin din bitat hai ghadiyaan gin gin din bitat hai ankhiyon mein kat jaaye raina ankhiyon mein kat jaaye raina tori aas liye baithe hain hanste naina rote naina hanste naina rote naina humne tori raah mein preetam pag pag pe hai nain bichhaye chanda ja re ja re chanda re ja re ja re piya se sandesa mora kaiyo jaaaa chanda re ja re ja re
dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho mumkin hai iss ke baad koi imtehaan naa ho koi imtehaan naa ho mumkin hai iss ke baad koi imtehaan naa ho koi imtehaan naa ho duniyaa to kya khuda se bhi ghabraa ke keh diya duniyaa to kya khuda se bhi ghabraa ke keh diya ghabraa ke keh diya wo meharbaan nahin to koi meharbaan naa ho koi meharbaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho loota khushi ne aag laga di bahaar ne loota khushi ne aag laga di bahaar ne aag laga di bahaar ne barbaad iss tarah bhi kisi kaa jahaan naa ho kisi kaa jahaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho ab to wahin sukoon milega mujhe jahaaaan ab to wahin sukoon milega mujhe jahaaaan milega mujhe jahaan ye sang dil zameen naa ho aasmaan naa ho zameen aasmaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho
hum hmm hmm hmm hmm hmm aahaa aa aa aa aa chale gaye hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye hum hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye saagar mein zindagi ko utaare chale gaye hum dekha kiye tumhein hum ban ke deewaana dekha kiye tumhein hum ban ke deewaana utra ho nasha to humne ye jaana saare wo zindagi ke sahare chale gaye hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye hum tum to na kaho hum khud hi se khelen tum to na kaho hum khud hi se khelen doobe nahin hum hee yun nashe mein akele sheeshe mein aapko hi utaare chale gaye hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye hum
jhukaa jhukaa ke nigaahen milaaye jaate hain bachaa bachaa ke nishaane lagaaye jaate hain huzoor jab se mere dil pe chhaaye jaate hain ye haal hai ke qadam dagmagaaye jaate hain ye haal hai ke hamein to aapki ik ik ada ne loot liya hamein to aapki ik ik ada ne loot liya nazar uthaate nahin muskuraaye jaate hain nazar uthaate nahin jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte ye aap hain ke mohabbat jataaye jaate hain ye aap hain ke ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya hamaare teer hamin par chalaaye jaate hain hamaare teer huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain huzoor jab se mere
meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa meri nighaah ne kya wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise fizaa mein phool ki daali si jhuk gayi jaise kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya meri nighaah ne kya wo zulf e naaz khule khul ke kuchh dhalak si gayi sitaare toot pade chandani chhalak si gayi jo maine chehra e jaana ko benaqaab kiyaa meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye sab usi nighaah e naaz ki inaayat hai ke mujhse zarre ko chamkaa ke aaftaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa
phir teri yaad naye deep jalaane aayi phir teri yaad naye deep jalaane aayi meri duniya se andheron ko mitaane aayi phir teri yaad naye deep jalaane aayi phir teri yaad na koi dard na ab dard ka ehsaas raha na koi dard na ab dard ka ehsaas raha yun luta hoon main ke kuchh bhi na mere paas raha meri barbaadi pe meri barbaadi pe ye ashq bahaane aayi phir teri yaad naye deep jalaane aayi phir teri yaad in bujhi aankhon ke har khwaab ki taabeer jali in bujhi aankhon ke har khwaab ki taabeer jali jal utha main jo mere pyaar ki tehreer jali mere daaman mein mere daaman mein lagi aag bujaane aayi phir teri yaad naye deep jalaane aayi aayi teri yaad sog mein doobi huyi lagti hai khaamosh fazaa sog mein doobi huyi lag ti hai khaamosh fazaa itna tanhaa itna tanha main kisi shaam kisi raat na thha meri tanhaai ko meri tanhaai ko seene se lagaane aayi phir teri yaad naye deep jalaane aayi meri duniya se andheron ko mitaane aayi phir teri yaad naye deep jalaane aayi phir teri
sher ka husn ho sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum ik dhadakti huyi ik dhadakti huyi shaadaab kahaani ho tum sher ka husn ho aankh aisiii aankh aisi ke kanwal tum se nishaani maange zulf aisiiii zulf aisi ke ghata sharm se paani maange jiss taraf se bhi jiss taraf se bhi nazar daale suhaani ho tum sher ka husn ho jism aisaaaa jism aisa ke ajantaa ka amal yaad aaye sang e marmar mein dhala sang e marmar mein dhala taaj mahel yaad aaye pighale pighale pighale pighale huye rangon ki ranwaani ho tum sher ka husn ho dhadkane bunti hai jiss ko wo taraana ho tum sach kaho kiss ke muqaddar ka khazaana ho tum mujh pe maayil ho mujh pe maayil ho ke dushman ki deewani ho tum sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum sher ka husn ho sher ka husn ho
haan haan haan haan khoyi khoyi aankh hai ruki palak hai jahaan jahaan dekhega tu wahi jhalak hai khoyi khoyi haan haan aan aan aan tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina yahaan do roop hain har ek ke yahaan nazrein uthaana zara dekh ke jab uski mohabbat mein gum hai tu wahi soorat nazar aayegi chaar su kaun kya hai haan haan mann ke siwaa ye koi kya jaane tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina aaaaa tere naina tere naina ye jawaan raat le ke tera naam kahe haath badha koi haath thaam ye jawaan raat le ke tera naam kahe haath badha koi haath thaam ye jawaan raat kaali alka ke baadal mein bijliyaan kori baahon mein chaahat ki angdaaiyaa jo adaa hai ishaara hai pyaar ka o deewaane tujhe chaahiye aur kya par ruk jaa haa aaa aaa mann ki sadaa bhi sun deewaane tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina
hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm tum meri zindagi mein kuchh iss tarah se aaye bhula sa khaab jaise sach ho ke muskuraaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye bhooli bisari kitni yaaden aaj gale milne aayi hain anjaane baaghon se chun kar kaliyaan daaman mein laayi hain itne suhaane safar ki kabhi manzil naa aane paayen hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hmmm hmmm kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise hmmm hmmm sach ho ke muskuraaye rukti badhti dil ki dhadkan kehti hai kitne afsaane dil ke saagar kitne gehre dil hi samjhe dil hi jaane aaye samjh mein ye raaz tab jab umr beet jaaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai raat hai bheegi huyi rang mein doobi huyi raat hai bheegi huyi rang mein doobi huyi aaj hai duniya meri pyaar se mahki huyi aankh mein aap hi ki surat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aap ko meri qasam kijiye mujh pe karam aap ko meri qasam kijiye mujh pe karam ilteja suniye meri aap hain mere sanam dil mein bus aap hi ki murat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaj to jaane wafa maaniye mera kahaa aaj to jaane wafa maaniye mera kahaa apne kadmon mein zara dijiye mujh ko jagah ab tassallee ki ye hi surat hai aaiye aapki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aaye hain milne ko hum zindagi bhar ke liye kyaa hasin raat kyaa muhurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye khol ke ghoonghat sanam chaandni barsaaiye chaand ki aaj kyaa zaroorat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Bichhde Hain Thodisi Bewafaii (1980) 06:30 14347
 
Poster of Thodisi Bewafaii (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 06:30   Song Number : 14347   

Baad Muddat Ke Ye Jahan Ara (1964) 05:07 13402
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:07   Song Number : 13402   

Beeti Na Bitaye Raina Parichay (1972) 03:21 20209
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:21   Song Number : 20209   

Chain Nahin Aaye Samundar (1957) 04:05 32979
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 32979   

Chanda Re Ja Re Ziddi (1948) 03:14 14448
 
Poster of Ziddi (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:14   Song Number : 14448   

Dil Ghum Se Jal Raha Shama (1961) 04:27 14221
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:27   Song Number : 14221   

Hum Bekhudi Mein Tumko Pukare Kala Pani (1958) 03:37 20529
 
Poster of Kala Pani (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:37   Song Number : 20529   

Jhuka Jhuka Ke Nigaahen Miss Coca Cola (1955) 03:32 16278
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Shammi Kapoor
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:32   Song Number : 16278   

Meri Nighaah Ne Kya Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 03:27 13761
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ramesh Dev
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:27   Song Number : 13761   

Phir Teri Yaad Aayi Teri Yaad (1980) 05:49 32495
 
Poster of Aayi Teri Yaad (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Maqbool
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 05:49   Song Number : 32495   

Sher Ka Husn Ho Chambal Ki Kasam (1980) 04:01 12296
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:01   Song Number : 12296   

Tere Naina Talash Kare Talash (1969) 04:54 14316
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:54   Song Number : 14316   

Tum Meri Zindagi Mein Kuchh Bombay To Goa (1972) 03:24 15712
 
Poster of Bombay To Goa (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Aruna Irani
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:24   Song Number : 15712   

Zindagi Kitni (Female) Bin Badal Barsaat (1963) 04:13 12917
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:13   Song Number : 12917   

Zindagi Kitni Khoobsurat Bin Badal Barsaat (1963) 02:59 12918
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 02:59   Song Number : 12918