Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajesh Khanna
HomeRajesh Khanna
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana hum de chale ishq ko ek aisa tarana nagma hamaara gayega ye zamaana tum se mere shah e jahan mera ghum bhi rangeen ghazal tum se bhi ye mamtaaz e man mere aansu tajmahal hoo kitna haseen dil nasheen hai hamaara fasana nagma hamaara gayega ye zamaana deewanon ke seene mein dil dil mein jab tak baaki hai pyaar do dil milte honge jahan hum tum aayenge baar baar oo mehka hua hamse hai pyaar ka har zamana nagma hamaara gayega ye zamaana hum de chale ishq ko ek aisa taraana nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana
naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta sa din aashiyaan hai sunsaan mera naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta saa din main hoon ek barkha ke bin jalta saa din aashiyaan hai sunsaan mera man ki hai lagan tan se tan ka hai teerath doojaa man ki hai lagan tan se tan ka hai teerath doojaa pyaasi rahi milke unse pyaas ko hi maine pooja ye hi to hai abhimaan mera pyaar pooja prarthna to ek saath rahna chaahen pyaar pooja praarthna to ek saath rahna chaahen saath agar saath naa de sang aa jaati aahen ab yahi hai toofaan mera naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta saa din aashiyaan hai sunsaan mera
haan to nainon mein nindiya hai mathe pe bindia hai are baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai oh o phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga o naino mein nindiya hai mathe pe bindia hai baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga teri galiyon ka main hoon ek banjara teri galiyon ka main hoon ek banjara tere bin duniya mein mera kaun sahara meri kab marzi hai hum mein ho ye doori main to jaan bhi de doon lekin hai majboori paaon mein paayal hai haathon mein aanchal hai julfon mein khushboo hai palkon mein jadu hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga sikhe koi tumse jhuthi baat banana are sikhe koi tumse jhuthi baat banana dekho dil na todo karke saaf bahana aise sapnon ka koi mahal banaun mere beghar premi main tumko kahan basaun seene mein dhadkan hai baahon mein kangan hai kaanon mein baali hai
yaar hi mera kapda latta yaar hi mera gehnaaaaaa yaar mile to izzat samjhun kanjri ban kar rehna hmmmm ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole ho mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta uski baah ka har halkora lagta swarg ka jhuta ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole yaar mile to hoooo yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona jag ke badle yaar mile to yaar kaa mol doon duna main to nahin sharmaana ni main to nahin sharmaana ni chaahe log boliyaan bole chaahe log boliyaan bole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole thirak rahi meri pair ki
kahin kho na jaana ki tum so na jaana o ladki deewani suno ek kahani jawaan hain nazaare haseen hain sitaare kahin kho na jaana ki tum so na jaana ki tum so na jaana ke ha ha ha ha aur suno aur suno haan ek ek pari thi kya ek pari thi tota pari haseen wo badi thi ha ha haseen wo badi thi gagan des tha uska kya gagan des tha uska ajab bhes tha uska chale raat aage chale raat aage suno suno baat aage suno suno suno to are are suno to haan gagan se wo utri chaman se wo guzri suni usne bansi uda man ka panchi suni usne bansi uda man ka panchi lade kaise naina gaya kaise chaina hua jo na jaana ki tum so na jaana ki tum so na jaana ki tum are are ye to phir so gayi ab ab kya karun ab kya karun koi hai koi hai koi hai oh ho ho ho are haan jaag gayi jaag gayi tum aur suno aur sunata hoon haan mila ek raajan wah wah wah wah bana uska saajan haa haa haa haa mila ek raajan bana uska saajan liya dil nishaani bani uski raani wo jaadu nagar tha chhoo chhoo chhoooo jahan unka
hmm hmm hmm hmm hmm hmm o mere dil ke chaen o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye apna hee saaya dekh ke tum jaane jahan sharmaa gaye abhi to ye pehli manzil hai tum to abhi se ghabra gaye mera kya hoga socho to zara haai aise na aanhein bhara kijiye o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye aap ka armaan aap ka naam mera tarana aur nahin in jhukti palkon ke siva dil ke thikana aur nahin jachta hee nahin aankhon mein koi dil tum ko hi chaahe to kya kijiye o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye yun to akela bhi aksar gir ke sambhal sakta hoon main tum jo pakad lo haath mera duniya badal sakta hoon main maanga hai tumhein duniya ke liye ab khud hi sanam faisla kijiye o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye
hmm hmm hmm hmm hmm hmm o mere dil ke chaen o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye apna hee saaya dekh ke tum jaane jahan sharmaa gaye abhi to ye pehli manzil hai tum to abhi se ghabra gaye mera kya hoga socho to zara haai aise na aanhein bhara kijiye o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye aap ka armaan aap ka naam mera tarana aur nahin in jhukti palkon ke siva dil ke thikana aur nahin jachta hee nahin aankhon mein koi dil tum ko hi chaahe to kya kijiye o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye yun to akela bhi aksar gir ke sambhal sakta hoon main tum jo pakad lo haath mera duniya badal sakta hoon main maanga hai tumhein duniya ke liye ab khud hi sanam faisla kijiye o mere dil ke chaen chaen aaye mere dil ko dua kijiye
meri jaan maine kahaa meri jaan tune sunaa o meri jaan maine kahaa o meri jaan tune sunaa dil ne dil se kyaa kahaa digi digi digi digi digi digi digi meri jaan maine kahaa o meri jaan tune sunaa o meri jaan maine kahaa o meri jaan tune sunaa dil ne dil se kyaa kahaa digi digi digi digi digi digi digi baaton baaton mein karti hoon main kamaal ae ae ae ae ae ae ae bas jaati hoon main dil mein ban ke khayaal oo oo tara ra haa aankhon aankhon mein deti hoon main jawaab ae ae ae ae ae ae ae aankhon aankhon mein karti hoon main sawaal uyi meri jaan maine kahaa meri jaan tune sunaa o meri jaan maine kahaa a o meri jaan tune sunaa dil ne dil se kyaa kahaa digi digi digi digi digi digi digi main bhi thodi si rehti hoon beqaraar ae ae ae ae ae ae ae tu bhi thoda sa lagtaa hai beqaraar taraa ra haa aa teri meri to haalat hai ek si ae ae ae ae ae ae ae kyun naa aapas mein hum donon karlein pyaar uyi meri jaan maine kahaa meri jaan tune sunaa o meri jaan tune kahaa uyi o meri
o more sajnaa o more balmaa ab videswaa jaiyyo naaaa o more sajnaa o more balmaa ab videswaa jaiyyo naaaa taras taras ke beete baras din aur mohe tarsaiyyo naa o more sajnaa jis rut mein tum chhod gaye the wo rut bhi haaye raam thi pehli man ki jalan ka pehlaa din tha birhaa ki wo shaam thi pehli usi shaam ko bujhaa ke diye bahut royee main tumhaare liye o more sajnaa o more balmaa ab videswaa jaiyyo naaaa o more sajnaa meri to daulat tum ho balamwaa jaise rakhoge waise rahoongi maili chunar jab dekhengi sakhiyaan hans doongi aur kuchh na kahoongi ke har haal mein rahoongi magan tumhen dekh kar jeeyungi sajan o more sajnaa o more balmaa ab videswaa jaiyyo naaaa taras taras ke beete baras din aur mohe tarsaiyyo naa hmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm o more sajnaaaa
paas nahin aana bhool nahin jaana paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai pehle tu aag bhadkati hai phir dil ki pyaas tu bujhati hai hey pehle tu aag bhadkati hai phir dil ki pyaas tu bujhati hai teri yahi ada to mujhko pasand hai achha haan haan magar aaj muhobbat bandh hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai kitnaaa kitna maza hai aise jeene mein dhak dhak bhi hoti nahin seene mein kitna maza hai aise jeene mein dhak dhak bhi hoti nahin seene mein koi bechaini nahin kitna anand hai ke aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai mat chhed apne deewane ko rehne de tu is bahaane ko hey mat chhed apne deewane ko rehne de tu is bahaane ko hothon pe na hai magar dil to razamand hai razamand hai magar aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana
paise ka kaajal daike na lo humri jaan paise ka kaajal daike na lo humri jaan lakhon ki hai humari jaan babua jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa ho ho naina hain chanchal kaise na maarenge baan naina hain chanchal kaise na maarenge baan hum ho gaye hain jawaan babua jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa mele mein bhi hum akele hain tum hamre sang aao na arre phir jaate jaate ye chhalla nishani mein de jaao na ahaa chhalla mera na mehanga pade lut jaaoge khade hi khade ho bachaaye tujhe raam ho naina hai chanchal kaise na marenge baan hum ho gaye hain jawaan babua jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa jeevan se jaoge saiyan jo humse nazar mil gayi ho kitni dafa humre kaaran yahin pe chhuri chal gayi are hum dilwale bhi dikhlayenge dekh lena tumko le jayenge bachaye tumhe raam jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa hoo ooo paise ka kaajal daike na lo hamri jaan lakhon ki hai hamari
parbat ke peechhe chambe da gaon parbat ke peechhe chambe da gaon gaon mein do premi rehte hain parbat ke peechhe chambe da gaon gaon mein do premi rehte hain hooo hum to nahin woh deewana jinko deewane log kehte hain hooo gaon mein do premi rehte hain unki baatein sunte hai kyun chhup kar sab jaane unki baatein sunte hai kyun chhup kar sab jaane kya kya baatein karte rehte hain woh ab jaane un dono ko neend nahin aati kyun rab jaane taaron ke saath wo jagte hai raat ko jharno ke saath behte hain parbat ke peechhe chambe da gaon gaon mein do premi rehte hain milenge ya bichhdenge haai raam kya hoga milenge ya bichhdenge haai raam kya hoga naa jaane unn dono ka anjaam kya hoga muft mein ho jaayenge wo badnaam kya hoga ghar se nikalte raste pe chalte taane hazaar sehte hain hum to nahin woh deewana jinko deewane log kehte hain hooo gaon mein do premi rehte hain hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
pasand aa gayi hai ik kaafir haseena pasand aa gayi hai pasand aa gayi hai ik kaafir haseena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai sitamgar ne mushkil kiya mera jeena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai jannat ki hooron sa dilkash jamaal dariyaa ki maujon si badmast chaal jannat ki hooron sa dilkash jamaal dariyaa ki maujon si badmast chaal sheeshe ke saagar saaaaaa sheeshe ke saagar sa naazuk badan to shabnam ke qatron sa rangeen paseena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai kamsin abhi hai wo naadan hai ulfat ki baaton se anjaan hai kamsin abhi hai wo naadan hai ulfat ki baaton se anjaan hai uss bekhabarrrrrr kooooo uss bekhabar ko nahin kuchh khabar ghum e ishq se phoonk gaya mera seena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai kitni haseen meri mehboob hai jodi humari bahot khoob hai kitni haseen meri mehboob hai jodi humari bahot khoob hai shayar hoon main toooo shayar hoon main to wo jaan e ghazal
kahaa aap kaa ye wajah hi sahi ke hum beqadar bewafaa hi sahi bade shauk se jaaiye chhod kar magar sehne gulshan se yun tod kar phool aahistaa phenko phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain waise bhi to ye badkismat nok pe kaanton ki sote hain phool aahistaa haaan aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko badi khubsoorat shikaayat hai ye badi khubsoorat shikaayat hai ye magar sochiye kya sharaafat hai ye jo auron ka dil todten rehte hain lage chot unko to ye kehte hain to ye kehte hain ke phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain jo rulaate hain logon ko ek din khud bhi rote hain phool aahistaa phenko kisi shokh ko baagh ki sair mein kisi shokh ko baagh ki sair mein jo lag jaaye kaanta koi pair mein khafaa husn phoolon se ho kiss liye ye masoom hai bekhata issliye bekhata issliye phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain ye karenge kaise ghayal ye
suno sunaayen ek kahaani jab aati hai rutt pe jawaani tab banti hai prem kahaani prem kahaani mein ik ladka hota hai ik ladki hoti hai kabhi donon hanste hain kabhi donon rote hain prem kahaani mein ik ladka hota hai ik ladki hoti hai kabhi donooon hanste hain kabhi donon rote hainnnn prem kahaani mein ik ladka hota hai ik ladki hoti hai kabhi donon hanste hain kabhi donon rote hain itni si chhoti si hoti hai ik chingaari itni si chhoti si hoti hai ik chingaari jal jaati hai phoonk jaati hai jiss mein duniyaa saari chaandani raaton mein raaton mein ik deepak hota hai hota hai ik baati hoti hai kabhi donoooon jalte hain kabhi donon bhujhte hain prem kahaani mein ik ladka hota hai ik ladki hoti hai kabhi donon hanste hain kabhi donon rote hain jhoom ke parbat pe rimjhim jab aata hai saawan hooooooooo ooooo hoooo hooo hoooo hoooo jhoom ke parbat pe rimjhim jab aata hai saawan saawan mein premi paagal ho jaate hain saajan inn barsaaton mein hmmmm ik baadal hota hai
pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai shamma kahe parwaane se pare chala jaa meri tarah jal jaayega yahaan nahin aaaaa shamma kahe parwaane se pare chala jaa meri tarah jal jaayega yahaan nahin aa wo nahin sunta usko jal jaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai rahe koi sau pardon mein dare sharm se nazar aji laakh churaaye koi sanam se rahe koi sau pardon mein dare sharm se nazar aji laakh churaaye koi sanam se aa hi jaata hai jis pe dil aana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai suno kisi shaayar ne ye kahaa bahut khoob mana kare duniyaa lekin mere mehboob suno kisi shaayar ne ye kahaa bahut khoob mana kare duniyaa lekin mere mehboob wo
pyaar ka dard hai pyaar ka dard hai meetha meetha pyaara pyaara meetha meetha pyaara pyaara ye haseen dard hi ye haseen dard hi do dilon kaa hai sahaara do dilon kaa hai sahaara thoda thoda chain bhi hai thodi thodi beqaraari thoda thoda chain bhi hai thodi thodi beqaraari aur bhi ho pyaar jawaan aarzoo hai ye humaari aur bhi ho pyaar jawaan aarzoo hai ye humaari ye milan ho dubaara pyaar ka dard hai meetha meetha pyaara pyaara meetha meetha pyaara pyaara ye haseen dard hi do dilon kaa hai sahaara do dilon kaa hai sahaara mujhe mila pyaar tera tujhe meri chaah mili mujhe mila pyaar tera tujhe meri chaah mili naye naye sapnon ki humen nayi raah mili naye naye sapnon ki humen nayi raah mili ek armaan humara pyaar ka dard hai meetha meetha pyaara pyaara meetha meetha pyaara pyaara ye haseen dard hi do dilon kaa hai sahaara do dilon kaa hai sahaara roz humen mil ke bhi milne ki aas rahe roz humen mil ke bhi milne ki aas rahe roz mite pyaas koi aur koi pyaas rahe roz
pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar tu jo palat ke aankh milaye meri jawani khil khil jaye is dil pe hai raaj tumhara aaj jo mango wo mil jaye raat baaki hai hum sa saathi hai tauba tauba kaise sawaal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar jaagi jaagi soyi soyi aaj phirun main khoyi khoyi yun to mohabbat haaye sab karte hain pyaar ko samjhe koyi koyi halka halka sa dard hota hai haye haye kya dil ka haal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar nazrein phere muh kyun moda haath pakad ke tumne chhoda tumne hamara dil kyun toda pyaar bhi karte thoda thoda aisi raaton mein door baithe ho jane jane kiska khayal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar
oh oh oh pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada kho gaye tum kahaan ab to aa jao na phool hanste nahin panchhi gaate nahin phool hanste nahin panchhi gaate nahin ik tumhaare bina ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke ye wahi hai jagah humse pehle pahel ye wahi hai jagah humse pehle pahel tum mile the jahaan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yeh dahekta hua chaand taaron ka ban ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin uth raha hai dhuan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada laut aao laut aao ke aana hai tumko yahin laut aao ke aana hai tumko yahin tum jahaan ho tumhaari wo duniya nahin wo duniya nahin geet ke roop mein tumse
heeeyyyyy he hey pyaar tumne kiya na ho to hamse shuruaat karo pyaar tumne kiya na ho to hamse shuruaat karo main laila ki chhutti kar doon tum majnu ko maat karo jhinka chika jhinka chika jhinka chika jhinka chika takita takita takita takita taa hey dil tumne diya na ho to humse shuruaat karo dil tumne diya na ho to humse shuruaat karo main ranjhe ki chutti kar doon heer ko tum bhi maat karo jhinka chika jhinka chika jhinka chika jhinka chika takita takita takita takita taa saath kisike dekh ke tumko hum to jal hi jayenge ek se baat karoge tum hum do se aankh ladayenge saath kisike dekh ke tumko hum to jal hi jayenge ek se baat karoge tum hum do se aankh ladayenge donon mein jo are teesra aaya hum to mar hi jaayenge aan han han han han chuppp dil tumne diya na ho to humse shuruaat karo dil tumne diya na ho to humse shuruaat karo main ranjhe ki chutti kar doon heer ko tum bhi maat karo jhinka chika jhinka chika jhinka chika jhinka chika takita takita takita takita
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nagma Hamaara Gayega Bundal Baaz (1976) 04:43 36094
 
Poster of Bundal Baaz (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sulakshana Pandit
Duration : 04:43   Song Number : 36094   

Naina Hain Pyaase Mere Aavishkar (1973) 03:28 32681
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:28   Song Number : 32681   

Nainon Mein Nindiya Hai Joroo Ka Ghulam (1972) 02:44 36153
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 02:44   Song Number : 36153   

Ni Main Yaar Manana Ni Daag (1973) 05:53 21040
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 21040   

O Ladki Deewani Maryada (1971) 02:55 37468
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Rajesh Khanna
Duration : 02:55   Song Number : 37468   

O Mere Dil Ke Chain Mere Jeevan Saathi (1972) 04:35 21053
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:35   Song Number : 21053   

O Mere Dil Ke Chain Mere Jeevan Saathi (1972) (Short) 03:47 37195
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972) (Short)
 
Category
Short Songs
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:47   Song Number : 37195   

O Meri Jaan The Train (1970) 05:28 18138
 
Poster of The Train (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 05:28   Song Number : 18138   

O More Sajnaa Baharon Ke Sapne (1967) 04:14 39374
 
Poster of Baharon Ke Sapne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Asha Parekh
Duration : 04:14   Song Number : 39374   

Paas Nahin Aana Aap Ki Kasam (1974) 03:51 32052
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 03:51   Song Number : 32052   

Paise Ka Kaajal Aanchal (1980) 05:36 37021
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Rekha
Duration : 05:36   Song Number : 37021   

Parbat Ke Peechhe Mehbooba (1976) 03:55 12386
 
Poster of Mehbooba (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:55   Song Number : 12386   

Pasand Aa Gayi Hai Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:11 12385
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:11   Song Number : 12385   

Phool Aahistaa Phenko Prem Kahani (1975) 05:26 12429
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shashi Kapoor, Mumtaz
Duration : 05:26   Song Number : 12429   

Prem Kahaani Mein Prem Kahani (1975) 05:10 12431
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 05:10   Song Number : 12431   

Pyaar Deewana Hota Hai Kati Patang (1970) 04:49 21124
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:49   Song Number : 21124   

Pyaar Ka Dard Hai Dard (1981) 05:20 21118
 
Poster of Dard (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Duration : 05:20   Song Number : 21118   

Pyaar Karte Ho Yaar Taxi Driver (1973) 04:29 37048
 
Poster of Taxi Driver (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Krishna Kalley
On Screen Actors- 
Babita, Rajesh Khanna
Duration : 04:29   Song Number : 37048   

Pyaar Ki Waadiyan Jaanwar (1983) 02:27 15474
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 02:27   Song Number : 15474   

Pyaar Tumne Kiya Na Maqsad (1984) 05:17 36932
 
Poster of Maqsad (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Prada
Duration : 05:17   Song Number : 36932   
Karaoke Songs of rajesh khanna, Sad Songs of rajesh khanna, Love Songs of rajesh khanna, Dance Songs of rajesh khanna, Hip-hop songs of rajesh khanna, Best songs of rajesh khanna, Super hit songs of rajesh khanna, hit songs of rajesh khanna, duet songs of rajesh khanna, solo songs of rajesh khanna, old songs of rajesh khanna, famous songs of rajesh khanna, Hindi Karaoke Songs of rajesh khanna, Hindi Sad Songs of rajesh khanna, Hindi Love Songs of rajesh khanna, Hindi Dance Songs of rajesh khanna, Hindi Hip-hop songs of rajesh khanna, best Hindi songs of rajesh khanna, super hit Hindi songs of rajesh khanna, hit Hindi songs of rajesh khanna, duet Hindi songs of rajesh khanna, solo Hindi songs of rajesh khanna, old Hindi songs of rajesh khanna, famous Hindi songs of rajesh khanna, Sing Along Songs of rajesh khanna, Sing Along Sad Songs of rajesh khanna, Sing Along Love Songs of rajesh khanna, Sing Along Dance Songs of rajesh khanna, Sing Along Hip-hop songs of rajesh khanna, Sing Along Best songs of rajesh khanna, Sing Along Super hit songs of rajesh khanna, Sing Along hit songs of rajesh khanna, Sing Along duet songs of rajesh khanna, Sing Along solo songs of rajesh khanna, Sing Along old songs of rajesh khanna, Sing Along famous songs of rajesh khanna