Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKishore Kumar
HomeKishore Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal isse khona nahin kho ke rona nahin isse khona nahin kho ke rona nahin zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal tere girne mein bhi teri haar nahin ke tu aadmi hai avtaar nahin tere girne mein bhi teri haar nahin ke tu aadmi hai avtaar nahin jo ho des wo bhes bana pyaare chale jaise bhi kaam chala pyaare pyaare tu ghum naa kar zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal jahaan sach naa chale wahaan jhooth sahi jahaan haq naa mile wahaan loot sahi jahaan sach naa chale wahaan jhooth sahi jahaan haq naa mile wahaan loot sahi yahaan chor hai sab koi saadh nahin sukh dhundh le sukh apraadh nahin pyaare tu ghum naa kar zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal isse khona nahin kho ke rona nahin isse khona nahin kho ke rona nahin zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagiiii
zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin hai ye kaisi dagar chalte hain sab magar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ko bahut pyaar humne diya aa aa maut se bhi muhabbat nibhaayenge hum rote rote zamaane mein aaye magar hanste hanste zamaane se jaayenge hum jaayenge par kidhar hai kise ye khabar koi samjha nahin koi jaana nahin aise jeevan bhi hai jo jiye hi nahin jinko jeene se pehle hi maut aa gayi phool aise bhi hain jo khile hi nahin jinko khilne se pehle khizaa kha gayi hai pareshaan nazar thak gaye chaar agar koi samjha nahin koi jaana nahin
zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate phool khilte hain log milte hain phool khilte hain log milte hain magar patjhad mein jo phool murjhaa jaate hain wo bahaaron ke aane se khilte nahin kuchh log ik roz jo bichhad jaate hain wo hazaaron ke aane se milte nahin umr bhar chaahe koi pukaara kare unka naam wo phir nahin aate wo phir nahin aate aankh dhokha hai kya bharosa hai aankh dhokha hai kya bharosa hai suno doston shaq dosti ka dushman hai apne dil mein ise ghar banaane naa do kal tadapna pade yaad mein jinki rok lo ruth kar unko jaane naa do baad mein pyaar ke chaahe bhejo hazaaro salaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate suboh aati hai raat jaati hai suboh aati hai raat jaati hai yunhi waqt chalta hi rehtaa hai rukta nahin ek pal mein ye aage nikal jaata hai aadmi thik se dekh paata nahin aur parde pe manzar badal jaata hai
zindagi anmol zindagi ki pehli zarurat hai kya ek pyaar tera pyaar se bhi tumko pyaara hai kya intezaar tera duniya ke ghumon ka ilaaj hai kya deedaar tera zindagi anmol zindagi ki pehli zarurat hai kya ek pyaar tera mujh gareeb ko kam naseeb ko tumne itna pyaar diya kaise karz utaarun uska tumne jo upkaar kiya tumne labon ki laali bhar ke rang nikhaar diya hai pyaar ka badla deke pyaar sansaar sanwaar diya hai praan do ek huye karz ka kya sawaal zindagi anmol zindagi ke sapnon ki manzil hai kya ek dwaar tera imaan ki kitaabon se badhkar hai kya iqraar tera masiha se bhi achchha hoga na kaun bimaar tera zindagi anmol zindagi ki pehli zarurat hai kya ek pyaar tera tum mujhko devon se badhkar bin maange vardaan diye karz na jinka chuka sakun main tumne wo ehsaan kiya main to farishta nahin koi insaan tumhaare jaisa sukh dukh ke donon saathi ehsaan kisi par kaisa jo mera wo tera karz ki baat kya zindagi anmol zindagi ki sabse badi daulat hai kya uphaar tera saare hi
aaa aaa aaa aaa aaa ooo oh ho ooooo zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai main tujhko pasand tu mujhko pasand toone jeewan sanwaar diyaaaa hai hey aey hey zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai main tujhko pasand tu mujhko pasand toone jeewan sanwaar diyaaaaa hai hey aey hey zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai naina tere jaise kiran roshan hua mera to mann ras ke bhare tere vachan arpan kiya tujhko jeevan naina tere jaise kiran roshan hua mera to mann are ras ke bhare tere vachan arpan kiya tujhko jeevan deedar se ikraar se toone sapna sakaar kiya hai zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai main tujhko pasand tu mujhko pasand toone jeevan sanwaar diyaaaa hai hey aey hey zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai soorat teri aisi khili chandan mein jyun chaandi mili toone diye wo hausle donon jahan mujhko mile soorat teri aisi khili chandan mein
hey zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge sargam hum se bane nagmein hum se jawaan jhoome aasmaan hum hi to duniyaan ke saat ajoobe hai hum se hai jahaan sargam hum se bane nagmein hum se jawaan jhoome aasmaan are hum hi to duniyaan ke saat ajoobe hai hum se hai jahaan dua dua dua dua dua dua hey zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge khushiyaan baantenge hum har ghum mil ke sahen phir kyun aansoon bahe are ban ke sahaara ek dooje ka yunhi chalte rahe khushiyaan baantenge hum har ghum mil ke sahen phir kyun aansoon bahe ban ke sahaara ek dooje ka yunhi chalte rahe dua dua dua dua dua dua hoye zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek banwaas hai kaat kar sabko jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya haath mein haath na ho to kya saath phir bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek mehmaan hai chhod sansaar jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega
hey jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo haa jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey jeene ka ye daur to abhi hua hai shuru zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai hmm hmmm sheeshe ke hain jaam wo paani ka hai wo nasha jogi kya hai jog kya tumhe kahan ye pata peeke bhi ho pyase tum pyasi pyasi zindagi zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani chaar din mein daaman chhod de hoo husn jaane kis kadam pe nazren mod le laaye tumhe hosh mein aisa koi jaam pee zindagi ye kaisi hai jaise jiyo
Zubi Zubi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Hansne Gaane Zameer (1975) 03:37 14447
 
Poster of Zameer (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 14447   

Zindagi Ka Safar Safar (1970) 04:08 21503
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:08   Song Number : 21503   

Zindagi Ke Safar Mein Aap Ki Kasam (1974) 06:36 21506
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:36   Song Number : 21506   

Zindagi Ki Pehli Justice Chaudhury (1983) 06:00 37914
 
Poster of Justice Chaudhury (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jeetendra
Duration : 06:00   Song Number : 37914   

Zindagi Mein Pehla Pehla Mohabbat (1985) 05:13 36943
 
Poster of Mohabbat (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vijeta, Anil Kapoor
Duration : 05:13   Song Number : 36943   

Zindagi Mil Ke Bitaayenge (Happy) Satte Pe Satta (1981) 04:33 17963
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:33   Song Number : 17963   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Male) Souten (1983) 04:49 21511
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 21511   

Zindagi Ye Kaisi Hai Swami Dada (1982) 08:02 35857
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 08:02   Song Number : 35857   

Zubi Zubi Mehboobi Ram Tere Kitne Nam (1985) 04:59 38726
 
Poster of Ram Tere Kitne Nam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sachin Pilgaokar
Duration : 04:59   Song Number : 38726   
Karaoke Songs of kishore kumar, Sad Songs of kishore kumar, Love Songs of kishore kumar, Dance Songs of kishore kumar, Hip-hop songs of kishore kumar, Best songs of kishore kumar, Super hit songs of kishore kumar, hit songs of kishore kumar, duet songs of kishore kumar, solo songs of kishore kumar, old songs of kishore kumar, famous songs of kishore kumar, Hindi Karaoke Songs of kishore kumar, Hindi Sad Songs of kishore kumar, Hindi Love Songs of kishore kumar, Hindi Dance Songs of kishore kumar, Hindi Hip-hop songs of kishore kumar, best Hindi songs of kishore kumar, super hit Hindi songs of kishore kumar, hit Hindi songs of kishore kumar, duet Hindi songs of kishore kumar, solo Hindi songs of kishore kumar, old Hindi songs of kishore kumar, famous Hindi songs of kishore kumar, Sing Along Songs of kishore kumar, Sing Along Sad Songs of kishore kumar, Sing Along Love Songs of kishore kumar, Sing Along Dance Songs of kishore kumar, Sing Along Hip-hop songs of kishore kumar, Sing Along Best songs of kishore kumar, Sing Along Super hit songs of kishore kumar, Sing Along hit songs of kishore kumar, Sing Along duet songs of kishore kumar, Sing Along solo songs of kishore kumar, Sing Along old songs of kishore kumar, Sing Along famous songs of kishore kumar