Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Sanjeev Kumar
Home Sanjeev Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aane se uske aaye bahaar jaane se uske jaaye bahaar badi mastani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba iss ghata ko main to uski aankhon ka kajal kahunga iss hawa ko main to uska lehrata aanchal kahunga kaliyon ka bachpan hai phoolon ki jawaani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba beet jaate hain din kat jaati hain aankhon mein raatein hum na jaane kya kya karte rehte hain apas mein baatein main thoda deewana thodi si deewani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba aaa aa aaa aaa aaa saamne main sabke naam uska nahin le sakunga saamne main sabke naam uska nahin le sakunga wo sharam ke maare rooth jaaye to main kya karunga hooron ki malika hai pariyon ki raani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba badi mastani hai meri mehbooba
aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai sach ki pooja karne waale humne bhooke marte dekhe jhooth ka daaman thaamne waale humne maujen karte dekhe phoolon ki sejjon parrrrrrrrrr phoolon ki sejjon par so kar jhooth the ko aaram naa aye lekin sachche ko pal bhar mein kaanton par bhi neend aa jaaye aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai jiss ka mann ho saaf wo gir kar bhi upar aa jaata hai chaand ko dekho jo ghat ghat ke phir aage bhad jaata hai jiss ka taara chamkaaaaaaaaaa jiss ka taara chamka sabne badh kar uss ka saath diya girte ko yahaan kisne thama kisne usko
baahon mein chale aaaaaao baahon mein chale aaaaaao hooo ooooo hum se sanam kya parda hooo ooooo hum se sanam kya parda ye aaj kaa nahin milan ye sang hai umar bhar kaa baahon mein chale aaaaaao haaaaa ooooo hum se sanam kya parda hooo ooooo hum se sanam kya parda hmmm hmmm chale hi jaana hai nazar chura ke yun phir thaami thi saajan tumne meri kalaayi kyun haan chale hi jaana hai nazar chura ke yun phir thaami thi saajan tumne meri kalaayi kyun kisi ko apna bana ke chhod de aisa koi nahin karta baahon mein chale aaaaaao hooo ooooo hum se sanam kya parda hooo ooooo hum se sanam kya parda kabhi kabhi kuchh to kaho piyaa hum se ke kam se kam aaj to khul ke milo zara hum se hmm kabhi kabhi kuchh to kaho piyaa hum se ke kam se kam aaj to khul ke milo zara hum se hai raat apni jo tum ho apne kisi ka phir humen darr kya baahon mein chale aaaaaao hooo ooooo hum se sanam kya parda hooo ooooo hum se sanam kya parda ye aaj kaa nahin milan ye sang hai umar bhar kaa baahon
beeti na bitayi rainaa birhaa ki jaayee rainaa bhigi hui ankhiyon ne laakh bujhaai rainaa beeti na bitayi rainaa birhaa ki jaayee rainaa bheegi hui ankhiyon ne laakh bujhaai rainaa beeti na bitayi rainaa beeti hui batiyaan koi dohraaye bhoole hue naamon se koi to bulaaye chaand ho hoo o ooo chaand ki bindi waali bindi waali ratiyaan jaagi hui ankhiyon mein raat na aayee rainaa beeti na bitayi rainaa yug aate hain aur yug jaaye chhoti chhoti yaadon ke pal nahin jaaye jhuth se kaali laage laage kaali ratiyaan ruthi hui ankhiyon ne laakh manaai rainaa beeti na bitayi rainaa
boliye surili boliyaan are chhodiye aap gaana chhodiye boliyeee surili boliyaan boliyeee surili boliyaan haaaan khatti meethi aankhon ki raseeli boliyaan haaaan khatti meethi aankhon ki raseeli boliyaan boliyeee surili boliyaan boliyeee boliyeee surili boliyaan raat mein ghole chand ki misriiiiiiiiiiii aaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa raat mein ghole chand ki misri din ke ghum namkeen lagte hain hooo din ke ghum namkeen lagte hain namkeen aankhon ki nasheeli boliyaan namkeen aankhon ki nasheeli boliyaan boliyeee surili boliyaan boliyeee boliyeee surili boliyaan ni sa ga ma pa pa ma ga ma ga ni sa ma ga pa dha pa ma ga ma ga dha ni dha pa dha pa ma pa ma ga ma ga pa ni sa re sa ni dha pa ma pa ga ma ga ma sa goonj rahe hain doobte saaye saayeeeeeee doobteeeeeee saayeeeeee goonj rahe hain doobte saaye shaam ki khushboo haath naa aaye goonj rahe hain doobte saaye shaam ki khushboo haath naa aaye hoooooo goonjati
koi gaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata sanskriti ke vistrit sagar par sapnon ki nouka ke under sukh dukh ki lehron par uth gir behtaa jaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata ankhon mein bhar kar pyaar amar aashish hatheli mein bhar kar koi mera sir godi mein rakh sehlaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal koi apne swar mein madhumey kar barsaata main so jaata koi gaata
saare ke saare gaama ko lekar gaate chale saare ke saare gaama ko lekar gaate chale paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale ae sanju ae birju ae munni tum bhi gaao lala laa la la lala laa la la la la la la aise nahin bolon mein gaao saare ke saare gaama ko lekar gaate chale paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale saa se nikle roz savera door kare andhiyaara re se reshmi kirnon ne khoob kiyaa ujiyaara saa se nikle roz savera door kare andhiyaara re se reshmi kirnon ne khoob kiyaa ujiyaara la la lala lala laa lala la la lala lala laa lala sooraj ki roshn kirnon se saare gaate chale lala laa la la lala laa la la la la la la paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare lala laa la la lala laa la la la la la la paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale gaa se gungun ga ga ga maa se
suhani chandani raaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the kahin phoolon ke mausam mein kabhi hum tum bhi milte the purani wo mulaaqaaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se badal len raasta apana ghatayen meharbaani se ke yaadon ki ye barasaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti
hey buwa babuwa babuwa babuwa buwa buwa babuwa baba baba zindagi hai kya bolo zindagi hai kya zindagi hai lattoo zindagi hai lattoo chaahe jahaan nacha lo chaahe jidhar ghuma lo bhaade ka jaise tattoo lattoo zindagi hai lattoo zindagi hai ladki zindagi hai ladki zindagi hai ladki ladki ka naam mat lo kyun uska salaam mat lo kyun ladki badhaaye kadki ladki mat lo mat lo ladki zindagi hai ladki lattoo nahin hai ladki nahin hai zindagi hai sachchaayi lattoo nahin hai ladki nahin hai zindagi hai sachchaayi mitti ki murat jab sach boli aadmi tab kehlaayi aadmi hai kya bolo aadmi hai kya aadmi hai bandar aadmi hai bandar roti uthaa ke bhaage kapde churaa ke bhaage kehlaaye woh sikandar bandar aadmi hai bandar aadmi hai bandar roti uthaa ke bhaage bhaage kapde churaa ke bhaage bhaage kehlaaye woh sikandar bandar aadmi hai bandar aadmi hai charkha aadmi hai charkha are chiv chiv hamesha bole bhau bhau hamesha dole rukte kabhi na dekha dekha aadmi hai charkha bandar nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aane Se Uske (Sad) Jeene Ki Raah (1969) 03:50 13440
 
Poster of Jeene Ki Raah (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Sanjeev Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 13440   

Aye Dost Mere Maine Sachaai (1969) 06:14 14101
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar
Duration : 06:14   Song Number : 14101   

Baahon Mein Chale Aao Anamika (1973) 04:43 20175
 
Poster of Anamika (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Sanjeev Kumar
Duration : 04:43   Song Number : 20175   

Beeti Na Bitaye Raina Parichay (1972) 03:21 20209
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:21   Song Number : 20209   

Boliye Surili Boliyaan Griha Pravesh (1979) 04:40 15558
 
Poster of Griha Pravesh (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Sanjeev Kumar
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:40   Song Number : 15558   

Koi Gaata Main So Jaata Alaap (1977) 03:33 12630
 
Poster of Alaap (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha, Sanjeev Kumar
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 12630   

Saare Ke Saare Parichay (1972) 06:34 12420
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:34   Song Number : 12420   

Suhani Chandani Raaten Mukti (1977) 04:39 12404
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 12404   

Zindagi Hai Kya Bolo Satyakam (1969) 06:29 32492
 
Poster of Satyakam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sanjeev Kumar, Asrani
Duration : 06:29   Song Number : 32492   
Karaoke Songs of Sanjeev Kumar, Sad Songs of Sanjeev Kumar, Love Songs of Sanjeev Kumar, Dance Songs of Sanjeev Kumar, Hip-hop songs of Sanjeev Kumar, Best songs of Sanjeev Kumar, Super hit songs of Sanjeev Kumar, hit songs of Sanjeev Kumar, duet songs of Sanjeev Kumar, solo songs of Sanjeev Kumar, old songs of Sanjeev Kumar, famous songs of Sanjeev Kumar, Hindi Karaoke Songs of Sanjeev Kumar, Hindi Sad Songs of Sanjeev Kumar, Hindi Love Songs of Sanjeev Kumar, Hindi Dance Songs of Sanjeev Kumar, Hindi Hip-hop songs of Sanjeev Kumar, best Hindi songs of Sanjeev Kumar, super hit Hindi songs of Sanjeev Kumar, hit Hindi songs of Sanjeev Kumar, duet Hindi songs of Sanjeev Kumar, solo Hindi songs of Sanjeev Kumar, old Hindi songs of Sanjeev Kumar, famous Hindi songs of Sanjeev Kumar, Sing Along Songs of Sanjeev Kumar, Sing Along Sad Songs of Sanjeev Kumar, Sing Along Love Songs of Sanjeev Kumar, Sing Along Dance Songs of Sanjeev Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Sanjeev Kumar, Sing Along Best songs of Sanjeev Kumar, Sing Along Super hit songs of Sanjeev Kumar, Sing Along hit songs of Sanjeev Kumar, Sing Along duet songs of Sanjeev Kumar, Sing Along solo songs of Sanjeev Kumar, Sing Along old songs of Sanjeev Kumar, Sing Along famous songs of Sanjeev Kumar