Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAhir-Bhairav
HomeAhir-Bhairav
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun beech bhanwar mein naav hai meri kaise paar lagaaun dil mein aisa dard chhupa hai dil mein aisa dard chhupa hai mujhse saha naa jaaye mujhse saha naa jaaye kehna to chahun apnon se main phir bhi kaha naa jaaye phir bhi kaha naa jaaye aansoo bhi aankhon mein aaye aansoo bhi aankhon mein aaye chupke se pee jaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun beech bhanwar mein naav hai meri kaise paar lagaaun jeevan ke pinjare mein mann ka ye panchhi jeevan ke pinjare mein mann ka ye panchhi kaise pair se chhoote kaise pair se chhoote jeena hoga iss duniyan mein jab tak saans naa toote jab tak saans naa toote damm ghutta hai ab saanson ka damm ghutta hai ab saanson ka kaise bojh uthaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun beech bhanwar mein naav hai meri kaise paar lagaaun apne jeevan ki uljhan ko
apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun pyaar ke waade ho gaye jhuthe pyaar ke waade ho gaye jhuthe wafaa ke bandhan toote wafaa ke bandhan toote banke jeevan saathi koi chain mera kyun loote chain mera kyun loote aise jeevan saathi seeeeee aise jeevan saathi se main kaise saath nibhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun kaise kaise bhed chhupaayen kaise kaise bhed chhupaayen haathon ki rekhayen haathon ki rekhayen koi naa jaane iss jeevan ko ye kiss or le jaayen ye kiss or le jaayen padh naa paaun lekh vidhi kaaaaa padh naa paaun lekh vidhi ka pal pal main ghabraaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun apne jeevan ki uljhan ko
aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa ooo oo ooo dheere dheere subah huyi jaag uthi zindagi dheere dheere subah huyi jaag uthi zindagi panchhi chale ambar ko ambar ko ambar ko maajhi chale saagar ko saagar ko saagar ko pyaar ka naam jeewan hai manzil hai preetam ki gali dheere dheere subah huyi jaag uthi zindagi panchhi chale ambar ko maajhi chale saagar ko pyaar ka naam jeewan hai manzil hai preetam ki gali doob ke suraj phir nikla saare jahan ko noor mila dil ke dwaare tumko pukare ek nayi zindagi doob ke suraj phir nikla saare jahan ko noor mila dil ke dwaare tumko pukare ek nayi zindagi pyaar ka naam jeewan hai manzil hai preetam ki gali dheere dheere subah huyi jaag uthi zindagi aaa aaa kirnon se daaman bhar lo preet se tum tan man bhar lo jismein jitni pyaas jagi utni hi preet mili kirnon se daaman bhar lo preet se tum tan man bhar lo jismein jitni pyaas jagi utni hi preet mili pyaar ka naam jeewan hai manzil hai preetam ki gali dheere dheere subah huyi jaag
hoooooo mai riiii main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri oss nayan ki unke meri lagi ko bujhaaye na tan man bhigo de aake aisi ghata koi chhaaye na mohe baha le jaaye aisi lehar koi aaye na oss nayan ki unke meri lagi ko bujhaaye na padi nadiya ke kinare main pyaasi mai ri haan mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri pee ki dagar mein baithe maila huaa ri mera aanchara mukhda hai pheeka pheeka nainon mein sohe nahin kaajra koi jo dekhe maiyya preet ka vaase kahoon maazraa pee ki dagar mein baithe maila huaa ri mera aanchara latt mein padi kaisi birha ki maati mai ri haan mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri aankhon mein chalte phirte roj mile piya baanvare baiyan ki chhaiyan aa ke milte nahin kabhi saanvare dukh ye milan ka leke kaah karoon kahan jaaun re aankhon mein chalte phirte roj mile piya baanvare paa kar bhi nahin unko main paati mai ri haan mai
aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa main to kab se teri sharan mein hoon main to kab se teri sharan mein hoon meri aur tu bhi to dhyan de main to kab se teri sharan mein hoon meri aur tu bhi to dhyan de meri aur tu bhi to dhyan de meri aur tu bhi to dhyan de mere mann mein kyun andhkaar hai mere mann mein kyun andhkaar hai mere ishwar mujhe gyaan de mere mann mein kyun andhkaar hai mere ishwar mujhe gyaan de main to kab se teri sharan mein hoon teri aarti ka diya banu teri aarti ka diya banu yahi hai meri manokamna teri aarti ka diya banu yahi hai meri manokamna mere praan tera hi naam le kare mann teri hi upaasna kare mann teri hi upaasna gungaan tera hi main karun gungaan tera hi main karun mujhe ye lagan bhagwaan de gungaan tera hi main karun mujhe ye lagan bhagwaan de main to kab se teri sharan mein hoon koi sukh ki bhor khile to kya koi sukh ki bhor khile to kya koi dukh ki rain mile to kya koi sukh ki bhor khile to kya
ayeeee liyaaaaaaaa ayeee ayeeee liyaaaa zubaan zubaan par charche tere gulshan gulshan mehka hai teri jawaani ki ye khushboo saara aalam behka hai tuhi mera pyaar hai tuhi meri bandagi tuhi mera khaab hai tuhi meri zindagi pada jo tere husn ka saaya kaante khil gaye ban kar kaliyaan dairo haram ko bhool gaye hum jab se dekhi teri galiyaan meri galiyon se meri galiyon se logon ki yaari badh gayi meri galiyon se logon ki yaari badh gayi sabki nazron mein meri jawaani chad gayi koi kahe dil le jaa koi kahe dil de jaa koi kahe dil le jaa koi kahe dil de jaa tujh mein agar himmat ho mujhe tu le jaa le jaa le jaa hoye qurbaan le jaa le jaa le jaa meri galiyon se meri galiyon se logon ki yaari badh gayi meri galiyon se mujh paa sakega wohi mera dil jis pe ho meharbaan mera dil jis pe ho meharbaan aise paana nahin hai aasaan pehle rakh le hatheli pe jaan pehle rakh le hatheli pe jaan itne mere deewane tera kaanp naa jaaye kalejaa itne mere deewane tera kaanp naa jaaye
aa aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa aa aaaa aaaa meri veena tum bin roye meri veena tum bin roye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye sanvariyaa tum jahaan base ho main wo gaon na jaanon bitegi kab birhaa ki yeh paapan shaam na jaanon haai madhur milan kab hoye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye tujh bin mere geet adhoore honton pe sharmaaye saaz uthaun taar na baaje tadap tadap reh jaaye meri peer na jaane koye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye haaye roye haaye roye
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa poochho na kaise maine rain bitaayi poochho na kaise maine rain bitaayi ik pal jaise ik jug beeta ik pal jaise ik jug beeta jug beete mohe neend na aayi poochho na kaise maine rain bitaayi itt jale deepak itt mann mera phir bhi na jaaye mere ghar ka andhera itt jale deepak itt mann meraaaa mann meraaaa mera itt jale deepak itt mann mera phir bhi na jaaye mere ghar ka andhera tarpat tarsat umar ganvaayi poochho na kaise maine rain bitaayi na kahin chanda na kahin taare jyot ke pyaase mere nain bichaare na kahin chanda na kahin taare jyot ke pyaase mere nain bichaare bhor bhi aas ki kiran na laayi poochho na kaise maine rain bitaayi poochho na kaise maine rain bitaaaaaayi
aa aa aa aa aa aa aaa poochho na kaise maine raen bitaai poochho na kaise maine raen bitaai ik pal jaise ik jug beeta ik pal jaise ik jug beeta jug beete mohe neend na aayi poochho na kaise maine raen bitaai utt jale deepak itt mann mera phir bhi na jaaye mere ghar ka andhera utt jale deepak itt mann meraaaaaa mannnnnn meraaaa aaa meraaaaa utt jale deepak itt mann mera phir bhi na jaaye mere ghar ka andhera tarpat tarsat umar gavaayi poochho na kaise maine raen bitaai poochho na kaise maine raen bitaai na kahin chanda na kahin taare jyot ke pyaase mere nain bichaare na kahin chanda na kahin taare jyot ke pyaase mere nain bichaare bhor bhi aas ki kiran na laayi poochho na kaise maine raen bitaai poochho na kaise maine raen bitaai ik pal jaise ik jug beeta ik pal jaise ik jug beeta jug beete mohe neend na aayi poochho na kaise maine raen bitaai poochho na kaise maine raen bitaai
ki praan jaaye par vachan na jaaye ganga hamaariiiiiiiiiiiiii hooo ganga hamaari kahe baat ye rote roteee raam teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote hum us desh ke waasi hain jis desh mein ganga behti ho hooo rishiyon ke sang rehne waali patiton ke sang rehti na to honthon pe sachhayi nahin dil mein safaayi kar ke ganga ko kharaab dete ganga ki duhaayi kare kya bechaariiiiiiiiiiii hooo ooo kare kya bechaari isse apne hi log dubotee hoo ooo oooo raam teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote wahi hai dharti wahi hai ganga badale hain ganga waale oooo oooo sabke haath lahoo se range hain mukh ujaale mannn kaale diye vachan bhulaa ke jhuthi saugandh kha ke apni aatma gira ke chale sar ko utha ke ab to ye paapiiiiiii ho hooo oo ab to ye paapi ganga jal se bhi shudh na hote hoo ooo oooo raam teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote hooo ooooo ganga humaari kahe baat ye rote rote hoo ooo oooo raam teri ganga maili ho gayi paapiyon
koshish karke dekh le dariyaa saare nadiyaan saari dil ki lagi nahin bujhti bujhti hai har chingaari hmmmmmm aa aa aa aaa aa aa solah baras ki solah baras ki baali umar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam duniyaa mein sabse pehle jisne ye dil diya duniyaa ke sabse pehle dilbar ko salaam dil se nikalane waale raste ka shukriyaa dil tak pahunchane waali dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam jisme jawaan hokar badnaam hum huye jisme jawaan hokar badnaam hum huye us shaher us gali us ghar ko salaam jisne hume milaaya jisne juda kiya us waqt us ghadi us dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam milte rahen yahan hum ye hai yahaan likha is likhaawat ki zeroo zabar ko salaam saahil ki ret par yun lehraa utha ye dil saagar mein uthane waali har lehar ko salaam in mast gehari gehari aankhon ki jheel mein
waqt karta jo wafaaaa waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai aur kuchh aap ki fitrat mein wafa bhi kam hai warna jeeti huyi baazi to na haare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake saamne jaam tha aur jaam utha bhi na sake kaash hum gairet e mehfil ke na maare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain tumse kya hum to zindagi se bhi sharminda hain marr hi jaate na jo yaadon ke sahaare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapne Jeevan Ki Uljhan Ko (Female) Uljhan (1975) 04:23 14375
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sulaxna Pandit
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:23   Song Number : 14375   

Aapne Jeevan Ki Uljhan Ko (Male) Uljhan (1975) 04:27 14374
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:27   Song Number : 14374   

Dheere Dheere Subah Huyi Haisiyat (1984) 07:28 35957
 
Poster of Haisiyat (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:28   Song Number : 35957   

Mai Ri Main Kaase Kahoon (Female) Dastak (1970) 04:53 13025
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:53   Song Number : 13025   

Main To Kabse Teri Sharan Men Hun Ram Nagari (1982) 06:44 16305
 
Poster of Ram Nagari (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:44   Song Number : 16305   

Meri Galiyon Se Logon Dharmatma (1975) 06:27 13072
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Ahir-Bhairav
Duration : 06:27   Song Number : 13072   

Meri Veena Tum Bin Roye Dekh Kabira Roya (1957) 02:59 13045
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta, Anita Guha
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 13045   

Poochho Na Kaise Maine Rain Bitaai Meri Surat Teri Ankhen (1963) 03:40 18302
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Duration : 03:40   Song Number : 18302   

Poochho Na Kaise Maine Rain Bitaai (Sad) Meri Surat Teri Ankhen (1963) 03:54 12391
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Duration : 03:54   Song Number : 12391   

Ram Teri Ganga Maili (Male) Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:59 12455
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Mandakini
Raag- 
Ahir-Bhairav
Duration : 05:59   Song Number : 12455   

Solah Baras Ki Baali Ek Duuje Ke Liye (1981) 06:29 12344
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:29   Song Number : 12344   

Waqt Karta Jo Wafa Dil Ne Pukara (1967) 04:55 11985
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Rajshree
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11985